आपने सभी डिपार्टमेंटों की अलग-अलग जानकारी नही दी। For Example - ❤️पहला-.. "अस्थमा ( दमा ) की बीमारी का उपचार किस डिपार्टमेंट में किया जाता है।"....❤️ दूसरा-.. "आँखों की बीमारी की जाँच किस डिपार्टमेंट में की जाती है।".....❤️ तीसरा-.. हृदय (Heart) की जाँच कौन-से डिपार्टमेंट में की जाती है। 🙏🏻🙏🏻❤️🙏🏻🙏🏻 मित्र! "जितने डिपार्टमेंट Online स्क्रीन पर दिखाई दे रहे हैं - सभी डिपार्टमेंटों (विभागों) की जानकारी अलग-अलग दीजिएगा।"🙏🏻🙏🏻
I need hand surgery. Where is that Department and after consultantion how many needs to get operation date? Do have idea about that? And can i make a PM jay card now? Please reply bro...
Jis din ka appointment book hua hai us din morning me jaldi jana hai or 10₹ free payment kr dena hai fir apko card mil jayega usi din doctor ko bhi dikha dena Patient card ilaj ke liye hota hai Or ayushman card 5 lakh tak free ilaj ke liye banbaya jata hai
Aap google kar lo Kyuki Mai koyi doctor nhi hu Baki mai bhi apko bataunga to Google karke hi bataunga Baki sare department ke achhe se yek video jaldi hi ayega channel pe Kon se department me kon sa ilaj hota hai
Aap please mujhe reply kro .... Mujhe meri mother ko orthopaedic ke lie dikhana hai AIIMS me to kya uske lie kisi trh ke referral ki need hai .... I'm waiting for ur reply jldi reply krna pls
Mere father admit hai to mujhe medicine bahar se leni padti hai .m unka FAMILY HEALTH PLAN card add Kara sakti hu medicine k liye ..warna mujhe medicine hospital se hi kaise provide hogi

Online appointment le liya hai ab hospital pe kitne bje pahuch jaye offline पर्ची lene ke liye? Aur offline पर्ची me number likha hota hai ya doctor ko dikhane ke liye bhi line lagegi?
Sir mujhe knee ki nas ka opration karana hai opration jaldi kaise hoga buhut jayada problam hai chalne me me koi kam nahi karpta kya aiims me jaldi opration ho sakta hai sir plz bataye sir
Bhaiya mere papa ka.. accident me🦶🦶 pair facture ..ho gya tha.lekin 2 se 3 hospital 🏥 me ilaj chala..pair 🦶🦶 abhi recover nahi hua..to AIIMS me kaise treatment hoga..❤❤ Reply Dena aap..
Mujhe AIIMS mai gastroenterology department mai dikhana h.maine appointment v liya tha ek br pr vaha jakr pata chala ki koi refer leker aao tab ilaj hoga .ab mujhe kya karna chahiye??
Kya apko kisi docter ne bola hai ki refer lekr ao Apne achhe se jankari li AIIMS me kuchh department hai jha refer chahiye hota hai Agar doctor ne bola hai to aap apne najdiki sarkari hospital me jake doctor se bat kro unko bolo refer kr de Dusra obtion hai aap sabdarganj me dikhao
@@GopalsVlog doctor ne nhi..pr vaha counter pr jaane pr unlogo ne bataya.. Aur koi v govt doct aise hi refer nahi kr rhe h AIIMS k liye. Sayad vo log vaha ilaaj suru karenge apna fr agar illaaj us govt mai nhi ho payega fr sayad refer kare???
