DON'T LEARN FROM GAGAN PRATAP AND ADITYA RANJAN FOR SSC 2025 IF YOU DON'T KNOW THIS 😭

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 8 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 223

  • @RontyBiswas-u5t
    @RontyBiswas-u5t วันที่ผ่านมา +5

    Pawan rao sir se padhke me aj ssc job me hu ❤

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา

      @@RontyBiswas-u5t ayyyy congratulations🥳🥳

    • @ayushkumarojha464
      @ayushkumarojha464 วันที่ผ่านมา +1

      Bhai kon se post pe ho aur kon se year me selection liya h

  • @BlackStone-t4j
    @BlackStone-t4j 2 วันที่ผ่านมา +9

    Main Gagan sir ka zero to Hero batch liya.... Vod me complete karne ke time bahut laga rivision ka time nehi mila, isiliye 24 ka pre clear nehi hua.. lekin Gagan sir Padhata achha hein

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา +1

      Yes no doubt but manage karna dikkat hai sab according to many students👩‍🎓

  • @manaspandey362
    @manaspandey362 2 วันที่ผ่านมา +6

    Yes off course this was the things that i wanted to mention
    That i purchased gagan sir batch
    Literally he took 11 months to complete
    If u r starting for 2025 , don't putchase.. either go for 2026

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Exactly

    • @Ayush.Mishraaa
      @Ayush.Mishraaa วันที่ผ่านมา

      Toh bhaiya kis se kru maths 2025 CGL ke liye?​@@RushabhVlogss

    • @Pro990pp
      @Pro990pp 3 ชั่วโมงที่ผ่านมา

      Yess i agree 💯

  • @OpJack-r1b
    @OpJack-r1b 2 วันที่ผ่านมา +27

    AAGAR CGL JAISA EXAM TARGET HAI. OR 7 TO 8 MONTHS MIL RHE HAI MATHS KILYE TO ADITYA RAJAN SIR IS BEST BEGINNERS KILYE 💗

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา +3

      Yes no offense against him just smart way cover karna hai syllabus warna wahi ke wahi reh jaoge aur exam kisi date nikal jayegi😅

    • @OpJack-r1b
      @OpJack-r1b 2 วันที่ผ่านมา +1

      @RushabhVlogss baat sahi hai aapki 👍🏼

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Jiii

  • @AnkushKumar-pl3bh
    @AnkushKumar-pl3bh วันที่ผ่านมา +3

    Bhaiya mera ek question hai... teacher har subject k ho,hum unke paid course lenge toh hme sheets provide karenge..toh kya hume unn sheets ko karna chahiye ya pyq book directly concept lene k baad???yeh muje ni pta ki sheets pyq based hote hai ya ni

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  22 ชั่วโมงที่ผ่านมา +1

      Mein ek method batata hoon apko
      Sheets sabse pehle na karo... Thoda kuch practice karo... But zyada pyq lagao uss topic ka... Question ho raha then topic clear hai... Nahi ban rahe then sheets se practice karo and then pyq wapas karo attempt

    • @AnkushKumar-pl3bh
      @AnkushKumar-pl3bh 3 ชั่วโมงที่ผ่านมา +1

      Thankyou so much bhaiya iss method k liye❤❤❤​@@RushabhVlogss

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  3 ชั่วโมงที่ผ่านมา

      @@AnkushKumar-pl3bh ji koi baat nahi❤☺

  • @rashelahmed2659
    @rashelahmed2659 2 วันที่ผ่านมา +5

    Bhutesh Sir is best in my opinion. But for beginner go for other teacher. Because questions are from easy to moderate. To understand concepts you need a good understanding and practice is necessary.

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Thanks for this suggestion❤

  • @vaishnavikilli
    @vaishnavikilli ชั่วโมงที่ผ่านมา +1

    is it possible to complete cgl maths syllabus in 5 months

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  27 นาทีที่ผ่านมา

      Very much possible

  • @Deepak-od5xs
    @Deepak-od5xs 2 วันที่ผ่านมา +3

    Maine Aditya sir se padha 420 classes hai 😅
    Edit kar rha hu
    But mujhe fayda ye hua ki math me mere sare concept achhe se yaad hai matlab notes karo revise then koi bhi pyq solve ho rha hai
    Now I think maine jo Time invest kiye wo sahi decision tha
    If tumhare paas 7-8 months hai then go for aditya sir tum unko notes ke questions bhi 2-3 baar lga liya to bheda paar hai

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Seeee wahi toh kafi log bol rahe the about this😅☹️

    • @sandeepprajapati820
      @sandeepprajapati820 2 วันที่ผ่านมา

      Video length bhi to 1 hour tak hi rhahte hai

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      @@sandeepprajapati820 😫😅

  • @Shivam_pandit0379
    @Shivam_pandit0379 8 ชั่วโมงที่ผ่านมา +1

    sir , IT aur Core branch mein konsa better hai in future ???

