Thankyou bhaiya mere scooter same problem tha Kai mechanic ko dikhya but thik nhi kr Pye do jagah service. Kra Li TB bhi thik nhi hua but apne Jo btaya mene sirf ghar p kiya or problem solve ho gyi🙏🙏
Good Mera scooty me yahi problem hai or heavy traffic me bar. bar stop ho jata hai lakin Bhai ka video dekhne ke baad hum kal isko try karenge or phir comment kar ke bataye ge
Jankari dene ke liye sukriya bhai mera suzuki avenis bhi aisa hi problem hai kabhi traffic mein bhi bandh ho jata hai aur display me kuch bhi nahi dikha raha hai
off off ka problem ek do bar aaya to theek hai clean karne se ho jata Magar yah problem bar bar aara to sensor change karna zaruri hai aapne karva liya good bhai 👍😊❤️
Ha bhai meri gaadi me thi yeh problem aayi thi same but meter me FI on off aa rha tha showroom me ja kar gaadi ko just 9 months huye he unhone free me change kr ke diya ab sahi he
Mashallah Mubarak free me hogaya aap ka problem solve agar 👉one year ho jata to who log free mein nahin karte agar ye problem next time aaya to sensor chang kar lijiye ya fir obd scanner se sensor ko reset karna padega 👍
Mere avenis me bhi ye problem aa tha tha ye change krke dekhka firbhi thik nhi huwa asli problem isme nhi tha ek wire kat gya tha jo starting motor se leke fuel tank tak jata tha isliye short krta tha usko change kr diya ab shi hogya
Sir, kya sensor problem 😢 ki wajese Mileage vi kam hota hai kya mera gadi ka mera burgman ka bohot Kam Mileage a raha hai please reply 🫡 Uss me vi yahi problem hai sensor ka 😢
Jab bhi ye sensor 👉cut off hota hai to ye problem aata hai kabhi kabhi automatic theek ho jata hai kabhi kabhi thik nahi hota agar yah problem dobara aaya to ek bar service center walon Ko Bata lo bhai ok 👍😊❤️

Bhai mera workshop masab tank ke pass hai magar mai Hyderabad mein available nahi hun 👉 bs6 bike ki training chalre bhai out of city hon aapka phone number dijiye inshallah main call karton bhai ok 👍
Bhai ek help chahiye mere paas burgman bt bs6 hai gaadi start karne ke baad 0 15 speed tak race dene par awaaz karti hai bohot vibration hota hai mobile holder bhi pura hilta hai Service center par dikhaya clutch plate kholkar saaf karke lagadiye 2 se 3 din sahi chali same problem outside mechanics ko dikhana usne bhi petrol se saaf kiya wapas lagadiya 3nd time 2 hafta 10 din sahi chali again start goti bolte hai sahi clutch plate sahi hai gaadi lekar 9 month hua hai Help me sir please
Walaikum assalam bhai ❤️shukriya aap ka jo aap mera location puche magar Mai mafi chahta hun aapko Mera adres nahin de sakta abhi ke liye Magar inshallah workshop shift hote ki bilkul dunga bhai location aap ko 👍☺️❤️
Bhai. Mera suzuki avenis me self se start nhi hota hai aur kick 7-8 bar marne par start hota hai . Lekin jab engine heat ho jata hai to self se start hone lag ta hai ye kia problem hai bataye zara hai. Aur kaha problem aa araha hai
Aap ek bar apni gadi ki battery check karo kyun ki battery mein problem hosakta 👉battery week hone se bhi ye problem aata ek bar battery shop per jakar battery check karwalo bhai ok 👍❤️
Assalamualaikum bhai, mera bhi same burgaman hai par wo bina accelerate kiye hi 60 kmph jarah, 2 bar ye sensor clean karwaya fir wapis horah hai. Kya kare abhi ?
