Sir ji aap bouth hi ache tarike se samjate hai .. Koi bhi ashani se kundali dekhna sikh jayega ... Jise maine hi bouth kuch sika hai aapse .... Thank u sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir mera mithun lagna hain - aur badhak greh guru 5th mai hain aur 7tam mai surya buddha sukra aur mangal hain . Mai confuse hi rehta hu samaj ni ata guru ji 🙏
apke charno me pranam guruji plz reply karna plz 🙏mera athmakarak grah guru h or bsdhkesh Mangal he or makar lagn he Mangal or guru dono 9 bhav me uti me he plz bto.
Guruji, Pranam, ek confusion tha, Makara lagna mein 11the house Rashi lord badhkesh banega ya bhav ka swami yani, Rashi lord Mangal hue, aur Bhavesh lord shani hue.
Sir aapse ek request hai aap apne video kesath course bhi daal dijiya karen because Kai video itne ache lagte hai jisse man karta hai ye particular course purchase karle aapki app se but pata nahi padta yeh kaunsa hai, Thank you 🙏
sir i am of the view badhak bhav main baitha grah badhak hota hai aise to sab lagna main badhakesh hoga, badhak rashi hoga ya rashidhipati yadi badhkesh yog karak ho tab kya hoga taurus lagna main
आचार्य प्रणाम l मेरा कन्या लग्न तुला राशि है, गुरु अपने चतुर्थ भाव मे विराजमान है, साथ मे बुद्ध और सूर्य भी है l कुछ समय पूर्व आपने किस्मत का गृह गुरु को बताया था, आज वही गुरु बाधक हो गया l थोड़ा परेशानी को दूर करें l क्या करुँ बताये l "धन्यवाद"
Kismat ka grah theek se check kar lo. Thoda lamba process hai. Hi sakta hai aapke ek se jyada grah kismat ke ban rehe hon then we need to look intensity
@@rakeshbudakoti3485 oh ok. Sorry. My mistake. Toh phir Guru hi ban rehe hain. Aap kismat ke grah ke liye dekho koi aur nahin ban reha kya. 7th aur 10th house mein kaun sa grah hai?
@@SidB-s2s आचार्य कन्या लग्न की कुंडली के शुरु के चार भाव मे सारे गृह है l लग्न मे मंगल, द्वितीय मे उच्च के शनि+चंद्र, तृत्य मे उच्च के केतु+शुक्र, चतुर्थ मे बुद्ध+सूर्य+गुरु (हंस नामक राजयोग) तथा नवम भाव मे उच्च के राहु विराजमान है l आपके कहे अनुसार, मै गुरु को ही बलवान कर रहा हूँ l अगर कुछ बदलाव करना है, तो अवश्य बताये l "धन्यवाद"
I see, Guru mere lagna me digbali bhi hai lekin bhadhkesh bhi hai. Me agar koi shiksha pranali me koi kami pata hun to me use padhne se inkar kar deta hun. Lekin aaj ke samay me to sari shiksha bina sar-paer ke honge hi. Jaise subject ki practical practice karwane ke bajaye agar uski faltu history padhane me time waste kyu karta hai syllabus. Example,falane angrez scientist ne 1720 me yeh kaha fir dusare ne 1820 ne yeh kaha, fir 1930 wale ne kaha ki yeh bhi galat hai yeh sahi hai. Tab se wahi pranali chali aa rahi hai. Me kehta hun, sidhe final baat batao na yaar. Itna faltu itihas kyu padhate ho. Tabhi Bharat ke shiksha sansthan hamesha pichde rahenge. Khair... Aur bhadhkesh ke 12th me Rahu Mangal Shukr hai yani Rahu Mangal se jude devta angry hai. Shukra mere lucky grah bhi hai arthat Shukr ko pakadne se Guru ki bhadha khatam ho sakti hai. Man marji ka tark bana raha hun, par theek hai, asha hai to jivan chalta hai
Pandit loog jo abhi tak tike hue hai wo itna charge karte hai kyonki bina dakshina bataye bina yajman ki iccha par chodne wale pandito ko yajman 501 rs se upar bhi mushkil se dete the, wo bhi vivah ke awsar pe, hawan wagera me to 51 ya 101rs hi dete the, to wo apne aap out of the game ho gaye kyonki life ko sustain karne ke liye kafi nahi tha. Unke bachcho ne panditayi ko laat maar di. Kewal chalu pandit jo accha fix amount of charge lete hai bach gaye. Jo aaj bhi game me hai. Waise samaj unhi ko deserve karta hai
इस अत्यन्त उत्कृष्ट ज्ञानवर्धक वीडियो के लिए आपको कोटि कोटि धन्यवाद व आभार, गुरुजी !! परमेश्वर आपको अनेक आशीषें प्रदान करें !!