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  8 ชั่วโมงที่ผ่านมา

      Core branch mein ache level par hi paisa hai par initially kuch nahi hai paisa....
      IT mein competition zyada hai par paisa bhi hai
      So IT is best but competition zyad hai
      Core is best only if u work for govt agency

  • @SAGARKUMAR-xn1gb
    @SAGARKUMAR-xn1gb 20 ชั่วโมงที่ผ่านมา +1

    Bhai mera geometry Or time and distance samjh nii aata Aditya sir or bhutesh sir se v ye 2 topic padha hu fir v nii banta plzzz batao kuchh.... 😢

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  20 ชั่วโมงที่ผ่านมา

      Career definer se padho time and distance... 1.5x par dekho.... Acha samajh ayega... Cgl ke liye woh kafi hai
      Geometry I did from ashish singh TH-cam se

  • @thesaurabhsingh01
    @thesaurabhsingh01 วันที่ผ่านมา +1

    Bhai same mera yahi doubt tha ki 1 chapter itna jyda lecture hote hi ki us chapter ko finish krne me 1 month se jyda lag jyega but i have questions 8 month me kaise cover kare plz tell bhai it help me alot !!

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา +1

      Dekho itne sare lecture karke faida nahi... Concept par focus karo... Baki practice wale video hai woh 2x par dekh ke karo solve... Aise mein ho jayega sab.. Aap sab rn sab kuch karna chahte ho aur usse kuch nahi hoga... Smartly thoda age badhna hai exam ka level bhi dekh ke

    • @thesaurabhsingh01
      @thesaurabhsingh01 วันที่ผ่านมา +1

      @RushabhVlogss teacher jo padha rhe hai practise sheet enough hai ya koi book bhi sath lena padega ?

  • @Mrkumarofficial172
    @Mrkumarofficial172 วันที่ผ่านมา +2

    Bro can i prepare for both bank and ssc

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา +2

      Of course... Syllabus overlap karta hai... Bas level different hai paper ka

    • @Mrkumarofficial172
      @Mrkumarofficial172 วันที่ผ่านมา

      @RushabhVlogss bhai , once when I complete ssc syllabus,
      And banking remaining topics then going for both exams mock and its Analysis am I Possible to crack is this correct 😀

  • @Mrkumarofficial172
    @Mrkumarofficial172 วันที่ผ่านมา +2

    I think maths require 4-5month with revision, this teacher take 2 years to complete

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา +1

      Maths require 2-3 months if you know what the exam setter ask and if you have analysed... Exams prep should be done smartly and not everything I believe.

    • @Mrkumarofficial172
      @Mrkumarofficial172 วันที่ผ่านมา

      @RushabhVlogss sure bhai ,

  • @onlykavya6495
    @onlykavya6495 2 วันที่ผ่านมา +3

    Aditya sir ne toh course bhi pura nhi kawaya hai or mains honeko hai 2024 ka December 2023 course purchase kiya tha meine...how cheap he is😢 kisi bhi teacher ka nhi keh sakti par unpe trust mt krna wo bolte hai 7 se 8 month but complete nhi krwate hai bohut sare batches ko ek sath merge krdete hai kya hi bolu bohut regret ho rha hai

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา +2

      These are the same queries I had with me from ppl.... So thats y I addressed it.. Also ssc adda wale bhi nahi karate hai pura... Sab paiso se matlab rakhte hai baki unko farak nahi padta kon kya kar raha hai.... Better hai self study kare... I hope you're studying well.

