बिहार जमीन सर्वे का कैसे फॉर्म भरें, Bihar Bhumi Sarvev ke liye prapatra 2 aue 3 ka ek kaise bhare

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 10 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 10

  • @navinkumaryadav6477
    @navinkumaryadav6477 8 วันที่ผ่านมา +1

    Nana ji ka sampatti mein kaun sa form bhare jaenge

  • @StudyWithViratRwa
    @StudyWithViratRwa 18 วันที่ผ่านมา +1

    Sir nana ji ke nam pr h jamin h Or unka death ho chuka h Or char bahan h mummy charo ka batbara nhi huya h Or av krna bhi nhi h to raiyat ka nam me kya bhare please reply sir

  • @qudsiafatma7689
    @qudsiafatma7689 12 วันที่ผ่านมา

    Agr do bhai saath me ho, batwara nahi hua hai to kaise batwara form bhare, sir please reply zarur kijiyega

  • @chandeshwarchoudhary5860
    @chandeshwarchoudhary5860 19 วันที่ผ่านมา

    Form 3(1) me khata kheshra ek se jada hai t .....?
    Agar 4 bhai hai t sabhi alag alag banshawali banayega ????

  • @chandeshwarchoudhary5860
    @chandeshwarchoudhary5860 19 วันที่ผ่านมา

    Registry jamin me bansabali dena hai ya nahi ,party live hai , no 2
    Rakwa khatiyan me alag hai naksha me alag hai t kya likhe

  • @sachchidanandanprasad7942
    @sachchidanandanprasad7942 14 วันที่ผ่านมา

    Patni ki jagah par kya bhare..

  • @NitishKumarN30
    @NitishKumarN30 20 วันที่ผ่านมา

    एक फॉर्म मे एक ही खाता, और खसरा भर सकते हैं क्या?
    1 ही रसीद में 6 जगह का खाता खसरा हैं।
    Pleass बताएं..?

  • @ChandraTiwary-xu3eh
    @ChandraTiwary-xu3eh 17 วันที่ผ่านมา

    अगर तीन भाई है बंटवारा नही हुआ है सब साथ ही है तो कैसे भरना होगा कृपा करके बताएंगे।

  • @navinkumaryadav6477
    @navinkumaryadav6477 8 วันที่ผ่านมา

    Jitna jameen hai Chhota phone mein bhara rahega

  • @navinkumaryadav6477
    @navinkumaryadav6477 8 วันที่ผ่านมา

    Bahan ka bhi Naam Darshana hai kya