Thanks sir mera induction ka fan ka problem solf ho gya transistor shot tha change kar diya ab fan k work kar raha h coustmer ka thanks so much sir ❤️👍🙏 abhi tak jitni bhi video dekha hu aapki kuch na Sikh gya hu.
Sir Mera ek Natasha home ups hai, lekin uska socket switch Dene pai over load and low battery ka indicator on ho ja raha hai, kuch problem Nehi pata chat raha hai pcb clear lag raha hai , Maine ek bar galti se + - ulta laga diya tha, keye problem ho sakti hai
Sir inveater ka battery wire battery sa nekalana ka bad inveater ka dono posotive or negative wire to ak bar teach karna sa spark kou nekalata ha or spark nekalana sa inveater ko koi problem to nahi ha Na
Sir 121 kit me charging a rahi h lekin charging led glow ni ho rahi h us led ka track ic par gaya to ic tak track ok h bich rasistanc h wo bhi ok h par led glow ni ho rahi h kya kare please suggest me
Y problam meri wali kit m bi thi Es me ak problam y bi hai ki es me charging k time battery full nai hoti us se phale hi vampire kam ho jate hai 4 se 5 ampire aate hai
Sir ek 30 watt led pcd me 9watt Ka 4 PCB plate hmne lagaya hai sir wo light JAL to Raha hai par Uske life kitne din tak chlega Kaya wo jldi kharab ho Jayega. Please sir bataye
Sir ji SW24 SGH V1R3 microcontroller lgi h HB 1650 microtek mein iska kya matlab h kaun kaun se model mein lgegi ye kya single battery mein bhi yhi use hoti h 🙏🙏
Sir 5hp k motor starter me automatic starter lagate h Jo single phase cut hone ya supply fault hone per starter ko band Kar deta h or motor safe ho jati h. Sir, please automatic repairing pe ek video banana.
Sir mere local inverter kit mein battery full hone par khali charge ka indication band ho raha lekin charging karta rehta he please bataye mein kya karu?
@@SkElectronicswork ok... sir change kia tha Maine bass clear ho gya hai...lekin thora-thora phir bhi bass fat raha tha sayad ye home theater ki body patli hone ke karan hota hai..is wale home theater ki body kafi cheap Quality ki thi.....lekin main problem solve ho gya .........thanks.......sir ji💗💗💗💗
Sir maine dusre video me ek comment kiya tha 48 volt charger problem ko leke jiska MOSFET no:-MOSFET No:- 17NB0C3. Ye mil hi nahi raha hi is ke jagah kon sa MOSFET laga sakte hi Sir please reply Sir
I have a laptop power supply which shows short on the output side. But mains side work. The same works sometime without any issue. What could be the problem.
Thanks sir mera induction ka fan ka problem solf ho gya transistor shot tha change kar diya ab fan k work kar raha h coustmer ka thanks so much sir ❤️👍🙏 abhi tak jitni bhi video dekha hu aapki kuch na Sikh gya hu.
Most welcome sir
❤❤❤❤ Ram Ram Ram
Bahut hi bahut bdiya bhaiya pura samaj gya bhai
Thank you achhi jaankaari di👍👌👍
Good example 👍👍 Jai Shree Ram Bhai ji
Sir, very good 👍
Good tiçhing 👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍 ITNA SARA KOI BATA NAHI SAKTA AP NE 121 BORD KI PURI DITEL BATA DIYA 🙏🙏🙏🙏🙏💐!! *जय श्री कृष्णा* !!💐
🌹!! *राधे राधे* !!🌹
Ram ram ji jai shree राधे श्याम जी
Nice teacher 👌
I have ups inverter. Out put ok
Charging ok
Battery ok. Battery se out put nahi mil rehi ji
Nice sir ji thank you so much
Good knowledge sir, please apne testing bord ke bare bhi ek video banaiye. Thanks
Bna di h ji🙏
Sar 850 wat ka inverter circuit board ka connection karke dikhaiye
Nyc demo bhai
Jay shree ram s k sare aap ka bhut bhut dhanyabad video upload karne ke liye
सुक्रिया ji
Sir very Nice....
Please Sir,...
आपके सामने जो सिरीज़ बोर्ड लगा है, उसकी जानकारी दिजिए .....
Bna di video
Nice video sir
Thank u sir
Thank u sir
Very good sir
Sar aapki dukan kaha par hai mujhe car amplifier repair karana hai
Ajao modinagar
Modinagar mai address
Batao
Very good video sir
. Main power janae ka bad invarter ma output band ho ka dubara chalte ha kya khira
Nice video sir 👍👌
Nice video sir Jay SRI ram
Thank you sir ! Jai shri Ram
Sir ,apka ye check karne jo board laga hua hai,iska details me ak vdo dijia
बना तो रखी hai
@@SkElectronicswork link dijia
Nice bro
Vai is kit me computer ups ka transformer laga sakte hai? Ye keya run hoga?? Please reply
sar ik desi invetr me output nhi arha h
reley b test krli.tb b nhj hui
203 pirset ghisa hua tha bahut
ouski jgh 202 chljyega kia bhai
324 ic change
Wow amazing knowledgeable video.