    • @onlykavya6495
      @onlykavya6495 2 วันที่ผ่านมา

      @RushabhVlogss hmm😔📝

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      @onlykavya6495 great

    • @him2cool116
      @him2cool116 วันที่ผ่านมา

      2024 wala mains batch pura complete Kia ha

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา +1

      @him2cool116 yaha alag hi debate chal rahi😅😅

  • @swagatamsenapati893
    @swagatamsenapati893 วันที่ผ่านมา +1

    Dada arts background student non science math background students kon sir best hai

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา

      Aise koi category nahi hai beta.... Sab ek saman hai kisise bhi padhlo..aap

  • @khan.sameer0105
    @khan.sameer0105 2 วันที่ผ่านมา +10

    Aabhas saini or abhinay sir se pdh lo abhas saini ka batch lena pdega or a to z quant 2020 wala abhinay sir se pdh lo

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Okays I'm highlighting this for others so that unko help Mile usse thoda ☺❤

    • @khan.sameer0105
      @khan.sameer0105 2 วันที่ผ่านมา +4

      @@RushabhVlogss ha bhai maine a to z quant hi pdha tha uske notes bnaye the 1
      Din me 2 video dekhta tha or unke pdhane ka tarika bhi achha h lekin padhne ke baad bhi self pratice krni pdegi kyoki batch me bhot kuch chhut jata h jo ki book or mock se hi prepare hota h

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Exactly bhai and log yahi nahi karna chahte... They expect everything from lecture... Kisiko hath peir nahi marne hai tbh ☹️☹️

    • @jobtalk0120
      @jobtalk0120 วันที่ผ่านมา

      Aabhas sir always best

    • @tannu29_
      @tannu29_ 20 ชั่วโมงที่ผ่านมา

      ​@@khan.sameer0105 kiska liya tha tumne ...abhinay sir ka?

  • @souravsingh6966
    @souravsingh6966 2 วันที่ผ่านมา +1

    Bhai maine abhas sir ka course liya h 2 jan se start hua h 10-15may tk complete hoga
    & Course m mostly pyqs hote h
    To kya m only course ki sheets ko hi bahut bar revise kru ya pinnacle bhi jaruri h

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Course ki sheets kafi hai bhai... Din mein kabhi thoda waqt mila toh pinnacle se karo for 1 hour

  • @prakashchandra5332
    @prakashchandra5332 2 วันที่ผ่านมา +3

    Reality - Beginners sv ni hote...bs whi aspirants hote h jinhone school-collages me dhung se padhai ki ni hoti...or aaj unhe educator ko pakadna padta h ni to unhe kisi educator ki jarurat ni padti...books or mock test that will be enough

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Trueeee par yaha unki galti bhi nahi... Educator marketing aise kar rahe hai as if unke tau ji set kar rahe paper aur unse nahi padoge toh nahi hoga clear.... Sab fasa ke rakh diya hai yeh beginner walo ko bhi jo samjdar hai😅😅

  • @rooh6113
    @rooh6113 วันที่ผ่านมา +2

    Exactly i want to do geometry...and im doing it from Gagan sir ..unke 80+ classes h srf 1 chapter ki ..its so time consuming and irritating..like we have our cgl in next 4 months .. Practise kb krege

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา

      Exactly yahi cheez hai bhai sabko dikkat kar rahi

    • @parasadhana4431
      @parasadhana4431 วันที่ผ่านมา

      Bhai fir geometry kha se kre?

  • @user-ng1oe2rb3u
    @user-ng1oe2rb3u วันที่ผ่านมา +1

    Bhai idhar koi physicwallah ke shivam Dwivedi sir se maths padha hai kya

  • @mayankmishra8863
    @mayankmishra8863 วันที่ผ่านมา +2

    Bhai agar kisi ka maths nil hai to aditya sir se pdho.. basics clear kr denge ..speed k liye mohit goyal sir ...

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา +1

      Speed directly proportional to practice there's nothing called as separate sir for speed😅😅

  • @AkashAspirants
    @AkashAspirants 2 วันที่ผ่านมา +1

    Rakesh yadav sir ka vod batch liya hu bhiaya arithmetic+advance mila kar total 235 class hai. Batao sahi hai bhaiya ya nhi. 😢 Please please bhaiya reply dedo bahut ummid hai aapse

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Kiya reply kiyaaa❤☺

  • @khushbusharma6842
    @khushbusharma6842 2 วันที่ผ่านมา +5

    Rakesh yadav sir sbse best lagte hain mujhe mene unhi ka paid course lia hua hai limited time mei best syllabus cover hojata hai

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา +1

      Okay... I hope others find this comment helpful... Thanks for the suggestion🙏

  • @suhelsaifi440
    @suhelsaifi440 2 วันที่ผ่านมา +3

    Bhai Mene to Abhas saini sir ka Spartan batch liya ha mujhe to best lag rha h total 120 - 125 ke around classes hai bss Pure Math ki (Arithmetic+ Advance) Aur Concept bhi ache clear ho jaate hai ❤❤

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา +1

      Bahut badiya bhai.... Yeh aspirant keliye help hogi... Thank you suggestion ke liye❤☺

    • @jishupandey3622
      @jishupandey3622 2 วันที่ผ่านมา +1

      Ha bhai spartans batch ka mai v hu 2500 fee hai lekin

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      @jishupandey3622 great😊👏

    • @chandnichau8an118
      @chandnichau8an118 2 วันที่ผ่านมา

      Brother arithmetic+advance 125_130 lecs really??

