मंगला गौरी व्रत पूजन एवं उद्यापन विधि। Mangla Gauri Vrat Vidhi

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 21 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 792

  • @Kirti-s2x
    @Kirti-s2x 2 หลายเดือนก่อน +1

    Jai maa magla gauri maa ki

  • @shrivrindavandham1035
    @shrivrindavandham1035 4 ปีที่แล้ว +6

    Dhanyawad Mataji , Aapne Sab achhe s btaya h🙏

  • @anshikaatripathi
    @anshikaatripathi 4 ปีที่แล้ว

    Bahut achi jankari h... bahut shubh tarike se apne bataya..... jai ma gauri....

  • @prabhasahu5385
    @prabhasahu5385 4 ปีที่แล้ว +1

    Thanku so much mam.....itni acchi .jankari k liye...

  • @03PrakashPunj
    @03PrakashPunj 6 ปีที่แล้ว +2

    thanks Aunty. aapna hum logo ka itna khayal kiya

  • @sarojseth5665
    @sarojseth5665 3 ปีที่แล้ว +3

    Jay maa mangala gauri MAA 🌺🌺🙏🙏🌷🌷🌺

  • @nitinverma6156
    @nitinverma6156 3 ปีที่แล้ว +4

    अगर ये सब ना कर पाए तो क्या जो हमारी समझ में आये वो सब कर सकते है🙏 क्या जितना बजट मे आये आपने बहुत कुछ बताया है लेकिन वह सब संभव नही होगा
    और उद्यापन मे भी वही कर पाउंगी जितना संभव हो जायेगा

  • @maaannapurna384
    @maaannapurna384 ปีที่แล้ว +1

    Very nice my dear friend ❤️❤️

  • @sapnasharama1953
    @sapnasharama1953 3 ปีที่แล้ว

    Har har mahadev ❣️❣️🙏🙏 Om maa Mangalagori ji ❣️🙏🙏❣️ sbki manokamna puri krna ❣️❣️🙏🙏

  • @minakshirana6190
    @minakshirana6190 3 ปีที่แล้ว +1

    Jay Mangla gouri Maa.

  • @yogeta3
    @yogeta3 4 ปีที่แล้ว

    Bahut achhi info☺️☺️☺️mere sare doubt clear ho gye

  • @nkrathore7669
    @nkrathore7669 5 ปีที่แล้ว +1

    Ap ne bahut sarl Vidhi btai h,
    Tqu .....guru ma

  • @jagritiawasthi9526
    @jagritiawasthi9526 3 ปีที่แล้ว +1

    Mata ji mai phle se solah sombar vrat kr rhi hu....kya mai mangalagauri vrat kr skti hu pls hmari sahayta kre....aj hi mngalvar h isliye thoda jaldi mera margdarshn kre

  • @poonampandeyvlog6988
    @poonampandeyvlog6988 ปีที่แล้ว +3

    हम सोमवार काफी समय से रहते हैं और छोड़ना भी नहीं चाहते हैं तो माता जी क्या म़गलागौरी व्रत रख लें अबकी बार.से क्यों कि मेरे पति को स्वास्थ्य समस्या है तो हम भोलेनाथ के साथ माता का की अशीष पाना चाहते हैं आप हमें शाघ्र बताइये माता जी क्योंकि चार जुलाई को शुरू हो रहा है ।🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻चरणस्पर्श माता जी

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  ปีที่แล้ว +1

      2 Vrat aap continue naa rahe, Pahale somvaar ka udyapan kare fir Mangala Gauri ji ka vrat shuru kare, Aap ye vrat is varsh se shuru naa kare

  • @2101ADITI2101
    @2101ADITI2101 3 ปีที่แล้ว

    Thanks, Mam. Apne vrat me hue kamiyon ko udyapan me kaise khatm kare iska behaad achcha tarika bataya.
    Mahavari me vrat nahi chodna chaiye kyunki ye natural process hai aur khud Devi maa ne hi banaya hai...purusho me bhi kai tarah ke hormonal secretion hote hai par wo vrat nahi chodte. Yeah bahut hi sahi baat hai.
    Pehle striyan Devi-Devtaon ko mahavaari me nahi chuti thi kyunki unke paas saaf rehne ka koi sadhan nahi tha. Wo sadhan bhi ek purush ne hi dundh ki diya, mahilayen to Sirf apne stri janm ko kosti rahi....par samasya ka samadhan nahi dundha.
    Khair, tab hygiene ki problem thi an nahi hai....isliye mahilaye aasani se mandir bhi ja sakti hai, Devi Devtaon ki murti ko sparsh bhi kar sakti hai.....ab unke paas natural process to hygienic rakhne ka tarika व sadhan hai.....vicharon se to mahilaye hamesha hi shudh thi और hain. Haan purush Jo vicharon se kabhi shudh nahi ho paye aur Jo hue wo devta ki shreni me aaye ko sambhalne ki zarurat hai.

