Ghabraye Gi Zainab (Lyrics) Ghabraye Gi Zainab (S.A) Ghabraey Gi Zainab Bhaiya tumhain ghar ja k Kahan paey gi Zainab Ghabraey Gi Zainab Kaisa ye bhara ghar hua barbad Ilahi Kya aai tabahi Ab iss ko na abaad Kabhi paey gi Zainab Ghabraey Gi Zainab Ghar Ja k kisay dekhe gi Qasim (A.S.) hain na Abbas (A.S.) Akbar (A.S.) se bhi hai aas Apne Ali Asghar (A.S.)ko Kahan paey hi Zainab Ghabraey Gi Zainab Poochain ge jo sab log K bazu pe hua kya Ye neel hai kesa? Kis kis ko nishan rassi k Dikhlaey gi Zainab Ghabraey Gi Zainab Phhat jaey ga Bas dekh k he Ghar ko kaleja Yaad aao ge bhaiya Dil dhoonde ga tum ko To kahan paey gi Zainab Ghabraey Gi Zainab Bin beton k kehlai To kehlai main lekin Ye kaise ho mumkin Bin bhaiya ke kehlayi toh Marjayegi Zainab Ghabraey Gi Zainab Be parda hui Qaid bhi khaahar ne uthhai Aur maut na aai Kya jaaniye kya kya abhi Dukh paey gi Zainab Ghabraey Gi Zainab (S.A)
Always listen to this marsiyah on sham e ghariban....aaj b is k sunne k baad neend nahi aat..Mola k jalte khemo ki bebasi bibi khamosh cheekhein aur masooma ki mazlomiyat ankhon zehn mei aa jati hai...Allah jannat mei khas tareen muqam de agha sb ko...ameen
I am a deobandi Muslim mujhe Nasir Jahan k tamam nohay ruladeyte hain rongtey kharay kardeytay hain .. mere pyarey shiya bhai behan ap sub islam ka woh pehlu ho jiskey bagahir hum sunni musalman adhorey hain .. love u all Shiya Muslims from the core of my Heart .. Iktilaf jaiye barh mein ap sub humarey ho hum sub apkay hain .. Salam Ta Qaayamat Azeem O Shan Shodayiye Karabala .. Karabla Walon Apki Azeem Qurabani Aur Sifat Humari Haqeer Zaban Kya Bayan Karegi Ap Sub to Us Azeem Matabay Per Faez ho Jiski Dhul K Zarrat k bh haq ko bayan karne k kabil nahi humari zaban apka haq ada nahi karsakti Shodaiye Karbala...
Bahot hi purdard salaam hai sham-e-ghareeban ka.bahot hi bachpaney se sunta aa rahana hun.jitnei bar sunta hun aansu ruktey nahi hai. Yaqinan imam Husain a.s ka ye wo karnama tha ki rahti duniya Tak log isey faramosh nahi ker saktey.Islam Zinda hota hai har kerbala key baad
Muneeb Burney dears Munshi channulal was a Hindu before he started marsiya , nauhas....After he became Muslim...His grave is in Lucknow known as tedhi kabar......he named himself dilgeer lucknowi
Mjhsy nhi suna jata yaar😢 Specially aaj dil me khyaal aya ye noha sun,ny ka dil kia mera or me raat 3 bje apna mobile utha kr handfree lga kr ye noha sun rha hun aankhen bnd kr k...😓😔
Kuchh cheezein legend ban jati hain. Shaam-E-Ghariban ka yah Salaam unme ek hai jo jab suna jaye taza lagta hai. Yah mojiza hai ghame Husain ka jo isse mansoob ho gaya zinda ho gaya.
YA ALLAH SHAHEEDO KI FAMILY AUR QUAM KO SABRE JAMEEL ATAA KR , ZAALIM KO JALDI SE NISTO NABOOD KR DE HUM SB KO TERI AUR AHLE BAIT A.S. KI MAARFAT AUR QURBATT HAASIL HO YA ALLAH PAAKPARVARDIGAAR BIBI ZEHRA S.A. KE SADQE ME SABHI AZAADAARO KO BIMARI o BALA SE NIJAAT AUR HIFAAZAT KR,TAMAAM MERHOOMEEN KO SHIFAAT E MASOOMEEN A.S. NASEEB HO . TAMAAM AHLE IMAAN KO DUNIYA AUR AKHERAT KI AAFIYAT NASEEB HO AMIN
Allah j.j un sunni bhayon ko salamat rakhe jo is nohe ko aqeedat se sunte hen yaqeenan Rasoole Khuda Hazrat Muhammad Mustafa s.a.w.w aur umki beti Hazrat Fatima s.a unko deen aur dunya dono me kamyabi se sarfraz farmayenge. Ameen.
Nasir Jaan sahab gave a new life to this Nauha, though many others have already delivered and still delivering the kalam in thier own voice, and I respect all. At this juncture I wish to add that we should not forget Chhannu Lal "Dilgeer" (c 1780 - c 1848) who composed the Nauha. He was born during the regime of Nawab Asaf-ud Daulah in Lucknow and was a was brother Raja Jhaulal, who also had a deep affection for the martyrs of Karbala and built an Imambara in Thakurganj locality of Lucknow, which is still in use. It is a simple structure but impressive in spirit of its builder. Channulal was a poet of Ghazals initially but focused on Marsiya at a later stage.
