This is the second video about ration card e kyc this channel has. I have watched the other video few days ago now a new video with same explanation 😢😢
Are sabse pahle bat to ye hai ki isme login nahi ho pate , unknown likhkar aata hai Aur dusri bat ye hai ki comment karne par bhi iska solution nahi batate ho Aap sirf apne channel ka subscriber badhane ke hi chakkar me mat raho Login hone ka bhi solution batao
Meerut WestU.P me Ghar baithe ho skati hai ya dealer pe pass jana jaruru hai. Video me bataya ki adhar se online ho jayegi. Apne keval adhar link kiya. Plz answer
@sarkaridna मुझे एक बात समझ नही आती आप लोग पब्लिक से धोखा क्यों करते हो view बढ़ाने के लिए साइड बताते हो मगर उसका पूरा प्रोसेस नही बताते हो nfsa पर जाने के बाद सीधा एडिट करके लिंक पर आ गए ,जबकि ऐसा नही होता है उसके बीच का प्रोसेस कौन बताएगा 🤔🤨
मतलब अच्छी कुर्सी और माइक लगा कर पब्लिक को चुना लगाने का अच्छा तरीका है।😅
सर आप विश्वसनीयता खोते जा रहे हे
सही कहा
Right 👍
Bilkul 😂
Right bola ❤
Video se jada coment me bharosa hota hai😂❤
Ration card dealer k paas e- kyc karne par bhi mera ration app me me not verified ekyc pending dikhata hai 😂
Mera bhi nahi huaa
Mera bhi nhi hua
This is the second video about ration card e kyc this channel has. I have watched the other video few days ago now a new video with same explanation 😢😢
Ye information only west bengal ka hai
Other state ka nhi hai
Q ki isme 10 digit ka hi hai
Mera bihar ka hai 20 digit ka nhi hota hai
Ye Uttar Pradesh ka hai❤
Sahi kaha aapne, i tried other states Bihar, ka bhi nhi ho rha hai
Ration card, complaint kese kare , rice, wheat kam de rahe hai (is par video banao )
Bihar
Dear, Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald aapko is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayega.
Dso office orvonline karo
बहुत अच्छा बता दिया है सर
Pravasi logon ke liye ek ration card wala video Jo kise our rajya mein hun
Main do din pahle offline per ration card ka KYC complete kar kar aaya hun
Kyc ka koi paise to nahi dena padega ,?
❤ Thank u bhaiya
Welcome dear
Sar hamara UP ka ration Card hai naya aaya hai16/10/2024 iski KYC kahin per bhi kara sakte hain kya
E kyc sirf kotedar ki shop se hota hai vitaran machine se
Wahi me puch raha hu.. Video me keval adhaar card link hua hai. KYC dealer ki machine se hogi.
Puri family ko jana padega.
Odisha ke lok bhar state mein e-kyc kar sakta hai kya
Haaa bhai kar sakte ho me bi odisa ka hu leken me kaam ki baje se me Mumbai me rehta hu or mene Mumbai me jaa kar kyc karaya hai❤
In maharshtra there is no online ekyc otion will be there......
Are sabse pahle bat to ye hai ki isme login nahi ho pate , unknown likhkar aata hai
Aur dusri bat ye hai ki comment karne par bhi iska solution nahi batate ho
Aap sirf apne channel ka subscriber badhane ke hi chakkar me mat raho
Login hone ka bhi solution batao
Sir g me aaj yhi soch raha tha
Sir mera ration card Uttar Pradesh ka hai aur mene ekyc FPS shop pune se karwaya hu toh kitne din meij ekyc update hota hai
Thank you sir 🙏
Kitne dino baad main update ho jayega......
Bhai yak hi baar ho jayega ya crome me jakr yak yak kar karna pdega
Other state me bhi hota kya bhaya
Sir Finger dena zaruri hai kya to fir shop pe jana hi padega kya
jharkhand ka hoga kyc
portal jab khulta h to 3 option khulta h please help
Sir, website mein hoga ya nahi
Meerut WestU.P me Ghar baithe ho skati hai ya dealer pe pass jana jaruru hai.
Video me bataya ki adhar se online ho jayegi.
Apne keval adhar link kiya. Plz answer
Nice 👍🏻 sir ji ❤❤❤
Nagpur se
Chhattisgarh me lagu hoga to bataiye
Nfs ki website par se sabka bari bari adharcard link karna hoga ya sirf ek sadasya ka karege to kyc complete ho jayega
Sir wo app se online name add kar sakte kya hai ???
Jharkhand state ka ekyc nahi ho raha hai.
Please share information... 🙏
Ration card me relation kaise sahi hoga sir
Uttar Pradesh rashan card 12 digit ka ho raha hai iasme 10figit ka bharane ke liye aabraha hai uaspe bannar me likha bhi hai bangal ke liye hai
Sir,
Application me login nahi ho raha hai
No record found show kar raha hai.
Sahi kaha bhai
ये सबसे अच्छा बंदा था वीडियो भी सही बनाता था अब ये भी भरोसे के लायक नहीं रह गया अपना व्यू बढ़ाने के लिए कुछ भी बताने लगे है भाई 😂
Sir jharkhand me ye wla app work karta hai?
