Wow!👍👍 Zabardast!!! These are the authentic Hyderabadi recipes....I love your channel aunty...I have being seeing so many recipe videos but never found the original one's...Finally I got to see your videos and loved it.....The methods you follow reminds me of my mother's cooking...They are ditto....please keep and carry forward the authenticity of Hyderabadi cuisine....❤️❤️❤️
Mai dubai mai rhati ho. R daily apke recepies dekhti ho ap bahot accha banati ho. R aj mai apki tomato ki chatni bhi banai thi. Bahot acchi bani thi. Jazak ALLAH.
Masha Allah aap ke recipes bahuth achche lagtheehain.Is field me maharath kaise haasil karehain? Aap ke vedeous me aawaaz kam yani low volume hothi hai. Volume badhaayen. Kyaa aap Andhra ke hain?
Asalamualaikum warahamatulahi wabarkatuhu Ma Sha Allah ...i cooked this today ... Subhaan Allaah very tasty ..n easy too Jazak Allaah Khair Sister for Sharing
Assalamualikum baji Ya khorme mai kashash ni rahi to kaju or badam or phulachane ke dal ni dalte kya baji ??? Agar dalne chaye to kya salan acha ni bante Plz reply
Mam I'm your big fan....bas ek guzarish hai aapse ....measuring cups aur spoons use kareh aap.....isseh hum jaise naya pakane walon ku asaani hojati....aur galti bhi nahi hoti....
Maam ye kitne log khasaktey plz reply karai , maine phele bi msg kiya hai but ap ne abhi tak reply nahi kiya please reply kariye mai new hun cooking ke liye toh mujhe idea nai hai measurements ka
@@mykitchentastydishes please edit description box of this recipe as you have missed to add main ingredients (khus khus, phalli, dry desicated coconut n dhania) of chicken korma
Marinate hua chicken k pani dahi add krne se pehle nhi istemal krte kyu ki chicken k heenk bisaan rehte h Pani m. Rest your recipe seems to be zaikedaar.
Aap ka aandaz bilkul meri walida ki terha hai bahut shukriya
Mashallah AAP acha bolre 👌
Assalamu alaikum Mashallah Mashallah 👌
Wow!👍👍 Zabardast!!! These are the authentic Hyderabadi recipes....I love your channel aunty...I have being seeing so many recipe videos but never found the original one's...Finally I got to see your videos and loved it.....The methods you follow reminds me of my mother's cooking...They are ditto....please keep and carry forward the authenticity of Hyderabadi cuisine....❤️❤️❤️
ASAK Baji ....mein yeh try Kari msshallah bahuth Accha Bana ....jazakallah
I like your recipes.
Bahut hi aasaan easy and testy recipes 👌😋😋 sukriya mam Allah app ko dono jahan me khus rakhe ameen
Ameen suma ameen try 🙏❤karye
Assalamualaikum
Today I cooked this recipe
It was delicious as always by your recipes
Love from Saudi 💝
Thanks for liking
Mashallah aapki saari dishes bohot simple aur easy hoti hai
Same main b aisi banati buhot acha banta mashallah
Aapki recipe baht achi banti hai ma sha allah aur korme mein dhaniya bhi dalte hai
Asslkm great dish mashallah my Karimnagar se dekhre
Super receipe maam.
So sweet of you...thanx for sharing
Thanks
Zaberdust yummy recipe sis. Bohet shukria ap ka itni easy recipe ka. Me zaroor banaoon gi. 👏👏👏❤
Hum zeera rice ka banate chahey bagara khana ho ya biryani.rply soon.
MashaAllah looks Delicious 😋
Thanks
Mashallah subhanallah 👍👍👍👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻🥰😍😘😜😜😜🤤🤤🥳🥳💯💯💯
Mai dubai mai rhati ho. R daily apke recepies dekhti ho ap bahot accha banati ho. R aj mai apki tomato ki chatni bhi banai thi. Bahot acchi bani thi. Jazak ALLAH.
Wow Delicious 😋 Thank you👍
Mashall app ka pakwan my paka the hub bahoth jazakalla
Mashallah amazing. Jazakallah khair for this recipe
Yeh masala mutton ko use karsakte?
Aslkm aunty jab bhi apki recipe dekhtiu banana Dil bolta mera🤤🤤😍
Mashallah mai ye receipe aksar banati hoo
Mashallah 😘
Mashallah!... Jumme ke din ka perfect dish.!
