اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ راشد سرجیبہت بہت کام کی ویڈیو بناٸی ہے بہت اچھا ہے وہ کیرٸیر راڈ کی ويڈیو ابھی تگ نہیں بنایا شکر یہ سر جی
Rashid bhai bahut hi badhiya video Banaya aapane main bhi aapse ek tat per setting kar ke video banane ke liye Kaha Tha lekin Abhi Tak aapane video Banaya Nahin kya koi narajagi hai
Rashid bahi Asalamo Alikum bahi main pelay b request kar chuka houn machine ka tanka kaisay bara karen . Lever sa tanka bara naheen ho raha .pleas. Naeem Akhter Pakistan
Rashid bhai ap kadai mashin par video bna dejiye us me piko karne par ya to dhaga katte he ya dhaga tod deti hai bar bar samya aa rhi he ap jarur us par video bna dejiye
Mera nok nidill se adke chalta he. Silai bdiya a rhi he sui bi nhi Tod rhi he gef bilkul nhi he shutal nok nidil ke adke chalti he fir bi dikkat nhi he silai me
niche ki babin ka dhaga tb upar aata hai jb upar ka dhaga niche babin ke ird gird ek LOOP banata hai. problem yh hai k vh Loop nahi bn raha. Ispar koi video hai to bataaye ya phir comment kare. Umeed hai aap meri problem thik se samaj gaye.
Rashid bhai agar bata sakte ho tum mujhe is baat ki jankari do nal mein se dhaaga kyon karta hai nal bhi new hai fir bhi dhaaga Karti hai new naal mein kya dikkat ho sakti hai dhaaga kaatne ki vajah batao Rashid bhai please aapki bahut meherbani hogi Aaj Tak aapane is topic par koi video Nahin banai
آپ شٹل کی نوک اور سوئی کے سوراخ کو دو aerrow ایک redاور دوسراyellow سے ظاہر کرتے تو ان کے درمیان فاصلے کو ظاہر کرنے میں بہت مدد ملتی۔۔دوسرا پرابلم مشین میں یہ آتا ہے کہ نارمل کپڑے پر سلائی صحیح ہوتی ہے اسی حالت میں اگر موٹا کپڑا سلائی کریں تو مشین ٹانکا چھوڑتی ہے اس کو کیسے درست کریں آپ کی ویڈیو قابل تعریف ہے اور آپ detail سے بتاتے ہیں۔۔شکریہ۔۔
Pl. Ek video me 13:59 tanke ka regulator ko kaise set kare, batana। Machine me patla, duri ka tanka set nahi ho Raha hai। N machine thik se nahi chal Rahi hai। Meri Usha half shuttle machine hai
Thanku bhai same proplem shi vakt par bhut kam ayi apki jankari
Shukriya brother ☺️
Kam ssamaya me achi jankari di aapne aabhar
Shukriya brother
Good job bukul sahi s batya aap n
Thank you so much
bhai aap bhut aache se samjate ho aala aap ko tandrusti bakse
Shukriya brother
Aamin
Thenks btane ke liye
Welcome dear friends
Very helpful sir m bhut dino se preshan thi is problem se bar bar sui mud ja rhi thi aapki video dekhne k bad thik ho gyi thank you very much
Welcome dear friends ☺️
Rasid vai aap aap achi tarkib btaye he aap ko allah or achhe ilam se nawaje
Shukriya brother Aamin Summa Aamin
master maind ho ap aapke batane ka Andaaz bahut achcha hota hai
Shukriya Abdullah faizi Sahab
Zaberdast ....great......bot achi information di hy ap ne
Bahot bahot shukriya brother ☺️
Mustafa Ali.
Thanks for this setting explanation. Excellent.
Bhai new carrier rod lagana pura bataiye. Holes dalna aur puri setting karna seekhaiye.