Sir Mera ek Natasha home ups hai, lekin uska socket switch Dene pai over load and low battery ka indicator on ho ja raha hai, kuch problem Nehi pata chat raha hai pcb clear lag raha hai , Maine ek bar galti se + - ulta laga diya tha, keye problem ho sakti hai
Ap Kansi company ki thiner euchakanrte hai sar
Mobile wala
वैरीगुड्ड।
Hi sir aap Achcha hai
Sir inveater ka battery wire battery sa nekalana ka bad inveater ka dono posotive or negative wire to ak bar teach karna sa spark kou nekalata ha or spark nekalana sa inveater ko koi problem to nahi ha Na
Thanks sir.....
Nice information for technician
sir 2030 ic home theter me ek ic se awajbkam aa rahi hi kya karu ic bhi thek ha kya problam ho sakti ha
Volume dalo
@@SkElectronicswork ok sir tnks
Sir converter repairing and all connection details video banao sar
Ok
Sair inverter kit me lm324 ki jagha pe lm339 laga shakte hai please reply
Nhi
Chaging ke dono preset ka koii Kam n karna kya problem hai
Sir Lm 324 ic ko multimeter se check nahi karsakte kyaa
N
Thank you sir. Sir panel me aap ne jo video bnaya hai wohi voltage check karna hai na
Yes sir
Thank you sir batane k liye or ap kese ho sir apka akh thik ho gaya?
Ha ji ab shi hi
Sir mera soldering iron ka element kharab ho gaya h usmy diode kesy or konsi lagaen iski bhi video banaen
4007 kese bhe series me
@@SkElectronicswork geee achaaa thankuuu
Nice video
Bahuacha sar
Bhaiya New battery ka water level bahut jaldi ghat gya kya inverter me problem hai..? Lekin battery ka backup shi hai
Inverter over charging kra h
Lm 324 ic short cut Kiya problem hai
Sir 121 kit me charging a rahi h lekin charging led glow ni ho rahi h us led ka track ic par gaya to ic tak track ok h bich rasistanc h wo bhi ok h par led glow ni ho rahi h kya kare please suggest me
Y problam meri wali kit m bi thi
Es me ak problam y bi hai ki es me charging k time battery full nai hoti us se phale hi vampire kam ho jate hai 4 se 5 ampire aate hai
Good
Pls tell us your series bord and I did no no what is this electric bord. Pls tell abot the electric bord and waring
Bna rkhi to hai mene video dekho mere channel pr
th-cam.com/video/_DIvDIdu2Xs/w-d-xo.html
ap ke wo testing bord ke upar vdo banao pzz
Bna rkhi hai
Sir maine masfet Dale hai to lm 324esi bahut hit hoti hai
sir aap printer repairing par bhi videos banaye thanks
Ok sir vese bna rkhi hai
Bhai is board mai jo baki do ic hai 324 ke alawa un ka kya number hai
Yhi h
Sir mera bhi yahi problem hai power on kane par main on ho ja rahai lekin me circuit board 300w ka hai
Sar aapbest
Thanks bhai
Very good sir
Sir ek 30 watt led pcd me 9watt Ka
4 PCB plate hmne lagaya hai sir wo light JAL to Raha hai par Uske life kitne din tak chlega Kaya wo jldi kharab ho Jayega.
Please sir bataye
Sir ji
SW24 SGH V1R3 microcontroller lgi h HB 1650 microtek mein iska kya matlab h kaun kaun se model mein lgegi ye kya single battery mein bhi yhi use hoti h 🙏🙏
Sir nhi sirf use me he lgegi
Sir STK 402040 ic pe video bnao iski jgah pe kon c Ic lgaye
Ok
Sir mera yahi board he isme charging cut hone ke baad me 2 amp batata he or amp preset adjust Nahin ho raha kya problem hoga.
Bhi local ms yhi dekkt ati hai
Superb
Nice sir
Microtek HB 1650 ki microcontroller market me mil jayegi kya🙏🙏
Old kit me se le lo nyi nhi milti
Vai 121 kit me konsi transformer lagana thik hai?
Koi sa bhe Inverter ka lga do sinewavw na hona chyeh
Sir ji mare 121 kit me amp nhi bad rhe sab kuch thek ha sab kuch do do bar check kar liya
Bhai battery chek kro
Arrise ka inverter hi light Dene par charging ho rha hi par voltage Kam nikal rha hi par light na Dene par battery se voltage sahi de rha hi kya kre
SK OK 👍 ND
inverter ki micro IC ek number pin per 5 volt Nahin a Rahi Kahan Se Kya Badle
Sir 5hp k motor starter me automatic starter lagate h
Jo single phase cut hone ya supply fault hone per starter ko band Kar deta h or motor safe ho jati h.