Like mujhe ENT doctor se dikhana hai so online appointment ke baad bs mujhe doctor ke pass Jani hai directly.And kitni baje tk jana sahi hoga. sir pls reply
Appointment ke pad apko window me jake 10 ₹ ka fee dena hoga or baha se appointment confirm kr diya jayega Jitni jaldi ja sako utna achha hota hai 6 ya 7 paje to pahuch jana
Sir kya jo jharkhand me rhte hai aur deo ghar aaims me ilaaj chl rhi h ....lekin kuch machine wha available ni ....aur agr hum khud se delhi aiims me ilaaj krana chahte hai cancer ka to kya possible hai plz reply
Hlooo gopal bhaiyaa heart operation kounse center me hotaa he AIIMS hospital main dadaa bataa do please online fill kar ra hu opponent kaa to centre puch raa bataa do bhaiyaa please
@@GopalsVlogbhaiya department to cardiology ayegaa lekin pahle center kaa puch raa hain option main 1. Cancer center 2. CDER 3.CN CENTER 4.Main hospital (Rk OPD) 5. Rp center Ye aare he bhaiyaa
Ha sahi hai Ye hospital idea ke best hospital me se yek hai Yek hiims nam se hospital hai chandigarh me unse bhi bat kr lena Unka mujhe jyada pata nhi hai bs suna hai achha ilaj karte hai
Aap google kar lo Kyuki Mai koyi doctor nhi hu Baki mai bhi apko bataunga to Google karke hi bataunga Baki sare department ke achhe se yek video jaldi hi ayega channel pe Kon se department me kon sa ilaj hota hai
@@GopalsVlog sir delhi aiims acha ha haddi k liye ya Vellore acha ha ya Chennai Apollo hospital acha ha konsa ha hoga haddi k liye please sir reply me 🙏 i need a help
Sir mere 20din me bete hai or uske dil me 4 mm ka chhed or bhi nali me problem hai eco karaya tha or mere pas utne jyda paise nahi hai Hariyana palwal Satyasai sanjeevni me dikhaya tha to wo bola AIIMS me jao itna bara option hum log nahi karte AIIMS Wale kar sakte hai to sir please batao kya AIIMS me kar denge or kitne paise lagenge somthing please sir reply fast 😭
Bro mene atal seva kendar main pucha tha apply karne ke liye vo bola ki ab nahi Banta meri agle month 3 Tarik ki appointment h or admit bhi hona hai to ayushman card pehle jake bnvaye ya sath ki sath

Please bhai ye batao ki kuchh log bol rahe hai ki aiims mai patient ka adha adhura ilaj karke chhod dete hai kya aisa bhi hota hai kyon ki mere papa ko cancer mai unhe aiims le jana chahta hu
Dekho aiims me ilaj free hai Sirf Dabai ka kharcha ata hai Baki operation bhi free rhta hai Aap yek bar aiims me jake doctor se bat karo Jinke pas ayushman card nhi bhi hai unka bhi ilaj aiims me lagbhag free me ho jata hai
For appointment visit AIIMS official website - ors.gov.in/copp/frm_mobileNo_registration.jsp
Don't forget to subscribe 🙏
Bahi achi information de rahe ho logo ko fayada hoga
Bhut log paresan rhte hai
Pata nhi hota kaha se kya krna h
To is video me sb kuch add kr diya
❤
आपने सभी डिपार्टमेंटों की अलग-अलग जानकारी नही दी। For Example - ❤️पहला-.. "अस्थमा ( दमा ) की बीमारी का उपचार किस डिपार्टमेंट में किया जाता है।"....❤️ दूसरा-.. "आँखों की बीमारी की जाँच किस डिपार्टमेंट में की जाती है।".....❤️ तीसरा-.. हृदय (Heart) की जाँच कौन-से डिपार्टमेंट में की जाती है। 🙏🏻🙏🏻❤️🙏🏻🙏🏻 मित्र! "जितने डिपार्टमेंट Online स्क्रीन पर दिखाई दे रहे हैं - सभी डिपार्टमेंटों (विभागों) की जानकारी अलग-अलग दीजिएगा।"🙏🏻🙏🏻
Aapka voice quality buot achha hai ❤️❤️🔥🔥👌🥰
भगवान भला करे भाई बहुत लोगो का भला कर दिया आप ने।
🙏🙏🙏
I need hand surgery. Where is that Department and after consultantion how many needs to get operation date? Do have idea about that? And can i make a PM jay card now? Please reply bro...