Bata jab kisi cheez k bare may ilm naa hoo kuch naa kaha karo ye karsiya kabhi khatm nahi hua tha har sham e gariba k baad aur hamare lucknow may Muharram may jagah jagah majalis say pehlay padha jata hai aaj bhe
My father was also recite this soz truly like this 😭 very long ago he had been died in my childhood,i always been miss him when ever i liston this beautiful soz.I love you Baba jan and miss you my entire life.please recite a surh Fatih for Syed Afsar Abbas Rizvi ,S/o Syed Wheed Ahmed Rizvi, Jazak Allah.
Recited Plz recite a sure fateha for my baba and uncle jinka intekal ho gaya pardes mei marhoom moulana alihaider abrar hussain abdi Marhoom shahid mehdi mommad ibrahim rizvi
بسم اللّٰہ الرحمٰن الرحیم ۔اللھم صل علیٰ سیدہ زینب کبریٰ و اہل بیت سیدہ زینب کبریٰ علیہم السلام من نورِ واحد ۔اللھم العن علیٰ اعداء آل محمد علیہم السلام ۔
Yeh salam sunn k dil bait jata hai aur karbala ki kamoshi ka manzar aankho mai dikni lagta hai...Hai humari shezadi Zainab s.ajjh ki himmat ko crore salam...
Very meaningful nawha with heart touching voice of Marhoom NasirJahan. May Allah elevate his darajaat in Jannah and grant shifa’h of Aba Abdillah Al Husayn alahissalaam
I cried a lot after this and it also reminded me when I was little and all my family used to sit in front of TV and watch this on Ashora. This was sung from the heart by Alhaj Nasir Jahan, may Allah be pleased with him.
This is the original rendition of the Salaam-e-Aakhir that we have been listening to since our childhood, in this melodious and soulful voice. JazakAllah and many thanks to the person who uploaded it. And 1 humble request to all lovers of Ehlebait: please ignore the negative comments and do not debase your own thoughts and tongues for the infidels by replying to them. Our faith has the support of the Family of the Holy Prophet (PBUH); we have been created for them....Ya Hussain!!!!!
گھبراۓ گی زینبؑ ‘ گھبراۓ گی زینبؑ بھیا تمہيں گھر جا کے کہاں پاۓ گی زینبؑ کیسا یہ بھرا گھر ہوا برباد الہی کیا آئی تباہی اب اس کو نہ آباد کبھی پاۓ گی زینبؑ گھر جا کے کسے دیکھے گی قاسمؑ ہیں نہ عباسؑ اکبرؑ سے بھی ہے آس اپنے علی اصغرؑ کو کہاں پاۓ گی زینبؑ پوچھیں گے جو سب لوگ کہ بازو پہ ہوا کیا یہ نیل ہے کیسا کس کس کو نشاں رسّی کے دکھلاۓ گی زینبؑ پھٹ جاۓ گا بس دیکھتے ہی گھر کو کلیجہ یاد آؤ گے بھیا دل ڈھونڈے گا تم کو تو کہاں پاۓ گی زینبؑ بے پردہ ہوئی قید بھی خواہر نے اٹھائی پر موت نہ آئی کیا جانیے کیا کیا ابھی دکھ پاۓ گی زینبؑ گھبراۓ گی زینبؑ ‘ گھبراۓ گی زینبؑ
Sokretez Socrates Thank you for typing this out . I didn’t understand some of the words ,but now I do My entire childhood was spent listening to this nuha , after sham ghareebi
A marsiya written by a Hindu poet Channu Laal Dilgeer sahib. Imam Hussain (a) unites all human beings irrespective of their religion and race. Peace and blessings be upon you, O Husain
سلام اللّٰہ و صلوات اللّٰہ علیٰ سیدہ زینب کبریٰ و اہل بیت سیدہ زینب کبریٰ علیہم السلام فی العالمین، یا رب محمد و آل محمد صل علیٰ محمد و آل محمد و عجل فرج آل محمد علیہم السلام ۔
کیا حیران کن حد تک بہترین ترجمانی کی گئی ہے، ایسا محسوس ہوتا ہے جیسے شہزادی زینب سلام اللہ علیہا نے خود یہ شاعری لکھوائی ہو، احساسات کا بہت بہترین اظہار کیا گیا ہے ۔ اللّٰہ مرثیہ نگار اور مرثیہ گو دونوں کو جوار ِ اہلبیت میں جگہ عطا فرمائے۔
Subhaan Allah, Ma Sha Allah. The voice is unique and perfectly suited for Mersia khawani. I am sure Allah (SWT) will shawar His blessing on Nasir Jehan due to this Mersia.