Assalamu Alaikum masha Allah aunty aapke nails ❤❤
Maasha Allah bahoth khoob. Aapke sab recipes mai banatha rehtha hu. Bahut tasty banthey hai. Khaane ke baadh Hyderabad ki yaad aajathi. Yeh recipe bhi aaj mai zaroor banaunga. Mai Dubai mein rehtha hu. Tho Humaari chutty hai. Jazzak Allah khair.
I am from Hyderabad Hyderabad dishes are so delicious
Good good 😌 nice 👍
Masha Allah aap ke recipes bahuth achche lagtheehain.Is field me maharath kaise haasil karehain? Aap ke vedeous me aawaaz kam yani low volume hothi hai. Volume badhaayen. Kyaa aap Andhra ke hain?
Mam I tried ur Karele Ka masaale Ka salan. Taste was awesome. Like ur cooking. 😋😋
Thanks for trying my recipe and other recipes also
My son is 7 years he always asks me to cook Karele Ka salan
Shukriya nice easy recipe 👌
Asalamualaikum warahamatulahi wabarkatuhu
Ma Sha Allah ...i cooked this today ... Subhaan Allaah very tasty ..n easy too Jazak Allaah Khair Sister for Sharing
Walaikumasalam soster mere recipe try karne ke leye shukriya
Assalamualikum baji
Ya khorme mai kashash ni rahi to kaju or badam or phulachane ke dal ni dalte kya baji ???
Agar dalne chaye to kya salan acha ni bante
Plz reply
Baji plz reply me
Delicious combination of both!!! Jazakallah for this awesome recipe!!❤️❤️
Thanks dear
Ma Sha Allah
Alhumdulillah even I make a very yummy bagara khana and chicken khorma. Madam super likes for u
Walaikumasalam shukriya
Asalkm Didi mashallah bht achi dish banaye ap thanks for the recipe ever green dishes best n best lunch combo 👍👍👍👍👍👍👌👌👌👌👌👌🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌷🌷🌷🌷🌷💖💖💖💖💖💖
Mashallah beautiful 🌹👍
Assalamualaikum mam your recipe is sooo delicious
Thanks very much
Super. very delicious love it
Assalamualaikum Aunty nice mashaallah i request you to make dum aloo recipe plzz
Walaikumasalam inshallaah zaroor
Assalamu alaikum Aunty. Bagara khana bananey ke liye chawal aur paani kis hisab sey lena zara bolo aunty please.
Walaikumasalam chawal ka dable pani lena ager chwal 1 glass hai tu pani 2 glass lena chawal ka measurement karki
Bahot bahot shukriya aunty. Mai abbich bagara khana bana key aya. Lekin 1 glass ku 2 glass sey thoda zyada dala.
was! easy !lazeez, shukriya!
Mashallah
Nor Jahan bajee ko Salam unki wajeh se acha dish sikhne mila
Thanku beta
Super
Assalaamualekum mam, ye kitne log k liye h mam plz reply
آنٹی جی اچھا بناتیں کھانا قیمے کے پراٹھے اور دوسہ حیدرآبادی ضرور بتائیں نا مہربانی
So delicious 👍😋❤
Aslkm madam please mujhe bataye ke 10 logo ke liye kitne rice or kitna chicken chahiye PLEASE TELL me plz
Or ha madam basmati rice pakana hai plz bolo na
Walaikumasalam 10 members ke liye rice 1.5 kg rice chicken 4 kg chicken
@@mykitchentastydishes shukriya
Mashallah great aunty bahuth mazedar bana sab log tareef kare aur iske haqdaar aap hai
Jazakallah khair aap ka
Recipe dekh ker bhi achi bana badebaat hai
Awesome
Assalaamualekum mam ye kitne members k liye hai
Walaikumasalam ager aap roti ki sath serf kare tu 10 members khasakte hai
@@mykitchentastydishes if served without roti then 5 se 7 members khasaktey kya mam
Ji haan
Very. Nice👍
Mashallah aunty Aap Hamare Ammi ke jaisa pakate Allah aapko sehat do Ameen
Ameen...
Mam I'm your big fan....bas ek guzarish hai aapse ....measuring cups aur spoons use kareh aap.....isseh hum jaise naya pakane walon ku asaani hojati....aur galti bhi nahi hoti....