Nice,kuch log patient nahi ghar nahi per waha reh rahe hai unke uper bhi plz video banaae,
Ok
Bhai bahut best tarah samjhaya gjb🙏
Bhai dil aur saas ki bimari lecorderma appertment konsa hoga plx teel me
Dil ke liye-cardiology
Sas keliye-Pulmonology
Fir bhi yek bar or kisi se pata kr lena
Dermatologist k liye aiims/ Safdarjung me kya process hai bhai
Sir, neurology ke liye app le lia online ab next kya krna ha? Aur patient card aur Ayushman card different h?
Jis din ka appointment book hua hai us din morning me jaldi jana hai or 10₹ free payment kr dena hai fir apko card mil jayega usi din doctor ko bhi dikha dena
Patient card ilaj ke liye hota hai
Or ayushman card 5 lakh tak free ilaj ke liye banbaya jata hai
@@GopalsVlog 8 30ka appointment ha, ktine baje tak jana hai aur patient card kaha banega
Subha 5 ya 6 bje tk pahuch jao
PRC me banega
@@GopalsVlog 2-3 din pahle jaake card banwa sakte ha agar jaldi jana possible na ho toh?
Thanks for helpful information
Thanks for the true info but mai website mai oln registration nhi kr pari plsss suggest kro kuvh new
Online rat ke 12 baje ke bad try karna yek hafte Tak ho jayega
Sir mujhe silli aiims me checkup karana hai kya MP ke kisi doctors ka refer document lagega
government hospital se refer karba lo
मुझे हार्ट की बीमारी सांस खींच खींच कर लेना पड़ता है एम्स के इलाज कृपया उचित मार्गदर्शन करें
Aap card banbake ilaj suru karbaiye AIIMS me heart ka ilaj kiya jata hai
Dost chaltafirta pesent ka tritment ekdin me hojaye ga na ..?
Nhi
AIIMS me R P center me kya refer paper chahiye? Eye dikhana h
Nhi
Spine artistic ke liye kaun se docter ko dikhana parega
Aap google kar lo
Kyuki Mai koyi doctor nhi hu
Baki mai bhi apko bataunga to Google karke hi bataunga
Baki sare department ke achhe se yek video jaldi hi ayega channel pe
Kon se department me kon sa ilaj hota hai
bhai yar endocsopy ka date change karna hai ,please guide kardo kya karu.
aap website visit kar lo
baha se change ho sakta hai
Sir kya advance appointment le sakte hain one month pahle dekhana ke liye neurology department mai
ha le sakte hai
@@GopalsVlog OPD card bhi mil jayega 1month baad ka kya ?
Sir। Mai Abbu ko gorakhpur ke docter se dekhata hu neorosurjn। Se o ऑपरेशन के लिए बोला है। आप मुझे btai aiims में। कैसे dekhai
Is v log me isi bare me jankari hai dekhlo.
Sir MRI ki date mil gai hai brain mri ki sir kon si building mai hoga mri
Aap AIIMS me Jake kisi bhi security guard se puch lena bata dega
Sir Maine suna hai ke Allms me bahut mahino bad altrasound ya blood test ka date aata hai
Liver me soojan hai to kis department me appointment lena hoga koi bty plzz
Bro mera papa ko refer letter hai or ayushman card bhi toh me aiims kaise admit karwao kya mjhe appointment lena hoga ye fir opd card banawana hoga
Serious hai to emergency me direct admit ho jayega
Or agar serious nhi hai to card banbana padega
Bhai kaya ayushman card tabhi banega jab uska naam 2011 ki sarvey m aaya hoga please tell me
AIIMS me koyi patient admit rhta hai to unka ban jata hai
Baki ye sarvey ka mujhe koyi idea nhi hai
Amiis me apoiment lene ke liye kon sa webside hota hai bhaiya please boliye
Ors.gov.in
Bhai army ex service man referral se Aims Mai dikha sakte hain kya plz batao.mujhe Cancer ka ilaj karana hai
Aap please mujhe reply kro .... Mujhe meri mother ko orthopaedic ke lie dikhana hai AIIMS me to kya uske lie kisi trh ke referral ki need hai .... I'm waiting for ur reply jldi reply krna pls
Mai apko kl pata karke batata hu
Thx for reply 🙏
Mere father admit hai to mujhe medicine bahar se leni padti hai .m unka FAMILY HEALTH PLAN card add Kara sakti hu medicine k liye ..warna mujhe medicine hospital se hi kaise provide hogi
agar apke father admit hai to aap ayushman card banba lijiye ban jayega fir dabai bhi apko card se mil jayega
Gastronology me dikhane k liye kon sa center select karna hai sir please btaye
Gastroenterology ka sayad refer magte hai
Aap yek bar AIIMS visit kariye
@@GopalsVlog army person ka alag se line lgta h kya???
