hamare yaha bhi bnta hai bt thoda alg tarika hota h. or esse Achwani bhi kehte hai. or essme khas khas bhi dlti hai jisse sir drd nahi hota h. nice sharing
Apke ye nuskhay bhi bahot achay hen pehle k log ye sab cheezon ka istemal karte thay ab koi janta bhi nahin ap Bahot achha kaam kar rahi hen insanon ki bhalai k liye Allah apko ajre azeem ata farmaye aameen
Salam alaikum Baji.bhut bhut shukriya I am new mother abhi sawa mahine ki beti hui hai meri.apki recipe sehat ke liye itni umda hai.mai sari try kr rhi hu.bhut badhia zajak Allah khair.love u.
Yeh dish pehali baar dekh rahahun. Bahot bahot acha. Hum ko bhi dil kar raha hai is ko khaneka. Yeh jaroor mummies keliye nahi papas ko bhi hai. Aap kamal hai ji . Sada khush rahe aap sab . Dhanyavaad.
ASSALAMOALEKUM hamari ammi tw ise achwani kehti thi or jub baby pehle din ka hota tha tw gurh ki deti thi phir chini ki banati thi is me unnab munaqa bhi dalti thimujhe eh harira bohat pasand he me tw apki fen hon ap ke ghar ane ka bohat dil karta he
Ap buhat acha smjati hain. Or mera operat hva hai 12din pehly mujhy blood ki buhat kami hai drip lagni thi but ni lag saki mai kya kaho k pori ho jy. Meri 2bitiya hai ek saal ki ek dosri ab hvi
Baji aap sathora janti hain. meri nani bana kar bhejti thi.. bhut yum hota tha. Aurtein khati hain taqat k liye gur chawal k ata se banta tha shayad. plz try to share the recipe. plzzzzzz
asslamu alekum baji aapne bht hi achcha kra k sardiyon k shuru m hi ise bata diya ye sub k liy m desi ghee nhi khati kya ise sade ghee m bana sakte h meri beti ko bht achchi lagi video kya ghr m sub kha sakte h ise allah aap ko tarqi de mere liy b dua karna m b dilli 6se ho meri dili khuwahish aap se milna h aap kaha rehti ho
Thanks for a classic recipe. Please tell us what is the right time of the day to take it and for how many days after the delivery? Waiting for your reply.
Anti dry fruit kitny din k leye save kr sakty hy .my spain my rhti hon yaha my bachoo aur husband k sath aikli hon .meri delivery hony wali hy .please mujy bata dy kitny din k leye save kr sakty hy
Aap ne bahut accha bataya sard ka gud prayog kaise kare Kya bana sakte ho main 42 saal ki Hoon Main isko Bana kar use sakti hoon thank you so much ki video mujhe bahut acchi Lagti Hai Hamesha Intezaar karte huye video ka
hamare yaha bhi bnta hai bt thoda alg tarika hota h. or esse Achwani bhi kehte hai. or essme khas khas bhi dlti hai jisse sir drd nahi hota h. nice sharing
Apke ye nuskhay bhi bahot achay hen pehle k log ye sab cheezon ka istemal karte thay ab koi janta bhi nahin ap Bahot achha kaam kar rahi hen insanon ki bhalai k liye Allah apko ajre azeem ata farmaye aameen
+Abdul Mannan ji
Aap ke sath k liye bohot bohot Shukriya
Mashallah bhut khubsurat banaye h purani dille mei jo bhi banta h behtareen hi hota h
🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱
Aap dil ki Bahut achhi maloom parti hai, es jabbe ko Kayam rakhiaga . Bahut Purani or authentic cheese batati hain achha laggard hai
+Ratna Singh ji
Bohot bohot shukriya sister sadgi sabse kimti aabhushan he
Zabardast bht bht shukriya aunty ji. Allah apko jaza e khair de. Bht bari mushkil asan hogai meri
+Rabia'a Naushad ji
Thank you sister
Sach m yeh bht usefull hoti h pet m swelling ho toh b relif krti h ur health b thek krti chli jati h ...
