19th April 2023 ko maine Alto Liya abhi 557 kms chala hai....ek hi point se main satisfied nahi hun woh hai AC on karne ke bad Engine main torque failure ho jata hai jo ki BS4 variant se kahi Zada hai...Accelerator Paddle lagbhag adha se zada press karna parta hai jab gari signal green hone ke bad 1st Gear main dal ke chalane ki kosish ki jati hai 2nd tak same 3rd main running hone ke bad gari power leti hai. As per Manufacturer yeh normal hai.....Lekin Yeh kya acceptability ke hisab se Normal hai?? Ek Owner jo invest kiya jo apni Pristine Condition Maruti 800 ko Voluntarily Scrap karwa diya us ke hisab se yeh acceptable hai??

On road kya laga bhaiya jra bataoo
Bumper ka Garnish, Front grill ka Garnish sab accessories ka part hai Mere gari main same to same fit kiya gaya hai. Sab MGA fitment hai.
❤❤❤
Bhi kaha Mila ga yea car muja
Rit kitna ha
Praise ketni hai
Lord Alto ❤
❤️