Sir sr106 ki jagah or konsa diode laga sakte h sath hi isme lage smd diode kharab hone par konse transistor laga sakte h ye smd transistor kaha se milege please bataye thanks
Thanks sir .same modle ka invetor hai mains pe theek chalta he but bettery pe nhi chalta hai.pl. sir help me ager mosfet khrab ho tou mains pe set chal sakta he ya nahi .pl.sir tell me about this problem.
Jo diode aapne change kya hai uska number kya hai aur PCB barar nikalkr repair k samay PCB k aise koi jagah hai jaha hath lagnese 220 volt ka jhotka lagne ki chance hai.
Sir mere pass 24 volt 30 amp ka battery charger hai ,usme FGH 35N60 OR 10 ohm 15watt ka load resistance khharab ho gya tha ,jise me Badale diya tha 35N60 ki jagah 40n60 laga diya tha ,but power on karne on par power Aur Ho Jata Hai but output mein battery Lagate Rahe 40n60 aur 15 ohm ka registration kharab ho jata hai,pls help
Sir mera bhi luminous ka inverter hai EcoVolt+750 kl maine ghr main drill ka use kiya tha us jis point pr drill lagayi thi or point inverter pr tha, magar us time main light aa rahi thi. Ab problem ye hai k mera inverter kl sey he red light(low battery) show kr rahai hai is kya karan hai or SOLUTION kya hai?
Sir mere pass eco watt 650i model hai or sir usme backup mode par over load ki problem aa rahi hai bus baaki okk hai pls sir kuch solution bataye vaise mene bina dc lagaye drive par chek kiya to sab 500 600 ke aas pass reading show kar rahe hai sir pls bataye
Hello bhai mere pass luminous 850eco watt inverter hai jo ki computer chlane per 30m k baad overload or battery low dekar bnd ho jata hai, Iska fan charging time he chalta hai backup time nahi chalta hai yeh bhi issu ho sakta hai kiunki inverter heat bhut hota hai backup time pe, replay jroor karna bhai, thanks
Bhai ji aapka number chiye mera inverter ko 3 saal hogaye hai usme overload aur batry low aur beep ki problam aagyi thi batry to check karwai thi thik hai batry too mistri ke leker gya tha usne whi plate repair kardi aur bol rha hai ki new plate hai wo zidd kr rha hai ki company se hi aati hai aisi plate main soch rha hu ki paise to lage ge hi kyu na media bula liya jaye humming blast hogya tha inverter ka mere samne hi maine khud dekha tha abb usme 2 humming hi hai jo bade size ke hote hai maine photo bhi li hui hai plate ki microtek inverter eb 900 abb kya kiya jaye company ka jaloos nikala jaye ya uska. Ek baar aap bhi dekh lena plate ki photo number rply kr dena bhai ji Emergency hai bhai ji rply kro
जय श्री राम सर क्या कीसी 850वाट के सेट में 2 मॉस्फेट लगे होने के बाद उसमें 1,1 मॉस्फेट बढ़ा सकते हैं ।अगर हां तो कोई फाल्ट तो नही होगा। कृपया कोई सुझाव देने की कृपा करें।।
Sir ji namaste eco 650va invartar ke masfet Cheng kiye hay draive 3.60 aur 14.60 aa gayi sab kuchh Sahi chal rha hay lekin out put 200volt de raha hay kya usme kya check karu help me
i am using a mppt solar charge controller and i want to disable grid charging feature by adding a switch. how can do this please suggest ( inverter exide 850va ) please upload a video
Sir mere pass 24 volt 30 amp ka battery charger hai ,usme FGH 35N60 OR 10 ohm 15watt ka load resistance khharab ho gya tha ,jise me Badale diya tha 35N60 ki jagah 40n60 laga diya tha ,but power on karne on par power Aur Ho Jata Hai but output mein battery Lagate Rahe 40n60 aur 15 ohm ka registration kharab ho jata hai,pls help
Same problem mere inverter ke santh thi
Aapke is video se kafi help mili
Aise hi aap margdarshan karate rahen
Bahut bahut dhanyawad
👍 बहुत ही अच्छी विडियो बना दी है , overload की , आपका बहुत बहुत धन्यवाद 🙏
विडीयो बहुत जानकारी भरा आता है,,,,एक छोटा सा रिक्वेस्ट है, ,,,कभी कभी बीच बीच मे सर्किट डायग्राम पर भी विडीयो बनाइये
Sir sr106 ki jagah or konsa diode laga sakte h sath hi isme lage smd diode kharab hone par konse transistor laga sakte h ye smd transistor kaha se milege please bataye thanks
THANK YOU SIR IS PROBLEM KA VIDEO UPLOAD KRNE KE LIYE ⚙️⚙️🪛🪛
keep it up sir 🔛🔛🔛
badhiya diagnosis bhai sahab.
