Sir 4440 ke board par vol. Badane par speaker ki awaz gayab hi ho jaati hai sirf hamming aati hai isko kaise sahi kare sir please is par bhi vdo banaye
Are bhai capacitor ko value dikathe tho manna padega apptho capcitor ka value nahi dkha rahe hai poore video me value ko coopaneki ki koosish horahi hai video bi vase hi edit kiya kya bhai value nahi mention nahi kiya kya ye genuine hai
Thanks bro. I will try this idea
Thank you sir
Gajab ka video Sir ji
sir kitne value ka capacitor lagega
Sir 4440 ke board par vol. Badane par speaker ki awaz gayab hi ho jaati hai sirf hamming aati hai isko kaise sahi kare sir please is par bhi vdo banaye
Sar kis chij ki value badha rahe hain
@@rktechnicalhub sir value nahi volume (sound) badane par speaker ki awaz hi gayab ho jati hai sirf hamming ki awaz aati hai
Which capacitor must connect
104 pf kaise Lagate hai
Bhai 104 PF kis liye lagaoge kya problem ho raha hai ki 104 pop ki jarurat pad rahi hai
Bhai ic nehi kharab ho ga na
Nahin sar aisi nahin kharab hogi short mat Karna bus nahin to IC kharab ho jayegi
Sound kam to nahi hoga please reply
100% volume ki jagah 70% to 80% sound ho jayga
3055 ka tester board Mein sound fatata hai kya kiya jaaye
Capacitor resistance ki value change karna padega badh jayegi thodi bahut badhegi jyada nahin
Aa rahi he aavaj
Are bhai capacitor ko value dikathe tho manna padega apptho capcitor ka value nahi dkha rahe hai poore video me value ko coopaneki ki koosish horahi hai video bi vase hi edit kiya kya bhai value nahi mention nahi kiya kya ye genuine hai
4700 ,25v ka hai capacitor
Kitna watt,ohm our size ka woofer lagana chahiyee?
4 ohms 20 watt and maximum 6 inch ka speaker laganese sabse accha sound dega
6 inc or 8 inc max in 4440 and 3055 me 8 Inc or 10 Inc max 😇
Kya bakwas dikhate hai bro
Volume to badhaya nahi