Mera opnment 8am ka hai online kiya t kya me sidha doctor se mil skta hu ya kuch or krna pdega
10₹ fees submit karana padega
Subha jaldi Jana Baha Jake logo se puchna koyi na koyi bata dega 6 baje tk chale hi jana
@@GopalsVlog thanks
Sir naak ki haadi ka operation kar wana h kitne din ki date mil sakti h
Aap pahle ilaj suru karbau doctor bata dega surgery date
Sir muje liver m bt problem h konsa department chos krnaa h
Baki aap yek bar Chandigarh ke HIIMS ka bhi dekh sakte ho
सर न्यूरो सर्जन के लिए किस डिपार्टमेंट पर क्लिक करें कि kiripya.. 🙏.
Aap google kar lo
Kyuki Mai koyi doctor nhi hu
Baki mai bhi apko bataunga to Google karke hi bataunga
Baki sare department ke achhe se yek video jaldi hi ayega channel pe
Kon se department me kon sa ilaj hota hai
Online appointment le liya hai ab hospital pe kitne bje pahuch jaye offline पर्ची lene ke liye?
Aur offline पर्ची me number likha hota hai ya doctor ko dikhane ke liye bhi line lagegi?
Online parchi ke liye line, doctor ko dikhane ke liye bhi alag se line
Same day ilaj karbana ho to rat ke 12 bje lime me lag jao tabhi no a sakta hai
@@GopalsVlog Online appointment ke baad bhi raat me 12 bje jana padega?
Sir mujhe knee ki nas ka opration karana hai opration jaldi kaise hoga buhut jayada problam hai chalne me me koi kam nahi karpta kya aiims me jaldi opration ho sakta hai sir plz bataye sir
Rishekesh aiims me cardiology me kyu registration nhi ho rha
Kuch dipartment me refer chahiye hota hai
Sayad cardio bhi unmese hai
Kis kis dipartment me refer chahiye hota hai uspe bhi yek video banata hu jaldi
bhai itna sara link dete ho par jispe video hain uska link hi nhi diye ho. plz add link of the Apoitment.
ors.gov.in/copp/frm_mobileNo_registration.jsp
@@GopalsVlog please add tHis link in your description.
Ok
@@GopalsVlog Thanks.... Please make more videos like this. I watch your viDeo without skipping advertisements.
Bhaiya mere papa ka.. accident me🦶🦶 pair facture ..ho gya tha.lekin 2 se 3 hospital 🏥 me ilaj chala..pair 🦶🦶 abhi recover nahi hua..to AIIMS me kaise treatment hoga..❤❤ Reply Dena aap..
Bhai mujhe Apne skin se cut ke Nishan theek karane ke liye kon sa department select karna hoga online appointment ke liye.
Main hospital fir skin
Bhai. Simple ration card se b ayushmam card bn jata hai kya.. Plz yr jaror btao....
Ha ban jata hai
Unko number se matlab rhta hai
@@GopalsVlog Mera matlb.. BPL jaisa ration card to ni mangtay hain..