jazakAllah hamko bachpan se hi hareera bahut pasand tha but meri sasural me ye nhi bnta hai.ab recipe mil gyi hai.tnx frnd
+Nishat Zubairi ji
Thank you dear for like our recipes
Bahut badiya mummy yaad aa gayi Wo banati thee, 💕💕👏👌👌👌👌🥰🥰
Apka btane ka tareeqa bht accha hai, koi sawal baqi nhi rehta... Great job👍👍👍❤️
syeda asma
syeda asma
MashaAllah use full ingredient thanks
Salam alaikum Baji.bhut bhut shukriya I am new mother abhi sawa mahine ki beti hui hai meri.apki recipe sehat ke liye itni umda hai.mai sari try kr rhi hu.bhut badhia zajak Allah khair.love u.
Madm recepi ht psand aai nd y sugesio bht bdia ki khud bhi khay pdoseo ko bhi share kre shukria
Yeh dish pehali baar dekh rahahun. Bahot bahot acha. Hum ko bhi dil kar raha hai is ko khaneka. Yeh jaroor mummies keliye nahi papas ko bhi hai. Aap kamal hai ji . Sada khush rahe aap sab . Dhanyavaad.
sravan kumar
ap bhi kha sakte h but ap chahe to sonth wala pawder na dale but agr apko sonth pasand ho to dal sakte h
+sravan kumar ji
Yes dear bilkul aap bhi zarur khayen shukriya
Walikum salam bhuht maza aya ap ki recipe pat dekhny ka ab inshallah kal makhany khareed lain gy aur jaldi hi ftafat tast krain gy
+Mrs Shafique ji
Inshaallah zaroor banayn bohot bohot shukriya
Bohot swad lg raha HAI dekhtey Hi muh m.pani a gaya dhanyawad
Thank you sister
👌👌👌👌 mujhe bada aacha laga tha ek baar khaaya tha maine bada tasty laga😋😋😋 abb phir se banayenge aapke tareeke se
+Kanchan Pal ji
Bilkul bnaiyye or btana mat bhuliyega kesa bna
Di nice racipi kya ise hm log bi kha sakty h or isme ajwain or gud bi daly dekh ke hi mza aa gya
Bhut hi nayab baji.masha Allah
Allah aap ko bhut ajer de Aameen
+Sadiya Munshi ji
Bohot bohot shukriya sister
I tried at home.... My family members liked very much
Assalam o alaykum kaisi h aap bhot hi badhiya cheez bataya aapne hamare sehat se judi hui baat btaiye bhot khub jazaq allah khair
+Saba Khan ji
Walekumassalam dear bohot bohot shukriya
Thank you Ma'am for telling this racepi for new mother.... Allah aapke sath zajaye khair kare
Thanks 👍
@@sarabjeetkaur5300 🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰👙👙👙👙👙👙👙👙👙👙👙👙👙👙
mera new baby hua he me africa me family se dor koi b care nhi ki mam apki vdeo dekhti hu to apno ki bht yad ati he
Apna bohot khayal rakhen khush rahen dear Thanks
بہت اچہا لگ رھا ھے مجھے بھیج دیجۓ ماشاءاللہ
Assalamoalequm mam...Bhut acchi recipe h...thank you....aaj hi mane Ammi ko aapka video dikhaya...or ammi ne bnaya h
+Safiya Safiya ji
Walekumassalam dear bohot bohot shukriya aap ka Hamari recipe's follow karne k liye love you & your ammi
U xplain sooo beautifully jo k boht hi kam log krte hain. Ya shaid koi b nahi🙂🙂
Thanks dear
Bahot achhi recipe hai👌.Upar wala apko khush rakhe.