    • @suhelsaifi440
      @suhelsaifi440 2 วันที่ผ่านมา

      @@chandnichau8an118 Bilkul Real Sach me phle mujhe bhi laga tha itni Kam classes fir padhne ke baad pata laga ki Sach me Best padhate hai Sir Aur Pyq bhi ban jaate hai 👍👍

  • @ankita929
    @ankita929 วันที่ผ่านมา +1

    Bhaiya mughe b smj nahi aara hai ki mai itna sara video kaise dekhkar complete karu yt me b bhut hai or mai video dekhkar hi thak jaati hu

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา

      I know I know bas concept video ache se dekho aur uske practice videos ko 2x par dalke karo sab

  • @the_AkashSharma
    @the_AkashSharma 2 วันที่ผ่านมา +1

    Bhai jab ssc hi apne exam m difference nhi krta h to fir course kese diffrent ho skta h mts ka question cgl m or cgl ka question mts m bhi to aata h bhai. Course sab thik h 2x pr dekh lo.
    Gagan sir prectice bhi to krwate h isliye long ho jata h. 😊😊😊

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา +1

      That's what.... Long hota hai uska hi solution bataya tha ki concept karlo... Fir practice wala khud se karo ya 2x par dekho 😎❤

  • @user-ng1oe2rb3u
    @user-ng1oe2rb3u วันที่ผ่านมา +1

    Pawan rao sir se padhe ho aap kabhi? Kaisa padhate hai woh ? Ssc ke liye enough hai kya

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา

      Nahi pata nahi hai... Shayad comments mein koi bata de apko

  • @satyamthepassionate5430
    @satyamthepassionate5430 วันที่ผ่านมา +1

    Bro GS ke liye kuch batao
    Math reasoning English ka dhuaan udaa deta hun

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา

      @@satyamthepassionate5430 gs only parmar sir I know right now bhai... Waha se karlo aap

  • @Daily_prep
    @Daily_prep 2 วันที่ผ่านมา +3

    According to me self study is the best💯

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Of course it isse😎❤

  • @aapkasaurabh52
    @aapkasaurabh52 2 วันที่ผ่านมา +1

    Thanks bhai finally kisi n yeh chin bta diya

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Your welcome mere bhai❤😎

  • @Hurrrr440
    @Hurrrr440 2 วันที่ผ่านมา +2

    Genuine Ek dm Genuine 😊

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Ayyy thank you❤🙏

  • @palakdubey6375
    @palakdubey6375 8 ชั่วโมงที่ผ่านมา +2

    Bhaiya english ka bato na youtube se pls

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  8 ชั่วโมงที่ผ่านมา

      Vocsb ke liye book ya course lena padega
      Grammar 120 rules se hoga kaam

    • @palakdubey6375
      @palakdubey6375 7 ชั่วโมงที่ผ่านมา

      Bhaiya vocab ke liye black book h but grammar ka kuch samjh nahi aa raha h

  • @kuldipchandra6863
    @kuldipchandra6863 33 นาทีที่ผ่านมา +1

    Sab se best hai Rakesh yadav sir

  • @auoga8015
    @auoga8015 2 วันที่ผ่านมา +1

    Ap kis techar se ap pade the math

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Yeh abhinay sir yaha mujhse kyu puch rahe??😂😂
      Jokes apart I had subscription of adda but waha utna thik nahi aya samajh kuch topic toh I learned from yt free playlist of career definer... I still refer that only and I recommend everyone the same

    • @auoga8015
      @auoga8015 2 วันที่ผ่านมา +1

      Are bhai 🤣

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      😂😂😎

  • @mohitmudgalg
    @mohitmudgalg 2 วันที่ผ่านมา +1

    Bhai maths ke questions me doubts ate hai to kaha se clear karu please kuch batao bhaiya

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Kaunse question hai woh???
      Aap jaha se padh rahe waha clear nahi karate kya bhai???