GENERAL WALA RATION CARD H
Nhi
Bhai heart blockage ka ilaaj krwana hai to iski process kya hogi pls tell me
Playlist me jao aiims hospital ke bare me 3 video banaya hua hai
Tino dekh lo sari jankari mil jayega
Kay mai West Bengal se yeha akar treatment Kara sakta hoon emergency patient ko ...?
Aap online dekh lo agar aap registration kar pati ho apne adhar card se to ilaj bhi ho jayega
Keep informing us ❤️❤️❤️❤️❤️
Anshuman kard banane ke process kya hai.sir.please help kijiye
Please aap ye btaye ki kisi mantri ke letter leke jaye to kya ilaj jaldi ho sakta h
Iska mujhe jankari nhi hai
@@GopalsVlog kya aap pta kar ke bta sakte h
Hello sir mane yha se migraine treatment liya hua h aur mera appointment 20 nov ka h lekin mujhe bhut problem ho rhi h kya m Dr se mil skti hu
Please reply 🙏
Good job Bhai 👌👌❤️💯🙏
Thanks Bhai🙏
Mujhe AIIMS mai gastroenterology department mai dikhana h.maine appointment v liya tha ek br pr vaha jakr pata chala ki koi refer leker aao tab ilaj hoga .ab mujhe kya karna chahiye??
Kya apko kisi docter ne bola hai ki refer lekr ao
Apne achhe se jankari li
AIIMS me kuchh department hai jha refer chahiye hota hai
Agar doctor ne bola hai to aap apne najdiki sarkari hospital me jake doctor se bat kro unko bolo refer kr de
Dusra obtion hai aap sabdarganj me dikhao
@@GopalsVlog doctor ne nhi..pr vaha counter pr jaane pr unlogo ne bataya..
Aur koi v govt doct aise hi refer nahi kr rhe h AIIMS k liye. Sayad vo log vaha ilaaj suru karenge apna fr agar illaaj us govt mai nhi ho payega fr sayad refer kare???
Ha bo to karenge hi thode time bad refer kr denge bolte rhna
Kahi job krte ho to esi hospital se bhi refer kara sakte ho
Ha mujhe bhi aisa hi bola
AIIMS me kuchh diparment meilaj ke liye refer chahiye hota hai
Jldi hi mai bata dunga bo kon kon se departments hai
bhai hmra phel s privte hospital s treatment cl rha h to kya hm usi s refer krva skte h vo valid hoga ya kisi govt hospital s hi refer krvna padega
Sayad Government hospital ke doctor se refer karbana padega
plz rply emergency he cancer ka he
@@GopalsVlog thq district s ho jaega
@@GopalsVlog ya medical college hi dekhna padega
Sir orthopaedic me New Appointment Lena h ky karna hoga
Kisi bhi department me jao appointment to lena hi padega
But ky karna hoga online to mil hi nahi Raha
Sir koi h ky Aapke pass uska contact number ya phir waha line me lag jaye aur book bna de mera.
Nhi
Apko hi jana padega
Ohk
Thanks for your video ☺️
Aims m ayushman se ilaj ho jata h kya
Attention PLZZ , kya aayushmaan card unmarried ladka ka ban sakta hai ? Reply plzz
Ban sakta hai agar bo aiims me admit hai to
Rashan card or adhar card ke according usme paribar ke sabhi ka naam a jata hai
@@GopalsVlog agar papa job krte hai and beta job nhi krta hai to and bete ka age 25+ ho to? Reply plzz
Agar aap aiims me hai abhi to ayushman center se apko jyada achhe se jankari mil jayegi
@@GopalsVlog ok, but main AIIMS mein nhi hoon? And mujhe aayshmaan centre ka no. De sakte hai aapp? Plzz
Google pe search kar lo mil jayega
Ya official website pe check kr lo
Meri mummy ko gastrologist ko dekhna hai online gastro department nhi dekha rha kya karu
Apko offline hi dikhana padega fir
Bhai, on line appointment kitne (30/60/90)din pahle kar sakte hai? Please batayenge!