Ji bhai Hyderabad se hun mai 👉Magar aabhii Hyderabad mein available nahi hon Bangalore mein hoon kuch kam se aaya tha thoda time lagega bhai aap koi bhi mechanic se ye kaam kara sakte bhai bada Kaam nahi hai ye
Bhai mene ecm change karaya tha kharab hogaya tha toh uskw baad se hi off hone ka problem aya race chodte hi aur meter me kuch bhi show ni kar raha clean karwata hu aur 1 mahine me wapis problem ajati hai
Assalamu alaikum bhai aap ki gadi ka RPM sensor 👉stepping motor kharab ho gaya hai aap change karva lijiye inshallah aapko ye problem dobara nahin aaega bhai ok 👍😊❤️
I think mere hisab se showroom wala complete body change karraha hai jis ka naam hai 👉 throttle body ek bar aap poocho showroom Wale Ku ke kya change kar raha stepping motor ya throttle body ok 👍😊
Aap ne sensor change kiya uska price Kitna tha ek bar bolo bhai ok kyunki market mein duplicate sensor be available hai log original samajh kar dal rahe hain aap original Dale to ye problem dobara nahin aata
Bhai Suzuki burgman ho ya access 125 Ho har gadi mein ye sensor ka problem bahut zyada a Raha hai agar aap ki gadi mein ye problem bar bar aaraha hai to aap sensor change kar lo is ka naam hai 👉stepping motor ok bhai 👍😊❤️
Mashallah allah aur taraqqi de kaam me ...bhut kaam ki video hai bhut se logo ki pareshani dur hogai ....
Ameen
Shukriya bhai dua 🤲🏻 dene ke liye Allah aap ki dua qubool kare ameen 🤲🏻
😊❤️
Thankyou bhaiya mere scooter same problem tha Kai mechanic ko dikhya but thik nhi kr Pye do jagah service. Kra Li TB bhi thik nhi hua but apne Jo btaya mene sirf ghar p kiya or problem solve ho gyi🙏🙏
Mashallah bhaiya bahut acha explain kare hai aap allah aapko or kamyaab kare aapke har kaam me
Shukriya bhai 😊 jazakallah khair 👍
Thank you bhai for your kind information it really work God bless you bhai 🙏
Mashallah bhai jaan problem solve thanku so much and carry on.
Thank you so much bro feedback dene ke liye 😊👍❤️
Good Mera scooty me yahi problem hai or heavy traffic me bar. bar stop ho jata hai lakin Bhai ka video dekhne ke baad hum kal isko try karenge or phir comment kar ke bataye ge
I m waiting for you comment 👍
Thank you so much. I cleared the same problem. In ur same way 👌. Now perfectly alright 👍
Most welcome bro 👍😊❤️
Ever came after that?
Same problem face kar raha hu, thank you sharing vdo
You're welcome bro 😊❤️
Kyaa baat hai bhai … bot aachii seh samjaya aapne bhai ❤
Shukriya bhai 😊❤️
Bhot hard use full video ❤ 👍
Jankari dene ke liye sukriya bhai mera suzuki avenis bhi aisa hi problem hai kabhi traffic mein bhi bandh ho jata hai aur display me kuch bhi nahi dikha raha hai
Thanks for ur good work brother. May god bless u
Thank you so much bro 😊❤️
Very gud video brother I have same problem nd it was solved thanks for information keep growing Allah bless you ameen
Thank you so much bro ❤️ please like and subscribe my channel for more information video's ❤️😊
MASHA ALLAH bhai
You are doing good job. JAZAK ALLAH ❤
Shukriya mere Bhai 😊👍❤️
Thank you so much Bhai. This is what we want the service centre should learn.. good one
you go service centre bro tell him cleaning 👉 stepping motor 👉 💯 solve your problem ❤️ thank you for watching 🙏🏻My video ❤️😊
Shukriya bhai information ke liye lekin ek sawal tha aapse kya burgman le sakte hai 2024 ki
Shukriya for this information.allah aur kamyabi de❤
Ameen summa ameen 🤲🏻 shukriya bhai❤️👍
Thankyou so much brother, helped a lot
Always welcome👍😊❤️
Mashallah bhai nice information thank you Bhai problem share karne keliye 👌👌👍👍
Shukriya bhai 👉 please like and subscribe my channel for more information 👍
Thank you sir mein Bangladesh se aapka video dekh rahi ho thank you information
Shukriya bhai feedback dene ke liye
Dada aapka video bohot aacha laaga aap aur video banaiye ❤
Thank you so much 😊❤️
Facing same problem , thanks bhai for
Sharing your video
Welcome bhai 😊❤️
Kaam tho karna he kar na h 😂 nice bhai ❤
Shukriya bhai 😂😊
Useful information thank you Bhai.