Ok brother jald video ayegi
Rashiad miyan m Pakistan se hon achhi maloomat Deen Walid badaiyon m rehte the phir Pakistan AA gae Khush rho Haji Qutab
Bht bht shukria bhai jaan
Shukriya brother
Bahut bahut dhanyawad Rashid Bhai
Thank you
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ راشد سرجیبہت بہت کام کی ویڈیو بناٸی ہے بہت اچھا ہے وہ کیرٸیر راڈ کی ويڈیو ابھی تگ نہیں بنایا شکر یہ سر جی
Walaikum assalam
Bahot hi jald video aaegi
Sir apne bahut achha jaankari diye hai
Shukriya brother
Thanku bhai aap ki is video se mera same problem solve ho gaya aur maine aap ki ye video dekh ke apna machine theek kr liya.
Thank you so much for your support ❤️😊
Thank you sir ....me 2 din se bhut pareshan thi aapki vdo dekh k maine khud hi apni machine ko ghar per hi theek kr liya...thank you so much sir ji
Welcome dear friends
And Thank you so much for your support
भाई आपने जो जानकारी दी है ये बहुत बढ़िया लगी l आपको बहुत बहुत धन्यावाद l
Aapko bhi dhanyvad
Rashid bhai bahut2 sukriya aapne hamra video banaya humari problem ka solution nikla ..tq..
Thank you so much for your support 😊
Bhai app bahut bariki se smajharahe hai
Thank you
Welcome dear friends
Good explanation brother thanks very useful video 🤝🤝
Thank you so much for your support 😊
Very very beneficial video sir
Thank you so much for your support
Rashid bhai apka bidio bahut acha lga mai bhopur bihar agiaondekha hame bahut psand ai
बहुत सही तरीके से समझाया है आपने बीडिओ अच्छा लगा । THANKS
Shukriya brother
I am your new subscriber 😇nice video dekhti hu try karke meri bhi machine dhaga nhi pakad Rahi hai.
Welcome dear friends ☺️
Bahot jabardast bhai
Thank you
बहुत बढ़िया जानकारी भाई धन्यवाद
Shukriya brother ☺️
Super bro good
Thank you
Sir bahut Achha videos banaya
Mashallah bohoth acha thaknik bathane ka shukriya
Shukriya brother
sahi tarike se bataya sahab aapne shukriya
Shukriya brother
Achhi taleem de rahe ho rasid bhai
Bahot bahot shukriya
Krishan Kumar Sahab
Jazakum Allah Khairan kasiiraa 👍
Shukriya brother
A S a. Rashid bhai kuch mashen sirf patly kpry pr thik chalti hae. Moty pr tanka chorti hae . os k bary mae bataen. Shukreya
Ok brother jald video ayegi
बहूत बढीया जानकारी माहिती दिली सर धन्यवाद
Shukriya brother
भाई मैं तो आपका फैन हो गया पहला वीडियो देखा है मैंने आपका
Shukriya brother
Bhai main Pune se hum meri machi janome 19 hain to uski suin dhaga nahi utha rahi hain to hamain iss ke baremain jarur batana please
Bhut achhi video bnaye bhai aap jo bhi video bnate hai bhut achhe se samjhate hai nice video rasid bhai
Thank you so much for your support
Thank you so mach
Most welcome dear friends ☺️
भाई दादा बहुत बढ़िया जानकारी दी आपने 👍👍🌺🌺🌱🌱🙋🙋
Bahot bahot shukriya brother
Rashid bhai aap bahut acchi Tarah Samjha Aate Hain aur bahut acchi video banate hain
Shukriya brothar
Sir aap samhjat bohat açchi tarhase T U
Thank you so much for your support 😊
Full help video 👍
Thank you
1st comment
Thank you so much dear friend 😊
Very nice keep it up 👍
Thank you, I will
Rashid bhai bahut hi badhiya video Banaya aapane main bhi aapse ek tat per setting kar ke video banane ke liye Kaha Tha lekin Abhi Tak aapane video Banaya Nahin kya koi narajagi hai
Anil Barman sahab
Please aap naraj na hon
Pichli video mein maine bataya tha bahot jald video aaegi
धन्यवाद भाई आपने बहुत अच्छे तरीके से
Thank you
Nice video
Thank you
Thanks for this video uncle
Welcome
Good video 👍 ya akhi
Shukriya brother
Nice video 👍 nice information
Thank you so much for your support
Rashid Bhai hame salai machine ka Kame sikna hai traning Lena hai, (badal) from Assam.
