Yadi aap ka school , school completion finelised ho gya hoga to in drop box ke bachcho ko BRC KI id se wapas import kar sakte hai aur yadi school completion finelised nahi huaa hoga to progression activity option ke summary section wise se correction karke wapas kar sakte hai
अगर बच्चा TC लेकर गया है तो लेफ्ट स्कूल विद TC करिए, या यदि TC लेकर नहीं गया है तो लेफ्ट विदाउट TC करिए और उसमें एक ऑप्शन आएगा OTHER का आप उसको OTHER कर दीजिए वह हट जाएगा
Sir mere school k dropbox me lagbhag aise bachche hai jiska adhar not available tha aur jb Maine UN bachcho ko import krwane k liye unke school me baat Kiya to pta chla wha pr unka phle se hi koi aur PEN Jari ho gya hai, ho skta hai unko so2 dwara dusra PEN mli gya ho to aise bachcho ko dropbox me se kaise Khali kre 😢😢😢
Sir agar kisi student ka do school mein pen allot ho gaya hai toh kya ek school mein mark in active krne pr dusre school mein uski profile shi ho jayegi
अगर इस वर्ष के स्टूडेंट है तो प्रोग्रेशन एक्टिविटी से जाकर क्लास का चयन करें सेक्शन चयन करें वहां correction के ऑप्शन पर क्लिक करें दी गई जानकारी को पुन भरें और फिर सेव करें बच्चा वापस आ जाएगा और अगर इस वर्ष से पहले का बच्चा है तो उसे आप इंपोर्ट कर सकते हैं पैन नंबर और डेट ऑफ बर्थ के साथ
Sir hamare school me other state se 2 student aaye he to unko previous school me drop box me nhi dala he to hum kya kre na hi school ke sath koi contract ho pa raha he
Sir jo bachche non dropout hai mtlb khi padh rhe hai same block me hi to unke liye kaun sa option jyada better rhega active for import ya phir study in same block please tell me Maine serve kiya hai bta digiye to dropbox status update kr de
Hello sir , kya dropbox wale sabhi bachcho ko update krna jruri hai ya phir wo jha pdhte hai whi sidhe import krwa diya jaye waise bhi dropbox status update krne se bhi dropbox khali nhi hone wala hai to update krne se kya fayda sir please mujhe iske bare me btaye
Koi dikkat nahi bachcha gov me pad raha hai ya private me jayega agar private me jayega to koi dikkat nahi hogi aur sarkari me jayega to use transfer karne sahi ho jayega
@@JAGDISHKUMAR-cy2zgYadi aap ka school , school completion finelised ho gya hoga to in drop box ke bachcho ko BRC KI id se wapas import kar sakte hai aur yadi school completion finelised nahi huaa hoga to progression activity option ke summary section wise se correction karke wapas kar sakte hai
बच्चों के अभिभावकों से कहें कि बच्चों का नामांकन किसी भी बगल के सरकारी स्कूल में अवश्य करवा ले तथा बगल के उच्च प्राथमिक विद्यालय के प्रधानाध्यापक को भी सूचित करें कि उन बच्चों का नामांकन अपने विद्यालय में अवश्य करें
But sir jin bachcho ki new entry hui hai unhe wrong entry krne k liye koi option nhi hai kaise hoga kyuki wrong entry ka option to dropbox wale bachcho ke liye hai n?
