Us waqt Rafi Sahab ne singing chor di thi bas yahi wajhe thi ke logon ko mouqa mila, Rafi Sahab ki jaghe na koi le saka tha na koi le sakta h rehti Duniya tak, Love you Rafi Sahab ❤❤❤
@@arshadhayat2897 मेरी बात सुनो भाई हमेशा रफी के आगे किशोर कुमार को नीचा दिखाते हैं कुछ लोग तो उनको मेरा जबाब यही होता है की 1970 से 1987 तक किशोर कुमार का ही राज था ये बात सबको पता है। दूसरे सिंगर कि आलोचना किसी को नही करनी चाहिए । मेरे लिए तीनो गायक महान हैं मुकेश माथुर किशोर कुमार Mohammad rafi ना कोई किसी से बड़ा और ना कोई किसी से छोटा Ok
Maza aa gya mazay ki baat ye hey k 44 saal k baad aaj b rafi saab zinda hain aur jo b rafi saab k ooper channal shuru karta hey hitt ho jata hey well keep it up
मौहम्मद रफ़ी साहब जैसा ना कोई आया और ना ही कोई आएगा हज़ारों साल नर्गिस अपनी बेनूरी पर रोती है तब कहीं जाकर होता है चमन में दीदावर पैदा लेकिन रफ़ी साहब वो इंसान थे जो बस एक बार ही दुनिया में आते हैं और अपने नूर से करोड़ों लोगों को मुनव्वर कर जाते हैं अल्लाह मौहम्मद रफ़ी साहब को जन्नत उल फ़िरदौस में आला मुक़ाम फ़रमाए आमीन
Brother i like your information because when rafi remain silent others took adventage out of it.but rafi banged all others when he made come back,Rafi Sahib is Rafi.
Rafi sahab ki ek geet Rajes ki carrier khatom nahi hua . If you go through flim industry no one can provide consecutive 15 flims hit means business success.Rafi sahab is the best singer of the decades.
Rafi Sahab 1944 se lekar aaj 2024 Tak hai aur kishor kumar 1970 se 1980 tak hi the kyonki 1980 ke baad mein shabbir kumar aur mo Azeez ka daur shuru ho gaya tha
Glamorous hona aur bahut accha Acting hone donon main farq hai .. Dilip Kumar ki film , Naya Daur, Devdas, Mugle azam Ram aur Shyam ke mumble Rajesh Khanna dur dur tak nahin the .. acting main Depth hoti to 1969-1972 take kul 4 sal main Stardom khatam ho hayat 1973 mein Rajesh khanna , 10/11 flop film le aye …DharamNedra ki 10 hit film ayee, 1973 Rafi saheb ka gana 1973 main Andhi a gayee … Rafi saheb ne 22 months gana chod diya tha … 1973 main Ek gana Aj mausam bada beiman hai , Chura liya hain tumne jo dil ko … Aur Rafi sahib fir se come back kiya … Kya Hua tera wada ko National Film award mila ,
@@PushpaDevi-nl8fv sare actor versatile acting karte the rk ko chodkar lagataar ak jaisi filme public ko bor karne lagi thi isiliye 4 saal me hi carier dhalan pe aa gaye Dileep sahab rajendra Kumar suneel dutt Dharmendra ji or ab har tarah ki acting karte the isliye jyada chale
Rafi sahab rk ke liye itne achche geet gaye isko kadar nahi thi . ye reshmi julfe Ye jo chilman hai Yu hi tum mujhse baat karti ho Pasand aa gayi yai ak kafir haseena phalak se todkar dekho sitare log kaye hai Chup gaye sare nazare oye kya baat Akele hai chale aao Gulabi aankhe jo teri dekhi Nafrat ki suniya ko chodkar Sola ulfat ka bhadkake mere dil me aag laga ke na tarsaiye
Jab hum voice ki baat kare ge to Rafi sahab ki awaaz ke saath kisi ka comparison nahin kiya ja sakta, Rahi baat Rajesh khana ki, Rajesh khana ki jo movies hit Hui,un mein bhi to Rafi sahab ne apni aawaaz di hai,jaise Aradhna,Do Raaste, Mehboob ki mehandi, Aan Milo sajna,sacha jhoota ,the train,Haathi mere Saathi,hum shakal,shahzada.. Hajj karne ki wajah se jab Rafi sahab ne gaane nahin gaane ka faisla kiya tha ,us wajah se Kishore Kumar ko space Mila, lekin jab Rafi sahab ne restart Kiya to wo apni jagah pe dubara punach gaye,matlab Shehanshahi Tarranum ke maqaam par
Kishore sahab, rafi ko rafu karke marte dam tak number 1 singer rahe. Rafi to depression me chalaa gayaa thaa, Kishore da hi usse kuchh gaane dilwaa dete thhe.
