@@krishnachoudhury5686 Form Bharte time agar problem aa raha hai to E-Aadhar Download kijiye aur jo data online updated hai, wahi entry me enter kijiye. kyu ki kabhi kabhi log galti se purana aadhar de dete hai aur unhone kuch baad me update bhi karwa rakha hota hai jo ki unhe yaad nahi rehta, to aap ek baar online check kar liya kijiye
Bhia pan card me kitnse decomnest lagte hai aur kya name hai docomnet sa ka btaye bhai please
Self attested aadhar card only
Already Registered mein ? Mai customer ya csc id operator ko dena jahiye
CSC ID Operator ka
Mene first time mein customer ka mobile number dal diya use thik kare ja sakti hai
@@krishnachoudhury5686 haa, New User registration me jaake apna number aur CSC Center ka naam daal ke register kijiye aur login kijiye
Csc nsdl Mai kuch problem chal raha kya. Mein 2 bar Kiya akbar failed Aya or akbar date of birth format problem a raha hai submit
@@krishnachoudhury5686 Form Bharte time agar problem aa raha hai to E-Aadhar Download kijiye aur jo data online updated hai, wahi entry me enter kijiye. kyu ki kabhi kabhi log galti se purana aadhar de dete hai aur unhone kuch baad me update bhi karwa rakha hota hai jo ki unhe yaad nahi rehta, to aap ek baar online check kar liya kijiye
LIGHT NAHI JALTA HAI KAYA KARE
biometric divice remove kare seting me se aur fir se connect kare try this
Gmail.kitne ghanta me aa jata hai
Matlab?
Pan card Gmail me kitne gante me aata hai
@@purushottamkumar2616 2-4 din me
इस time uti me bayomatric divice काम नहीं कर रहीं हैं क्या
Ek baar Device Refresh kijiye
Sir branch address me kon sa address Dale csc ka ya koi aur
Apne CSC Center ki details fill kijiye, aur agar abhi update nahi karna hai to skip ke button par click kijiye
Pan apply Kiya but supporting documents nahi upload hua ab pan application Objection Mai hai to use supporting documents kaise upload kare plz help
pan under objection wale section me re-upload kijiye
Bhai abv register number mgta hai kiska number dale
agar apki csc ID hai to phir apko apne Registered CSC Mobile number se Sign up kar lena hai
Sir aadhar card me sirname hai too sirname wala pen card ban jayga
haa ban jaayega
Document send karna padata hai ki nahi
Agar scan based kyc hai to bhejna padega aur agar ekyc hai to nahi bhejna hoga
@razamediaa Admin Dashboard me Address mention kar rakha hai jaha par documents post karna hai
Kitne der me ata h pan card
Minimum 3-4 din me
Tq
Thumb impression wale b ho jayege sir kya
Ha
Mene payment kar di but process pura nahi kar paya ab login kar raha hu toh wapis paise mang raha hai.
kaunse portal pe kiya hai
Bina Photo signature ke hi pan acknowledgement no aa gaya. Isme dubara acknowledgement no ke sath photo signature upload kaiser karen
E-Pan ke liye apply kiya hoga apne
Bhai ek pan card currection Krna h plz bhi kr do pese m pay kr dunga
cscsevaconnect@gmail.com details send kijiye
Pan card ke paise bapas ni aa rhe h... Kya karna chahiye.... Ticket bagera bhi creat kiye huye h....4 din ho gaye..... Koi solution bataye..
2-4 din wait kijiye
Bhai mera 3 Din ho gaya, incomplete pan ka refund av Tak nhi aaya. Aur draft me v koi activities nhi hai
kabhi kabhi late ho jata hai , refund aa jaayega
Bayya hum pan apply kara but complite nahi huva edite kaha milta pleas tell me
Ek baar Draft Application me check kar lijiye aur agar usme bhi na ho to re-apply kar de, 2 Din ke andar wallet me Refund aa jaayega,
Aacha se explain karo na bro nahi samaj aaya Full expalne
th-cam.com/video/y5KN9-o9Cak/w-d-xo.html
New Video Upload ho chuki hai, aapko usme sab samajh me aa jaayega
Kisi PAN card ko correction Karke photo aur signature fir se upload kiya Ja sakta hai
Haa kar sakte hai
@@cscsevaconnect please share link
Excellent vedio
thank you and keep supporting
Bhai password reset mail nahi aa raha hai email pe
Retry kijiye
@@cscsevaconnect kiye bhut bar bhai to bhi nahi aya ab shyad fingerprint se change hota hai agar password bhul gaye to
@@sonukhaware8575 Fingerprint ya Iris se login karke change karna padega
Hello sir
Hi
Bhai signature kese ayega pan pr
Scan Based E-KYC karke update kijiye
Paisa cut huva
2 Din me Amount Refund ho jaayega