Yadi aap ka school , school completion finelised ho gya hoga to in drop box ke bachcho ko BRC KI id se wapas import kar sakte hai aur yadi school completion finelised nahi huaa hoga to progression activity option ke summary section wise se correction karke wapas kar sakte hai
Very useful information thanks 🙏
Bhai agar koie student inactive list mai gaya ho. Usko activate kaise kare ya drop box mai kaise laye
Brc ki mis I'd hoti usi se punah bachche ko wapas laya ja sakta hai brc par bat karna agar nahi hoga to video bana ke bhej duga
@@ajitsinghkingsir j video banaye.plz help
@@homusicproduction9192 ok aisa koi mere pass aayega to sure mai video banauga
Ek balika class 8me padrahi h lekin vh balika drop box me hai to udise+ per kaise laye
Pahale VI class me import kare fir apne BRC pe ek application dekar class change karwa le ho jayega
जो स्टूडेंट्स 2 साल पढ़ कर फेल हो गए हैं उनको कैसे हटाएं और जो एक साल पढ़ कर दोबारा एडमिशन नहीं लिए उनको कैसे हटाएं
अगर बच्चा TC लेकर गया है तो लेफ्ट स्कूल विद TC करिए, या यदि TC लेकर नहीं गया है तो लेफ्ट विदाउट TC करिए और उसमें एक ऑप्शन आएगा OTHER का आप उसको OTHER कर दीजिए वह हट जाएगा
Sir mere school k dropbox me lagbhag aise bachche hai jiska adhar not available tha aur jb Maine UN bachcho ko import krwane k liye unke school me baat Kiya to pta chla wha pr unka phle se hi koi aur PEN Jari ho gya hai, ho skta hai unko so2 dwara dusra PEN mli gya ho to aise bachcho ko dropbox me se kaise Khali kre 😢😢😢
Tab to बच्चा duplicate ho gya aur aap use mark inactive kar sakte hai
OK thanks sir 🙏🙏🙏
0:32 0:32
Sir agar kisi student ka do school mein pen allot ho gaya hai toh kya ek school mein mark in active krne pr dusre school mein uski profile shi ho jayegi
Ha
Dropout student को अपने ही विद्यालय में वापस कैसे ला सकते हैं।
अगर इस वर्ष के स्टूडेंट है तो प्रोग्रेशन एक्टिविटी से जाकर क्लास का चयन करें सेक्शन चयन करें वहां correction के ऑप्शन पर क्लिक करें दी गई जानकारी को पुन भरें और फिर सेव करें बच्चा वापस आ जाएगा और अगर इस वर्ष से पहले का बच्चा है तो उसे आप इंपोर्ट कर सकते हैं पैन नंबर और डेट ऑफ बर्थ के साथ
Sir ek student mera school sa TC la leya pr dusera school ma admission nhi leya es saal next year hmra school ma admission hoa jayegee na eska
Ha
@@ajitsinghking oky sir
Sir 2023 24 me kuch bacche pramot nahi huwe hai kaise hoge
Progretion activities me unhe pramote kare abhi bhi ho jayega
Sir hamare school me other state se 2 student aaye he to unko previous school me drop box me nhi dala he to hum kya kre na hi school ke sath koi contract ho pa raha he
School ka nam malum ho to google surch karne par udise num mil jata hai fir udise number se student ki detail mil jayegi fir contact kiya ja sakta h
@@ajitsinghking ok sir
Lkg me student left ho gaya aur dropbox me aa gaya to phir se active kaise kare
Brc se hoga ya aap import kar sakte h kintu abhi ye work nahi kar raha h
Sir jo bachche non dropout hai mtlb khi padh rhe hai same block me hi to unke liye kaun sa option jyada better rhega active for import ya phir study in same block please tell me
Maine serve kiya hai bta digiye to dropbox status update kr de
Agar us school ka udise hai ti omport aur udise num nahi hai to same block
Thanks a lot sir
Ek student drop box me aa rha hai jo ki vidyaly regular aa rha tha lekin ab galti se inactive ho gya hai
Brc se active ho sakta hai MIS ki id se active karvaye
Sir,12th fail and 10th fail ko same procedure se hi drop box se hata denge na?