Rafi sab kuch v ga sakte the. Romantic song- comedi song like - m kala hua to kia hua dil wala hun, tel malish, etc, bhajan, qawwali, romantic song, sad song, desh bhakti, slow song, fast song ..........but no other singer including kishor kumar, lata ji or others cant
Rk ki acting kk ke gano tak seemit bhi thi isliye lamba nahi chale baki actor versatile acting karte the isliye Rafi sahab har actor ki awaaz hubahu ban jate the lakho tarz Dene Wale Rafi sahab hero ki acting se bahut high lable ki singing thi jisme bahut sare chote bade har artist ko pahchaan dilayi Rafi sahab ki awaz kabhi bhi kewal hero ke liye gane ki mohtaaz nahi rahi wo kisi ke liye bhi gate xyz gana amar kar dete aur gane ke bol bhi lagte wahi artist gaa raha hai
@@UttamSingh-di5fv 80 tak jitne actor aaye shuru se aakhir tak actor vilain comedian bhikari ka rolls karne wale actor sab mardana hi the tumne unki awaaz ka suni ho Rafi sahab har kirdaar nibhane wale pe gaa diya dara singh aur randhawa amjad khan ke father jayant ye sab marrd hi the Amitabh aur Rajesh inse bade mard nahi the Dharmendra sammi kapoor jitendra Sashi firoz Sanjay suneel dutt rajendra kumar raj kumar ye to jhalak hai tum andaza nahi laga paoge Rafi sahab ne kon kon actor ke liye gaya
Kuch bhi….Rajesh Khanna era ended due to the emergence of AB & his angry young man era. Not for one song of Legendary Rafi Sahab & He-Man Dharamji. Apni knowledge thik kariye. Aur jo log yaha Rafiji aur Kishoreji ka comparison kar rahe hai wah samjhe ki both were true legends & Soul of Indian Movies. Aap jis tarah Sachin aur Virat Kohli ki comparison nahi kar sakte usi tarah yeh dono legends ki bhi nahi kar sakte. Both had great love & respect for each other
AISA COVERAGE JO INSAAF PER MABNI WELLDONE BAHOTH KHOOB , MY BHI HDERABAD TELANAGANA HINDUSTAAN KA PHOTOJOURNALIST HUN 🎉❤ AAPKA YEH COVERAGE ZABARDAST HAI ISKI JITNI TAARIEF KI JAYE KAM HAI MUBARAK HO AAPKO AUR AAPKE CHANNEL SAATHION KO MERA SALAAM.
Amitabh Bachchan had a similar if not more popularity. During Rajesh Khanna era, the competition was less but Amitabh overtook Rajesh and ruled Bollywood for many years
😂😂jb amitab aya rajesh khanna ka downfall ho chuka tha amitab 1975 mai sholay mai bhi part time actor tha amitab ka daur 1976 k bad shuru hua wo bhi multi starer movie se tb tak rajesh khanna dub chuka tha dharmendra amitab se bada actor aur naam hai but wo show bazi mai nhi pada nhi to 1965 se 1988 tk dharmendra akela aisa hero jiska downfall nhi aya aur chahe rajesh khanna ho vinod khanna amitab jatendra in sabse pehle dharmendra ka hi naam ata hai amitab se double hit filme hain dharmendra ki
@@PushpaDevi-nl8fv तेरी क्यों सुलग रही है ! भांड, मसखरे, तीन बीवियां छोड़ के भागने वाले की चम्मची!! दूसरा तेरा बुड्ढा, गंजा राजेश खन्ना, 1975 के बाद अमिताभ ने बुरी तरह धो डाला, पकाऊ को ! तू कानफोड़ू की चम्मची चुप ही रही कर !!
Kishore da is a very good playback singer but unhone Rajesh Khanna ko super star nahi banaya bulki Rajesh Khanna ka stardom aur Gaane ki adayagi ( gaane ke dauran Jo acting hoti hai woh abhi tak best hai) ne Kishore da ko super star banaya.
😂😂😂😂 Dono aache gate he.. Pr mohammad rafi sahab unke gure the... Jo kishor ji nahi ga pate the. Wo Rafi sahab gaya karte the... Pr jb dharam paji flim me aay tb dono ka jadu km ho gaya or mohammad rafi sahab ki awaaz bani Rahi...
Ye rafi sahab aur kishor da ka muqabla nhi tha yah muqabla rajesh khanna aur dharmendra ka tha aur faida huaa uthaya amitabh bachchan ne Aaj ka rafi sahab hain arjit sing
Jayese himesh reshamiya aur imran hashmi ka daur aaaya tha wayese kishor kumar aur rajesh khana ka aaya tha lekin 😂..lekin ayesa waqt zyada der nahi chalta log bor ho jate hai Mohammed rafi sahab ek sada bahar singer hai
Kishore Kumar 1975 tak safal hote gaye magar unki gayaki me basi pana mehsus kiya gaya.Koi keh sakta ha ke khota sikka chal gaya.Usi tarah RK ka abhinay mein bhi naya pan khatam ho gaya tha.