    • @mohitmudgalg
      @mohitmudgalg 2 วันที่ผ่านมา

      @RushabhVlogss bhai pyq book me

    • @mohitmudgalg
      @mohitmudgalg 2 วันที่ผ่านมา

      Jo question solve nahi ho rahe unko kese karu bhai kaha se doubt clear kru

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา +1

      @mohitmudgalg usually mere se nahi hote toh I use chatgpt.... Ban jata hai kaam

    • @mohitmudgalg
      @mohitmudgalg 2 วันที่ผ่านมา

      ​@@RushabhVlogss thankyou bro 🙏 i will try if it works

  • @DeepakSingh-db8xt
    @DeepakSingh-db8xt วันที่ผ่านมา +2

    Aree mere bhaiya level sabka ek hi h infact mts ka jyada hi hoga cgl se😂

  • @bishaltantubai4490
    @bishaltantubai4490 2 วันที่ผ่านมา +1

    Aditya ranjan sir best hai manta hoo ke unka classes jyada hai par unko kon sa chapter ko padana ko kitna classes ke jaroorat hai kyunki vah main level ka bhi padhaate hain aur previous year question bhi slove kar pata hai

  • @CdsStudyAc
    @CdsStudyAc วันที่ผ่านมา +1

    Vai mai TH-cam se free mai playlist karta hu mujhe CDS k advance math k liye achhe sir ka playlist batao

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา

      Cds advance math by sandeep brar

  • @Varun-wu8qf
    @Varun-wu8qf 12 ชั่วโมงที่ผ่านมา +1

    Aditya ranjan bs bacho ka sawal karthe hi.. aur class me meeta meeta baat bolthe hi... Isiliye nibba kids kush hojathe hi..😂😂😂😂 aur exam me gaya tho wo sawal dikhta nahi hi.. exam ke baad check kiya tho 1 saal barbad..

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  10 ชั่วโมงที่ผ่านมา

      Thode reel ke shuaikin hote hai viral hone 😅😅

  • @AnkushKumar-pl3bh
    @AnkushKumar-pl3bh วันที่ผ่านมา +1

    I hope iss channel ko subscribe karne k baad main misguide na hun..aisa isliye bol Raha hun ki youtube par sab views aur paise k liye jhut sach mixed kar k bolte hai .. isliye saaare channel ko unsubscribed kar k bhaiya par bharosa hua hai muskil se..aaya hun yahan

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา +2

      Mein woh insaan hoon jo state pcs mein interview tak pahuch ke fsil hua hoon
      Mein wkh hoon jo upsc se 2 baar bahar ho chuka hoon
      Mein woh hoon jo cgl ke waqt papa icu mein hone kaad bhi hospital se tayyari karake 45 din mein 120 raw laye hai
      Mein woh hoon jo ab tak more than 9 exams mein fail hua hoon
      So mera experience jitna hai yaha kisike utne attempt bhi nahi hai.... Mein khood bhatakne wala kisi aur ko kaise bhatka sakta hoon
      Videos jitni bhi banata hoon... Research aur honesty and logoke message ke feedback pein banata hoon
      Jitna fail hoke wapas uthne ka himmat hai utna shayad kisi mein mehnat karne ka bhi nahi hoga
      U see after one year... Ki mera bataya hua sach accurate aur sach tha... Bss jo bolra hoon aur jitne strategies de raha hoon woh follow karlo... Because sab experience bolta hai mera.... Coaching wale andar ki baat kabhi nahi bolenge apko

    • @AnkushKumar-pl3bh
      @AnkushKumar-pl3bh วันที่ผ่านมา

      ​@@RushabhVlogssbhaiya maaf kijiyega,maine aapko kuch ek word bura ni bola.. maximum misguide kar re hai isliye muh se sach nikal gya...i Really appreciate your efforts. Main aap par pura trust kar raha hai .. aaj kal chakachaund ki duniya mein sab bhatak jaate hai..par aap jaise bhaiya hmare saath ho toh kya chinta...main thak har gya tha,apse Milne k baad mere ko ummid jagi ki ha, mujhse exam clear CGL jaisa ho skta hai...aur yeh jo gandagi youtube par faila re hai,unki harakkat ki wajah se aap jaise accche log badnaam ho jaate hai .logo ka lagta hai,ki yeh bhi aisa hi honga... achhe aur honest log ap aur mujh jaise milte kaha hai aaj k date mein.. bahot hi rare . sabko paisa kamana hai, students ki career bhad mein jaye..meri baate mein ek bhi word hurt Kiya ho toh please please maaf kar Dena aaap🙏🙏❤❤

