Chhota cinema hall ke hisab se jyada mehanga hai, kyuki luxury baad mein aata hai, pehle toh insan bada cinema hall, bada parda aur Dolby Atmos ya kam se kam 7.1 ya 5.1 khojta hai
@@CandYmAnVlog apni kami burai kharabi ko kab tak chipaoge ulta usko sudharna chahiye aur kitne logo ka muh band karwaoge hum khud hi patna me rehte hain
Eke chiz hai bhai jada audience m film dekhne ka alg maza hai iska capacity 50-55 hai only. waise iss m har chiz perfect hai seat screen sound per wo maza jo audience k sath k ye tho ghar jaisa fell dega bhai.
Exact adress daal doge kya aap is theatre ka Mai Arrah se Hu Movie dekhne ke liye hi Sirf Patna aata hu recently watched Kgf chapter 2 , Doctor Strange 2 at Cinepolis...
Mere ghar se walking distance p h achha h screen size normal h sound achha h utnna bhi teez nhi h par achha .. kantara dekha tha yaha .. screen p line ban rha tha. Beech beech me pata nhi kia issue tha but very minor issue tha
Bro , actually mujhe apne kuch friends and family k sath book kia show ak chez ka apse knowledge lena tha is there parking available in this threater or pillars k paas 4 whlr park krni hoti..nice video by you on cornplex patna..
ha ji full parking hai waha par car ka liye sory vlog m nhi btye aram sa car park ho jaiyga entry ka pas he underground parking hai fir waha sa lift sa direct hall
Mai book kr hi rha tha bookmyshow pe phir maine dhyan diya ki new connplex theatre show kr rha tha phir maine Google PE search Kiya phir dikhaye diya ye aur iske details bhi uploaded hai aur adress bhi aur just abhi utha hu morning me 8.50 me uthete hi maine TH-cam open Kiya scroll krte hi aapka videos dekha to abhi just dekh rha hu aapka ye connplex wala vlog ka video .....
@@CandYmAnVlog Sorry brother follow jarrur krta aapko but Instagram nhi chalata hu only fb agar aapka fb page h ya group to join aur follow kr lunga ... Isliye nhi chalata hu insta kyu ki mereko aacha nhi lgta h n kabhi Mann h banane ka account insta pe but jitne friends h unko bol dunga aapko follow krne aur subscribe krne ke liye ... Mai khud krwa dunga sabko
@@CandYmAnVlog humara yahan bhi abhi open hua hai .... Did you watch any movie in this theatre? how was experience.. I think seating should be similar everywhere ... So how was audio video and comfort experience?
@@CandYmAnVlog bhai hum log cinema hall me big screen me movie dekhne jate h , vaha ja k baithne k lye paisa nhi Dene jate h , baithna hi rhta toh ghr pr free me comfortable ho k baithe rhege 😝😝
Kaisa laga aap sab ko ye patna ka first smart cinema hall Comment fast and thanku for my subscriber to inform me
Aapke hi videos dekhta hu aur Follow Krta hu
Address bhi bataya kejiyai bhai..
@@pratapkumar7467 adres bta chuke hai ji 2 vlog hai is par
Bekaar h
Screen bht chota hai or baahar ka aawaaz v andar aata hai.
Ooo ho ho gajab kr diye 👌👍 bawal, its really awesome 😎 dude.
😇♥️😇♥️😇
3d kyu nhi chalate ho bhai jb smart thearter bna hi diye the to
3d bhi jald aaiyga ♥️
Bhai me soch raha tha gujrat me franchisee lene ka , abi kesa chal raha he , log pasand kar rahe he ye type ke theatre
Nhi bhai response accha nhi mil Raha bec ticket price 250 hai 150 ya 180 karege tb accha response milega
Chhota cinema hall ke hisab se jyada mehanga hai, kyuki luxury baad mein aata hai, pehle toh insan bada cinema hall, bada parda aur Dolby Atmos ya kam se kam 7.1 ya 5.1 khojta hai
bihar is the most poorest states in India fir bhi accha lagta hai ye sab dekh k
ji thankqq for comment but poorest bolna jaruri nhi tha
@@CandYmAnVlog apni kami burai kharabi ko kab tak chipaoge ulta usko sudharna chahiye aur kitne logo ka muh band karwaoge hum khud hi patna me rehte hain
Ok ji
What is the location, where is it located in Patna?
You can check in my description for location of this hall ♥️ subscribe and share thankyou
Eke chiz hai bhai jada audience m film dekhne ka alg maza hai iska capacity 50-55 hai only. waise iss m har chiz perfect hai seat screen sound per wo maza jo audience k sath k ye tho ghar jaisa fell dega bhai.