🙏🏻🙏🏻🙏🏻👌🏻👌🏻👌🏻❤❤❤
आती उत्तम गुरु जी ❤❤❤ चरन स्पर्श ❤❤
जय गुरु देव 🙏🙏
Thanks for watching video
Sir ji aap bouth hi ache tarike se samjate hai .. Koi bhi ashani se kundali dekhna sikh jayega ... Jise maine hi bouth kuch sika hai aapse .... Thank u sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Keep watching
@@GurudevSunilVashist ok sir🙏😊thank u
Charan Sparsh Gurudev very very grateful to you for your extraordinary knowledge
So nice of you
Sir mera mithun lagna hain - aur badhak greh guru 5th mai hain aur 7tam mai surya buddha sukra aur mangal hain .
Mai confuse hi rehta hu samaj ni ata guru ji 🙏
Parnam guru ji 7bhav ka shaukr badhk nhi bnta bhudh kesse bna please batana 🙏🙏
apke charno me pranam guruji plz reply karna plz 🙏mera athmakarak grah guru h or bsdhkesh Mangal he or makar lagn he Mangal or guru dono 9 bhav me uti me he plz bto.
Sir plz guide..mera singh lagan hai mera mangal and bhagyesh sukra dono 11ve bhav mai hai sath mai guru grah bhi hai...
👌💛Beautiful sir. What about Singh lagna. Mangal is both badhkesh and yogkarak? Mine sitting in 3rd house. Dagdh rashi lubra 🙏
Mera Dhanu lagan hai or budh sun 7 bhav me hai but asat bhi hai to divorce ho jayega kya guruji bataye please
Nicely explained ... interest shift kar diya from lal kitab to Vedic😊..
Thanks a lot 😊 Keep Watching❤️
Beautiful video sir
So nice of you
Guru ji parnam 🙏 guru ji Mithun lagan ma bahdak garh bha guru
Kark lagan ma bahdak garh bna shuker....esa hi ha na
Thank you 🙏🙏
thanks for watching
खुप सुरेख विश्लेशन गुरुजी आपके व्हिडोओ देखकर आदमी ने सबकुछ खोने के बाद भी फिरसे नया जिवन जगणे आशा निर्माण होती ..
धन्यवाद गुरुजी
चरण स्पर्श
so nice of you...thanks for watching
Guruji, Pranam, ek confusion tha, Makara lagna mein 11the house Rashi lord badhkesh banega ya bhav ka swami yani, Rashi lord Mangal hue, aur Bhavesh lord shani hue.
So Nice 👌🙏🙏🙏
thanks for watching
Guru ji shama karna ripat video na Dale ham log Confused hote h 😮 Jo nayi ho vahi Dale plz guru ji
Thank you guruji 🙏
thanks for watching
Lagn sebarah ya chandra se
Beautiful video Sir. Extremely good
Thanks for watching❤️
Sir house ka swmi badhak h
Ya jo grha betha h😮😮😮😮
Thanks for sharing
Sir aapse ek request hai aap apne video kesath course bhi daal dijiya karen because Kai video itne ache lagte hai jisse man karta hai ye particular course purchase karle aapki app se but pata nahi padta yeh kaunsa hai, Thank you 🙏
kindly contact us for course information - 9871130487
Kaise admission lu call receive nahi hota
मुझे लगता है आप मैसेज छोड़ देंगी तो रिप्लाई मिलेगा।
Send your contact number at 9899654400
sir i am of the view badhak bhav main baitha grah badhak hota hai aise to sab lagna main badhakesh hoga, badhak rashi hoga ya rashidhipati yadi badhkesh yog karak ho tab kya hoga taurus lagna main
Singh lagan mai 9th hause mai sukra plz guide me guru ji
9th hause ka swami mangal hai jis bhav me betega us bhav me problem karega
Sir 100% sahi kaha aapne. Bilkul match karta hai.
thanks for watching❤️
You haven't told when badhakesh makes a person wealthy?
Pranam Gurudev
pranam
प्रणाम गुरुजी
चरण स्पर्श
Pranam
Gurujii ko saat saat pranam. Bilkul sahi analysis.