    • @AnkushKumar-pl3bh
      @AnkushKumar-pl3bh วันที่ผ่านมา +1

      Bhaiya mera koi bhi words aapko hurt kiya ho toh please please maaf kar dijiyega muje ..mera intention aapko galat bolna ni tha ...main toh bas itna bhatka hun aur mjhe muskil se sahi channel mila hai isliye muh se nikal gya. aaj kal youtube par maximum logo ne itni gandagi faila rakhi hai ki unki harakkat se chah kar bhi kisi par bharosa krne me sochna padta hai ki yeh bhi aisa na kar de....par bhaiya i believe on you 200,%...iss baar aar aur paar aur promise ki selection k baad aapse milne aaunga aur aapke channel par interview dunga

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา +1

      @AnkushKumar-pl3bh arey relaxxx koi dikkat wali baat nahi hai... Mujhe views milne hote toh kafi milte waise... Mein bas sadh bolta hoon aur bakwas nahi karta isliye views nahi mil rahe... Baki tum sabki zimmedaari meri hai aur bharosa kar sakte ho.... Thokar khake aya hoon.. Dard aur majboori dono janta hoon bhai❤

    • @AnkushKumar-pl3bh
      @AnkushKumar-pl3bh วันที่ผ่านมา

      Bhaiya aapse contact kaise hongi?? Instagram id ya kuchh aur hai?​@@RushabhVlogss

  • @jishupandey3622
    @jishupandey3622 2 วันที่ผ่านมา +1

    Best math teacher abhas saini sir h bhaiya 4 month me math complete lekin unka fee in dono se jada hai
    Mai math offline aditya ranjan se v delhi me padha hu par koi fayda nhi huaa english christopher phoenix se english me to grammar rata ke chhod dete h best hai self study

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา +1

      Exactly sabko yahi bol raha hoon mein chillake bhai... Koi sune toh na... Self study is best 💯

    • @AkashAspirants
      @AkashAspirants 2 วันที่ผ่านมา +1

      English Aman vashisth jaisa koi nhi padhata bro. Aman sir grammar me rule ratate nhi Hain unse padhne ke bad ratna padega hi nhi because vo consept hi clear kar dete hain

  • @Pradeepkuma856
    @Pradeepkuma856 วันที่ผ่านมา +1

    Muje lgta h gagan sir acha pdate h level le kr chlte h but cds ke q or bta te h

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา

      @@Pradeepkuma856 wahiii truee

  • @yogeshkumartumram9650
    @yogeshkumartumram9650 2 วันที่ผ่านมา +1

    Bhai aap aache vedio banarahe ho... maine apni sari prepration aditya ranjan sir se prepare kiya esa kuch nhi aagar question ka concept cds se milta jhuta ho tbhi woh padhate h 90p5 perecent course unka ssc oriented hi h nd yeh baataapne sahi boli ki smartly vedio se concept sikho

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา +1

      Yesss correct videos toh smartly dekhne hai... Sab nichodna chaoge toh kuch nahi lagega haat

    • @yogeshkumartumram9650
      @yogeshkumartumram9650 2 วันที่ผ่านมา +1

      @RushabhVlogss i have also get qualiffied for ssc cgl tier 2 and ek chij aur bolunga syllabus bada h vedio bhi zyada but aditya sir concept batate h even tough chijj ko bar bar bhi batate h even online me so belive in your educator good things take time .... its my personal experience

  • @D__B__2025
    @D__B__2025 วันที่ผ่านมา +1

    Also include SSC WALLAH

  • @Vickysingh123-t4k
    @Vickysingh123-t4k วันที่ผ่านมา +1

    Rahul tewatia sir (rwa) bahut acha padate hi ❤😊😊

  • @AnkushKumar-pl3bh
    @AnkushKumar-pl3bh วันที่ผ่านมา +1

    Pawan Rao sir kaisa rahega??

  • @soul48
    @soul48 2 วันที่ผ่านมา +2

    Vai math advance ke liye kon teacher Best hai??

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา +1

      Comment mein bahut logo ne suggest kiya hai bhai waha se dekh lo

    • @1Life-f2v
      @1Life-f2v 2 วันที่ผ่านมา +1

      ​@@RushabhVlogssaap batao na baccho ka kya h vo to alg alg bta rahe h 🤔

    • @Gyaneduhub11
      @Gyaneduhub11 2 วันที่ผ่านมา +2

      Abhinay sir the best agr unka SMJH na aye to butesh sir se padhoge to pyq karne ki bhi jaroorat nahi hogi..