Is nohy k baghair shame ghareeban ki majlis adhuri hai..itni pakeeza awaz itna sozo gudaz allah ur panjtan ki khas atta hai.jab se ankh kholi ye kalam sunty aa rahy hain ur aj tak is ki tazgi baki hai .kych klam unki barghah main kabool ho jaty hain ye jalam b un main se ek hai. Lakhon salam shohda e karbla pe
سلام اللّٰہ علیٰ مولا حسین علیہ السلام ابن امیر المومنین علی ولی حجت اللّٰہ علیٰ خلقہ و ابو امام مھدی قائم آل محمد علیہم السلام ابن عمران بن شیبۃ الحمد فی العالمین،
This Salam has its everlasting recognition and heart touching grief. Parwardigaar Marhum o Maghfoor Nasir Jahan par apni rahmat nazil kare wa alame Barzakh mein asaniyan ata hon, Qayamat ke din Mohammad o Aale Mohammad a.s.ke saath mahshur farmaye wa jannatul firdaus mein aala muqam hasil ho.
mashAllah. so touching, so powerful, so saddening. it always brings tears to my eyes. may Allah reward this great man, Nasir Jahan, with paradise. Ameen.
Lyrics: Ghubraeygi Zainab Ghubraeygi Zainab Bhaiya tumhay ghar jakay kaha paeygi Zainab Ghubraeygi Zainab 1. Kaisa yay bhara ghar huwa burbad Ilahi Kya aaee tabahi Ub is ko na abad kabhi paeygi Zainab Ghubraeygi Zainab 2. Ghar jakay kisay daykhaygi Qasim hay na Abbas Akbar say bhi hay aas Apnay Ali Asghar ko kaha paeygi Zainab Ghubraeygi Zainab 3. Poochaingey jo sub log kay bazoo pay huwa kya Yay neel hay kaisa Kis kis ko nisha russi kay dikhlaeygi Zainab Ghubraeygi Zainab 4. Phut jaeyga bus daykh kay hi ghar ko kalayja Yaad aaogey bhaiya Dil dhoondayga tum ko to kaha paeygi Zainab 5. Bin bayto kay kehlaee to kehlaee mai laykin Yay kaisay ho mumkin Bin bhaiya kay kehlaee to murjaeygi Zainab Ghubraeygi Zainab 6. Baypurda huwi qaid bhi khahur nay uthaee Aur maut na aaee Kya janiyay kya kya abhi dukh paeygi Zainab Ghubraeygi Zainab
Childhood ke zamane se yeh Noha Sham e Ghariban ke Baad Radio per suntei thei sab ahle Jalali Sadat beith kar suntei thei aur buhat gria hota tha aaj bhi yeh itna hi maqbool hai Azadaron mein likhne wale aur padhnei wale ko Allah Apne jaware Rehmat mein aala muqam aata kare Aameen.
Mein aik sunni muslim hun aur Ale Rasool ﷺ aur Ahle Bait Athaar ki muhabbat mere rago pe mein bachpan hee se sarayet pazir hai in se wabasta tamam baton ko mein haq janta aur manta hun kainat in hee k liye banai gayi hai aur in k misal koi bhi nahi. Meri umer is waqt 54 saal hai mein is kalam ko pichle 50 salon se sun raha hun is kalam ko sun kar kaleja phata jata hai. Punjtan Paak hamari is muhabbat ko qabool farmaye Ameen.
Subhanallah, jab bhi is kalam ko sunain ya parhain to ankhon say ashk zaroor behtay hain Bibi zainab is pursay ko qubool Karain aur iskay likhnay walay aur parhnay walon ko buland muqam ata karain 🤲
Allah karwat karwat jannat nasib kare. Aisa andaz padhne Ka. Haq Ada kardiya aap ne marsiye Ka aur likhne wale ki mehnat Ka. Allah is shaair ko jannat me aala maqaam ata kare
i am not Shia but full of tears right now. you dont have to be shia to feel the pain of Aal e Rasool SAW.
Geo
Maula salamat rakhe
Nasir Jahan has presented these two nawhas which are too good may Almighty grant him Jannatul Firdous Ameen
you dont need to be shia or suni to feel the pain of Aal e Rasool S.A.W, you just need to be human
Me too
بسم اللّٰہ الرحمٰن الرحیم ۔ان اللّٰہ اصطفی ادم و نو حا و آل ابراهيم و آل عمران علی العالمین،( سورہ ال عمران آیت نمبر 33)
Ghabraye Gi Zainab (Lyrics)
Ghabraye Gi Zainab (S.A)
Ghabraey Gi Zainab
Bhaiya tumhain ghar ja k Kahan paey gi Zainab
Ghabraey Gi Zainab
Kaisa ye bhara ghar hua barbad Ilahi
Kya aai tabahi
Ab iss ko na abaad Kabhi paey gi Zainab
Ghabraey Gi Zainab
Ghar Ja k kisay dekhe gi Qasim (A.S.) hain na Abbas (A.S.)