Ha ji ye to aap shi bole 😇 but koi nhi kuch to new aaya Patna m 😇
Exact adress daal doge kya aap is theatre ka Mai Arrah se Hu Movie dekhne ke liye hi Sirf Patna aata hu recently watched Kgf chapter 2 , Doctor Strange 2 at Cinepolis...
check in my description also google par bhi dekh lo aap
@@CandYmAnVlog Thanks 👍🙂
Mere ghar se walking distance p h achha h screen size normal h sound achha h utnna bhi teez nhi h par achha .. kantara dekha tha yaha .. screen p line ban rha tha. Beech beech me pata nhi kia issue tha but very minor issue tha
Ha 3d hota to or shi hota ♥️
Nice Candyman ❤️👍
😇❤️😇
PVR bhi khulne wala tha kankarbagh me uska koi information
Ha us ka vlog dekhlo aap upload kar chuke h🙏
Bro , actually mujhe apne kuch friends and family k sath book kia show ak chez ka apse knowledge lena tha is there parking available in this threater or pillars k paas 4 whlr park krni hoti..nice video by you on cornplex patna..
ha ji full parking hai waha par car ka liye sory vlog m nhi btye aram sa car park ho jaiyga entry ka pas he underground parking hai fir waha sa lift sa direct hall
@@CandYmAnVlog Thanku brother ..👍
@@Patna_2022 welcome ples subscribe and share
Mai book kr hi rha tha bookmyshow pe phir maine dhyan diya ki new connplex theatre show kr rha tha phir maine Google PE search Kiya phir dikhaye diya ye aur iske details bhi uploaded hai aur adress bhi aur just abhi utha hu morning me 8.50 me uthete hi maine TH-cam open Kiya scroll krte hi aapka videos dekha to abhi just dekh rha hu aapka ye connplex wala vlog ka video .....
thank u soo much Bhai one day i meet u instagram par follow krlo
@@CandYmAnVlog i also want to meet you and express my love towards you and your videos brother.... Shall We friends 😃
@@CandYmAnVlog Sorry brother follow jarrur krta aapko but Instagram nhi chalata hu only fb agar aapka fb page h ya group to join aur follow kr lunga ... Isliye nhi chalata hu insta kyu ki mereko aacha nhi lgta h n kabhi Mann h banane ka account insta pe but jitne friends h unko bol dunga aapko follow krne aur subscribe krne ke liye ... Mai khud krwa dunga sabko
U are doing great ☺️👍 Job .. Super I like it Keep it Up 🙂
Thank you so much 😀
Awesome Bro 🔥🔥🔥
😇🙏😇 subscribe and share ♥️
Darbhanga main kab open hoga bhai ji,connplex.
Great 👍 ❤️😇❤️
Adsence pin aa gya uska vlog bnaiye bhaiyaa
Aree dhyan h nhi raha 😥😥😥
@@CandYmAnVlog avi v bna skte h usko dikha ke khi mat jaiye ghr se hi bas
Start kbse ho rha ha????
Ji pura vlog dekhlo ❤️
abhi to city center mall me Inox and gravity mall me pvr aana baki hai
Pata chala h screen chota inox ka dekhte hai wait hai aane ka pvr to ab next year
@@CandYmAnVlog dono theater mst hoga
Very nice
Thank u
Bro is this the same experience everywhere?
ji matlab aap ka everywhere ?
@@CandYmAnVlog humara yahan bhi abhi open hua hai .... Did you watch any movie in this theatre? how was experience.. I think seating should be similar everywhere ... So how was audio video and comfort experience?
Ji aap kaha sa ho ♥️ha ji ek or vlog hai yaha par movie dekhe shi sound but screen Thora or big hota to maja aata aisa shi h
@@CandYmAnVlog himachal pradesh
Patna me kha pr hai bhai
Ji video ma bata deye or adress description me hai ♥️ subscribe and share thankyou
jehanabad me bhi cinema hall ki jarurat h, yha bhi aaye le ke
Aayega ek din jarur 😇
Screen size?
Ek bar aaye aap or khud se dekhe 🙏
@@CandYmAnVlog bhai utna bhi acha nh tha jitna video me bataya ja rha mujhe lgta h ye youtuber paise leta h promotion ke tum bhi isko unfollow krdo
Ji ye first tha ab jd mall me jo open hua wo best h mai wohi movie dekhte hu
Sleep chair price for 1 ?
250 ji ❤️subscribe and share
@@CandYmAnVlog book kaise kr skte?
🎫 ticket ??