Excellent information mr ajit
Keep it up
Avi mera luminous ka inverter warranty me hai
Kya mujhe koi charge dena hoga agar koi inverter ka component khrab ho gya ho to?😊
Thumbs up sir, very good video
Thanks sir .same modle ka invetor hai mains pe theek chalta he but bettery pe nhi chalta hai.pl. sir help me ager mosfet khrab ho tou mains pe set chal sakta he ya nahi .pl.sir tell me about this problem.
Jo diode aapne change kya hai uska number kya hai aur PCB barar nikalkr repair k samay PCB k aise koi jagah hai jaha hath lagnese 220 volt ka jhotka lagne ki chance hai.
Good tiching karte hai 👍👌👌👌👌👌👍👍👍👍👍👍
very good job thanks sir g
Sir very nice video thank you
Vidio very use full thanks
Bhai bohot bhadiya.❤
Sir mere pass 24 volt 30 amp ka battery charger hai ,usme FGH 35N60 OR 10 ohm 15watt ka load resistance khharab ho gya tha ,jise me Badale diya tha 35N60 ki jagah 40n60 laga diya tha ,but power on karne on par power Aur Ho Jata Hai but output mein battery Lagate Rahe 40n60 aur 15 ohm ka registration kharab ho jata hai,pls help
Very useful 👌
Good night 🙏
Very important information
Sir mera bhi luminous ka inverter hai EcoVolt+750 kl maine ghr main drill ka use kiya tha us jis point pr drill lagayi thi or point inverter pr tha, magar us time main light aa rahi thi.
Ab problem ye hai k mera inverter kl sey he red light(low battery) show kr rahai hai is kya karan hai or SOLUTION kya hai?
Sir luminous rapid charge 1650 ka board kharab ho gaya naya kitne rupye ka aayga
Very very nice video thank you sir 👏💐💕🌹💐
Sir eb 700 me battery full charge ke bad bhi exhaust fan chal raha hai kya krein? Please bata dijia
mere eco watt+ mei battery line mei phase araha hai kia kia problem ho sakti hai sir?