Okay brother sikha denge
A.S.A.V.VBARKATUHU ALLAH AAPKO AUR AHOAWAL KO SADA KHUSH SALMAT RAKHE BHAI AAPKI ES KHIDAMAT ALLAH KABUL KARE AAPMACHIN JADUGAR HAY AAMIN
Walaikum assalam
Aamin summa aamin
Shukriya hajrat ☺️
Masha allah bohot khub
Shukriya brother ☺️
Very Very Nice bhai 👍👍👍
Thank you so much for your support
Rashid bahi Asalamo Alikum bahi main pelay b request kar chuka houn machine ka tanka kaisay bara karen . Lever sa tanka bara naheen ho raha .pleas. Naeem Akhter Pakistan
Walaikum assalam brother
Next video aapki aayegi
Rashid bhai ap kadai mashin par video bna dejiye us me piko karne par ya to dhaga katte he ya dhaga tod deti hai bar bar samya aa rhi he ap jarur us par video bna dejiye
Ok Firoj Bhai bahot jald video aaegi
Sahi hai.
Shukriya brother ☺️
Hachhese dikhaaye thanks sir
Mere USHA janome zogzjc masin me uper ka dhaga uper or nicheka dhaga niche rhata hai silai nahi hoti hai. Ky kareji?
Ok brother jald video ayegi
All the best
1st view
Thank you so much for your support 😊
Very very helpful video sir thank you very much 😍🤗🤗🤗🤗🤗
Welcome dear friends
Thank you😊bhai 🙏
Welcome 😊
जनाब भाई बहुत बढ़िया जानकारी दी है आपने हमें दिया जानकारी शायद कोई हमें दे नहीं पाएगा
Shukriya brother
Asslam aleycom bhaijan rasid sahab aap ka video dekha achalaga aap ko katar or remar ke bare me bole the ki dam btaneg sheru ahmad Haider nagar se
Walaikum assalam brother
Ok bahot jald
@@rashidservicecenter rashid bhai kafi dair se kaha howa h video ka lekin abi tk ni i video...
@@usmanmughal3947 Usman Mughal sahab aapki video do prakar ke Resham per setting ki ja rahi hai inshallah bahut jald video aaegi
@@rashidservicecenter thanx bhai jan
@@rashidservicecenter bhai shuttle pr dhaga atak kr chalta h uski video b kisi din bnana
تھینکس
Bahot bahot shukriya brother ☺️
Thank you sir. Daga uth raha he par silai nahi aarahi
Ok brother or bhi video hai is topic per aap playlist mein jakar dekhen
Rashid bhai jaan namaste
Namste Ramesh Kushwaha
great be good
Thank you so much for your support 😊
Thank you so much bhaiya
Welcome dear friends
Thank you so much Bhai🙏🙏🙏🙏
Welcome dear friends ☺️
Your topic presentation is very good. One topic please make Vdo about mota dhaga es hand machine par lagaya to selai par problem kya hota hai.
Thank you so much
Next video jald ayegi
Īiill'i CW NW why llmpoooo of t it ke ye xxg hn nn''''''
Sir Mera dhaga upar nehi aarahe agar aata he to dhaga tut jata he please sir batae
Video bana diya hai please aap playlist mein jakar dekhen
Very nice
Aap apne sabhi tap ka number batao bhai
Ok brother
Assalamalekum Bhaijan needle bar ko andar marnese sooyi needle plate se takaratha hai
Ok brother bahut jald video aaegi
Aap singer fashion maker mein isi tarah ka problem ka solution dikhaiye please
Ok brother jald video ayegi
Vs seems 1q
Good information
Thank you Tarsem Singh
Namaskar sir I like your technical advice to new comers as like me.