Mashallah Allah salamat rakhe aap ko
Very nice informative VIDEO ❤ thanks for sharing . Jai Shree Ram 🇮🇳🇮🇳🇮🇳🚩🚩🚩
Thanks a lot bro 🙏🏻👍😊❤️
Thnx bhai it’s work ❤️🔥❤️🔥
Welcome bro 😊❤️
Thanks a lot bro I done it by myself thanks a lot
your Welcomes bro ❤️👍
Thank you for feedback bro 😊
Thankyou bhaaai jaaan ❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Sencer ko round ghum rah na o full tight karna ya nahi aur kitna distance rakhna hai
Great video Bhaijan. God bless you
Shukriya bhai 👍😊❤️
Thank you Bhai for sharing this video very helpful video
Always welcome bro ❤️ thanks for watching my video 🙏🏻 ❤️😊
Bohat khoob bhai
Saheb hai bhai......great
Shukriya bhai 😊❤️👍
Good information bro 👍👍👏
Thank you so much 👍
Kaha par hai garage bhai address share karo na please
Thank you so much bhai kya ap vo screw driver ka name bata sakte he jisse apne motor ko khola tha ise dund ne me badi madad hogi
Mashallah... good information.
I will Tri it Today, Thanks
Thank,you,sir❤❤❤,very,nice,vedieo
Most welcome bro ❤️😊👍
MASHALLAH Bhai 👍👍
Very good job ❤
Thank you so much bro ☺️❤️
Jazakallah mere bhai
Shukriya bhai 👍😊❤️
My problem solve thank you ❤
Welcome bro ❤️😊
Bhai meri gadi me same problem tha mene usse showroom se change karwa liya ho gya thik chege 1600 so he iska ❤
off off ka problem ek do bar aaya to theek hai clean karne se ho jata Magar yah problem bar bar aara to sensor change karna zaruri hai aapne karva liya good bhai 👍😊❤️
Good Explain Sir 👌
Shukriya bhai ❤️👉please like and subscribe my channel for more information video's inshallah
Zabardast
Shukriya bhai 😊❤️
Good. work man
Thank you bro
Thank U bhaiya🙂
Shukriya Bhai...Suzuki Access 125 me same problem arahi..Same technique se sahi ho jaega kya?
100% Sahi hoga aap ek baar try karo ok 👍
Good job sir same issue with access
Ye problems zyada Suzuki burgman mein hai our Suzuki access 125 mein hai
Ha bhai meri gaadi me thi yeh problem aayi thi same but meter me FI on off aa rha tha showroom me ja kar gaadi ko just 9 months huye he unhone free me change kr ke diya ab sahi he
Mashallah Mubarak free me hogaya aap ka problem solve agar 👉one year ho jata to who log free mein nahin karte agar ye problem next time aaya to sensor chang kar lijiye ya fir obd scanner se sensor ko reset karna padega 👍
@@armotorgarage2176 Ok Thank You So Much for understanding query of Your Subscribers
@armotorgarage2176 😊😊😊gk
Bhajan aap kahan se ho
Bhai jaan aap kahan se ho
Sir meri Avenis mh race chodte he bnd hori h...kitne sensor change kr diye thik nhi hore kux tym baad phir wesi hora
Ek bar aapki gadi ka inlet ka valve check karo agar inlet ka valve agar tight hai to gadi off hone lagti hai
Inlet ka Valve tight hai to gadi RPM me nahi taherte bhai ok
@@armotorgarage2176 inlet value kaise check kre
Good video dada. Or kichu problem ata hay kay .or burgmen ta parts molta hay na.. bahar... Available rahta hay na..
Shukriya bhai ❤️❤️👍🙏🏻
Yes bro Suzuki burgman all parts available in market and showroom
Where are you from bro I think mere andaaze se aap udisa ke hai kay bhai
Mere avenis me bhi ye problem aa tha tha ye change krke dekhka firbhi thik nhi huwa asli problem isme nhi tha ek wire kat gya tha jo starting motor se leke fuel tank tak jata tha isliye short krta tha usko change kr diya ab shi hogya
Sir, kya sensor problem 😢 ki wajese Mileage vi kam hota hai kya mera gadi ka mera burgman ka bohot Kam Mileage a raha hai please reply 🫡
Uss me vi yahi problem hai sensor ka 😢
Bhai great work
Thank you so much bhai ☺️👍❤️
Thanks 👍👍👍👍
Welcome 👍 bro
A salam
Bhai mare burghmen bs6 85k upper nhi jarahe hai kya problem hoga please reply dena😊
Ek bar air filter check karo ho sakta air filter block ho gaya to bhi 70 80 ki speed nahi jati ok 👍
Kitna clockwise or anti clockwise turn karwana hai correct rpm milne ke liye
Thank you sir ji ..