Rajesh Khanna sahab hi one and only original super star hai, Kishore Kumar is God of singing. Baaki dusre singers aur actors so so hai, Mohd rafi to baasepan ki sabse badi misaal hai.
@@UttamSingh-di5fvSorry to know about your understanding of music. Nobody had the versatility and range as Rafi Saab. Every singer including Kishore da agreed & acknowledged that what Rafi Saab could do, they couldn't even think of it.
After 1969 Kishore da ne rafi ki dukaan band kar di, Kishore da par 2 saal kaa ban lagaa tab rafi gaa rahe thhe, lekin rafi kabhi come back nahi kar paaye, Kishore da hi ek chhatra raaj karte rahe. 👍
For your kind information, it was Rafi Saab who met the then PM, Smt. Indira Gandhi and requested her to lift the ban on Kishore da. When KK came to know about it, he met Rafi Saab and cried while thanking him. When Rafi Saab passed away, KK sat at his feet and cried inconsolably for an hour and did not record any song for some time After that, whenever he did a programme, he always started by singing Rafi Saab's song as a tribute.
@@dr.qayummukaddam1436 This is false information, Congress Govt banned kishore kumar sahab for singing but when new government was formed it took back the ban from Kishore da. Rafi did nothing. In order to show rafi great, this fake story is narrated by so many video makers. The son of Kishore kumar sahab, Amit Kumar told on an interview, this story is nonsense.
@@dr.qayummukaddam1436 This is fake story, Amit Kumar told on an interview. Rafi did nothing about it. Congress banned Kishore da for singing, when new Government was formed after two years of ban, took back ban and Kishore sahab started singing. In order to show rafi so great, fake news is being spread by so many video makers. But truth is truth.
@@UttamSingh-di5fvno dis is not fake story amit kumar never said anything like this Kishore Kumar himself admited this and he cried at the foot of rafi sahab when he died
UNNECESSARY PRIDE , DEROGATION OF PERSONALITY LIKE. RAFI. SAHIB. LEADS TO THE DOWNFALL❗ CONSPIRACIES AGAINST RAFI SAHIB HAVE. NEVER PAID THE CONSPIRATORS ❗🙏🇵🇰🥊🤠 🇮🇳❗(12-01-2025)❗
Uske baad nafrat ki duniya chod ke rajesh khanna ko uthaya ye gana kishor da ne bhi gaya tha lekin thak gye achcha nhi ho paya fr kishor da ne khud kha ye rafi sahab hi ga sakte ha
Kuch bhi bol diyaa aapne. Rajesh Khanna gayaa , toh next 10 saal tak Kishore daa ne Big B ko megastar banathe Gaya. Ek kyaa Loafer film aa gaya Kishore daa kaa Jadu chala gaya. Kuch bhi bol diyaa.
Award 80 ke dasak me jab tak Rafi sahab the kk sirf 3 award hi the rs ke 6 award 5 award baad me mile jab Rafi sahab the hi nahi duniya me award se ability proof nahi hoti kuki industry me award ko lekar kaam ko lekar bahut politic Hui hai 70 ke time me starting me bahut se music director music dete the baad me 70 ke time pe kch logo ne music industry ko take over kar liye jisme kch relation ki wajah se favour karte the ak group ke music director the ghoom fir ke music bhi sabhi ka lagbhag same tha to filmfare bhi unhi ke gano ko milta legendary music director ne music dena hi band kar diya tha unki baat hi alag thi starting me agar Filmfare ki category hoti to Rafi sahab har gane pe award pate ak ak gana amar hai
This video is nonsense. While the Dharmendra-Rafi song was a hit, it was nowhere near Rajesh Khanna's many hits. Fact is, in 1973 both Amitabh and Rishi Kapoor became big heroes while Dharmendra was already doing ok. Rajesh Khanna had many challengers all of a sudden while the public was starting to get bored with him.
Kya bakwas hai , 1974 aate aate logonko romantic filme Bor Ho chukithi, jab Zanjeer, Dewaar, Sholay jaise movie maar dhaad wale movies hit hui, aur Rafi ke gaane ke wajah se Rajesh khanna ka carrier se door door tak vaasta nahi, AAP ki Kasam, Ajanabi, Mehbuba, Amar Prem, Kati Patang Premkahani ke gaane Aaj bhi log yaad karte hai itna biased hona bhi accha nahi
Rafi shab ki awaz ke aas pass koi bhi nhi h
My opinion,
Kishor Da is a Public Voice.