  • @Cuttsplit
    @Cuttsplit 2 ปีที่แล้ว +1

    Aunty ji. Kya Puja kar sakte hai. Kiyo ke mere mummy papa ke death ho chuki hai. Mera mayeka nahi hai.

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 ปีที่แล้ว

      ji ha aap mangla gauri ka vart puja,jha hai,vahi se kar skti hai

  • @surbhisharma0210
    @surbhisharma0210 3 หลายเดือนก่อน

    jisdin vrat krte h usdin arg dete h ya agle din dete h?

  • @sangitakar8587
    @sangitakar8587 3 ปีที่แล้ว

    Jai mata di mam Better relationship family upay bataye kya hai g

  • @nidhisharma-cq4yk
    @nidhisharma-cq4yk 2 ปีที่แล้ว

    Jai maa Gauri 🙏🙏

  • @radhakishori7737
    @radhakishori7737 2 ปีที่แล้ว

    Radha Krishna ji

  • @baljindersidhu6565
    @baljindersidhu6565 3 ปีที่แล้ว

    Jai mata di

  • @jaipatra1678
    @jaipatra1678 3 ปีที่แล้ว

    Jay maa mangala gouri brata

  • @surbhisharma0210
    @surbhisharma0210 3 หลายเดือนก่อน

    Mayke me rehke is sawan k last me mai udhyapan kr sakti hu maine pura saal tuesday ka vrat rakha h shadi hui ni h abhi to mai abhi udhyapan kr sakti hu na is sawan me

  • @jagritiawasthi9526
    @jagritiawasthi9526 3 ปีที่แล้ว +1

    Mata ji mai unmarried hu...mai phle se solah sombar vrat kr rhi hu...kya mai Mangala gauri vrat start kr skti hu pls btaiye....y mera solah sombar ka 5 mnday tha ...please thoda jldi bta dijiye....

  • @jyotichouhan3839
    @jyotichouhan3839 4 ปีที่แล้ว

    Har har mahadev
    Jai ho manglagori mata ki

  • @shalinimishra3484
    @shalinimishra3484 3 ปีที่แล้ว

    Thanku 🙏

  • @mohitasisodia1957
    @mohitasisodia1957 3 หลายเดือนก่อน

    Udaapan 5 be saal ke savan me last magal me Krna h kya?

  • @surbhisharma0210
    @surbhisharma0210 3 หลายเดือนก่อน

    vrat to mai abhi sirf tuesday ka hi kr ri hu to sawan k jo somvaar aayenge ab unpe un Monday ka vrat kre ya na kre fir

  • @mohitasisodia1957
    @mohitasisodia1957 3 หลายเดือนก่อน

    4 time pooja Krna jaru h kya, morning time me or evening time me kr skte h kya.

  • @pratyakshpiyush7431
    @pratyakshpiyush7431 3 ปีที่แล้ว

    Avivahit ladkiya mangala gauri ka vrat kr skti h kya chachi ji

  • @simplepleasures7061
    @simplepleasures7061 3 ปีที่แล้ว

    Aunty ji... Main 2021 se ye vrat start kr sakti hun??

  • @shailzatiwari6921
    @shailzatiwari6921 5 ปีที่แล้ว +1

    Jai ma gori 🙏 koti Koti dhanyavad mataji

  • @priyankagoel4840
    @priyankagoel4840 6 ปีที่แล้ว +2

    Thanks aunty for video 😃

  • @dksinghrajputcreations3090
    @dksinghrajputcreations3090 3 หลายเดือนก่อน

    Mai toh jab tak jinda hu savan somwar nhi chhor sakti toh kya mangla gauri vrat na karu ?

  • @mohitasisodia1957
    @mohitasisodia1957 3 หลายเดือนก่อน

    Mayke nhi ja skte h tb brat rakh shake h kya

  • @yogeta3
    @yogeta3 4 ปีที่แล้ว +2

    Mam Yeh kya unmarried ldkiyan bhi kr skti h mngal dosh ke liye ??