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      True I have heard about it

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Abhas saini sir - 125 lecture and teaches well
      Gagan ans aditya - 400-600 lecture teaches well but time consuming
      Bhutesh sir- teaches well
      So short mein sabhi badiya hai.. Basssss waha dekho ki kam lectures mein kaun zyada output de raha hai.
      Smart approach kya hai woh already bata diya meine
      I won't differentiate between teachers here

  • @AMANKUMARTHAKUR-bj4wc
    @AMANKUMARTHAKUR-bj4wc 2 วันที่ผ่านมา +1

    Maine bhi pucha tha ye ques❤❤❤

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา +1

      Haan yess shayad☺❤

  • @SpartanWorld
    @SpartanWorld 2 วันที่ผ่านมา +2

    Aabhas Saini sir only

  • @Aj-dv3ty
    @Aj-dv3ty 2 วันที่ผ่านมา +2

    Please suggest reasoning best class on TH-cam

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Specific aisa koi nahi hai
      Best thing is syllabus mein jitne topics hai unko search karke cover karlo
      I did the same and yeh beat hota hai
      Focus bas concept par hi dena hai.

    • @suhaibbhat1216
      @suhaibbhat1216 2 วันที่ผ่านมา

      Piyush sir

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      @suhaibbhat1216 chalo yeh acha kiya apne suggest karke ❤😎

    • @jobtalk0120
      @jobtalk0120 วันที่ผ่านมา

      Best teacher e1 , Kamal sir

  • @aditigarg9636
    @aditigarg9636 2 วันที่ผ่านมา +1

    Pawan rao sir ka course ka review bhi de dijiye

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Zarur study karta hoon and aunga video ke sath

    • @AnkushKumar-pl3bh
      @AnkushKumar-pl3bh วันที่ผ่านมา

      Ha pawan rao sir ka batch lu ya ni?? please reply​@@RushabhVlogss

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา

      @AnkushKumar-pl3bh inka mereko nahi pata par kafi log bol rahe hai ki inke lectures kam hote hai and padhate bhi sahi hai.... In my opinion le lo

    • @AnkushKumar-pl3bh
      @AnkushKumar-pl3bh วันที่ผ่านมา +1

      ​​​@@RushabhVlogssthankyou so much bhaiya..par ek chiz main add krunga, students ne aapko galat bola ki lectures kam hote hai .inke lectures 300 approx atleast honge.maine kisi k paid course mein dekha tha ....aur padhate sahi hai yeh aapse jana. ❤❤ thankyou so much bhaiya Dil se ki aap personally sab ko reply de re hai aur itni himmat honi chahiye teachers k baare mein bolne k liye..hats off to you. Keep going

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา +1

      @@AnkushKumar-pl3bh thank you for the words mere bhai... Sabhi mere liye important hai sabhi mera naya pariwar hai... Sabka dhyan rakhna padega na☺❤

  • @jobtalk0120
    @jobtalk0120 วันที่ผ่านมา +1

    Bhiya muje to abhas Sayani sir and remo sir best lagta haa

  • @aritraganguly3957
    @aritraganguly3957 วันที่ผ่านมา +1

    Bhutesh sir, if you know you know

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา

      I've heard about him too

  • @RajanRaj-zt1zp
    @RajanRaj-zt1zp 2 วันที่ผ่านมา +1

    Mohit goyal sir ka bhi lecture bahot hai...

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Haan na???
      See many are tensed here😅

    • @RajanRaj-zt1zp
      @RajanRaj-zt1zp 2 วันที่ผ่านมา

      @@RushabhVlogss bhaiya kya karu kaise maths ka syllabus karu 1 :30 ka lecture dekh ke khud hi notes bnata hu toh 2:30 lag jate hai...pdf bhi ek sath ni hai jisse print out karwa saku ..wo bhi black background mein hai. Har ek ek lecture ka alag alag pdf hai ..har ek pdf download karunga toh 1000 se upar pdf ho jayega fir background white kar printout karana padega bahot time lag jayega CGL ka exam bhi najdik hi hai...Mai helpline no pe baat Kiya Maine bola mujhe pdf compilation mein de do ...toh wo bole separate separate hi hai....

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      @RajanRaj-zt1zp lecture ke sath sath aap notes nahi banate ho kya????
      Itna time kaise lag ja raha hai???