M. Rafi Sahab God gifted voice where peoples could sing the song but could not bring out Rafi Sahab VOICE.
Nicely discribe
हीरे को जोहरी हो पहचान सकता है
और आप मुझे आवाज के जोहरी लगे
Right sir excellent analysis
Yes exactly 💯 right ❤
किशोर कुमार 95%रफि सा.5%जरुरत पड़ता है
Be it a male singer or a female singer, there is no one even remotely comparable to Mohammed Rafi Sir.
Us waqt Rafi Sahab ne singing chor di thi bas yahi wajhe thi ke logon ko mouqa mila, Rafi Sahab ki jaghe na koi le saka tha na koi le sakta h rehti Duniya tak, Love you Rafi Sahab ❤❤❤
@@mddanishanwar8123 अबे रफी ने सिंगिंग छोड़ नहीं दी थी किशोर के सामने खडा नही हो सका और भाग गया क्योकि काम मिलना बंद हो गया था रफी खाली बैठ गया था।
Bilkul Rafi Sahab King Thy❤
@@pravinkumar-hw7dfyha v kr gye naa h m wala kaam bklol bnda hazz krne k baad chhor diya tha jaake padha kro history tb smjh aayega
@@arshadhayat2897 मेरी बात सुनो भाई हमेशा रफी के आगे किशोर कुमार को नीचा दिखाते हैं कुछ लोग तो उनको मेरा जबाब यही होता है की 1970 से 1987 तक किशोर कुमार का ही राज था ये बात सबको पता है। दूसरे सिंगर कि आलोचना किसी को नही करनी चाहिए । मेरे लिए तीनो गायक महान हैं
मुकेश माथुर
किशोर कुमार
Mohammad rafi
ना कोई किसी से बड़ा और ना कोई किसी से छोटा Ok
@@arshadhayat2897 अब तुम भी ये बता दो कि किशोर कुमार को गाना आता है या नही और रफी और किशोर मे से कौन ज्यादा बड़ा हैं या बराबर हैं कृपया बता दो Thanks
rafi saab is the best singer.
Maza aa gya mazay ki baat ye hey k 44 saal k baad aaj b rafi saab zinda hain aur jo b rafi saab k ooper channal shuru karta hey hitt ho jata hey well keep it up
Rafi Sahab was incomparable. He was ultimate and versatile in play back singing
RAFI SAHAB JI AUR LP JI BOHAT KHOOB JODI THI
Rafi sahab jaisa awaz duniya main nehi
Rafi sahab mahantam hain ❤
WOW NAUSHAADJI
We Love mohammad rafi sahab 🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼🏵️🌼
मौहम्मद रफ़ी साहब जैसा ना कोई आया और ना ही कोई आएगा
हज़ारों साल नर्गिस अपनी बेनूरी पर रोती है
तब कहीं जाकर होता है चमन में दीदावर पैदा
लेकिन रफ़ी साहब वो इंसान थे जो बस एक बार ही दुनिया में आते हैं और अपने नूर से करोड़ों लोगों को मुनव्वर कर जाते हैं
अल्लाह मौहम्मद रफ़ी साहब को जन्नत उल फ़िरदौस में आला मुक़ाम फ़रमाए आमीन
Brother i like your information because when rafi remain silent others took adventage out of it.but rafi banged all others when he made come back,Rafi Sahib is Rafi.
Rafi sahab ki ek geet Rajes ki carrier khatom nahi hua . If you go through flim industry no one can provide consecutive 15 flims hit means business success.Rafi sahab is the best singer of the decades.
Yes it is true ek movie loafer aur us ka ek geet,aur Rajesh khana ke carrier par full stop,phir who kabhi nahi ubhre
Rafi Sahab 1944 se lekar aaj 2024 Tak hai aur kishor kumar 1970 se 1980 tak hi the kyonki 1980 ke baad mein shabbir kumar aur mo Azeez ka daur shuru ho gaya tha
Shabbir Kumar aur Azeez yeh kaun hain? Kabhi naam hi nhi suna. Rafi ek do take ka qawwal.
Rafi kishor kumar ka baap tha Andh bhakt kabhi reality ko bhi dekha kar khargosh ki taraha Aankhe band mat rakha kar😂😂@@rajarshighosh4821
Jalan or neechta mein fark hota hai @@rajarshighosh4821
@@sultanmirza4647 🤣🤣🤣 tumhare naam se hi tumhare soch ka pata chal jaata hain. Religious bigot.