Akbar (A.S.) se bhi hai aas
Apne Ali Asghar (A.S.)ko Kahan paey hi Zainab
Ghabraey Gi Zainab
Poochain ge jo sab log K bazu pe hua kya
Ye neel hai kesa? Kis kis ko nishan rassi k Dikhlaey gi Zainab
Ghabraey Gi Zainab
Phhat jaey ga Bas dekh k he Ghar ko kaleja
Yaad aao ge bhaiya Dil dhoonde ga tum ko To kahan paey gi Zainab
Ghabraey Gi Zainab
Bin beton k kehlai To kehlai main lekin
Ye kaise ho mumkin
Bin bhaiya ke kehlayi toh Marjayegi Zainab
Ghabraey Gi Zainab
Be parda hui Qaid bhi khaahar ne uthhai
Aur maut na aai
Kya jaaniye kya kya abhi Dukh paey gi Zainab
Ghabraey Gi Zainab (S.A)
😭😭😭🙏
Always listen to this marsiyah on sham e ghariban....aaj b is k sunne k baad neend nahi aat..Mola k jalte khemo ki bebasi bibi khamosh cheekhein aur masooma ki mazlomiyat ankhon zehn mei aa jati hai...Allah jannat mei khas tareen muqam de agha sb ko...ameen
😭
@@syedfarhanhyderrazvi6999 Iam also Jaffery Syed.
😭😭😭😭😭😭😭
♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️
Do u know it is written by a Hindu poet Dilgeer from Lucknow
@@ahmedkazi113
If it's the case
This shows HUSSAIN AS sab key Hain
heart touching... our childhood passed listening this every year after sham-e-ghariban
I am a sunni muslim but I like this NOHA very much kitni pursoz awaaz hay SUBHANALLAH
Is mashhoor nauha ke shayer channu Lal dilgeer the. Allah channu Lal ki maghfirat farmaye.
Ye mere khandan ke hai
Same here
Mine too
Bahot dardnak nauha h... aansu nikal jata jb bhi sunta hu😭😭😭 i m from Muzaffarpur,Bihar,India
A life without azadari is not worth living
Beshak
true
@@musakaleem7712 lanat ho yazeed ibn muawiya par
@@musakaleem7712 ...apni shakl dekho pahle theek se...
Ariz Rizvi Lanat ho har kafir mushrik par ..
I am a deobandi Muslim mujhe Nasir Jahan k tamam nohay ruladeyte hain rongtey kharay kardeytay hain .. mere pyarey shiya bhai behan ap sub islam ka woh pehlu ho jiskey bagahir hum sunni musalman adhorey hain .. love u all Shiya Muslims from the core of my Heart .. Iktilaf jaiye barh mein ap sub humarey ho hum sub apkay hain .. Salam Ta Qaayamat Azeem O Shan Shodayiye Karabala .. Karabla Walon Apki Azeem Qurabani Aur Sifat Humari Haqeer Zaban Kya Bayan Karegi Ap Sub to Us Azeem Matabay Per Faez ho Jiski Dhul K Zarrat k bh haq ko bayan karne k kabil nahi humari zaban apka haq ada nahi karsakti Shodaiye Karbala...
Shia Muslim Has Heroic role to remember the great sacrifice of Family of Holy Prophet Muhammad saws .
Bhai I'm Sunni..Shia Bhaiyo KO salam.ahl e bait se apki aqeedat o muhabt KO salaam....❤❤❤
😭😭😭🙏🙏🙏🙏🙏🤲🤲🤲
Ajrokum alallah 😭🤲
Love you bro. You have great thinking.
once a lier always a lier.😮😮😮😢😂
Bahot hi purdard salaam hai sham-e-ghareeban ka.bahot hi bachpaney se sunta aa rahana hun.jitnei bar sunta hun aansu ruktey nahi hai. Yaqinan imam Husain a.s ka ye wo karnama tha ki rahti duniya Tak log isey faramosh nahi ker saktey.Islam Zinda hota hai har kerbala key baad
khuda
likhnay walay aour padhnay walay
dono koo karwat karwat jannat mai jagah dey
ameen.
My god
Khuda ke qasam lagta bilkal nahi hai
Wah ray musalmaano.
Can i have its written lyrics..
If yuu can provide
Cc is not working
I have done it twice
Lekin ye to ik hindu poet ne likhi hai. Ab aap hinduon per bhi durood o Salam bhejenge
Muneeb Burney dears Munshi channulal was a Hindu before he started marsiya , nauhas....After he became Muslim...His grave is in Lucknow known as tedhi kabar......he named himself dilgeer lucknowi
Dis was written by channu lal...hindu writer....
remember my childhood muharram because of this noha,heart touching indeed
mine too
Jeeyen bhai aap
@@shaziafarooqi1854 aqqqqq
Mjhsy nhi suna jata yaar😢
Specially aaj dil me khyaal aya ye noha sun,ny ka dil kia mera or me raat 3 bje apna mobile utha kr handfree lga kr ye noha sun rha hun aankhen bnd kr k...😓😔
Kuchh cheezein legend ban jati hain. Shaam-E-Ghariban ka yah Salaam unme ek hai jo jab suna jaye taza lagta hai. Yah mojiza hai ghame Husain ka jo isse mansoob ho gaya zinda ho gaya.
Such a heart rendering salaam written by a Hindu shayer Munshi Chunnu Lal "Dilgeer" Lakhnavi!
