Legend 220F is now available. Actual me eska Agressive looks aur Sporty bike ka finishing combo. huge Visor Strong and Solid hylo lamps k wajah se Road Pe king👑 looking Ata tha Aur ab extra kuch change karke fer se launch hua. Bhai esliye 220F ko Aaj b Legendary bike bolte hen. Maintain to har cheez ka hota he. Lekin 220F legend he aur rahega. Speed me pulsar ko beat aram se karenge ye alag baat hai. Lekin looks ki mamle Only 220F🔥
My favourite bikes only pullser 2010 model 180 li uske bad 2014 modell 180 fer li uskae bad 220 li 2014 uskae bad 2018 modell 220 li sabsae badiya 220 nikle
Handle khadee pe jane se awaz krta aur hilta hai....aur heavy lgta hai cut marne ke time ....is issue ke liye kya solution...koi pichhe baithta to handle bar aur heavy hojaya
Brother please go for Motul 7100 (10W50) Brother I have also a pulser 220F ,I always use Motul 7100 ( 10W50 ) . When im using 1st time, everyone said me brother use Motul 20w50 grade it is best for 220F , But After researching many time I finnaly decide to go for Motul 10W50 ,You dont believe 10w50 give much more result more Refinement rather than 20W50.
Brother its india's 1st sport bike under 220cc segment.. Aur baat rahi engine ke tho vho tumare haath main hai. Tum kise bike ka time to time service karte ho.....
Legend 220F is now available. Actual me eska Agressive looks aur Sporty bike ka finishing combo. huge Visor Strong and Solid hylo lamps k wajah se Road Pe king👑 looking Ata tha Aur ab extra kuch change karke fer se launch hua. Bhai esliye 220F ko Aaj b Legendary bike bolte hen. Maintain to har cheez ka hota he. Lekin 220F legend he aur rahega. Speed me pulsar ko beat aram se karenge ye alag baat hai. Lekin looks ki mamle Only 220F🔥
good serve
Ek Number Bhaava..🔥🔥
Bai meri 220f he 60 70 speed me hump udayeto dun he na Bai frant madguard ko teach hota he hai iske liye kya karna he be pls replay
My favourite bikes only pullser 2010 model 180 li uske bad 2014 modell 180 fer li uskae bad 220 li 2014 uskae bad 2018 modell 220 li sabsae badiya 220 nikle
Dost bs4 220 mein oil filter hota hai jeya
Acha hai
Mene 1.200 dala he ky parobalem ny hoga na bhai
Handle khadee pe jane se awaz krta aur hilta hai....aur heavy lgta hai cut marne ke time
....is issue ke liye kya solution...koi pichhe baithta to handle bar aur heavy hojaya
1 bar service centre mai dekhao
Bhai after washing kya chiz se itne bright kar raha hai bike plz answer me
Motomax Bike Liquid Polish
Pulsar 220 2019 model second hand bike show room condition tell me price I will buy bs4 engine have more demand tell price bro
50k for top condition.....
Right bhai same experience bajaj service centre se service bhut bakwas hoti h
Nice video bro🌝
Thank you so much.
thanks bro
Nise vlog dear ❤️ syt connected my new freind
Clutch pate ka head kite na tha bhai
3500 to 4000rs
Yeh Garage kaha hai?
Vasai..
Brother please go for Motul 7100 (10W50)
Brother I have also a pulser 220F ,I always use Motul 7100 ( 10W50 ) .
When im using 1st time, everyone said me brother use Motul 20w50 grade it is best for 220F , But After researching many time I finnaly decide to go for Motul 10W50 ,You dont believe 10w50 give much more result more Refinement rather than 20W50.
Ok brother next time sure i will try it.
Ye bike bs3 or bs4??
thanks so useful
Mai tho 4. 5. Kam chlata hu heat sensor blinking karne lagta hi
Air cooled pipe jam hogya hoga
Bhai mare paas bhi palsar 220 bs6 hai
Bhai muzhe 220f 2016 ka model 45000 rs main mil raha hai lu ya nahi
Don't buy. Try to take 2018 or after tht model. 45000 is expensive.
There is no carburettor in bs6 220f
Love from manipur
Bhai meri bs4 hai 220f mere isme air ka problem he aata hai 1 gear mein thodi bhagayi toh garam hoti hai or phir air pakadti hai
Bro time time par servicing karo.
Mere bike servicing karne ke baad v engine heat ho rhaa hai 2 se 5 km chalne pe hii heating hoo rah kuch solution hai kiya
Bs6 hai?
Kitna kms k baad apne servicing kiya bhai saab !?
1000km....../ Depend karta hai bike performance par bhi.....
Brother carburetor kabhi kolna nahi chahiyeee
3100 nhi 7100 daal
No need
Aap ke bike kitne chle pe heat sensor blinking karne lagta hai ??
Bhai mere bike mai ya problem nhi aatha hai
220 Bajaj ka papa😂
Bs3
Bhai 220f ka engine aacha ni h sb bolta h muje lena h ?
Brother its india's 1st sport bike under 220cc segment.. Aur baat rahi engine ke tho vho tumare haath main hai. Tum kise bike ka time to time service karte ho.....
1.2 litre ka bhai oil
Yes....
Bhai ghaslit Kya hai?
kerosene oil.
Bro use motul 7100 20w30 your bike will be more smoother
Ok bro i will try this time. Thank you
Bhiya Mara 220 22 ka mileage data ha please batau kasa fix Kara please
Time time par bike ko servicing karao.
Hii
Hello
motul 7100 daal bhai
Ok bro Next time i will try it
Pulsar 220 main 1.2L dlta hai