Ha
Jis vidyalaya ka udise hai hi nahi unko taken with TC kar sakte hain
Ha tc taken kar sakte but active to inport rahega bachcha drop box me show bhi karega
Galtise Last year student ko important nahi karli to es saal me use kaise important kar sakte hain
Ha agar koi dusara school import nahi kiya hoga
Sir ager by mistake sa student left ho jaya but wo present same school ma study kr raha ha tu osa dobara add kise kra
Progretion activities me correction ke option se wapas kar sakate h
Hello sir , kya dropbox wale sabhi bachcho ko update krna jruri hai ya phir wo jha pdhte hai whi sidhe import krwa diya jaye waise bhi dropbox status update krne se bhi dropbox khali nhi hone wala hai to update krne se kya fayda sir please mujhe iske bare me btaye
Waha sidhe import करा दे ये sabase achchha hai kintu agar import na ho to mark jarur kare
But sir itni jaldi sbhi bachcho ka srve nhi ho payega aur dropbox Khali krne ka pressure aa rha hai to jaldi kaise Kiya jye
Karna to padega hi quki kafi विलंब हो गया है फिर भी आप दो तीन अध्यापक कार्य बाट ले एक इंपोर्ट करावे और एक survey etc
Idea to achcha hai sir pr do tin adhyapk agr yhi krenge to bachcho ki padhai kaise ho payegi wo bhi to jruri hai unki classes Khali jayenge n
Sir Mane ek studant ko galti se dropout kar Diya hai muje tc karnatha to ab
Koi dikkat nahi bachcha gov me pad raha hai ya private me jayega agar private me jayega to koi dikkat nahi hogi aur sarkari me jayega to use transfer karne sahi ho jayega
गलती से निष्क्रिय हो गए छात्रों को सक्रिय कैसे करें
BRC par MIS SE BAT KARE
Sir yadi galti se student inactive ho jaye uska kya kre jabki student kahi or padh raha hai
Use brc ki I'd se punah active kiya ja sakta hai
Ek student galti se drop box m dal gaya hamari school m hee padhta h uska kya kare
Use wapas kiya ja sakta hai
@@ajitsinghking kaise sir plz tell me batao kaise nahi ho pa rha
drop box me bachche ka screen shot mujhe bheje whatsApp 9455886578
Sir ji hmare bhi same smsya h, kuch solution ho to khe
@@JAGDISHKUMAR-cy2zgYadi aap ka school , school completion finelised ho gya hoga to in drop box ke bachcho ko BRC KI id se wapas import kar sakte hai aur yadi school completion finelised nahi huaa hoga to progression activity option ke summary section wise se correction karke wapas kar sakte hai
sir 5 pass karke kuch bachcho n kahi bhi admission nahi liya h unka kya karna h
बच्चों के अभिभावकों से कहें कि बच्चों का नामांकन किसी भी बगल के सरकारी स्कूल में अवश्य करवा ले तथा बगल के उच्च प्राथमिक विद्यालय के प्रधानाध्यापक को भी सूचित करें कि उन बच्चों का नामांकन अपने विद्यालय में अवश्य करें
Sir mene 2 students ko dormant kiya tha but wo students Udise m mere class m show ho rahe h kaise hatae
Please clearifie
Inactive student ko kaise active karenge
BRC ki I'd se hoga jo aapke BRC ka mis hoga wo karega
5 pass student ne admission nhi liya un student ko dropbox se kese htaye
14 वर्ष तक के बच्चों का नामांकन अनिवार्य है अतः उसके अभिभावक से बात कर बगल के UPS मे नामांकन करवाये
अपडेट करने के पश्चात और कुछ करना है क्या सर जानकारी देवें 🙏🙏🙏🙏
Udise ke drop box ke sabhi bachcho ka status update kane ke bad drop box par kam nahi karna hoga
Thanks
Sir koi baccha Pen puri tarah delete krna ha eska leya kya krna parega
Nahi aisa nahi ho sakta aap keval mark inactive kar sakte h
@@ajitsinghking DOB change kr sakte ha kya
@@ajitsinghking sir mera bhai ka DOB change kiya tha aadhar card pr udise portal ma old wala DOB he show kr rhe ha esko change kesa kara?
@@stylochand11 ha kar sakte agar aadhar not verified hoga to aap apne se kar sakte hai aur agar aadhaar verified hoga to brc se hoga
@@ajitsinghking okay sir thank u
Composite school me 8 pass hoker jaye to usko kaise htaye
Jis school ya kategary me bachcha gya ho use us kategari me mark kare
Sir brc dwara ek bachche ki class 3 ka bjay class 2 me entry kr di gyi hai ise kaise shi kre
New entery ki class change nahi hoti atah aap us student ko wrong entry me delete kare aur new entry fir se karwa de
But sir jin bachcho ki new entry hui hai unhe wrong entry krne k liye koi option nhi hai kaise hoga kyuki wrong entry ka option to dropbox wale bachcho ke liye hai n?
Sir Bina import kiye update kar de
Nahi sab कुछ चेक कर ले सही हो तब करे
1❤
Please reply