Namaskar Lakshmi Narayan Sahu Sahab
Salika machine me knse numbr ki soi lagygi or singer me plz bataden
16 ya 18 number ki sui behtar rahti hai
Nice Presentation.
Thank you so much
Thnqu sir
Welcome
Masha Allah ap kitni barik se bta te hai ❤️
Shukriya brother
Rashid bhai chhoti silai machine mein sui aur jisse Taka machine nahin uthati use per ek video banai hai use kaise theek
Ok brothar jald video ayegi
Mera nok nidill se adke chalta he. Silai bdiya a rhi he sui bi nhi Tod rhi he gef bilkul nhi he shutal nok nidil ke adke chalti he fir bi dikkat nhi he silai me
Ok 👌
Nice
Thank you
Aslam unalikum .sir ye feerki may daghaa q fas jata hay
Walaikum assalam
Achajankarih
Thank you
niche ki babin ka dhaga tb upar aata hai jb upar ka dhaga niche babin ke ird gird ek LOOP banata hai. problem yh hai k vh Loop nahi bn raha. Ispar koi video hai to bataaye ya phir comment kare.
Umeed hai aap meri problem thik se samaj gaye.
Brother video bana diya hai aap playlist mein jakar dekhen
@@rashidservicecenter
Playlist me nahi dikh raha.
Aap LINK bhej dijiye.
Aapki machine amrela hai ya chhoti please bataen fir aapko solution bataya jaaye
@@rashidservicecenter
Chhoti
@@nitinshelar4914 khuch samaj nahi aaya.
हमारी छोटी सिलाई मशीन धागा तोड़ती है और बच्चे देती है बताइए राशिद भाई जी
Ok brother jald video ayegi
Aap apna Naam bataen aur kahan se ho ye bhi bataye
Thanks
Welcome dear friends
Shamshad bhai sui rad band ho gaie sedha karna hai coment dekhna bhai kafi dinose coment kar raha hu
Band ho gai hai to sui rod new laga do
Rashid bhai agar bata sakte ho tum mujhe is baat ki jankari do nal mein se dhaaga kyon karta hai nal bhi new hai fir bhi dhaaga Karti hai new naal mein kya dikkat ho sakti hai dhaaga kaatne ki vajah batao Rashid bhai please aapki bahut meherbani hogi Aaj Tak aapane is topic par koi video Nahin banai
Brother please aap Instagram per Aakar message Karen
instagram.com/p/CSl5_ZWJmwE/?
Assamalekum rasid bhai
Walaikum assalam Javed mohd sahab
Thank you
Welcome
Sir yahi problem h mere mcine me lekin mere se bnega nhi.. thoda kthin h😔
Koshish karen jarur theek hoga
Lattu mein Naya ghoda lagane ke bad mein tight chalta hai kripya batlayen needle plate mein takrata hai kripya uska setting bataen
Ok brother
آپ شٹل کی نوک اور سوئی کے سوراخ کو دو aerrow ایک redاور دوسراyellow سے ظاہر کرتے تو ان کے درمیان فاصلے کو ظاہر کرنے میں بہت مدد ملتی۔۔دوسرا پرابلم مشین میں یہ آتا ہے کہ نارمل کپڑے پر سلائی صحیح ہوتی ہے اسی حالت میں اگر موٹا کپڑا سلائی کریں تو مشین ٹانکا چھوڑتی ہے اس کو کیسے درست کریں آپ کی ویڈیو قابل تعریف ہے اور آپ detail سے بتاتے ہیں۔۔شکریہ۔۔
INSHA ALLAH
Bahot jald video aaegi brother
سوئی گز پش اور شٹل میں پلے آئے تو مشین موٹے کپڑے پر ٹاپ کرتی ہے اور باریک کپڑے سلائی سہی کرتی ہے
Pl. Ek video me 13:59 tanke ka regulator ko kaise set kare, batana। Machine me patla, duri ka tanka set nahi ho Raha hai। N machine thik se nahi chal Rahi hai। Meri Usha half shuttle machine hai
Brother is topic per video bana diya hai please aap play list mein jakar dekhen
Supar
Thank you