  • @mohitasisodia1957
    @mohitasisodia1957 3 หลายเดือนก่อน

    4 time ki puja ka time kya hota.simple puja ka trka bta do please

  • @Carvaanwithrashmiritu
    @Carvaanwithrashmiritu 3 ปีที่แล้ว

    Mai married hu aunty aur Apne maike me Hu..par mere chachare bhaiya ki mrityu hui hai Kuch din pehle hi Jo village Mr rehte hain ..to kya Mai brat Kar sakti hu ya chutka mana jaega?

  • @shristigupta1686
    @shristigupta1686 10 หลายเดือนก่อน

    Mein satynarayan k vart rheti hu vo mein nhi chor sakti vo month mai bus ek he bar hota hai tho kya mein ya vart bhi utha sakti hu

  • @bharatinaik8687
    @bharatinaik8687 4 ปีที่แล้ว

    Magal Gauri vratmein 2020 mein start ki mein confuse Hun anty mein...mein udhapan kese ginti karu...2024..udhyapan Hoga ki 2025 udhyapan Hoga...anty ji bataiye kis sal mein karugi udhyapan..... MERI sadi bi nai hui hai...phir bi yeh vrat Kar rahi hun....

  • @anujkumar-rn4sx
    @anujkumar-rn4sx 4 ปีที่แล้ว

    Mam janmashthi pad rahi h aur mata gouri mangla ka wart bhi to kya kre konsa wart kre,.

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว

      mangala gauri ka vrat saavan me ho chuka hai

  • @meenasingh7829
    @meenasingh7829 3 ปีที่แล้ว +1

    Anti ji meri sadhi 2020 Feb me hui thi meri sadhi ki dusara saal lga h kya hm is brat ko kr skte h plz btye

  • @sonamjaiswal4778
    @sonamjaiswal4778 หลายเดือนก่อน +1

    Maa ji 🙏🙏🙏🙏🙏 sawan ke har mangalwaar ko 16 shingaar ka chadhayenge kya........ Ya sirf pahle aur akhiri manglwaar ko chadhaayenge....... Please reply maa ji 🙏🙏🙏🙏🙏🙏

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  หลายเดือนก่อน

      pahle aur akhiri manglwaar ko chadhaayenge

    • @sonamjaiswal4778
      @sonamjaiswal4778 หลายเดือนก่อน

      @@AsanZindagi aapka bahut bahut dhanyavaad maa ji 🙏🙏🙏🙏❤❤❤❤❤

  • @oshidubey4978
    @oshidubey4978 3 ปีที่แล้ว

    Mere sawan ke 2 mangal vaar rehe gaye h yadi or 2 bache h unko rehe sakte h

  • @tusharkumar4822
    @tusharkumar4822 3 ปีที่แล้ว

    Hello guru ma ye vrat sirf female hi kar sakti hai ya male bhi kar sakta hai

  • @amritamandal9360
    @amritamandal9360 5 ปีที่แล้ว

    धन्यवाद आपका माजी

  • @surbhisharma0210
    @surbhisharma0210 2 หลายเดือนก่อน

    Kuwari. Kanya Jb udhyapan kre tb vo baina apni mummy ko de udhyapan wale din pls reply ya kisi panditayin ko de?

  • @parwatikumari9155
    @parwatikumari9155 4 ปีที่แล้ว

    Sawan ke bad am sal tk manglagouri vrat n kr sakte h

  • @saumyadubey4822
    @saumyadubey4822 3 ปีที่แล้ว +1

    Pranam 🙏
    Maine pichle saal se saavan ka somvar vrat shuru kiya hai...
    Is saal se mai mangala gauri maa ka vrat karna chahti hu....
    Is baar adhik maas lga tha to kya main ye dono vrat ek saath shuru kar sakti hu?
    Koi dikkat toh nhi hogi?
    Please bataiye

    • @govindmarg
      @govindmarg 3 ปีที่แล้ว +1

      Nahi aap koi ek vrat hi kar sakta ho

  • @puspasinha2688
    @puspasinha2688 3 ปีที่แล้ว

    Thank you di🙏🙏

  • @sadhnasaxena6735
    @sadhnasaxena6735 ปีที่แล้ว

    Hiii namaste
    2 vrat ek saath na karne ke pichhe health point of view hai ya spritual reason hai

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  ปีที่แล้ว

      Vrat ke niyam ke anusaar vrat ke baad usaka paaran karane par hi usaka fal milata hai isliye 2 vrat continue nahi kiyaa jaata hai