Thanks for watching❤️
👌.
Babkesh garh ke upay hote hai
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏💚
Thanks for watching ❤️
मेरी कुंडली में बुध और पंचमेश सूर्य बाधकेश शनि के साथ 11 भाव में बैठे है,और मेरे जीवन का कोई रास्ता नही निकल रहा है।😢
Divorce kio huve ga budh ta seventh house me parsmani he sirf ego per control rakho
Guru ji aapki class karni hai mujhe
kindly contact us on 9871130487 to know more about courses
Sir गुरु राहु in 4th तो ऐसा इंसान अपने जन्मस्थान पर रहकर सफल नहीं हो सकता क्या
आचार्य प्रणाम l मेरा कन्या लग्न तुला राशि है, गुरु अपने चतुर्थ भाव मे विराजमान है, साथ मे बुद्ध और सूर्य भी है l कुछ समय पूर्व आपने किस्मत का गृह गुरु को बताया था, आज वही गुरु बाधक हो गया l थोड़ा परेशानी को दूर करें l क्या करुँ बताये l "धन्यवाद"
Kismat ka grah theek se check kar lo. Thoda lamba process hai. Hi sakta hai aapke ek se jyada grah kismat ke ban rehe hon then we need to look intensity
Tula lagna mein badhak Surya banenge. Surya kehan baithe hain woh dekho. Surya jehan baithe hain us bhaw se related badha create karenge
@@SidB-s2s आचार्य प्रणाम l कन्या लग्न तुला राशि है l मैंने ऊपर लिखा है l
@@rakeshbudakoti3485 oh ok. Sorry. My mistake. Toh phir Guru hi ban rehe hain. Aap kismat ke grah ke liye dekho koi aur nahin ban reha kya. 7th aur 10th house mein kaun sa grah hai?
@@SidB-s2s आचार्य कन्या लग्न की कुंडली के शुरु के चार भाव मे सारे गृह है l लग्न मे मंगल, द्वितीय मे उच्च के शनि+चंद्र, तृत्य मे उच्च के केतु+शुक्र, चतुर्थ मे बुद्ध+सूर्य+गुरु (हंस नामक राजयोग) तथा नवम भाव मे उच्च के राहु विराजमान है l आपके कहे अनुसार, मै गुरु को ही बलवान कर रहा हूँ l अगर कुछ बदलाव करना है, तो अवश्य बताये l "धन्यवाद"
Surya budh sukra teeno ek sath 6th house😢
I see, Guru mere lagna me digbali bhi hai lekin bhadhkesh bhi hai.
Me agar koi shiksha pranali me koi kami pata hun to me use padhne se inkar kar deta hun.
Lekin aaj ke samay me to sari shiksha bina sar-paer ke honge hi.
Jaise subject ki practical practice karwane ke bajaye agar uski faltu history padhane me time waste kyu karta hai syllabus.
Example,falane angrez scientist ne 1720 me yeh kaha fir dusare ne 1820 ne yeh kaha, fir 1930 wale ne kaha ki yeh bhi galat hai yeh sahi hai. Tab se wahi pranali chali aa rahi hai. Me kehta hun, sidhe final baat batao na yaar. Itna faltu itihas kyu padhate ho. Tabhi Bharat ke shiksha sansthan hamesha pichde rahenge. Khair...
Aur bhadhkesh ke 12th me Rahu Mangal Shukr hai yani Rahu Mangal se jude devta angry hai. Shukra mere lucky grah bhi hai arthat Shukr ko pakadne se Guru ki bhadha khatam ho sakti hai.
Man marji ka tark bana raha hun, par theek hai, asha hai to jivan chalta hai
Pandit loog jo abhi tak tike hue hai wo itna charge karte hai kyonki bina dakshina bataye bina yajman ki iccha par chodne wale pandito ko yajman 501 rs se upar bhi mushkil se dete the, wo bhi vivah ke awsar pe, hawan wagera me to 51 ya 101rs hi dete the, to wo apne aap out of the game ho gaye kyonki life ko sustain karne ke liye kafi nahi tha.
Unke bachcho ne panditayi ko laat maar di.
Kewal chalu pandit jo accha fix amount of charge lete hai bach gaye. Jo aaj bhi game me hai.
Waise samaj unhi ko deserve karta hai
Hi gurudev parnam app k charno m app ki video ka intzar rhta h
Thank You so much for watching❤️
Namshkar guru ji pranaam 27 march 1979 11: pm Patiala Punjab