Most welcome bro ❤️
Meri burgman me bhi ye problem aya fir apne ap sahi ho gya kya mujhe service center me dikhana chahiye bataiye bhai
Jab bhi ye sensor 👉cut off hota hai to ye problem aata hai kabhi kabhi automatic theek ho jata hai kabhi kabhi thik nahi hota agar yah problem dobara aaya to ek bar service center walon Ko Bata lo bhai ok 👍😊❤️
Jab bhi ye sensor 👉cut off hota hai to ye problem aata hai kabhi kabhi automatic theek ho jata hai kabhi kabhi thik nahi hota agar yah problem dobara aaya to ek bar service center walon Ko Bata lo bhai ok 👍😊❤️
Good enfarmashin
Shukriya bhai 😊❤️
Bhaiya ise measure krke fit krna h ya kaise bhi fit kr skte h?
Bro isku measure kar ke fit karna hai agar measure kar ke fit nai kare to RPM high Ho jayega ok 👍
Aap ek kaam karo sensor ko full tight kar ke 4 ya 5 time round ghuma ke fit kar do ok 👍
@@armotorgarage2176 thanks
Thank bhai
Ji shukriya aap ka feedback dene ke liye 😊 jazakallah Khair
Please like and subscribe my channel 👉 more videos tips and tricks 👍
bhai my Amberpet se hu tolichowki pe kaha hai bolea na bhai plz
Assalamu alaikum bhai khairiyat
Bhai mera workshop masab tank ke pass hai magar mai Hyderabad mein available nahi hun 👉 bs6 bike ki training chalre bhai out of city hon aapka phone number dijiye inshallah main call karton bhai ok 👍
thank you sir
welcome bro ❤️👍
Thank ❤
You're welcome 😊 bro ❤️
Bhai ek help chahiye mere paas burgman bt bs6 hai gaadi start karne ke baad 0 15 speed tak race dene par awaaz karti hai bohot vibration hota hai mobile holder bhi pura hilta hai
Service center par dikhaya clutch plate kholkar saaf karke lagadiye 2 se 3 din sahi chali same problem outside mechanics ko dikhana usne bhi petrol se saaf kiya wapas lagadiya 3nd time 2 hafta 10 din sahi chali again start goti bolte hai sahi clutch plate sahi hai gaadi lekar 9 month hua hai
Help me sir please
Bhai aapka garage kahape hai , address please
Online me kaise purchase karna hai bhai
Ye Suzuki burgman ki har shop per available miltha aap ko bhai online purchase mat karo is ka price hai 👉1450 MRP original ok 👍❤️
Mh btata hn....jo sensore h usme piche ek lambi kill dalo phir sensor k sth jhod do ...phir wo auto se mannual ho jayega pgir kbi dikkt ni ayegi
Bhai hyderabad me aapka location bata do
Mashallah
Shukriya bhai 😊❤️
Thanks bro
Welcome bro ❤️👍
What is the reason for that issue?
Nice information
Thank you bro ❤️👍
asalamwalakum bhai aap ke location kider hai
Walaikum assalam bhai ❤️shukriya aap ka jo aap mera location puche magar Mai mafi chahta hun aapko Mera adres nahin de sakta abhi ke liye Magar inshallah workshop shift hote ki bilkul dunga bhai location aap ko 👍☺️❤️
Tvs Jupiter bs6 full service video. With how to open oxygen sensor spark plug and how to remove and clean air filter.
Ok bro 👍
Abhi mai apne work shop per available nahin hun work shop per jaane ke bad definitely video upload karton bro
Bhai. Mera suzuki avenis me self se start nhi hota hai aur kick 7-8 bar marne par start hota hai . Lekin jab engine heat ho jata hai to self se start hone lag ta hai ye kia problem hai bataye zara hai. Aur kaha problem aa araha hai
Aap ek bar apni gadi ki battery check karo kyun ki battery mein problem hosakta 👉battery week hone se bhi ye problem aata ek bar battery shop per jakar battery check karwalo bhai ok 👍❤️
Agar battery acchi hai to message karo bhai kay karna bolton inshallah
thank you dada
welcome bro ❤️
Kidar se ho bhai aap
Assam se hu mera bhi same problem hua hai kal se burgman me
Kuch bhi information hona hai to message karo bhai okay👍❤️
Thank you for feedback bro ❤️👍
Sir aapki vidoe dekh ke bataya mechanic ko usne khola usne spring uda diya ab mil nahi rhi sir kya karu ab
Assalamualaikum bhai, mera bhi same burgaman hai par wo bina accelerate kiye hi 60 kmph jarah, 2 bar ye sensor clean karwaya fir wapis horah hai. Kya kare abhi ?