Aap website pe dekh sakte hai
Bhai mujhe pulmonary se dikhana tha par slot available hi nahi dikha raha har month mein pack hai,, kya karu plz bataye
Offline dikha lo
Bhayya eye k liye kon sa center chune
Eye naam se hi option mil jayega use chun lo
Bhayya mujhe yh v bta do ki AIIMS m utthrakhand walo ka aayushman card chlre hai ya nhi
Like mujhe ENT doctor se dikhana hai so online appointment ke baad bs mujhe doctor ke pass Jani hai directly.And kitni baje tk jana sahi hoga. sir pls reply
Appointment ke pad apko window me jake 10 ₹ ka fee dena hoga or baha se appointment confirm kr diya jayega
Jitni jaldi ja sako utna achha hota hai 6 ya 7 paje to pahuch jana
@@GopalsVlog sir humko normal eye check up karwana power ka tho jladi ho jyga
Nahi appointment leke Jana padega chahe kuchh bhi karna ho
Shivam and Gopal bhai, ear related issues ke liye kaun se doctor best hai, please batana..
Agar kisi hospital se refer nhi kiya hai to kya direct ilaj karba sakte hai
ha karba sakte hai
kuchh dipartment me refer jaruri hota hai agar un dipartment ka patient na ho to
@@GopalsVlog koun koun se department Me referral jaruri hota hai.
Sir kya jo jharkhand me rhte hai aur deo ghar aaims me ilaaj chl rhi h ....lekin kuch machine wha available ni ....aur agr hum khud se delhi aiims me ilaaj krana chahte hai cancer ka to kya possible hai plz reply
ye to apko doctor hi bata sakte hai
@@GopalsVlog thanku sir
Sar mere papa k as ilaj Rishikesh Aims me chal rha h par Sahi se nahi ho rah h
Mai kya help kr sakta hu
Sare AIIMS me yesa hi hal hai time bhut lag jata hai
Sir mujhe ent OPD me dikhana ofline kya karna hoga
Same day dikhana ho to aap rat ke 12 baje line me lag jao
Ilaj ho jayega
Jaldi nhi hai to online ghar se appointment le lo
Thanks
For help
Sir aims me safed daag ki cosmetic surgery hoti hai ya nhi
Online appointment ho jane pr bhi kisi doctor se referral kiya documents mangte Hain...
Department kon sa tha....?
@@GopalsVlog Gastroenterology
Contact number dena
Sir dental implant treatment bhi ho sakta hai
AIIMS ME SARA TREATMENT KIYA JATA HAI
16 KO JA RHA HU CONFIRM KARKE BATATA HU
Sir, kya AIIMS me eyesight ki lager sergery ho jayegi
(Eyesight theek ho jayegi)
Plz reply sir
Jahatak mujhe pata hai ho jata hai
Baki aap khud AIIMS Jake yek bar pata kar lo
Sir aiims से lasik eye surgery करवानी थी, क्या delhi मे रहने खाने का achha सा जगह बता सकते है.
Hlooo gopal bhaiyaa heart operation kounse center me hotaa he AIIMS hospital main dadaa bataa do please online fill kar ra hu opponent kaa to centre puch raa bataa do bhaiyaa please
Cardiology department
@@GopalsVlogbhaiya department to cardiology ayegaa lekin pahle center kaa puch raa hain option main 1. Cancer center
2. CDER
3.CN CENTER
4.Main hospital (Rk OPD)
5. Rp center
Ye aare he bhaiyaa
Yek yek karke dalke dekho
Cardiology ka dikha dega
Sir Gale ki Nali ki surgery kara hi please sir reply
kya help chahiye apko
Sir mujhe kuch pata nahi aiims ke bare men Mera beti ko aiims men afier Keya hai plz sir. Mujhe thoda hlp kijeye sir.
you are doing very well ,keep it up
Thank you ☺️
urology me refer kagaj lagta hai ?
