बैंक ने केस डाल दिया ECS बाउंस का || Bank has billed case for ECS Bounce ||
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 5 ก.พ. 2025
- बैंक ने केस डाल दिया ECS बाउंस का || Bank has billed case for ECS Bounce ||
💡 Support Our Work 💡
🔹🔺 UPI: 9958225324@axl
🙏 Your contribution helps us keep going!
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Connect with us between 10.30 AM to 5 PM
Telegram @kunalkumarofficial
Whatsapp wa.me/9958225324
/ 714290
/ kunalkumartutorial
/ kunalkumarkkv
Telegram Broadcast
t.me/kkvgenera...
----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Must Watch:
• Recovery Code's
• यूनि रिकवरी वाले एजेंट...
• एजेंट कैसे पॉइंट तो पॉ...
• कुनाल कुमार के सामने क...
• अरबिंस्ट्रेशन के नोटिस...
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Our Channels:
1 / @kunalkumarmotivational
2 / @kunal_kumar1115
3 / @kunalkumar_1115
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
📄 RBI Guideline www.rbi.org.in...
डिस्क्लेमर
हमारा उद्देश्य बैंकों, एनबीएफसी, और रिकवरी एजेंसी/एजेंट्स द्वारा अपनाई जा रही अनैतिक प्रथाओं के खिलाफ लड़ना है। इसके साथ ही, हम ग्राहकों को उनके अधिकारों के प्रति जागरूक करना चाहते हैं ताकि वे बैंकों और एजेंसियों से नैतिक, संवैधानिक और कानूनी तरीके से ऋण की वसूली की मांग कर सकें।
हम उन ग्राहकों का समर्थन नहीं करते जो ऋण लेकर उसे वापस नहीं करते। हमारे यूट्यूब चैनल और सोशल मीडिया पर ऑडियो/वीडियो केवल शिक्षा और जागरूकता के उद्देश्य से प्रकाशित किए जाते हैं।
कृपया हमारे चैनल को लाइक, शेयर और सब्सक्राइब करें!
#creditcardrecovery #recoveryagents #debtmanagement #kunalkumarSundayकुनाल कुमार से बहस कर रहे थे एजेंट || RECOVERY agent is trying to win with Kunal Kumar ||
#HomeVisit #CancelHomeVisit #RecoveryAgentHarassment #HarassmentByRecoveryAgents #StopHarassment #DebtRecoveryIssues #DebtCollectionHarassment #ConsumerRights #RecoveryAgentAbuse #DebtCollectorHarassment #LoanRecoveryIssues #DebtHarassment #HowToStopHarassment #LegalRights #ConsumerProtection #DebtRecoveryHelp #RecoveryAgentProblems #FinancialHarassment #HarassmentLaws #HandlingDebtCollectors #KnowYourRights #RecoveryAgentComplaints #DealingWithAgents #DebtCollectorAbuse #HarassmentSolutions #DebtProblems #KunalKumarOfficial #AgentCommunication #StopHomeVisit #SpeakWithAgents #CancelVisit #HomeService #StopAgentVisit #HowToCancelHomeVisit #AgentTips #ConsumerRights
कुनाल भाई को बहुत बहुत धन्यवाद 🙏🙏 तहे दिल से,, अपने एक और नई जानकारी दी,, बहुत ही सरल और आसान भाषा में विस्तार से बताया इसके लिए आपको लाख लाख धन्यवाद🎉🎉
Great information sir ji
Boht achi aur to point info hai isme, full simple language me sabko samajh aane wali... ❤❤❤❤
Kunal Bhai tusi great ho Bhai aap Jaise hi log ham
Awesome knowledge
बैंक ज्यादातर प्री लिटिगेशन में चलाते है
सेटलमेंट के लिए
दर्ज होने के बाद तमिलों में चलता है summan BW के बाद AW के समय बैल करवा लो
वैसे ही 1-2 साल निकल जाएंगे
बैंको के वकील इतना ज्यादा इंटरेस्ट नही लेते कयोकि फीस बहुत कम मिलती है
केस चलाओ तो भी अविडेंस समय पर नही होता क्योकि मैनजर को काफी फाइलों में साक्ष्य करवानी होती है
चिंता न करे
ज्यादा जानकारी व मेरे लायक कोई सेवा हो तो आप सम्पर्क कर सकते है राजस्थान उच्च न्यायालय में प्रैक्टिश करता हु
Sir aap bhi ek chenal banao aur logo ki help karo please.
share your contact number.