+tilak nasa ji
Thank you so much
wow mam apne path bht achi bnai h..mri mumy bnati h mre lye .
.
Thanks dear
Mam m ny ap ke video dykhe bohat pasand aae plz tell y bata dain KY rat ko khane hy ya subha nahar moun. M banaon GE.
Didi ap bahut tasty banaya harira mughe bahut pasand😋😋👌🙏
Hemoglobin barhane k loye agr koi achi tips ho tu zaror share kare ma shaa Allah aap buhat a he tareeke se btati hu
Anar khayen khajoor khayen daily machli bhi khayen every week
@@Zaikadilli6 ji meru beti ka kam h Alhumdolliah anar gajr chuqandr ka juice derhi hu JazakAllah for reply
Samina ji bahut hi mufeed recipe
Batayi hai aap ne.hamari dua hai aap aur taraqqi karein
+naushad ali ji
Bohot bohot shukriya
Jinki nayi nayi shadi hui h wo b kha sakte kya ye...Aur haemoglobin badhane ko help karega kya ye recipe.
Yes
@@Zaikadilli6 thank u mam
ASSALAMOALEKUM hamari ammi tw ise achwani kehti thi or jub baby pehle din ka hota tha tw gurh ki deti thi phir chini ki banati thi is me unnab munaqa bhi dalti thimujhe eh harira bohat pasand he me tw apki fen hon ap ke ghar ane ka bohat dil karta he
+Sajida Kausar ji
Walekumassalam dear aapne sahi kaha ye purane waqt se hamare gharo me use hoti rahi hen different tarike se your most welcome sister
Masha Allah, nice, pls tell ki new mother ko kitni quantity khaani hai, kya unko bhi 100g se jaada nhi khaane, kya new mother roz kha skti hai??
Bina delivery bhi le sakte hai Na madem ye kamjori ke liye plz tell me thanx for sharing awesome resepy
Yes dear le sakte hen
Menopouse waly kha sakty hain pls reply dijiye
Ap buhat acha smjati hain. Or mera operat hva hai 12din pehly mujhy blood ki buhat kami hai drip lagni thi but ni lag saki mai kya kaho k pori ho jy. Meri 2bitiya hai ek saal ki ek dosri ab hvi
Aap ye 15 din bad shuru karen or hamari new mother special play list dekh len dear Thanks
Bahut achcha expaln kiya hai ap ne
Kiya koibhi normal banda bhi kha sakta hai
Yes kha sakte hen
Thenk
Very tasty 😋 and very nice inshallah I will make it for my daughter in law she going have a baby next month thank you sister 😀
+Noureen chudry ji
Yes zaroor use karen after delevry
Aap ka JavabPaker khushi mili Han Didi Sadigi hi to khatam ho gai hai duniya sa ehi dua hai aap sikhati rehan hum seekhte rahen
+Ratna Singh ji
Thank you sister
Dekne main achchi hai Khane main bhi achchahoga. No1
Samina g ye jisme sonth or ajwain ka powder rakha hai wo box kaha se liya hai bohot achha hai
+Parwez Khan ji
Chandni chowk se
bohat khoob aunty gurr ka hisab kya ha yani agr 250 gram gurr hai to pani us sy double hona chahiye?
+One.n muslima ji
Dono equal len
Baji aap sathora janti hain. meri nani bana kar bhejti thi.. bhut yum hota tha. Aurtein khati hain taqat k liye gur chawal k ata se banta tha shayad. plz try to share the recipe. plzzzzzz
Cheronji ka hote hy us ki b video banaye ga plz
Anti g you are looking so so sweet. main nay app ki pic dakhi main bothat bohat zada khush hui or mery sis b bohat bohat zada khush hui
ayaz hameed kaise dekhi aapne pic inki me b dekhna chahti hu
+kahkashan khatoon goggle pr samina karimi search kr lo
+ayaz hameed ji
Thank you so much dear
Hamid Quredhi mene bhi search ki but wha koi bhi pic nhi aayi inki
+Farheen Naaz neely kpry my hy
Nisha Mam please mujhe sauthn ke laddu ki recepie jo delivery mai dete hain bataiye .