Please fix the errors in the red before submit likh ke atahe
Websites ki links dalo
Sir mp ke liye bhi bata do
Sir family ka naam jodna hai kya karna padega aur kaise chhutega aur bacche ka bhi
Sir ho Maharashtra me unka KYC waha par ho jayega ki village aana padega
Uttar Pradesh ka kyc karne kya process hai hai bataye.
Kon sa State ke liye hai sir
Ye bangla wali website h
very good information ❤❤❤
First comment sir 👍
Sir main ne kiya hun lekin online abhi tak nhi hua hai ??? Kaise ho ga sir please
Odisha me abhitak online me rationcard ekyc nahi horahe sir
Ye batayen naam ko aur dob ko update kar. Skte h???
Rashan card me Alah ho Aur Aadhar me Nam Alag ho to
@sarkaridna मुझे एक बात समझ नही आती आप लोग पब्लिक से धोखा क्यों करते हो view बढ़ाने के लिए साइड बताते हो मगर उसका पूरा प्रोसेस नही बताते हो nfsa पर जाने के बाद सीधा एडिट करके लिंक पर आ गए ,जबकि ऐसा नही होता है उसके बीच का प्रोसेस कौन बताएगा 🤔🤨
Vai jan mera ration card no data faund
Bol raha he eska poblem thik kese kere video dijiye ga pls
Sir mera Uttar Pradesh me ration card hai but mai abhi Maharashtra me hu kya mai Maharashtra k FPS shope pe jake KYC karva sakta hu?
Ha bhai
Sir Odisha ka Hota he Kiya
Site pe nei Dekharahe
Nehi hota
Kya yeah site All India mein work kar Rahi hai
Only West Bengal aur Himachal Pradesh me
Sir chattisgarh ke kuch batiye
Sir ,mera lekh ke araha hea , adhar card linked with another RC ...Keya kore?
Sir Add member ka SELF DECLARATION FORM download kaise kare.please reply and update link
how to add new family member in resan card by online process? pl. guide
Sir kia biometric se kar sakte hain
Kita din me update hota hai???
Sir yeh toh west bangal ka Hai maharashtra ke batao na...
Kaise karni hai ekyc
Sir isme APL card valo ka nhi hota kya
राशनकार्ड में नाम ऐड केसे करें बताएं धन्यवाद
Sir uttarakhand re Nehi hey ration card odisha ka kyc mera state odisha kese karsakte😢
Ek ek karke kyc hoga sir
राशन कार्ड नंबर 12 अंक होता है लेकिन 10 अंक ले रहा है बस क्या करें प्लीज बताइए सर
Sir ration card me head of family kaise change kare uttar pradesh
Sir ismein Keval West Bangal ka hi KYC hota hai😢😢
Thank you sir
Sir Mobile number aur aadhar card online kaise add kare uska video banayi n
Me jharkhand se hu me viklang hu e KYC nahi ho Raha hai finger nahi leta hai
otp aata hi nahi h unknown kar ke aata h kab se try kr rha hu pr ek bhi bar nhi hua h log in kch solution ho to btao
Sir hmare gaum se kai logon ke fingerprint nahin aye he to kya kar sakte hai please ❤
First comment me sir
Jharkhand ka ho rha h bhaiya please reply
Thank you so much
Thanku sir
Sir mera ration card pe to 11 number hai but link pe jake ration card number dale 10 se 11 number dal nahi saka 😌
Eation kam milta hai humein kis no pe complaint karein?
झारखंड का वीडियो बनाओ sir
Jiska bhi OTP unknown bata raha hai wo dusre phone me try kare ho jaayega
DOST YE KIS STATE KE LIYE BANAYE HO VIDIO, UP KE LIYE TO NAHI SHOW HO RAHA HI
कौन सा स्टेट का ई केवाईसी करने के लिए बता रहे है
Hi sir main ne check Kiya login nahi ho raha hain please reply
NFSA Link open krne pr koi or hì page open ho rha h jo aap bata rhe vo ni ??kya karu
Hello surya KYC kar rahe hain ki ho Nahin raha hai sar hamara ek kar denge kya ration card ka number Bata Dunga
Ration Card ki KYC karne ke bad bhi KYC pending dikha raha hai
Ration dukandar ke pass jakar karvai hai to bhi pending dikha raha hai
Kahe ka thanku kahe ka
Sir hmne kyc Kiya tha lekin ration aap pr show nhi kr rha not verified likh rha hai
Kya online Bihar me hai
Sir mera ration card main 20 number hain lakin side pe 12 wala hee maag raha hai please help
Brother the app is not working also ap showing unknown user. Can we do ekyc by website?
Not verified he ,kaise verified hoga please batao
Sir, is app se login nahi kar pa raha, adhar card not match dikha raha hai
Maine bhi kia 15 din se jada ho gya abhi tk add nhi hua
Login q nahi ho ta hy & unknown problem q dekhrahy
2person ka 200₹ kmdeke aaj hi karvaya...
2 month ho gaye correction kiye huye lekin abhi tak correction nhi hua ye app se
Digital rasion card Kay sa banaya bengal