Kishore kumar k songs popular zarur huye lekin jahan tk songs k quality ki baat hai Rafi sb ka koi muqabla nhi kr paya hai
Galat fahmi mein na raho rafi apni jagah hain Kishore da apni jagah koi kisi ka position nahin le sakta na hi hathya sakta hai
Mohd Rafi is best ❤❤❤❤
Glamorous hona aur bahut accha Acting hone donon main farq hai .. Dilip Kumar ki film , Naya Daur, Devdas, Mugle azam Ram aur Shyam ke mumble Rajesh Khanna dur dur tak nahin the .. acting main Depth hoti to 1969-1972 take kul 4 sal main Stardom khatam ho hayat 1973 mein Rajesh khanna , 10/11 flop film le aye …DharamNedra ki 10 hit film ayee, 1973 Rafi saheb ka gana 1973 main Andhi a gayee … Rafi saheb ne 22 months gana chod diya tha … 1973 main Ek gana Aj mausam bada beiman hai , Chura liya hain tumne jo dil ko … Aur Rafi sahib fir se come back kiya … Kya Hua tera wada ko National Film award mila ,
आप ने काफी रिसर्च के साथ अपना कामेंट दिया है, अच्छी जानकारी दी।
धन्यवाद।
राजेश खन्ना की अमर प्रेम फ़िल्म के आगे सारी दिलीप कुमार की फ़िल्में फीकी हैं।
22 MAHINEY NAHI PUREY36 MAHINEY MATLAB 3 SAAL GAANA NAHI GAAYE
@@PushpaDevi-nl8fv sare actor versatile acting karte the rk ko chodkar lagataar ak jaisi filme public ko bor karne lagi thi isiliye 4 saal me hi carier dhalan pe aa gaye Dileep sahab rajendra Kumar suneel dutt Dharmendra ji or ab har tarah ki acting karte the isliye jyada chale
@poojajoh❤ar8894
Kishor ji ki aawaz me Rafi sahab jaisi madhurta nahi thi Rafi sahab ki aawaz me manmohak Jadu tha
Truly millennium legend is noone but rafi saheb
Rafi sahab rk ke liye itne achche geet gaye isko kadar nahi thi .
ye reshmi julfe
Ye jo chilman hai
Yu hi tum mujhse baat karti ho
Pasand aa gayi yai ak kafir haseena
phalak se todkar dekho sitare log kaye hai
Chup gaye sare nazare oye kya baat
Akele hai chale aao
Gulabi aankhe jo teri dekhi
Nafrat ki suniya ko chodkar
Sola ulfat ka bhadkake mere dil me aag laga ke na tarsaiye
Rafi ji ke gane bahut bade gane thi rajesh khanna par bhi
Above all ye raat hai pyasi pyasi.
Rafi Sahab ki dhool k baraber koye nahi
Great Rafi Sahab 🌹
Everything, tangible or intangible, living or nonliving has an expiration date. No one can remain on peak forever. Rajesh Khanna was no exception.
Mai dono singaro ka bilkul samman karta ho but rafi sahab ilive❤
Jab hum voice ki baat kare ge to Rafi sahab ki awaaz ke saath kisi ka comparison nahin kiya ja sakta, Rahi baat Rajesh khana ki, Rajesh khana ki jo movies hit Hui,un mein bhi to Rafi sahab ne apni aawaaz di hai,jaise Aradhna,Do Raaste, Mehboob ki mehandi, Aan Milo sajna,sacha jhoota ,the train,Haathi mere Saathi,hum shakal,shahzada..
Hajj karne ki wajah se jab Rafi sahab ne gaane nahin gaane ka faisla kiya tha ,us wajah se Kishore Kumar ko space Mila, lekin jab Rafi sahab ne restart Kiya to wo apni jagah pe dubara punach gaye,matlab Shehanshahi Tarranum ke maqaam par
One of evergreen songs of the Hindi cinema
One n only mh.rafi sahab❤
Sab ki awaz۔apni jaghah pe fit hai laikin Mohammed Rafi k jaisa koi nahin hai na aye gaa
bilkul sahi baat hai
RAIS KHAAN JI 😢😢😢 MISS YOU
Great Rafi
SIR.VERY NICE DISCRIPTION.
Rajesh Khanna aur kishor kumar ka paanc saal mei hawa ho gaya aur rafi sahab 1980 tak no one rahe
Kishore sahab, rafi ko rafu karke marte dam tak number 1 singer rahe.
Rafi to depression me chalaa gayaa thaa, Kishore da hi usse kuchh gaane dilwaa dete thhe.
एक दम रोचक जानकारी
Super super Superior video 📷📸📷📸
At list india me Rafi saheb best hai
Rafi sab kuch v ga sakte the. Romantic song- comedi song like - m kala hua to kia hua dil wala hun, tel malish, etc, bhajan, qawwali, romantic song, sad song, desh bhakti, slow song, fast song ..........but no other singer including kishor kumar, lata ji or others cant
Wow ji wow 👌
Thanks all
Rajesh and Kishore both were finished mid 1973.Rafi was already on top and this song overshadowed them completely.