Haaaaaaaaaaa 😂karant gaya 😂😂😂
Nty..mai pakane jariyu...wish me luck...inshalllah acha pakinga
Inshallaah acha pakega
Maam ye kitne log khasaktey plz reply karai , maine phele bi msg kiya hai but ap ne abhi tak reply nahi kiya please reply kariye mai new hun cooking ke liye toh mujhe idea nai hai measurements ka
Ap ne rice aur water ka ratio nahi bataya
Kia qurma ka masala pehley se tayyar kr k fridge mvrakh saktey
Pani rice ka dabll lena matlab ager rice 1 glass hai tu pani 2 glass lena
I like bagaraa khana dalcha khorma
Assalaamualekum mam ye quality kitne members ke liye hai please boliye
Mam boliye ye log ke liye hai
Assalamualikum madam pls mujhe dawato me banne wale dalcha or gawar ki phali banana bataye na
Walaikumasalam ji haan recipe ki link hai check karye
th-cam.com/video/RLdDpb5jqMA/w-d-xo.html
Anty fruit custurd batayye
Fruit custard ke link hai check karijiye th-cam.com/video/93nQfYhcihs/w-d-xo.html
@@mykitchentastydishes ok anty
Askm Aunty
Khairiyath se Hy?
Yummmmmmmmy jazakallah Aunty
Walaikumasalam alhamdulliah
Pani k jaisa banaye aap khorma aisa nhi banate
Assalam aly kum aap hyderabad main kahan rehte ho main bhi hyderabad main rehti hoon
Walaikumasalam
1 1/2 kg rice me..water ki quantity kittni honi chahiye, bataya nai apne..bataa dijiye please
Water ki quantity rice ke dable le na ager rice new hai ya zeyada bhegeva hai tu thoda water kum karna
Shukriya baaji🥰
As salaam alaikum wa rhamatulahi wa brakatahu.
Walaikumasalam
Nimbu beach, Meredith.
Ye Kitne log ke liye hai
Ye half kg rice hai aap roti le tu 5 to 6 members ki leye kafi hai
Assalamualikum api Ap ne recently jam banane ka video Dale the Na Wo Ap Ke channel Mei video Nai dekra Kya Phir Ek Bar share Kar sakthe
Walaikumasalam ji haan me delete ki hu video meri pass hai bher dalongi
@@mykitchentastydishes please edit description box of this recipe as you have missed to add main ingredients (khus khus, phalli, dry desicated coconut n dhania) of chicken korma
Haan description box mai dale hu checke kariye
@@mykitchentastydishes yes saw that you have edit n added
Chawal gal gaye thorey , chawal ke saat paani kitna dalna Bagara khaney ke lia
Chawal aap ka 1 glass hai tu water 2 glass dalna
Chawal aap ka 1 glass hai tu water 2 glass dalna
Mashallah good
Assalamalecum 🤤👸👌
Kash kash ke bena badam bhi dal sakte
Ji haan kaju dalsakte
Aunty dish is very tasty..par aapse cup bar bar gir kyu jata h
Jaldi mi gergaya
Thank you.
Nembo kardva nahe karta
I use cashew powder instead of khaskhas
Assalamu alaikum baji Goan ki panjeri bataye
Hum badam aur Kaju pees kar banata
Phalli aur dhaniya nahi use karta ..
rice k sath acha lgta hai?
Chicken korma me peanut?😳😳😳😳😳
Hyderabadi chicken khorma mi peanut dalte hai
Yes hum bih badam dail tai tah lakin jub peanut dailah toh alag hi taste tah
Walakum salam
MashaAllah
Chicken nahi khana bolrae
Haan sahe hai
Aap Ka name rukhsana ha
Nhi mera nam Syeda ayesha hai
Marinate hua chicken k pani dahi add krne se pehle nhi istemal krte kyu ki chicken k heenk bisaan rehte h Pani m.
Rest your recipe seems to be zaikedaar.
Lagtai hai ap chicken sai saih dhoti nahi agar saih sai saf kero toh koi smell nahi ati
Phalli itni zyada nahi daltey waste of cooking method
Assalamu alaykum masha allaha
Jub bhoot logo kai liya bana jai toh bilkul sai hai
Bht hi bura buna . Mera maqsad har giz kisi ko demotivate keena nhi ..bus kisi ka khana zaya na ho is liyay comment dena zarori tha
Ye recipe kharab hu hi nhi sakti aap sahi nhi banaye honge
Mashallah
Assalamalecum 🤤👸👌
Walaikumasalam
Mashallah