+Archana Vyas ji
OK dear zarur bataynge Thanks
Thanks di mi bhi banaungi apni sister k liy abhi delievery hua h
mashallah anti bhot khub apki language r khana bhot psnd aia kash me ap ka haqiqi beta hota khob mzy urata.pakistan zinda bad.
+Waseem Bhai ji
Shukriya beta aapki mohabbat ke liye
aap cesarean delivery k baad k liye kuch bataaein, bohot meherbaani
Yes this is authentic way to prepare path
Hamne to bachpan m bahut khayi h
+SANDEEP VERMA ji
Very good dear Thanks
Mujhy menopouse hony waly hain kya mai ye le sakti hu ? Bones me pain rahta hai bahut kindly reply
Boht khob,Kia is ko sirf buchy wali oorat hi kha sakti Hy,soon ajwain AGR na dalain to koi bhi kha sakta Hy Kia plz answer zaror dain
Isko sab kha sakte hen new mother's k liye zyada fayda karti he
Welldone mam aapka andaz bhut accha lagta h
+Priyanka Chaudhary ji
Thank you so much dear
Mashallah & jazakallah khairon 4 useful & healthy winter recipe ALLAH ALWAYS BLESS U AAMEEN
+mahejabeen sayed ji
Thanks for like our recipes dear
Mam apke kade bahot sunder hai kahan se liye hai please bata do please request hai
bahut achcha hai mujhe sonth ajwain ke powder ki recepe de dijeye please
+FQ Seriese ji
Hamare dusre chennal samina,s kitchen tips per dekh sakte hen
Kya nariyal powder skip kr skte hai ..???
Masha Allah. . Aunty bada khoob.. thank you..
+Shama Khuddus ji
Thank you so much sister
Assalamu Aleikum Baji Kia haal Hai Bahot Achhi Lagi Recipe pat (Harira) its Looking very tasty and .. Ill Try
+onlinedata saifali ji
Walekumassalam dear Thanks for like our recipes
Recipe is the gift of winter
+Hamid Amjad ji
Thanks for like our recipes
Aneamia k lye isko istmal kr sakte hain?
Yeah cheezan hm btchon ko dy sakty hn sardion ma ???
Wah mam wah......sauth aur ajwain ka powder kaise bana na hai mam....thnx....:)
+Hema Jain ji
Iske liye aap hamara dusra chennal samina,s kitchen tips per dekh sakti hen Thanks
Mam soth ajeain ko bhi aapne bhona h kya plz reply me
Mam isme gond nahi dalna he kya please reply
asslamu alekum baji aapne bht hi achcha kra k sardiyon k shuru m hi ise bata diya ye sub k liy m desi ghee nhi khati kya ise sade ghee m bana sakte h meri beti ko bht achchi lagi video kya ghr m sub kha sakte h ise allah aap ko tarqi de mere liy b dua karna m b dilli 6se ho meri dili khuwahish aap se milna h aap kaha rehti ho
+Mohammad Almas ji
Walekumassalam sister isko sab kha sakte hen lekin kam miqdar me lekin desi ghee me hi banayn to behtar he
+Mohammad Almas ji
Superrr video... Tnx antiji...
Ap gond Ki path banana bi btaye plz plz
Mam mera mhawari bahut achvhe se hota h matlab hawi to kya my isme sonth kapowder nhi dalungi or gud ka use kayse karna h
Sonth ajwain na dalen baki same tarike se banayn
Thank u mam hamare yaha meri sis ki delivery hui hai usko zarur dugi banake
Ismein gond kini aur safed mirch bhi dalti hai
Maim. Esko. Estor Karke rakhsakte hai
Bp high ho to kia use KR skty h
Agar isme gond kani or mil jaye to ye or bhi healthy or tasty rahegi
Thank you so much,please aap batey ninth month mei kaisi diet leni chahiye ya koi special recipe
Thanks for a classic recipe. Please tell us what is the right time of the day to take it and for how many days after the delivery? Waiting for your reply.