अरे मूर्ख रफ़ी साहब 1969 के कभी दोबारा नहीं उठ पाया थे। 🤣🤣
Excellent presentation.
Legend Kishore Kumar and mo rafi aal time fevrrte old is gold ❤❤
किशोर दा ने सबसे ज्यादा गीत राजेश खन्ना के लिए ही गाए हैं
Rk ki acting kk ke gano tak seemit bhi thi isliye lamba nahi chale baki actor versatile acting karte the isliye Rafi sahab har actor ki awaaz hubahu ban jate the lakho tarz Dene Wale Rafi sahab hero ki acting se bahut high lable ki singing thi jisme bahut sare chote bade har artist ko pahchaan dilayi Rafi sahab ki awaz kabhi bhi kewal hero ke liye gane ki mohtaaz nahi rahi wo kisi ke liye bhi gate xyz gana amar kar dete aur gane ke bol bhi lagte wahi artist gaa raha hai
@@zubairkhan2622 Rafi ki voice patli thi aur Rajesh Khanna aur Amitabh ki voice mardaanaa thi, isliye mardaani voice waale Kishore sahab ki voice hi in dono actors par suit karti thi👍
@@UttamSingh-di5fv 80 tak jitne actor aaye shuru se aakhir tak actor vilain comedian bhikari ka rolls karne wale actor sab mardana hi the tumne unki awaaz ka suni ho Rafi sahab har kirdaar nibhane wale pe gaa diya dara singh aur randhawa amjad khan ke father jayant ye sab marrd hi the Amitabh aur Rajesh inse bade mard nahi the Dharmendra sammi kapoor jitendra Sashi firoz Sanjay suneel dutt rajendra kumar raj kumar ye to jhalak hai tum andaza nahi laga paoge Rafi sahab ne kon kon actor ke liye gaya
Kuch bhi….Rajesh Khanna era ended due to the emergence of AB & his angry young man era. Not for one song of Legendary Rafi Sahab & He-Man Dharamji. Apni knowledge thik kariye. Aur jo log yaha Rafiji aur Kishoreji ka comparison kar rahe hai wah samjhe ki both were true legends & Soul of Indian Movies. Aap jis tarah Sachin aur Virat Kohli ki comparison nahi kar sakte usi tarah yeh dono legends ki bhi nahi kar sakte. Both had great love & respect for each other
Very articulately said. Both Rafi sahib and Kishore sahib were legend.
Absolutely! 👏👏
सूपर
AISA COVERAGE JO INSAAF PER MABNI WELLDONE BAHOTH KHOOB , MY BHI HDERABAD TELANAGANA HINDUSTAAN KA PHOTOJOURNALIST HUN 🎉❤ AAPKA YEH COVERAGE ZABARDAST HAI ISKI JITNI TAARIEF KI JAYE KAM HAI MUBARAK HO AAPKO AUR AAPKE CHANNEL SAATHION KO MERA SALAAM.
👌👌👌सुन्दर prast💪💪💪
Song ka mukhda hi keh raha hah . . . . Aane wala koi . . . . .aisa typhoon aaya k kaka dada aur mama sab beh gaxe
Chadta suraj dheere dheere Dhalta hai dhal jainga
🎄🏝️🧙🎤 Great Kishore Da ❣️💖 Great Hero Rajesh Khanna Ji ❣️🧡🎄🏝️🧙🎤👍👍🕺🕺🕺
Amitabh Bachchan had a similar if not more popularity.
During Rajesh Khanna era, the competition was less but Amitabh overtook Rajesh and ruled Bollywood for many years
😂😂jb amitab aya rajesh khanna ka downfall ho chuka tha amitab 1975 mai sholay mai bhi part time actor tha amitab ka daur 1976 k bad shuru hua wo bhi multi starer movie se tb tak rajesh khanna dub chuka tha dharmendra amitab se bada actor aur naam hai but wo show bazi mai nhi pada nhi to 1965 se 1988 tk dharmendra akela aisa hero jiska downfall nhi aya aur chahe rajesh khanna ho vinod khanna amitab jatendra in sabse pehle dharmendra ka hi naam ata hai amitab se double hit filme hain dharmendra ki
Mai strongly kahta hun ki Kishor Kumar ki gayaki adbhut hai.Unke aage koe v nhi tha aur na koe hoga
Rafi sahab ki barabari kewal Rafi ji hi kar sakte theh.
Ye ilzam na laga dost rafi sb ko u badnaam kr rafi ka mtlb insaniyat
एक ही तरह की एक्टिंग और इस का घमंड इसे ले डूबा!
घंटा ले डूबा रफ़ी मियां की लाडली। 🤣🤣
@@PushpaDevi-nl8fv
तेरी क्यों सुलग रही है !
भांड, मसखरे, तीन बीवियां छोड़ के भागने वाले की चम्मची!!