  • @sk2001.
    @sk2001. 3 ปีที่แล้ว

    Kya es vrat me Mangla gauri mata ki pooja mitti ki murti ghar me bna kar na karke ,kisi shiv mandir me jakar maa gauri me Pooja kar skte hai

  • @vinitachauhan5490
    @vinitachauhan5490 2 หลายเดือนก่อน

    Namste mam, sawan k last mangalwar ko choki uthate hue nariyal ka kya karna h kya ise prasad roop me garan karskte h ya visarjan karna hota h ya ye b daan dena hota h

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 หลายเดือนก่อน

      daan kar dijiye

  • @mohitasisodia1957
    @mohitasisodia1957 3 หลายเดือนก่อน

    Savan ki Mangal me maha goori ki pooja kaise kre

  • @jagritiawasthi9526
    @jagritiawasthi9526 3 ปีที่แล้ว +1

    Pls mataji meri sahayta kre ...kya apka koi contect no h jispr bat krke punch sku ..kuki aj hi mngalbar h🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙋🏻🙋🏻

  • @preetiagarwal8525
    @preetiagarwal8525 4 ปีที่แล้ว +1

    Mam agar savan ke 1st mangalwar mei periods mei ho to 2nd mangalvar se shru kar sakte hai?

  • @suzitathapa6231
    @suzitathapa6231 4 ปีที่แล้ว

    Aunty ji maina ganesh ji ka vrat kiya hai...mai kya sath mai magalagauri ka vrat kar sakti hu plz reply

  • @savitadevi8020
    @savitadevi8020 5 ปีที่แล้ว +3

    Thank you mam

  • @ladoosingh1739
    @ladoosingh1739 6 ปีที่แล้ว

    Aisa koi bhi vart pti k krne k liye nhi hai vo apni patni k liye bhi rkhe....sare vart bs ptni k krne k liye hai....bhut hi nainsafi hai ye

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  6 ปีที่แล้ว

      aap apni wife ki surakcha ke liye apne aaradhy se pray kar skte hai

  • @sangtri
    @sangtri 4 ปีที่แล้ว

    Chachi aap ye btaiye ki hm somvati amavasya ka feri dete the par yek bar chhot gya to kya is bar sawan me jo pad raha h uspe fir suru kr skte hain ..Aur han kisi ne bola mayke ja k uthana ye jaruri h ki mayke se hi suru kare ...Ya sasural me suru kr skte hain

  • @alkayadavy
    @alkayadavy 3 ปีที่แล้ว

    Meri mummy too bidhwa h too kya bena de skte h

  • @revatialane9353
    @revatialane9353 3 ปีที่แล้ว +1

    Pregnancy me is vrat ka udyapan kar sakte hai kya?

    • @p.pradhan8882
      @p.pradhan8882 3 ปีที่แล้ว

      Ap pregnancy me v brat kar rehe the kya Dear....

  • @rajniSaibhakt
    @rajniSaibhakt ปีที่แล้ว

    Aunty shiyam ko khol skti hu vrat mangala gori ki pls reply me

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  ปีที่แล้ว

      Aap vrat poora din aur raat rahe fir next day par paran kare

  • @dollysingh489
    @dollysingh489 4 ปีที่แล้ว

    Mandir me jake ek tym puja karke upwas kar sakte hai manglagori ki

  • @SreeVaishnavaashritam
    @SreeVaishnavaashritam 4 ปีที่แล้ว +1

    Aunty ji! Kya ek hi nariyal ko har mangalbar me kalash per rakh ke maa mangala gouri pujan ho sakta he,? ya sawan ke har mangalbar ko naya nariyal se hi kalash bethana chahiye. Ya pehla mangalbar se akhri mangalbar tak ek hi nariyal ko kalash per stapana kar ke puja karna chahiye....

  • @nandiniin6559
    @nandiniin6559 3 ปีที่แล้ว

    Ek saal ka jo vrat rakhte hai ..toh shravan se lekar agle aashadh tak ek saal maana jayega?

  • @Animationediterz
    @Animationediterz 3 ปีที่แล้ว +1

    Thanks for so sweet 🙏🙏❤️❤️

  • @ranuvijaymanhar6114
    @ranuvijaymanhar6114 5 ปีที่แล้ว +1

    Mujhe pata nai tha or me 1 sal hi vart ki hu to joki mujhe nai tha to me dobar suru kar sakhti hu kya ha to kese
    Or ha mem santan prapti k liye kon sa varat karna chahiye

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 ปีที่แล้ว

      th-cam.com/video/yCkRLqvw_sc/w-d-xo.html
      ap dubara se vart kar skti hai

  • @Jywala9999
    @Jywala9999 3 หลายเดือนก่อน +1

    Kuwari lrki ye puja kr skti hai kya please bataiye??