Later he embraced Shia islam changed to MD islam
Bhai yeh humare lucknow ki tehzeeb h....yaha hindu-muslim,shia-sunni nhi...sirf hussaini-yazidi hote h
Shukria bhai for information
Mashalllah
@@murtuzamehdi3075 Subhanallah. Salaam to Munshi Chaunnulal Dilgeer. Aapne wajib kaha.
नासिर साहब, आप , लखनऊ छोड़कर,पाकिस्तान क्या गए, मेरे दिल को ही तोड़ दिया।अल्लाह आप को जन्नत नसीब फ़रमाये।
YA ALLAH SHAHEEDO KI FAMILY AUR QUAM KO SABRE JAMEEL ATAA KR , ZAALIM KO JALDI SE NISTO NABOOD KR DE HUM SB KO TERI AUR AHLE BAIT A.S. KI MAARFAT AUR QURBATT HAASIL HO
YA ALLAH PAAKPARVARDIGAAR BIBI ZEHRA S.A. KE SADQE ME SABHI AZAADAARO KO BIMARI o BALA SE NIJAAT AUR HIFAAZAT KR,TAMAAM MERHOOMEEN KO SHIFAAT E MASOOMEEN A.S. NASEEB HO . TAMAAM AHLE IMAAN KO DUNIYA AUR AKHERAT KI AAFIYAT NASEEB HO AMIN
Im sunny Muslim Most listen this, salam to Ahlal Baith
Mirza Najiullah Ya zikr kisi Maslihaq ki qaid ni. Hussain her qoom her Zamany ka hy
Mirza Najiullah this is not about sunni or shia brother. This about ZAAlim and mazloom. This about brutal murder of AAL E MUHAMMAD
yes you both are right
Bhai tum jasy suni k ma nokar sb suni tum jasy o jain ilahi amin
Bhai hum ya hi bta rhy ha k hum p ilzam ha k ya usy nae manty ahle bait k zikar ko jo payar kry hum us sy pyr krty a
I can't stop crying ... Itna dard hai aapki Awaz mn.. 💔🥺
May Your Soul Rest In Eternal Peace 🙏🕊️
Panjtan Pak pe Lakhon Darood aur salam ho
Allah j.j un sunni bhayon ko salamat rakhe jo is nohe ko aqeedat se sunte hen yaqeenan Rasoole Khuda Hazrat Muhammad Mustafa s.a.w.w aur umki beti Hazrat Fatima s.a unko deen aur dunya dono me kamyabi se sarfraz farmayenge. Ameen.
Imence respect tahir abbaas sahib plz reply me i am your fan
Nasir Jaan sahab gave a new life to this Nauha, though many others have already delivered and still delivering the kalam in thier own voice, and I respect all. At this juncture I wish to add that we should not forget Chhannu Lal "Dilgeer" (c 1780 - c 1848) who composed the Nauha. He was born during the regime of Nawab Asaf-ud Daulah in Lucknow and was a was brother Raja Jhaulal, who also had a deep affection for the martyrs of Karbala and built an Imambara in Thakurganj locality of Lucknow, which is still in use. It is a simple structure but impressive in spirit of its builder. Channulal was a poet of Ghazals initially but focused on Marsiya at a later stage.
Bata jab kisi cheez k bare may ilm naa hoo kuch naa kaha karo ye karsiya kabhi khatm nahi hua tha har sham e gariba k baad aur hamare lucknow may Muharram may jagah jagah majalis say pehlay padha jata hai aaj bhe
th-cam.com/video/ZF4-_kXnRVA/w-d-xo.htmlsi=o9vj6MfKjiAr-hvn
My father was also recite this soz truly like this 😭 very long ago he had been died in my childhood,i always been miss him when ever i liston this beautiful soz.I love you Baba jan and miss you my entire life.please recite a surh Fatih for Syed Afsar Abbas Rizvi ,S/o Syed Wheed Ahmed Rizvi, Jazak Allah.
Surah e Fatihah recited 🤲
Recited
Recited
Ellahe aameen
Recited
Plz recite a sure fateha for my baba and uncle jinka intekal ho gaya pardes mei marhoom moulana alihaider abrar hussain abdi
Marhoom shahid mehdi mommad ibrahim rizvi
بسم اللّٰہ الرحمٰن الرحیم ۔اللھم صل علیٰ سیدہ زینب کبریٰ و اہل بیت سیدہ زینب کبریٰ علیہم السلام من نورِ واحد ۔اللھم العن علیٰ اعداء آل محمد علیہم السلام ۔
Yeh salam sunn k dil bait jata hai aur karbala ki kamoshi ka manzar aankho mai dikni lagta hai...Hai humari shezadi Zainab s.ajjh ki himmat ko crore salam...
کربلا کے مظلوموں کی کہانی اک ہندو شاعر نے اس طرح بیان کی ہے آنسو تھمتے ہی نہیں 😢😢😢😢😢😢😢😢
I am arab and I am proud to listen to urdu aza (noha)
Jo b inko sun raha hai ...yeh marhoom k liye surae fatiha pade.. maula inke darjaat ko buland kare...