Jitne bhi refer bale department hai baha kagaj to dikhana hi padega
Baki urology me refer magte hai ya nhi iska mujhe jankari nhi hai
SIR MERE PAPA KI KIDNEY M UREA BADH GAYA HAI KYA YE HOSPITAL USKE ILAJ KE LIYE SAHI HAI PLS BATAYE SIR PLS
Ha sahi hai
Ye hospital idea ke best hospital me se yek hai
Yek hiims nam se hospital hai chandigarh me unse bhi bat kr lena
Unka mujhe jyada pata nhi hai bs suna hai achha ilaj karte hai
Bhaiya Orthopedic me dikhane ke liye kaun sa center select karna padega.
Aap google kar lo
Kyuki Mai koyi doctor nhi hu
Baki mai bhi apko bataunga to Google karke hi bataunga
Baki sare department ke achhe se yek video jaldi hi ayega channel pe
Kon se department me kon sa ilaj hota hai
Bone related dekho na
@@GopalsVlogOrthopaedic ke liye kitne baje line me lagna hoga??
Nice bhai keep it
🙏
Bhai center jaise select krna hai konsa option kis liye hai plz bta do bhai hume koi jankari nhi hai plz help
Kis bimari ke liye aap form bhar rhe ho..?
@@GopalsVlog bhai ulcerative colitis
Abi side band hai kya ye bhi bta dena plz
Bhai , kya aiims me kishi dr. K refer kiye bina doctor se consult ni kar sakte kya
Kar sakte hai
card banbao doc se consult karo
@@GopalsVlog kon sa card,
Opd card?
Ha opd card.
Aap Online bhi appointment le sakte ho.
Sir treatment kaise ha aiims ka bimari tik hota ha na sir please reply me 🙏🙏
Ha achha treatment hota hai AIIMS me
@@GopalsVlog ok sir thanks sir 🙏
@@GopalsVlog sir delhi aiims acha ha haddi k liye ya Vellore acha ha ya Chennai Apollo hospital acha ha konsa ha hoga haddi k liye please sir reply me 🙏 i need a help
Up ka Ashushman card se Dehli men ilaj ho sakta hai sir g
Ha ayushman card pure india me work krta hai
Sar jiska EMS mein number Laga Ho aur uska Puja bhoot lag Gaya Ho heart ka to usko fir se kaise remove karvana hoga yah mujhe bataiye
Ye aap doctor se puchhna
Kaise pata chalega ko... Mujhe refer karwa l jaana hai ya nahi
kuchh department me refer chahiye hota hai
aiims ka video dekh lo
Ent department ke kya select hota hi
Form fill karte time Option mil jayega apko
@@GopalsVlog invalid authentication dikha raha hai
Select center( rak ) me ent department dikha raha hi
Cinus aur ear drum damage ho gya iske liye department centre kya ho ?
Ear se related koyi dikkat hoga apko ent department me hi Jana hai
Sir holiday par bhi offline docter dekhte hai OPD me pls sir bataye
Palmonary me dikhana tha waha 16 may ko holiday dikha raha hai
Apne online dekha..?
Online sir abhi nahi mil payega appointment aur mujhe abhi dikhana hai
Dekha sir usme to holiday dikha raha hai aur doctor Monday (16 may ) and Thursday dekhte hai
To aap thursday ka appointment book kar lo
Sir mujhe gastrologidt doctor ko dikhana hai
Playlist me jao tino video dekh lo sari jankari diya hua hai
Agar koi army wale coma me hai to unko direct bharti kaise karwaye
Inska mujhe koyi jankari nhi hai
Sir aims ke bahar rukne ke liye room mil jata hai bhade pr
Mil jata hai apko dundna padega
Yek bande se mat puchhna karib 5 se 6 logo se puchke hi room ya kisi dharamshala jana
Baha thagne bale bhut hote hai
Baki yek video Mai room ke upr bhi leke aunga thoda time lagega usme
Hello bhai, Delhi AIIMS may psychologist bhi hai ya is say related bhi treatment Diya jata hai
Sam ko batata hu
Sir online appointment lene kr bad card v banwana padta h kya ilaj ke liye
Card banbana nhi padta 10₹ ka fees dena hota hai counter pe baha se apko mohar bagera bhi lg jayega
Uske liye jyada lambi line nhi hota
@@GopalsVlog iske liye offline pe line deke opd counters card bnwana haga Kiya..,@online ke liye alag line Hoga..