Sir, please automatic repairing pe ek video banana.
Ok
Thank s sir
Sir output volt nehi arahahe betry lodse men power onse output sehiha
Output ka preset badal do
Hello,my ips running.But when ac input after automatic ips running.Please kindly this problem diteile solve tell me. I'm saying from Bangladesh.
Change over section repair
Same board natasha 121 kit.not charging.But what because problem tell me.
Sir mere local inverter kit mein battery full hone par khali charge ka indication band ho raha lekin charging karta rehta he please bataye mein kya karu?
Uske charging cut set kro
Set karne par bhi nahi ho raha khali led hi off hoti he lekin charge karta rehta he
Nice
Ye thoda sa critical tha samjne ke liyee
Jb samne aywga tb na hove
Bhai 500 waat ke kit ma charging karta samya battery ma karant mara ha to kya karu
Bhi transformer chek kro
👍👍👍💯❤️🙏🙏
Ye invetar circuit repair karneme kanfyusa hojatahu light bod atahuva power supply repair kartehe ya.? Samaj na muskil he
Meri video me to sb smzh jate h to ap kese confuse ho bhi
Sir surya induction EK bip Baj raha Hai lekoi. Display main kuch show nhi ho raha hai ❤️❤️
Supply chek kro
Thanks you sir
मिनी कन्वर्टर फ्यूज उड़ गया है भाई तो क्या दिक्कत हो सकता है प्लीज भाई बता दो
Mera 4.1 homtheater hai jo ki bar bar
Band ho jata hai kya problem hai
Supply weak
Sir hema 48 v ka charjar sat krna h vo be bada do sir
Ok ji bna dege
Sir mare 2.1 home theater me speaker or 2030ic dono sahai hai fir bhi bass bahut fat raha hai...please Ripley
Ic change karna padhega check karne par sahi bata rha hai fir v (sk sir kya meri baat sahi hai na)
Ha
Sir ic nyi dal kr dekho 1 bar
Yes
@@SkElectronicswork ok... sir change kia tha Maine bass clear ho gya hai...lekin thora-thora phir bhi bass fat raha tha sayad ye home theater ki body patli hone ke karan hota hai..is wale home theater ki body kafi cheap Quality ki thi.....lekin main problem solve ho gya .........thanks.......sir ji💗💗💗💗
👍👍👍
👍👌👌👌🤗🤗🤗🤗🤗🤗
Der sir my ips charging problem or ac sowets on bikot sound hota he
Mosfet chek kri
Best Inverter name ever for life please batao
Luminous
D882 transistor ki jagah 13009 laga sakte hai
Charging cut Kam nhi kar rha sar.ji
FTP03N03N इस मोसपेड के जगह पर कौंन सा मोसपेड लगाए
Pinout kro
Sir maine dusre video me ek comment kiya tha 48 volt charger problem ko leke jiska MOSFET no:-MOSFET No:- 17NB0C3. Ye mil hi nahi raha hi is ke jagah kon sa MOSFET laga sakte hi Sir please reply Sir
Sir chota wala module ata h vo lgao mosfet ke chakr me mt pdo
@@SkElectronicswork Sir please is topic pe bhi ek video bana de module kya hota hi pata hi nahi Sir 48 volt 05amp ka charger hi output me
@@PRINCEKUMAR-zq6sv sir power supply ke liye ata hai electronic shop pr bolo jakr or lgana you tube se pta chl jayeha search kro kam sb hoga
@@SkElectronicswork Thanks Sir jew
God sir ji
SMPS वाला 850VA इनवर्टर मे चार्जिग प्रोबलम कैसे ठिक करे
Sir mera maycrotek ka invatarme charging ka katout nahi hora hai
Battery chek kro
Charging lene ke bad ruk jata 2minut hai kya kare
Sir ji invartr ko me serij bord me chek kar skta hu kiya?
Nhi
@@SkElectronicswork inverter ke shorting ka kese pata chalta hai
@@GAGANSIRSMA 500w ke marcure se ji
Sir My IPS charging problem has been solved
Sar.samsunh.j2.pro.ka.organal.fooldar.ki.pahichan.batao
2800
12volt 220volt converter me one MOSFET is very hot and short
Nekalkr chek kro
Sar aap apane sirij bot warig karna bataye
Bna to di h video
I have a laptop power supply which shows short on the output side. But mains side work. The same works sometime without any issue. What could be the problem.
Diode short h
Bhai Mera ipodha ka koi bhi switch Kam Nahin kar raha hai ESI fault ko kaise theek Karen
Print track kro koi fta to nhi hai
@@SkElectronicswork Maine check kar diya Hai print sahi hai firbhi Koi Bhi Batama Kam Nahin kar raha hai please solution bataiye
@@SkElectronicswork please ek video Banaye