दूसरा तेरा बुड्ढा, गंजा राजेश खन्ना, 1975 के बाद अमिताभ ने बुरी तरह धो डाला, पकाऊ को !
तू कानफोड़ू की चम्मची चुप ही रही कर !!
@@PushpaDevi-nl8fv
कानफोड़ू की चम्मची चुप रही कर!!
Yeh mere comment kon delete kar raha hai !
Is Amma ko krara jawab tha mere 2 comments main !
@@poojajohar8894 घटिया कमेंट्स करेगी तो यूट्यूब डिलीट ही कर देगा। 🤣🤣
किशोर कुमार धर्मेंद्र को भी हिट अवाज दिये जा रहे थे ...
Kishore da is a very good playback singer but unhone Rajesh Khanna ko super star nahi banaya bulki Rajesh Khanna ka stardom aur Gaane ki adayagi ( gaane ke dauran Jo acting hoti hai woh abhi tak best hai) ne Kishore da ko super star banaya.
Kishore da is evergeen. ❤
हर कलाकार का स्मरणीय दौर आता है बाकी राजेश खन्ना और किशोर कुमार एक दुसरे के लिए बने मोहम्मद रफी अच्छे गायक लेकिन किशोर कुमार का जवाब नहीं
😂😂😂😂
Dono aache gate he..
Pr mohammad rafi sahab unke gure the...
Jo kishor ji nahi ga pate the.
Wo Rafi sahab gaya karte the...
Pr jb dharam paji flim me aay tb dono ka jadu km ho gaya or mohammad rafi sahab ki awaaz bani Rahi...
माना राजेश खन्ना का कैरियर डूब गया लेकिन इससे किशोर दा पर कोई फर्क नहीं पड़ा
Ye rafi sahab aur kishor da ka muqabla nhi tha yah muqabla rajesh khanna aur dharmendra ka tha aur faida huaa uthaya amitabh bachchan ne
Aaj ka rafi sahab hain arjit sing
Jayese himesh reshamiya aur imran hashmi ka daur aaaya tha wayese kishor kumar aur rajesh khana ka aaya tha lekin 😂..lekin ayesa waqt zyada der nahi chalta log bor ho jate hai Mohammed rafi sahab ek sada bahar singer hai
Mere hisaab se Dono Us time ke great Singer the,is liye dono ki tulna karna thik nhi hai,
Kishor kumar bhi Mohammed rafi sahab ke murid the
maine aaj tak rajesh khanna ka ek bhi picture pura nahi dekha hai
Kishore Kumar 1975 tak safal hote gaye magar unki gayaki me basi pana mehsus kiya gaya.Koi keh sakta ha ke khota sikka chal gaya.Usi tarah RK ka abhinay mein bhi naya pan khatam ho gaya tha.
AAP ko kisi mare hue insaan ke baare mein Aisa khane ka koi adhikar nahi hai shrma karo😢😢😢😢
Bilkul sahi farmaya ji, shuru main thoda logon ko nayapan laga, baad main toh kishor ke gaane jyada Kamaal nahi kar paa rahe they.
Bilkul sahi kaha
Rajesh Khanna sahab hi one and only original super star hai, Kishore Kumar is God of singing.
Baaki dusre singers aur actors so so hai, Mohd rafi to baasepan ki sabse badi misaal hai.
@@UttamSingh-di5fvSorry to know about your understanding of music. Nobody had the versatility and range as Rafi Saab. Every singer including Kishore da agreed & acknowledged that what Rafi Saab could do, they couldn't even think of it.
After 1969 Kishore da ne rafi ki dukaan band kar di,
Kishore da par 2 saal kaa ban lagaa tab rafi gaa rahe thhe, lekin rafi kabhi come back nahi kar paaye, Kishore da hi ek chhatra raaj karte rahe. 👍
Woh ban tere baap ne hatvaya tha, yaa tune !!
For your kind information, it was Rafi Saab who met the then PM, Smt. Indira Gandhi and requested her to lift the ban on Kishore da.
When KK came to know about it, he met Rafi Saab and cried while thanking him.
When Rafi Saab passed away, KK sat at his feet and cried inconsolably for an hour and did not record any song for some time
After that, whenever he did a programme, he always started by singing Rafi Saab's song as a tribute.
@@dr.qayummukaddam1436 This is false information, Congress Govt banned kishore kumar sahab for singing but when new government was formed it took back the ban from Kishore da. Rafi did nothing.
In order to show rafi great, this fake story is narrated by so many video makers.
The son of Kishore kumar sahab, Amit Kumar told on an interview, this story is nonsense.
@@dr.qayummukaddam1436 This is fake story, Amit Kumar told on an interview.
Rafi did nothing about it.
Congress banned Kishore da for singing, when new Government was formed after two years of ban, took back ban and Kishore sahab started singing.