Very meaningful nawha with heart touching voice of Marhoom NasirJahan. May Allah elevate his darajaat in Jannah and grant shifa’h of Aba Abdillah Al Husayn alahissalaam
Elahi Aameen
Elahi ameen
I cried a lot after this and it also reminded me when I was little and all my family used to sit in front of TV and watch this on Ashora.
This was sung from the heart by Alhaj Nasir Jahan, may Allah be pleased with him.
the man's voice is genius, may Allah grant him a place in heaven!
ALLAH derjat bulend kare Nasir jahan sahb ke bohat Bohat rehm farmaye jawar e Ehlebeit a.s mein jageh de....♥️♥️
Bohat bohat khooob
Assalamu Alaiki Ya Sharikatil Hussein s.a♥️♥️💜
18 sal bad es nohy KO suna Dil se psnd aaya thanks
Waqiyan bht bht baeniya sose.Allah marhoom Nasir jahan ki magfrat farmaye Khuda apne jaware rehmat jgha inyat farmaye or 14 masomeen jagha enayat farmaye Ameen.😭😭
This is the original rendition of the Salaam-e-Aakhir that we have been listening to since our childhood, in this melodious and soulful voice. JazakAllah and many thanks to the person who uploaded it. And 1 humble request to all lovers of Ehlebait: please ignore the negative comments and do not debase your own thoughts and tongues for the infidels by replying to them. Our faith has the support of the Family of the Holy Prophet (PBUH); we have been created for them....Ya Hussain!!!!!
Naiyar Jafri dna4oct2017
گھبراۓ گی زینبؑ ‘ گھبراۓ گی زینبؑ
بھیا تمہيں گھر جا کے کہاں پاۓ گی زینبؑ
کیسا یہ بھرا گھر ہوا برباد الہی
کیا آئی تباہی
اب اس کو نہ آباد کبھی پاۓ گی زینبؑ
گھر جا کے کسے دیکھے گی قاسمؑ ہیں نہ عباسؑ
اکبرؑ سے بھی ہے آس
اپنے علی اصغرؑ کو کہاں پاۓ گی زینبؑ
پوچھیں گے جو سب لوگ کہ بازو پہ ہوا کیا
یہ نیل ہے کیسا
کس کس کو نشاں رسّی کے دکھلاۓ گی زینبؑ
پھٹ جاۓ گا بس دیکھتے ہی گھر کو کلیجہ
یاد آؤ گے بھیا
دل ڈھونڈے گا تم کو تو کہاں پاۓ گی زینبؑ
بے پردہ ہوئی قید بھی خواہر نے اٹھائی
پر موت نہ آئی
کیا جانیے کیا کیا ابھی دکھ پاۓ گی زینبؑ
گھبراۓ گی زینبؑ ‘ گھبراۓ گی زینبؑ
Sokretez Socrates کیا کہنے سر جی۔ اللّٰہ پاک صحت تندرستی دے اپکو۔ میں بہت دنوں سے ڈھونڈ رہا تھا۔۔
Sokretez Socrates thankyou so much brother for writting lyrics.💐❤
Sokretez Socrates Thank you for typing this out . I didn’t understand some of the words ,but now I do
My entire childhood was spent listening to this nuha , after sham ghareebi
😭😭😪😪😪
😢😢😢😢😢
Bahut behtreen kalam aur behtree. Adayegi. Allah salamat rakhe.
A marsiya written by a Hindu poet Channu Laal Dilgeer sahib. Imam Hussain (a) unites all human beings irrespective of their religion and race. Peace and blessings be upon you, O Husain
ناصر جہاں کچھ اور نہ بھی پڑھتے تو یہ نوحہ اور سلام آخر انہیں ژندہ رکھنے کو کافی ہیں۔ کلام اور آواز دونوں دل چیر کے رکھ دیتے ہیں
Purane marsiye aur padhne wale har tarah se behtar .....labbayk YA HUSAIN
سلام اللّٰہ و صلوات اللّٰہ علیٰ سیدہ زینب کبریٰ و اہل بیت سیدہ زینب کبریٰ علیہم السلام فی العالمین، یا رب محمد و آل محمد صل علیٰ محمد و آل محمد و عجل فرج آل محمد علیہم السلام ۔
کیا حیران کن حد تک بہترین ترجمانی کی گئی ہے، ایسا محسوس ہوتا ہے جیسے شہزادی زینب سلام اللہ علیہا نے خود یہ شاعری لکھوائی ہو، احساسات کا بہت بہترین اظہار کیا گیا ہے ۔ اللّٰہ مرثیہ نگار اور مرثیہ گو دونوں کو جوار ِ اہلبیت میں جگہ عطا فرمائے۔
The writer was non Muslim but he was accept Islam after this
آمین یا ربِ حسنینِ کریمین علیہمسلام
Allah Qabool karey Nasir Jahan sb ka kalam aur unki maghgirat farmey
Yaade Hussain ( Alahisslam)main ak qatra aansu v baise nijat hai..
