Excellent idea, to compare the two inflating methods i was pondering over the same thought. By the way bicycle pumps are faster than foot pumps. Thanks for a well presented video.
1. Happy New year to you & all ur Subscribers & viewers. 2. ha3... bada maja aya video dekhker. imo foot pump jyada sahi rahega hawa bharne k liye. 3. Tractor k rear tyres me Paani hota he.
100 percent sahi keh rahe ho .. ek baar gaaon me khel khel me baccho ne meri gaadi ke sabhi tyres ki hawa nikal di thi.. aur wahan to plastic body wala hi pump tha usi se kaam chal Gaya tha
Trail dikhaya vo galat he.... Gadi me laga huaa tyre ka pura hava nikalo aur bad me us ko bharo..... Aapne jo tyre me air bhara us pe load nahi he.... Jab puri gadi ka weight tyre pe hoga tab to aur double time ho jayega.... Bhai....😅😅😅
Ram Ram Sumit Bhai,Nexon Petrol XZ+ book karaye 1 month hi gaya,ab mera dil XUV300 Diesel W6 pe aa gaya hi,dono ki price Same hi,confuse hi,kya kare ??
भाई तुमने ground level problem को पकड़ा है बराबर 😀👍
Excellent idea, to compare the two inflating methods i was pondering over the same thought. By the way bicycle pumps are faster than foot pumps. Thanks for a well presented video.
Thank you for sharing. I appreciate your efforts.
Bhai start stop button wali gaadi mai agar steering lock ho jaye toh kya kare
Bahut achhi video
How many stroke someone tell me please
Good I also use this manual pump
Good...trctor me bhi bhari thi maine...no problem
Ram Ram Sir...Wish you and your Family Happy New Year...
Bahut sahi sunit bhai mein v meri ecosport mein manual pump use kerta hu saath 👍
Practical comparision for eye opening
1. Happy New year to you & all ur Subscribers & viewers.
2. ha3... bada maja aya video dekhker. imo foot pump jyada sahi rahega hawa bharne k liye.
3. Tractor k rear tyres me Paani hota he.
Nice video. Par Hand pump online kaha milega, car tyre. Uska bhi link de do.
Bhai ji online mehnga hai...kisi cycle wali shop se le lo150-200 ₹ me badiya mil jayegi
Suction length is more in manual pump so it takes less time.
Sirjee,
Stephany me 40 ka pressure kyon?
Baki tyre me to 33 ka pressure rehta hai.
Waiting for this video 👍 Happy New Year 🥳
Meri Tiago ka tyre kharab hai, 0 psi ho jaati hai. Bina jack lagae mannual pump ko 50-55 baar karne mei hi 30+PSI ho jaata hai bhai 😂
Awesome video thanks for making
Thanks for watching!
Hi Sumit Bhai , have you replaced catalytic converter in your Ecosport as Ford has recalled BS 6 diesel .
Abhi nahi Sir...but jaldi kara lunga
@@SumitKSath After your video on catalytic converter , I have replaced the same . Thanks for information
Badiya hai vai ...
भाई मै पागल आदमी मेरे पास पुराना जुगाड फिर मैने विदेशी चीज खरीदी है, बहोत बहोत धन्यवाद भारतमाता की जय
Manual pump link
Bahut aachhi video banai hain bhai
Happy New year awesome video 👌
100 percent sahi keh rahe ho
.. ek baar gaaon me khel khel me baccho ne meri gaadi ke sabhi tyres ki hawa nikal di thi.. aur wahan to plastic body wala hi pump tha usi se kaam chal Gaya tha
Thanks ❤❤❤ 🙏🙏🙏🙏
thanks a lot for clarifying.... these 12V compressors r worthless...
Happy new year Sumit Bhai
Aap burgman ka lo tyre inflator, it's very good i am using it for past 3 years
And please start the car while using otherwise battery pe load padta hai
Nice Review...
OLd is GoLd
1. Engine on nahin kiya.
2. Plain surface pe rakh ke kaam sahi se karti hai machine.
No Logic in both, I mean haa Engine on kar sakte hai.
Trail dikhaya vo galat he....
Gadi me laga huaa tyre ka pura hava nikalo aur bad me us ko bharo.....
Aapne jo tyre me air bhara us pe load nahi he....
Jab puri gadi ka weight tyre pe hoga tab to aur double time ho jayega....
Bhai....😅😅😅
Happy New Year sir ji
Nice video
bhaisaab gaadi chalu karke hawa bhari ki nahi , Battery kha jayega vo pump agar gaadi chalu nahi hogi to
great
Good
Bhai kitne number ka Tyre h apka
Bhai, car start karke hi use kiya karo electric wala. Battery dead jo jaayegi. Even Sare models k box pe mention hota hai ye.
Ram Ram Sumit Bhai,Nexon Petrol XZ+ book karaye 1 month hi gaya,ab mera dil XUV300 Diesel W6 pe aa gaya hi,dono ki price Same hi,confuse hi,kya kare ??
Sir 2 cheez dekhiye...Agar aapko boot space acha chahiye or Ground clearance bhi badiya chahiye to Nexon...otherwise Xuv300 will be best...👍
Hath se pump se hava bharni padti hai vlog dekhe ke maza aagaya
150 wala jindabad❤
Engine on hi nhi kiya
Yes
3, 3 mint me tractor ka tyre me hawa bhari h vo bhi bar bar ku ki picture tha or shop 10 km dur thi
❤
Electric Pump khrab h aapka
Ok🤔🤔
Nice experiment...
🙏🏻😊
Most funny vedio
Very funny 😃
Ye duplicate hai
Mehnat ka kaam👹😁🤣
Inflator ghatiya quality ka tha apka , nahi to jaldi hawa bharti hai electric se bhi
Sir ji maine appko dm kiya hai, check kare
😀😀😀😀😀
Manula Haar Gaya😜
Poora toh dabao bhai🙏
Nitrogen matlab loot he
Bhai Desi wala ka buying link dijiye
Bhao online to bahut mehngi milegi...kisi cycle wali shop se le li jiye...local market me
Apna Haath Jagan nath🙏
60-70 पंप मारने पर काम हो जाता है
Sahi kaha bhai
Yah ekdam juth hai kon kon sahmat hai
Tractor
ऐसा बताने की ताकत किसी और में नहीं
🙏🏻🙏🏻🙏🏻😊😊