Ur no pls
Are you from Sumerpur Mr. Solanki?
Hello
Excellent Kunal Bhai ❤❤❤
Good information...aap bahot logo ko majboot karte ho
Kunal ji Bahut himmat wale ho aap🎉
bas aapki kripa hai
Kunal bhai ! Great bhai ,,thnx for sharing insights
Thanks
Bohat bariya vaiya ayse hi video banate raho
bhagwan apko lambi umar de bhia ....great man
Excellent Amit sir
Thank you Kunal bhaiya ji ❤❤❤❤❤
Very nice
Thank you very much Sir 🙏🏾🙏🏾🙏🏾🙏🏾
Thenkyu so Mutch sir jankari ke liye
Very informative 🙏
Jio mera laal
Thank u kunal bhai
Good kunal bhaiya
Sir very nice
Agr account me ecs active na ho tbh bhi kya bank ecs ka case kr skti h
Perfect bhai😊
Good bhai ❤❤
Wah ....kunalbhai
Kunal bhaiya yah video banane ke liye aapko thank u Veri Veri thank u❤❤❤❤😊 itna hi bata Diya bahut Kunal bhaiya
Bhai abhi seetle ni Kara pa rha hu abhi ,summon a gya hai kya karu kuch reply bhi ni kar rha ap
kitna loan amount honese ecs bounce cash hota he
Hero fin mein aapka kon sa loan hai aur mera loan hai ecs meine cancel kiya hai emi bounce hogi meine advace bata diya hai unko aap mujhe suggest karoge kaise karu
Tata capital se bike liya 3 emi due hua ab kya hoga
Koi bhi Card ya parsnolloan pe Ek hi jaga pe EMI ecs bounce hona case kar sakte he.. bar bar nahi ye legle nahi he. Mujh par bhi case ho chuka he
To AAP ke sath kya hua bhaiya mujhe batao please
@jayminsolanki1361 sec.25 ka case Kiya tha utna payment kardiya bad me settlement
@@idrishpatel7725case se pahle settlement ki vyawastha nhi huaa
@@idrishpatel7725case se pahle settlement ki baat nhi ho Pai kya
is case ki Bakil kitni fees leta hai.
Bina check diye kase ecs bonus charges llagta hai online lane par
Hero fin ka ecs bound ka notice kitne din ke baad aaya tha
कुनाल भाई साहब जी क्या राइट ओफ के बाद भी बैंक ECS बाउंस का केस कर सकते हैं क्या
Kunal bhaiya ki jay ho🙏🙏🙏🙏🙏
Very informative video bhai. sabko dhyan se sunni chhaiye. log faltu me darne lgte hai.
Good information sir
Sir mere bhi HDFC ka 138 case hua hai,kya kare,pls help
Mera b hua Hai bhai
@@rickyrajput0012 amount kitna tha ?
80000 lone ka kitna me setel hoga sir
Minimum 15% tak kr sakte hai
Ok
Case karega Tata capital two wheeler ka
Koi rent pe rahta hai bhai to saman kya mail id ya what's app pe bhi aata hai pls batyeh
Whatsapp and email
Address nhi milega tb tk koi case nhi hoga. Moj lo
Hdfc ka ecs baunce ho rkha hai 9 month se ager court summons bhejati hai to kha jayega permanent address pe ya local kuki delhi ke adress par rhta nhi hu to mujhe kaise pta chalega ki summon aaya hai pls bataye
Communication address change karva dena
Kuch na hoga address nhi milega to. Koi case nhi hoga
@@tradesweapon credit bureaus se utha lete hai
❤🙏
Bhaiya pesa nahi hai statement ke liye fir kya kere btaye na ?