Ji online booking kar shakte ho aap bookmyshow pr
Bhai bahut bada supav tha yeh
❤️
Subscribe and share ♥️♥️
kab open hua ye aur kitna screens ka hai
Ji vlog dekhlo aap 🙏 subscribe and share thankq
Imax nhi hai agar imax aata to Bihar me first hota longer ye sab to gaya muzzafarpur seher me bhi hai
INOX aa Rha City Centre Patna Me 2 Mahine baad 😄
Avatar 2 movie inox m es bar ❤️
Bhai online booking kaise krna hai ??
Ji bookmyshow m hai ❤️ subscribe and share
3d h ky esme
th-cam.com/video/tppvZ28mryc/w-d-xo.html
Dekhlo Bhai jo h bta deye h
Kaash ye chzz mere seher muzaffarpur Me aaa jataa🙂
Ha aayega waha bhi ♥️
Darbhanga me kab aayega
Ji abhi to Patna me aaya time lagega ji darbhanga me aane me 🙏 subscribe and share ♥️
Par mere ko big screen me hi maza aata hai
Ha ji sab ke apne apne pasand h
250 maine popcorn complimentary h kiya ??
Ji new open hua es liye free m mil raha aisa charge lagega 🙏 subscribe and share 😇 thankq
👍👍👍
😇❤️😇
Siwan me Kab tak ayega
Ji no idea abhi to Patna m aaya hai
Waiting in Siwan
Ha bhai ji
gaya apr aa jao bahut pehle se hi hal g so kar dekhteh h
Wahh great ♥️😇🙏
Patna me bohut hi kam theatre hai.
Ab open ho raha ji
gajab ab to maja aa jayega
♥️😇♥️ha shi bole
bhae screen bhut chota lag rha ha
Ha ji miniplex cinema hall h ye🙏
Yeh theatre kam projector jayada lag raha h
Projecter nhi hai pura vlog dekhlo aap ♥️😇♥️
Screen size sir
Ji aap ko pura screen dekha deye hai size kya pata nhi ji 🙏🙏
Screen aur big rahta to achchha rahta
Ye miniplex cinema hall hai
Katihar m bhi khulne wala h yhi 😎
Ji vlog dekhlo pura ♥️
Thank you 😊 , i want you to grow very fast
thank u soo much Bhai for information one day i meet u instagram par follow krlo❤️
@@CandYmAnVlog ok bro
Bohot small screen hai , seating se kya hota h 😑😑
Ha ji but aap ek bat try kro is ko mini cinema hall bolte h or bhi city m h ye cinema hall
@@CandYmAnVlog bhai gye hai issilye bol rha hu 😝😝
Ji 🙏🙏🙏
@@CandYmAnVlog bhai hum log cinema hall me big screen me movie dekhne jate h , vaha ja k baithne k lye paisa nhi Dene jate h , baithna hi rhta toh ghr pr free me comfortable ho k baithe rhege 😝😝
lauger already gaya APR me h bhai
Ha Patna m first time next month sa INOX bhi open ho raha h
Sla ye sasta Apr h bhai Patna me same hi h ye to 😂🤣Apr me to space, screen lounger seats or price v sahi h only 180rs 😂
I am also going to experience this new premium theatre for bhool bhulaiyaa 2 or any upcoming movies.
ha jarur try this new smart cinema hall
Best blogger of patna
❤️😇❤️ thankyou 😇 khem Bhai
Price??
♥️vlog dekhlo ji 😇 subscribe and share
Bhai yaha 3d screen h kya?
Nhi ji 😇
Kaha h ye theatre? 🎉🔥
ji patna bailyroad vlog aap dekhlo subscribe and share 😇 thankq
Screen size Kitna hai
35mm
Iska owner kon hai ?
Katihar me aana chahiye
Ha ji
First row seat gajab hai boring sasta movies book kro jaake so jao mst ac mein 🤣
Isliye aapke liye dhaakad lagaya gya h
Kha hai
Ji vlog dekhlo ♥️ subscribe and share
Location kya hai
Ji vlog m bta chuke hai 🙏
OHH SUCH A SMALL SCREEN . BAD
Ha bhai ji
Kon kon isse open kr skta hai
Mtlb
@@CandYmAnVlog mtlb koi theatre open kr skta hai? Apne city me
Ha ji jarur ❤️
@@CandYmAnVlog koi specific requirements to ni ki bs theatre wale hi khol sakte hai koi startup v kr skta hai n
connplex cinema ka franchise lana hoga aap ko
Movie accha rha to dakh lo warna so jao Bawal chez h be
😇♥️😇mst hai
Paanchak bihari