Bhai aap sensor change karva Lo sensor advanced Ho Gaya to RPM high Ho jata ok 👍
Assalamualaikum
Bhai meri bhi gadi me ye hi problem aa raha hai
Inshallah mai bhi karwata hoon
Walaikum assalam bhai ek bar mechanic ke pass jakar yah sensor clean karwa lo bhai inshallah aapka problem 💯 percent solve ho jaega
Shukriya bhai feedback dene ke liye ❤️👍
Location aapka kha h
bhai aapke shop location dalo aap hyderabad ke dikhre baatho se my bhi hyderabad ka hi hu same problem hai bhai meri gadi me
Ji bhai Hyderabad se hun mai 👉Magar aabhii Hyderabad mein available nahi hon Bangalore mein hoon kuch kam se aaya tha thoda time lagega bhai aap koi bhi mechanic se ye kaam kara sakte bhai bada Kaam nahi hai ye
inshallah bhai aapko dobara reply karunga Hyderabad aane ke baad 👍
Thanks
Prize bro
RPM sensor ka price hai 1450 MRP hai showroom ka is ka naam hai 👉 stepping motor
Mera v burgman me ye problem hora h bht bar sahi Kara Chuka hu
Ye problem agar bar bar aara hai to aap ek bar stepping motor change kar do bhai problem solve hojata 👍
@@armotorgarage2176 kara Chuka hu sir
Bhai shop ka address bolo
Bhai mene ecm change karaya tha kharab hogaya tha toh uskw baad se hi off hone ka problem aya race chodte hi aur meter me kuch bhi show ni kar raha clean karwata hu aur 1 mahine me wapis problem ajati hai
Assalamu alaikum bhai aap ki gadi ka RPM sensor 👉stepping motor kharab ho gaya hai aap change karva lijiye inshallah aapko ye problem dobara nahin aaega bhai ok 👍😊❤️
Bhai wo FI sensor ka price kya hai?? Mere mai wo FI ka problem dikha raha hai
Bhai wo fi sensor ka showroom price hai 1453 👉 ye change karne se pahle ek bar mechanic se confirmation karalo ok bhai 👍😊
Aur kuch bhi information hona hai to message karo bhai okay thank you so much 😊👍❤️
I had the same issue ...service center changed me 1000 to reset the sensor .....replacement ka 4000 bol Rahe the
Only sensor change kare to 1450 MRP hai sensor ka price fitting ke sath 2000 hota
I think mere hisab se showroom wala complete body change karraha hai jis ka naam hai 👉 throttle body ek bar aap poocho showroom Wale Ku ke kya change kar raha stepping motor ya throttle body ok 👍😊
Same problem ke karan mene to battery change kar diya.... New battery lagne ke basd same problem aaya hau... 😢
Yah problem har Suzuki burgman me aaraha hai aap ek bar RPM sensor 👉 stepping motor change kar lo bhai aap ka problem 💯 solve hojata ok 👍😊
Aswlkm bhai address kahan hai meri bhi burgman main problem hai
Walaikum assalam Bhai bhai meri kuch majburi hai Jo main adress nahi bol Sakta sorry ❤️😊
Price kya hai
Rpm sensor ka price hai 1450 mrp sensor ka naam hai stepping motor ok 👍😊❤️
Same problem.
Meine sensor change kiya, fir bhi same problem aa raha hai.
Kya kare?
Aap ne sensor change kiya uska price Kitna tha ek bar bolo bhai ok kyunki market mein duplicate sensor be available hai log original samajh kar dal rahe hain aap original Dale to ye problem dobara nahin aata
aap original sensor Dale to ye problem aapko bar bar aara to aap complete👉 throttle body change kar lo bhai aap ka problem 💯 solve hojata ok bhai 👍❤️😊
Iskaa price kyaa
showroom price hai MRP 👉1450 original ok 👍
Bhai sensor ko clean karke lagaya problem to thik ho gaya. Lekin phir se problem ho gaya
Bhai Suzuki burgman ho ya access 125 Ho har gadi mein ye sensor ka problem bahut zyada a Raha hai agar aap ki gadi mein ye problem bar bar aaraha hai to aap sensor change kar lo is ka naam hai 👉stepping motor ok bhai 👍😊❤️
Apka pas Kam ha agar Kam ha to AP kaha sa ho repli dana🎉
Bhai meri burgman ka rpm badh Raha hai bht pareshaan ho gaya koi solution batao pls
RPM kitna badh Raha hai bhai ek bar bolo ok 👍
Assalamualaikum bhai mileage Kam deri burg mam
Walaikum assalam Bhai
Ek bar aapki burgman ka air filter check karo bhai 👉 air filter kharab hone se pickup aur mileage dono kam ho jata ok 👍