In order to show rafi so great, fake news is being spread by so many video makers.
But truth is truth.
@@UttamSingh-di5fvno dis is not fake story amit kumar never said anything like this Kishore Kumar himself admited this and he cried at the foot of rafi sahab when he died
Kya hamlogo me se kisi ki ye yogyata hai ki wo In dono mahan kalakaaro ki singing ko compare kar sake.
UNNECESSARY PRIDE , DEROGATION OF PERSONALITY LIKE. RAFI. SAHIB. LEADS TO THE DOWNFALL❗ CONSPIRACIES AGAINST RAFI SAHIB HAVE. NEVER PAID THE CONSPIRATORS ❗🙏🇵🇰🥊🤠 🇮🇳❗(12-01-2025)❗
Uske baad nafrat ki duniya chod ke rajesh khanna ko uthaya ye gana kishor da ne bhi gaya tha lekin thak gye achcha nhi ho paya fr kishor da ne khud kha ye rafi sahab hi ga sakte ha
Kuch bhi bol diyaa aapne.
Rajesh Khanna gayaa , toh next 10 saal tak Kishore daa ne Big B ko megastar banathe Gaya.
Ek kyaa Loafer film aa gaya Kishore daa kaa Jadu chala gaya.
Kuch bhi bol diyaa.
Fake video. Rafi did not get Filmfare award for Aradhana song but kishore kumar got in same year for rup tera mastana
Award 80 ke dasak me jab tak Rafi sahab the kk sirf 3 award hi the rs ke 6 award 5 award baad me mile jab Rafi sahab the hi nahi duniya me award se ability proof nahi hoti kuki industry me award ko lekar kaam ko lekar bahut politic Hui hai 70 ke time me starting me bahut se music director music dete the baad me 70 ke time pe kch logo ne music industry ko take over kar liye jisme kch relation ki wajah se favour karte the ak group ke music director the ghoom fir ke music bhi sabhi ka lagbhag same tha to filmfare bhi unhi ke gano ko milta legendary music director ne music dena hi band kar diya tha unki baat hi alag thi starting me agar Filmfare ki category hoti to Rafi sahab har gane pe award pate ak ak gana amar hai
@@zubairkhan2622 Mahaa jhoothaa hai tu.
Rafisahahab is incomparable! Kk could sing simple songs.rafisahab was master
Rajeka cariya r kisi okay nahi dube De ,
😢
Mujhe to comment box me Andh bhakto pe hasi aati hai jab who Kishore Kumar ko nachate hai 😂😂
It's not because Kaka or Kishore were great. Preference were changed people were looking for new voice.
Wrong ! Amitabh Bachchans stardom eclipsed all leading actors of that time.
Asal mai dharmendra ne hi rajesh khanna ka stardom udaya tha amitabh bachan ka wo label nhi tha tab
Kishore da ke samne rafi fafi kuch bhi nhi h.
o really😂😂😂😂
Kishore sir jb gate to log khate kishor ki aawaj h lekin jab rfi sahab gate to hiro ka nam lete h log rfi sahab ki yhi glti thi 😅😅😅😅😅
Are bhai usi ko awaaz ka jadu kahate hai awaaz aisi ho ke har Hiro ko set ho
Rafi kishor mukabla mat Karo
काट भी दीवाना, सुनाता भि दीवाना.
Kishoreda khabi fike nehi pede vo ek alag hi aawaz thi,faltu bate hai
This video is nonsense. While the Dharmendra-Rafi song was a hit, it was nowhere near Rajesh Khanna's many hits. Fact is, in 1973 both Amitabh and Rishi Kapoor became big heroes while Dharmendra was already doing ok. Rajesh Khanna had many challengers all of a sudden while the public was starting to get bored with him.
सब झुट है, ऐसा कभी हुवा नही था.
Bakvaas, Amitabh ki shohrat ke aage Rajesh kahi nahi
Pls keep your videos short.. Wasted lot of time in irrelevant things
Kya bakwas hai , 1974 aate aate logonko romantic filme Bor Ho chukithi, jab Zanjeer, Dewaar, Sholay jaise movie maar dhaad wale movies hit hui, aur Rafi ke gaane ke wajah se Rajesh khanna ka carrier se door door tak vaasta nahi, AAP ki Kasam, Ajanabi, Mehbuba, Amar Prem, Kati Patang
Premkahani ke gaane Aaj bhi log yaad karte hai itna biased hona bhi accha nahi
Lagatar Hit Film Dilip Sahab ki sar pe h kyun jhoot bolte ho history padho pehle
Barbad hone k liye ghamand kaafi hai
Bakwaas
Aur koi kaam nahi sirf Kishore rafi topic bakwas 😁😭💨🧠
bakwaas.haibaat