ہندو شاعر چھنو دل گیر کے کلام و ناصر جہاں کی آواز نے دل چیر دیا
Subhanallah, Mashallah, kya kehne in kalam keh. Great reciter Nasir Jahan saab and writer Munshi Chunnulal Dilgeer saab.
Subhaan Allah, Ma Sha Allah. The voice is unique and perfectly suited for Mersia khawani. I am sure Allah (SWT) will shawar His blessing on Nasir Jehan due to this Mersia.
Saleem Khan iohas iiij ij ohijvjijij ioimoi. Ion job to jiiniov
O noo
Is nohy k baghair shame ghareeban ki majlis adhuri hai..itni pakeeza awaz itna sozo gudaz allah ur panjtan ki khas atta hai.jab se ankh kholi ye kalam sunty aa rahy hain ur aj tak is ki tazgi baki hai .kych klam unki barghah main kabool ho jaty hain ye jalam b un main se ek hai.
Lakhon salam shohda e karbla pe
Waqai main ye noha old is gold hai. Iss nohe ka aor padhne waale ka koi doosra jawaab nahi hai.
سلام اللّٰہ علیٰ مولا حسین علیہ السلام ابن امیر المومنین علی ولی حجت اللّٰہ علیٰ خلقہ و ابو امام مھدی قائم آل محمد علیہم السلام ابن عمران بن شیبۃ الحمد فی العالمین،
ye itna power full he sunte hi rona ajata he..😢😢😢
Listening this Marisa today on the eve of sham-e-Gareba .Ya Hussain A.S
Really heart touching , every year 'sshame gariba reminds us of this noha
سلام اللّٰہ علیٰ مولا حسین علیہ السلام ابن سیدہ فاطمۃ الزہراء سلام اللّٰہ علیہا فی العالمین، من آل محمد علیہم صلوات والسلام فی العالمین، ۔
Janab e Zainab s a pr lakhon caroron salam.
سلام اللّٰہ و صلوات اللّٰہ علیٰ محمد مصطفیٰ سید المرسلین و آل محمد علیہم السلام فی العالمین،
Andaze Bayan,Lyrics,Dhun ITNEE pursoz aur waqt ki qaid se bahar hain ki itne salon bad bhee wohi taasur paida hote hain Hai Hai Meri Bibi 😭😭😭
Jis jis ny bhi es ko dislike kea ha os py Allaha ki lannat . . . Sab bolo Beshumar >>.
Ta qayamat laanat beshumaar
qayamat tak aesa.kalam na padha.gayega na likha.gayega jazakalla suntye hi dil.tadap jata hai hay ya hussain
Ye marsiya sun k lgta h k abhi abhi Nabi Pak S.A.A.W.W ka ghr lut gya h or hum maidane Karbala me bethe azadari o giriya kr rhy hen 😢😢😢😢😢😢
May Allah bless the person who has uploaded this clip, reminds my childhood. Ya Ali Madad (A.S)
سلام اللّٰہ علیٰ قاسم ابن حسن مجتبیٰ امام المومنین علیہ السلام فی العالمین،
سلام اللّٰہ علیٰ عون و محمد ابنان سیدہ زینب کبریٰ و سید عبد اللّٰہ بن جعفر طیار علیہم السلام فی العالمین،
Hayeee hayeee 💔💔💔💔
Yeh raaz Kiya hai duniya k bananay wale, baysahara hai tera Deen bachanay wale
Whenever i want peace and sukoon in my life i just come here , listen to this beautifully recited Noha.
سلام اللّٰہ علیٰ مولا حسین علیہ السلام ابن رسول اللّٰہ خاتم النبیین علیہم صلوات والسلام فی العالمین،
What a great Salam!! I have no words to say anymore. I love Sir Nasir Jahan who recited this Salam..
سلام اللّٰہ علی اصغر بن مولا حسین علیہ السلام فی العالمین،
This Salam has its everlasting recognition and heart touching grief.
Parwardigaar Marhum o Maghfoor Nasir Jahan par apni rahmat nazil kare wa alame Barzakh mein asaniyan ata hon, Qayamat ke din Mohammad o Aale Mohammad a.s.ke saath mahshur farmaye wa jannatul firdaus mein aala muqam hasil ho.
First time i heard when he visited kuwait in 1972 or 73,
کربلا والے بھی زندہ انکا ذکر کرنے والے بھی زندہ
The way this salam is recited, its doing manzar kashee... May Allah forgive the reciters and the writers souls. MashAllah.
خدا وندمرحوم کو جوار معصومین علیہ السلام میں جگہ عطا فرماۓ۔
Lakhon drood o Salam Hazrat Mohammad pbuh aur alay Nabi Pbuh
kya zabardast kalaam hai aur behtareen rendering hai. IMAAM MADAD
Jazak Allah (SWT) - may his Soul rest in Heavens (Ameen).
i never forgot this marsiyah.... from ( NASIR JAHAN )
azad farooq kayaandher hai phuphi
jb se hosh smbhala he ahane ghreban is k bger kbhi nhi guzra allah pak inki mghfrit kre ameen
ہم یے نوہا بار بار سنتے ہی
ہائی زینب وا مصیبۃ ہائی شام 😭😭
سلام اللّٰہ علیٰ غازی عباس حامل اللواء امام حسین علیہ السلام فی العالمین،
uffffhhhhhhhhhh bohat dard bhara Noha hai😢
mashAllah. so touching, so powerful, so saddening. it always brings tears to my eyes. may Allah reward this great man, Nasir Jahan, with paradise. Ameen.
