DPS sensor ko bohot sara gari main DELTA PRESSURE SENSOR bolta hai aur kuch gari main is ko DIFFERENTIAL PRESSURE SENSOR v bolta hai. Lekin dono hi case main sensor same hi hai. Halake Tata ace gold main jo pehle ka gadi hai uss me intake mai Air filter k baad ek same sensor laga hua hai 2 pipe k saath uss sensor ko DIFFERENTIAL PRESSURE OF INTAKE bolta hai.
Informative video..
Bohot achha..
Thanks
Hi
Guruji apke jaise pehle se koi sikhata to abhi Tak ham achha diagnosis kar lete
Scanner kon sa use krte hai bhaiya details dijiye
Good job ❤❤❤
Thx. Sir
Thank you sir.
Ok
मेरे गाड़ी मे भी पिक-अप नही ले रहा है येसा क्यू सिर
Nice video
Thanks
Ap kon kon scanner use krte ho
Is gadi ke liye to tata ka TDS SOFTWARE use Kiya hai. Lekin aap koi bhi scanner use kar sakte ho
Mera v intra v10 me aisa problem Hota Hai
I always help you
No bhejo bhay
Dps or delta me diffrence he aap galat namm le rahe h
DPS sensor ko bohot sara gari main DELTA PRESSURE SENSOR bolta hai aur kuch gari main is ko DIFFERENTIAL PRESSURE SENSOR v bolta hai. Lekin dono hi case main sensor same hi hai.
Halake Tata ace gold main jo pehle ka gadi hai uss me intake mai Air filter k baad ek same sensor laga hua hai 2 pipe k saath uss sensor ko DIFFERENTIAL PRESSURE OF INTAKE bolta hai.
Apna address bta do sir
Or apna number send kar do sir please
Sir aao se help chaiye mere pass bhi hai software pr sir abhi mujhe shi se kaam aata nhi sir please aap apna number de dijiye