  • @Grownglow123
    @Grownglow123 3 ปีที่แล้ว

    Kya kuwari larkiya is vrat ko karti hai???..plz plz plz reply

  • @anjumjaryal3183
    @anjumjaryal3183 4 ปีที่แล้ว +1

    Mataji parnaam pls aap manglagauri vrat puja kŕke btaye main hr mangal vaar ye vrat krti hu

    • @sy2gaming607
      @sy2gaming607 5 หลายเดือนก่อน

      Kese karte ho aap

  • @neelamsoni7379
    @neelamsoni7379 3 ปีที่แล้ว

    Aap se janna chatni hu ki ek widow kaise kis pooja ko kare plz meri problems ko solve kare

  • @kartikkumar4682
    @kartikkumar4682 3 ปีที่แล้ว

    मेडम मैं कल व्रत रखूंगी और 4 मंगलवार के लिए एक ही बार स्थापना करती हूं मगर अगले मंगलवार से पहले मुझे कहीं और शिफ्ट होना है तो क्या उसी मूर्ती को फिर से स्थापित कर सकती हूं

  • @meenasingh7829
    @meenasingh7829 3 ปีที่แล้ว

    Anti ji sawan ka chaar mangalwaar brat krna h ki pure saal mangalwaar brat krke udhypan kre plz bta digiye hm 5 saal nhi kr skte h

  • @priyankaanand1431
    @priyankaanand1431 3 ปีที่แล้ว

    Pranam aunty kya y vrat kuwari larki kar sakti h

  • @kanchansharma3909
    @kanchansharma3909 3 ปีที่แล้ว

    Kya mangla gauri ka vrat saawan se shuru karke har mangalwar ko 5 Sal tak karna hota ha

  • @poojasingh-lr4tm
    @poojasingh-lr4tm 2 ปีที่แล้ว

    Kya sawan k aakhiri somvaar se vrat uthaya ja sakta hai?

  • @bhawanasharma6148
    @bhawanasharma6148 5 ปีที่แล้ว

    Aunty ji Meri Shaadi ko 8 saal ho gye Hain mujhe bhi kahi se is vrat ki mahanta pta chali Hain vaise hamari family me kisi ne nhi kiya ye vrat laken Mera bahut man Hain aunty ji ki agle sawan se start Karu Kya me rakh sakti hu please bataye

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 ปีที่แล้ว

      ji ha agle sawan se start kar skti h vart..

  • @monagupta3635
    @monagupta3635 4 ปีที่แล้ว

    Mam agar pahla mangalbar nhi kr paye .th kya dusre se utha skty hai.

  • @puspasinha2688
    @puspasinha2688 3 ปีที่แล้ว

    Pahle Se Ham Bajrangbali ka Vrat rakhte Hain mangalwar Mahina Mein Ek mangalwar Karti Hoon Kya Main Mangla Gauri Vrat Utha sakti hun

  • @kajalpatel7399
    @kajalpatel7399 3 ปีที่แล้ว

    Mam kumyaari kanya ni reh skte h kya ye birat

  • @babitagoswami9527
    @babitagoswami9527 4 ปีที่แล้ว

    Aunty ji radhe radhe aap ek baar mangal gori ke pooja karke dekhayai plzz

  • @monabhati4074
    @monabhati4074 3 ปีที่แล้ว +1

    Shukriya Mam 🙏🙏😊

  • @Babua3555
    @Babua3555 3 ปีที่แล้ว +1

    Badi maa, mai apni didi ki shadi ke liye kar sakta hu?

  • @nehasingh1853
    @nehasingh1853 2 ปีที่แล้ว

    Kya kunwari kanya kr sakti hai ye vrat ??

  • @jyotipandit1947
    @jyotipandit1947 4 ปีที่แล้ว

    Aunty mujhe ye vrat kisi n abhi rahne ko bataya hai kyunki meri shaadisuda life m bhut prblms chal rahi hai to mai ye vrat 11 mangalvar tak kar sakti hu k nhi or period m ye vrat rakh sakti hu k nhi

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว

      sawan me jitna manglvar padhe
      utna hi vart kare
      5 sal tk vart kare

  • @tista9063
    @tista9063 3 ปีที่แล้ว +5

    4 magalwar kese honge mam..period b rehte h 1 month me to

    • @p.pradhan8882
      @p.pradhan8882 3 ปีที่แล้ว

      Ans mily to share me pls..