Wait karo sari process hone do automatically settlement pe aa jenge
Tata capital ne case Kiya hai ECS bounce ka bail karvane ke kitne paise lagte hai
Loan amount pe decide hota hai
@@nishantsharma6357 Mera 200000 hai
2 lakh per case hota hai kya @@nishantsharma6357
Bhai mujhey vi bata do@@nishantsharma6357
Kitna due ammount hai bro aur kitne month se due
Jaha marzi case kardo , hazir hi nehi hunga, tab jab police utha k leke jayega aur judge bolega k kyun nehi aaye aap , tab bolunga k utna paisa agar hota mere paas to bank ko de deta ,in saab faltu k jhamele nehi padta, paise nehi hey isiliye nehi de paya , warna court k chakkar katne ka mujhe koi saukh nehi hey
Bhai letter hi accept mat karna aur ghar wale ko bol Dena ..aur bolna idhar nahi raheta
Hume Ahmedabad se aaya h.. Filling Date - 17-09-24 thi or Hearing 16-11-24 ko h
Bhai update kar dena.. Kya hua.. Taki hum logo ko bhi jankari mil sake
Ab kya hua
Kuch nhi loan settle hogya.. Aap chaho to first sumon avoid kr skte ho.. or next summon ki date se pehle settle kr lo.. Bank bhi jaldi me hi rehta h loan settle krne k.. agar case k baad bhi usko paisa nhi milta to.
@@rockyamit426bhai kitna tha loan or settlement kitne me hua kripaya bata denge to madad milegi muzhe
@prakashdongre6188 JFM aarha h.. aap 15% pe aad jao.. usse upar nhi kr payege.. to thoda samay me wo bhi agre hojayge.. humara bhi 15.50% pe hua h.. POS 1.75L tha.
Kunal bhaiyya aap na hote to shayd hm bhi na hote
Tabiyaat kharab lagraha hai bhaiya,?!
apna khayal rakhna.....
Case kiya tha usaki amount kya thi
🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Hero fin corp ne arbitration notice send kiya.
Patanehi fake hai ya sahi???
Default hone ke Kitne din baad veja?
Sahi ho ya galat bas app usko reply de do ki mai kisi bhi arbitration me samil nahi huga .
@@prasenjitbiswas1399 2,3 month me bhej dete hai normal nahi to 6 month mr send karte hai
@@provatnaskar4860 email me aya hai?
Bhai mere pass pesa bikul hi nhi hai
Mere ghar to aaj hi recovery wali madam aayi hai. Pareshan hu kya karu
Kuch mat karo nahi hai to koi tension nahi hai jab hoga tab diya jayga.
@@sanjeevpandey2378 arey bhaiya 5.5 lakh pending bach rha principal abhi. Hafte me 2 baar recovery wale aa gye kuchh samjh nhi aa rha
@@abdsaifi1008 agar personal loan hai to darne ki koi bat nahi hai thoda time pareshan karege app thoda time daro mat unse bat karo aur dhire-dhire settlement karo.
Ghar par ate hai to aram se bat karo agar o log pareshan ya kuch galt karte hai to unka complaint karo
Eyak agency sirf 30 din ke liya appoint hoti hai uske bad o change ho jatai hai. Kuch bhi galat kadam mat uthao. Sab time ke sath sahi ho jayga
Sabse pehle to bank walo ko mail kro jo apko problem hai uske baad koi bhi recovery wala ata hai to bol do mail ki hui hai or problem batayi hui hai bank ko unko bhi bata do abhi nhi pay kar paunga kuch nhi hota wo chale jate hai agar aap daroge to wo daryenge
@@ajaykumar-hx5zr mujhe to branch bulaya hai. Bole bethke baat krte hai
Bhai mujhe pata hai wo khaami😂😂
Khami mujhey vi bata do pls, mera vi case chal raha hai 195000 ka sirf 28000 ECS bounce pe case kiya tha, wakil ko 4000 dena para, avi tak 3 date aa chuki hai 3 months mei
@@kumdha38phir kya hua bro?
Bata do bro
Mera toh settlement ho gaya 45000 mei , case vi withdraw ho gaya , aaplog vi settlement Kara lo
मेरा भी ecs bounce चल रहा है... पिछले साल 3 किश्त दिया इस साल सिर्फ एक किश्त दिया... April में..... टोटल due है 170k .... कब होगा caae
Phir kya hua bro?
Mera 2 sal see hai 2 lakh ka , kuch nahi hua . Moneyview ka hai
Thanks