Online ka alag line hota hai Chhota line hota hai
Thoda jaldi Jana jake puchhna
@@GopalsVlog sir me appointment online pe liye hu..fees- 10/paid Kiya..hu.. opd se card bnwana he kiya.plz reply
Kolkata sai hu vai, mere pas aysuhman card nehi hai, kya mera spine surge free hoga aiims main?
AIIMS me lagbhag sabhi bimario ka ilaj free hota hai
Baki mai kuch din me apko pata krke bataunga
@@GopalsVlogAayushman card naa ho toh kya spine surgery free ho sakti hai...? uske upar koi video banaya ho toh link send karo.....
Sir mere 20din me bete hai or uske dil me 4 mm ka chhed or bhi nali me problem hai eco karaya tha or mere pas utne jyda paise nahi hai Hariyana palwal Satyasai sanjeevni me dikhaya tha to wo bola AIIMS me jao itna bara option hum log nahi karte AIIMS Wale kar sakte hai to sir please batao kya AIIMS me kar denge or kitne paise lagenge somthing please sir reply fast 😭
Karenge ki nhi to to apko AIIMS jane ke bad hi pata lagega
Agar patient series hai to aap emergency me le jaye
AIIMS ka ilaj sasta hota hai bhut kam kharche me ilaj ho jata hai
Allergy astama thik ho jayega n
Kya ayushman card ab bhi ban jayega or kitne din m ban jayega card
Agar koyi patient AIIMS me admit hai to hi card banta hai
Usme jyada time nhi lagta Bo jaldi bana dete hai
Bro mene atal seva kendar main pucha tha apply karne ke liye vo bola ki ab nahi Banta meri agle month 3 Tarik ki appointment h or admit bhi hona hai to ayushman card pehle jake bnvaye ya sath ki sath
सर दवाई मुफ्त में नही मिल रही हैं प्लीज मुझे री
Bhai kuchh Goli bahar se bhi leni padati hai
ha doctor apko bata dega
Ghuthane aur joint pain ke liye consa dapartment select kare
Aap google kar lo
Kyuki Mai koyi doctor nhi hu
Baki mai bhi apko bataunga to Google karke hi bataunga
Baki sare department ke achhe se yek video jaldi hi ayega channel pe
Kon se department me kon sa ilaj hota hai
Please bhai ye batao ki kuchh log bol rahe hai ki aiims mai patient ka adha adhura ilaj karke chhod dete hai kya aisa bhi hota hai kyon ki mere papa ko cancer mai unhe aiims le jana chahta hu
Iska mujhe koyi jankari nhi hai
Bs ye pata hai AIIMS me ilaj ka time bhut lg jata hai
Kya monday ko new patient nahi dekhe jate hain
dekhe jate hai
Online appoinmemt lene k baad bhi refer jaroori hota hai....appoinment k baad direct nhi dikha skte plz sir reply
Kuchh department yese hai sare nhi
Jinme refer jaruri hota hai
Online jis department ka appointment mil jaye us department me reffer nhi lagega
Sir Ayusman card se , AIIMS main cardiology ( Heart operation) kaise karaye please reply ..
Dekho aiims me ilaj free hai
Sirf Dabai ka kharcha ata hai
Baki operation bhi free rhta hai
Aap yek bar aiims me jake doctor se bat karo
Jinke pas ayushman card nhi bhi hai unka bhi ilaj aiims me lagbhag free me ho jata hai
Aiims yellow court se pta kare operation Free ho jayega otherwise operation ka bahar se 60%kam lagta hai