Sir diode ki no 4007 lga sakte hi
Eco watt 650 me eco on ho rha he lekin output nhi de rha he
Iska bhi koi solution he kya sir
Sir mere pass eco watt 650i model hai or sir usme backup mode par over load ki problem aa rahi hai bus baaki okk hai pls sir kuch solution bataye vaise mene bina dc lagaye drive par chek kiya to sab 500 600 ke aas pass reading show kar rahe hai sir pls bataye
Hello bhai mere pass luminous 850eco watt inverter hai jo ki computer chlane per 30m k baad overload or battery low dekar bnd ho jata hai, Iska fan charging time he chalta hai backup time nahi chalta hai yeh bhi issu ho sakta hai kiunki inverter heat bhut hota hai backup time pe, replay jroor karna bhai, thanks
Sir seme problem hai is model me ek channel par 10 volt drive as rahi hai kya problem hai
Bhai ji aapka number chiye mera inverter ko 3 saal hogaye hai usme overload aur batry low aur beep ki problam aagyi thi batry to check karwai thi thik hai batry too mistri ke leker gya tha usne whi plate repair kardi aur bol rha hai ki new plate hai wo zidd kr rha hai ki company se hi aati hai aisi plate main soch rha hu ki paise to lage ge hi kyu na media bula liya jaye humming blast hogya tha inverter ka mere samne hi maine khud dekha tha abb usme 2 humming hi hai jo bade size ke hote hai maine photo bhi li hui hai plate ki microtek inverter eb 900 abb kya kiya jaye company ka jaloos nikala jaye ya uska. Ek baar aap bhi dekh lena plate ki photo number rply kr dena bhai ji
Emergency hai bhai ji rply kro
Great sir
Good infoemation
अयोध्या में किस जगह है
जय श्री राम सर
क्या कीसी 850वाट के सेट में 2 मॉस्फेट लगे होने के बाद उसमें 1,1 मॉस्फेट बढ़ा सकते हैं ।अगर हां तो कोई फाल्ट तो नही होगा।
कृपया कोई सुझाव देने की कृपा करें।।
बहुत बढ़िया
Luminous inverter 1650 watts Achcha hota hai kya ghar ke liye lena hai Achcha video thank you sir
Ji ha
Sir ji namaste eco 650va invartar ke masfet Cheng kiye hay draive 3.60 aur 14.60 aa gayi sab kuchh Sahi chal rha hay lekin out put 200volt de raha hay kya usme kya check karu help me
Theek hai 200v
Fan slow chal rahe hay
Very good Sir
Good sir
Eco watt 700 New par charging billing problem par vedio banayega
मेरा सेम प्रॉब्लम है रिपेयर कर दोगे क्या। आपकी वर्कशॉप कहा है
Very usefull video
Thanks sir ji
Badiya video
👍👍👍👍👍
Guru g isme kitna kharcha Aata hai
Good 👍
Good job
achhi video hai
Very nice
Sir mosfet drive per step by step ek video banaye plz....
Sir ji.spair parts milenga kay.
👍👌👍👌👍👌👍
हमारे Amage inverter में पॉज़िटिव चैनल
पर 2 mosfet 4132 केे गेट पर 12 v और बाकी दो mosfet के गेट पर o.10 v आ रहा है l
Sir ap rhte kha pr ho
Up se
Sar ji inverter Excel Achcha hota hai kya Nahin solar pachas
Go for luminous
Sar mere pass Luminous ka Eco watt ka board hai usko repairing karna hai aapka phone number
Thanks sir
Good sir ji
Sar ji drive Sahi a Rahi Hai Naye most per Lagane ke bad backup Mod per Sahi chalta hai lekin Jab charging Lagate Hain tab most paid uth Jaate Hain
Apna number de do pls.
Aap smd parts kha se late he
Sar ji MOSFET driver sahi hai sab kam sahi hai lekin charging ke Samay most paid Hospet Ud Jaate Hain
Thank u sar
Sir aik internet ha hamara pass 1050 25 a p la Raha ha
Malti mitar to aapka kharab he
😍😍
Mera battery low show karte rahta hai bina load ke hi sirf on karta hu or battery low bata deta hai kya karu
Sir all inverter ke digram share kijiye
Thankyou
Thanks
Good
Nice
Diode ka number kya hai sar
Sr106 or fr107 diode
Sir apka multimeter upgrade karo is wali me problem hain😅
सरजी utl कॉम्बो प्लसमे मेंस हाय की प्रॉब्लेम आती है कभी कभी दो चार व्हिडिओ utl इन्व्हर्टर की भी कीजिए हमारे भागमे utl इन्वर्टर बहुत आते है
Ok good
Drive bhi thik hai ic bhi chenge kardi fir bhi 300watt ke upar overload hota hai
Sir chack karke dihaa dete hum new mcenic hai
hi
i am using a mppt solar charge controller and i want to disable grid charging feature by adding a switch.
how can do this please suggest ( inverter exide 850va ) please upload a video
Sar ji apna number bataen class bhi Laga chalate ho aap
Sir whatsap number send kare
Sar aapka phone number WhatsApp karo sar

👍👍👍
Good