Lyrics: Ghubraeygi Zainab
Ghubraeygi Zainab
Bhaiya tumhay ghar jakay kaha paeygi Zainab
Ghubraeygi Zainab
1. Kaisa yay bhara ghar huwa burbad Ilahi
Kya aaee tabahi
Ub is ko na abad kabhi paeygi Zainab
Ghubraeygi Zainab
2. Ghar jakay kisay daykhaygi Qasim hay na Abbas
Akbar say bhi hay aas
Apnay Ali Asghar ko kaha paeygi Zainab
Ghubraeygi Zainab
3. Poochaingey jo sub log kay bazoo pay huwa kya
Yay neel hay kaisa
Kis kis ko nisha russi kay dikhlaeygi Zainab
Ghubraeygi Zainab
4. Phut jaeyga bus daykh kay hi ghar ko kalayja
Yaad aaogey bhaiya
Dil dhoondayga tum ko to kaha paeygi Zainab
5. Bin bayto kay kehlaee to kehlaee mai laykin
Yay kaisay ho mumkin
Bin bhaiya kay kehlaee to murjaeygi Zainab
Ghubraeygi Zainab
6. Baypurda huwi qaid bhi khahur nay uthaee
Aur maut na aaee
Kya janiyay kya kya abhi dukh paeygi Zainab
Ghubraeygi Zainab
Childhood ke zamane se yeh Noha Sham e Ghariban ke Baad Radio per suntei thei sab ahle Jalali Sadat beith kar suntei thei aur buhat gria hota tha aaj bhi yeh itna hi maqbool hai Azadaron mein likhne wale aur padhnei wale ko Allah Apne jaware Rehmat mein aala muqam aata kare Aameen.
Mein aik sunni muslim hun aur Ale Rasool ﷺ aur Ahle Bait Athaar ki muhabbat mere rago pe mein bachpan hee se sarayet pazir hai in se wabasta tamam baton ko mein haq janta aur manta hun kainat in hee k liye banai gayi hai aur in k misal koi bhi nahi. Meri umer is waqt 54 saal hai mein is kalam ko pichle 50 salon se sun raha hun is kalam ko sun kar kaleja phata jata hai. Punjtan Paak hamari is muhabbat ko qabool farmaye Ameen.
MasAllah kya Aawaaz h Aap ki. Maula Aap ko salamat rakhe....
Maula ajar de Nasir Jahan ko.... har Ansoon me hessa he ap ka.. har pathar dil ko rola dene wala qaseda...
Bahetreen alfaaz aur bahetreen aawaz maula marhum shayer aur marhum nauhakhan ko apne jaware rahemat me jagah ata farmaye unke darjaat buland farmaye ameen 😢🤲
Sirf aqeedat wala hi iss jaga soch sakta hae, behtareen.
Salaam Ya Zainab S.A
Subhanallah, jab bhi is kalam ko sunain ya parhain to ankhon say ashk zaroor behtay hain
Bibi zainab is pursay ko qubool Karain aur iskay likhnay walay aur parhnay walon ko buland muqam ata karain 🤲
Allah karwat karwat jannat nasib kare.
Aisa andaz padhne Ka.
Haq Ada kardiya aap ne marsiye Ka aur likhne wale ki mehnat Ka.
Allah is shaair ko jannat me aala maqaam ata kare
Ye marsiya hai.
Kitni yadein wabasta hain 😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢 bibi zainab A.H aap k gharane pe sab kuch qurbaan.
Iam Not Shia But Mein Bachpan Se Sounta Hu Ye Soun Kr Mjhe Rona Ajata Hai😢😩
WA MUHAMMADA WA MUHAMMADA WA MUHAMMADA YA ZAINAB YA ZAINAB 😭😭😭😭😭
I am a Muslim only, neither Sunni nor Shia, respect each other God bless you all
Right
very immature opinion...neither sunni nor shia
its written by a blessed hindu munshi chunu lal, when he heard and studied battle of karbala that some muslims killed Nabi's son and his family.
Love Karachi good bro
@@jhonsmith2194 wo muslim ho hi nhi sakte jo mola aur unke priwaar ko maare aur unpr itna zulm kre yazeed pr lanat shimr pr lanat beshumar lanat
Isi nohe ko sun sun kar bade hogye bahut dard bhara noha hai
Nasir Jahan ki dard bhari awaaz be misal hai aur Dil ki gehrai ko chhu letihai
Heart touching noha ......mola darjat buland farmaye ameen
Dil phat ta hai yeh sun k 😭 Haye Mola Hussain (a.s) 😭😭
So painful, so heartbreaking, even a heart of stone would melt into tears.
May God bless the person who wrote this noha. He is a true devotee of Imam Hussein. Imam Hussein belongs to humanity.