Thans for receipe of paat.
Walaikum Assalaam...mam pregnency me ye path lesakte hain?
Mam reply de plz
Nahi
Please anti bata dy gee .sonth delivery k kitny din baad use krty hy .meri delivery hony wali hy please reply me
Ap usi din se start kr skti he lena
Kya ya recipe old age log jnko boht weakness ho wo istmal kar sakty hae??
Yes kar sakte hen
Zaika dilli 6 mein sub kuch boht achy tariky sy bataya jata hy
For how many days we need to drink it ??
❤❤❤ jazakallah ma'am
Thank you for watching dear
Aapke haath m kitni safayi h aapke bolne ka andaaz bhi bahut achcha h
+Mohammad Shakir ji
Thank you so much
Mujha ya bhut achi lgti h😋😋😋
Anti dry fruit kitny din k leye save kr sakty hy .my spain my rhti hon yaha my bachoo aur husband k sath aikli hon .meri delivery hony wali hy .please mujy bata dy kitny din k leye save kr sakty hy
Air tight container me 3 month
السلام علیکم خیریت سے ھو آپ
Gud ki jgah chini dal skte hai kya
No
Hello ma'am... Really nice video,thank u so much. Im a lactating mother,can I take this? Plz reply ma'am
Yes aap ye zarur le sakti hen
@@Zaikadilli6 Thank u sooooooo much ma'am. Kya aap plz bata saktin hai k hame ise continue Karna hai. Ya sirf Kuch din Ka course hai?
Aapke recipes bohot helpful hoti hai thank u @zaikadili6
+Maya Nikam ji
Your welcome
mam
sattu ka aata me kya kya hota hai
wid measures bataye plz
+Ratna Waval ji
Jis item ka bhi sattu hota he usey bhoon kar pees dete hen jese chaney ko bhoon kar chilke samet peesne k bad wo sattu ban jata he
Zaika Dilli 6 thanku mam
kis kis ka sattu banate hai?
kachhe chane tave pe hi bhunte hai ya jo bazar me bhune hue milte hai?
Is mosam mai kia isy use kr sakty hain. Means k mosam abhi garam hai.
Only new mother's
bahut achcha hai mujhe pochna hai ki aap ne kaha 8we din se khana chahiye kitne dino tak khana chahiye ki nuqsaan na kare
+FQ Seriese ji
Yes har week me 1 bar khayen pore winter session me kha sakte hen
Ma'am kya ye ovarian cyst ko bhi pighlata h maine aisa suna h ki purane jamane m ladies isi ka use krti thi
Aap ne bahut accha bataya sard ka gud prayog kaise kare Kya bana sakte ho main 42 saal ki Hoon Main isko Bana kar use sakti hoon thank you so much ki video mujhe bahut acchi Lagti Hai Hamesha Intezaar karte huye video ka
+mad max ji
Aap isko zarur use karen very healthy thanks
@@Zaikadilli6 delivery k baad payt akser barha hi rehta hey us k leay kuch btaeay ga
Hi v0 mum lllloo00
In 9 th month of pregnancy yeh kha skte hai before delivery
Kya y opration m bi l skte h kya
Mem apny kiska name lia kia heavy aty hn kon nhi khaye soth ajwayan plz tel me
Mujhe b janna h..mujhe bh btade
baji aap ka trika sb se alg hota h nice😋😋😋
assalamo alykum khala aap copra kitna dala who nahi bata ya
50 grm
Garmi ma use kr saktay hain
Mam kiss time khana h subha ya sham ko