Bhai... Maine bhi bike li thii ye 10 months hogye hai abtak bhot problems aaye hai starting problem major hai iska .... New gari ki throtal boday, injectors, and fuel pump change karna para, handle bhot jaldi vibrate karne lagi tbi to 1300 rupes lagi consurt lagane mee.... Stand sandor bbi kharab hogai thi over all bhot ghatiya experience raha mere service centre wale ko kuch ata pata nahi hai k kiaa karna hai.... Kash bajaj pulser leleta 160😢😢😢😢
Video bhohot aaccha hotaha
Is model me maximum head leakge ki problm he. Valbe repaire ya change karo. Thik hojayega
Bhai mera bhi same aisa ho rha hai.... Kya aisa karne se problem solve ho sakti hain kya....,, kyuki new nhi mil rha hai... Please replay
Thik hua h kya bhai aapki bike
Bhai new rubber dala hain,, abhi problem solve hua hain... 👍👍
@@abhisheklad7728 meri bike me bhi aisa ho rha h plz bataye aapne kya kiya h jisse aapki problem solve hui
@@abhisheklad7728bro please help, meri bike m yahi problem hai, solve nhi ho raha, ky karna padega
Bekar bike hai... Meri bike me bhi yahi problm hai
Good👍👍👍
Great
Bhai... Maine bhi bike li thii ye 10 months hogye hai abtak bhot problems aaye hai starting problem major hai iska .... New gari ki throtal boday, injectors, and fuel pump change karna para, handle bhot jaldi vibrate karne lagi tbi to 1300 rupes lagi consurt lagane mee.... Stand sandor bbi kharab hogai thi over all bhot ghatiya experience raha mere service centre wale ko kuch ata pata nahi hai k kiaa karna hai.... Kash bajaj pulser leleta 160😢😢😢😢
Bhai aabhi sab theek hai kya
Same mere sath ye hi hua ,1600 km m , ecu , wiring, fuel injector, throttle body change ho gye😂
Throtal body ka charge kitana laga
@@devendrasinghranawat8126 5 yers ki warenty hoti h bhai service centre visit kariye free me change hojayega
Meri bike me v yahi problem aa gai hai, kese thik hogi jo video m bataya h, usse thik nhi hua
Bhai hero 5 saal ka warranty deta hai service centre lele jao
286 km hai babu vo😂
Hero ka after sale service bhut faltu h ,