    • @sulakashna144
      @sulakashna144 2 ปีที่แล้ว +1

      I also want this answer

    • @hiradevi7216
      @hiradevi7216 ปีที่แล้ว

      @@sulakashna144 puja kisi or se karwa ke fast kar lijiy

    • @rajniSaibhakt
      @rajniSaibhakt ปีที่แล้ว

      Aunty ji shiyam ko kya kahaye

    • @hiradevi7216
      @hiradevi7216 ปีที่แล้ว

      @@rajniSaibhakt without salt food khay ..agar na ho toh send ha namak ka one grain wala khana khay

  • @chanderkantyadav6971
    @chanderkantyadav6971 2 ปีที่แล้ว

    Ram ram ji ajar shadi ka 11 saal baad karna chaya to kay kar sakta h please batya

  • @anujkumar-rn4sx
    @anujkumar-rn4sx 4 ปีที่แล้ว

    Mata ji ek sawal h .mata ke wart me Jo chiz chadye wo hum mata ka parsad mankar use hum rakh sakte h .aur kya har mangal war ko 16 ,16 chiz chadni h suhag ka saman bhi har mangal war ko fir naya chadna h ki ek bar chadne ke bad mata wart krte rage h .

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว

      ji haa aap kuch saaman mandir me de aur kuch apane pass rakhe,aap baki sabhi saaman kaahiri mangalvaar ko chadhaye

  • @arora19rimpy
    @arora19rimpy 5 ปีที่แล้ว

    Plz bataye apne liye kya rakhei

  • @sindhumani8255
    @sindhumani8255 หลายเดือนก่อน

    Mam main Bihar se hoon. meri shadi hone ke tisre saal se manglagouri vrat start kr sakti hoon kisi vajah se pahle saal agar nahi kar paai

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  หลายเดือนก่อน

      aap vart kar skti hai

  • @heeralalkhatikheeralalkhat2441
    @heeralalkhatikheeralalkhat2441 3 ปีที่แล้ว

    16somvar to kar sakte he mangla gori vart ke sath me

  • @222shivanipandey2
    @222shivanipandey2 4 ปีที่แล้ว

    Anuty ji pranam mere vivah ka abhi ek varsh pura hua kya me dusre varsh se ye vrat kr skti hu pls margdarshan de or mera ek beta bhi h

  • @trishnarabidasofficial426
    @trishnarabidasofficial426 4 ปีที่แล้ว

    Hum kartik mahinese suru karsakte hai

  • @Carvaanwithrashmiritu
    @Carvaanwithrashmiritu 3 ปีที่แล้ว

    Kagzi nimbu chadhaya jata hai kya aunty 🙏?

  • @VishalKumar-ty5qb
    @VishalKumar-ty5qb 4 ปีที่แล้ว

    maa kay me ab is maglwar war se suru kar sakti hu. apne pati ki rakch ke liye unki kundli me kuch presni h maaa plz jawab dena mere suhg ke jiwan ke liye

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว

      mangala gauri vrat ka vidhaan hai ki ye vrat saavan ke pahale mangalvaar se hi kiya jata hai

  • @marutisaxena2873
    @marutisaxena2873 4 ปีที่แล้ว +1

    Sawan me hum Monday ka fast rahte he to Kya next day mangla Gori ka virt nahi rakh sakte he kya

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว

      ek hi vart kare

    • @SunitaKumari-cn6bo
      @SunitaKumari-cn6bo 4 ปีที่แล้ว +1

      @@AsanZindagi unmarried girls kr sakti hai ye fast

  • @shoda3606
    @shoda3606 ปีที่แล้ว

    Is Sal Mangla Gauri Vrat kab se shuru Honge

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  ปีที่แล้ว

      Is varsh naya vrat shuru naa kare

  • @Livelovelaugh05
    @Livelovelaugh05 4 ปีที่แล้ว

    Kya haar mangal shringar ka saman Lena hai mam???

  • @krishnarockstar7297
    @krishnarockstar7297 ปีที่แล้ว

    Ke somvar ke Mangala Mangala Gauri ke vrat rakh sakte 4 vrat

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  ปีที่แล้ว

      Aap dono me se koi ek vrat rahe, Somvaar ka 8 yaa fir Mangala ka 9 Vrat rahana hota hai par Is baar Malmaas hai aap ye vrat next year se shuru kare