    • @RajanRaj-zt1zp
      @RajanRaj-zt1zp 2 วันที่ผ่านมา

      @@RushabhVlogss lectures ke sath sath hi notes bnate hai ... lectures mein diye padhaya hua sara question likhte hai uske solution ke sath...maine percentage ki 22 class dekhi approx 22 ya 24 ghante ki hogi...ek chapter ka notes bnane mein mujhe 100 page likhne pade 154 question the concept and short approach ke sath....jis hisab se mai lecture dekh ke notes bna ra hu toh pura 7din se jayda ek hi chapter mein lag rhe hai...wo bhi pura pura din sirf maths hi consume kar ja Ra hai...sirf mujhe maths ki hi dikkat hai..

    • @RajanRaj-zt1zp
      @RajanRaj-zt1zp 2 วันที่ผ่านมา

      Suppose maine 1 class dekhi 1 ghante ki basic padha fir copy mein likha ..fir 1 ek aaya usko bhi copy mein likha solution dekha aurr smjha fir copy mein likha ..video pause kar kar ke...1 ghante ka lecture notes ke sath bnane mein mujhe 2 ghante lag ja rahe hai.

  • @rajahirwar5793
    @rajahirwar5793 2 วันที่ผ่านมา +1

    Are ye allu arjun phr agye

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Arey bhai😂❤
      Phir aaj gaya kya?? Humara hi sab hai😂❤

  • @ytviratfan7266
    @ytviratfan7266 วันที่ผ่านมา +3

    Abhishek ojha is one of the best☠️

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา

      Suna tha I have no idea about it.... I hope others find this suggestion useful

  • @mrvikk9
    @mrvikk9 วันที่ผ่านมา +1

    Rakesh yadav sir .... Aabhas saini and abhinay sir...best

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  วันที่ผ่านมา

      Achaaa.... I'll make a note of all this

  • @pintusainijaishreeshyam8271
    @pintusainijaishreeshyam8271 2 วันที่ผ่านมา +1

    Aaditya ranjan sir best

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Best toh hai par sabka yeh bolna hai ki lecture zyada hai ki khatam hone ka naam nahi lete

    • @pintusainijaishreeshyam8271
      @pintusainijaishreeshyam8271 2 วันที่ผ่านมา

      @RushabhVlogss to kam lecture dek lo

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      @@pintusainijaishreeshyam8271 kam as in jo practice wale video hai usko fast speed par dekho... Simple

  • @gamechanger.122
    @gamechanger.122 วันที่ผ่านมา +1

    Vod batches best

  • @Jyoti_shorts_creator
    @Jyoti_shorts_creator 2 วันที่ผ่านมา +1

    Bro math ka liya best teacher suggest kro for beginners jo ki 4..5 month m syllabus kra da

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา +2

      Kisine suggest kiya saini sir or kuch bol rahe abhinay sir..
      Free wala chaiye then yt par koushik mohanty ki playlist hai badhiya padhte hai. But go for paid if you are completely beginner jo uppar bataya hai

    • @jaiminzala833
      @jaiminzala833 2 วันที่ผ่านมา

      ​@@RushabhVlogsskaushik mohanty is for bank not for ssc bhai 😅

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      @jaiminzala833 I'm aware of that... But I focus on concepts and trust me unse jo jo topics ka meine cover kiya tha waha se ek question nahi chuta hai
      Zaruri nahi ki ssc wale se hi padhna hai... I always say don't look for a teacher look for someone jo kam mein apko zyada aur acha padhaye

    • @jaiminzala833
      @jaiminzala833 2 วันที่ผ่านมา

      @RushabhVlogss bhai wo concept badhiya se padhate he...me Bank ki hi preparation kr rha hu.....
      Kya ssc me switch kr skta hu?
      Mains me rul jata hu frustrated ho gya hi ab bank preparation se to 😥😥

    • @jaiminzala833
      @jaiminzala833 2 วันที่ผ่านมา

      @@RushabhVlogss ssc maths ke liye konsa teacher shi he aapko pata ho to bolo yarr abhinay maths ya pawan rao???

  • @ujjwalprasad3575
    @ujjwalprasad3575 2 วันที่ผ่านมา +2

    Gagan sir k almost 507 classes hai or daily 4 class kar raha 😂

    • @MohitJangral-u9x
      @MohitJangral-u9x 2 วันที่ผ่านมา +3

      Maine gagan pratap ka CGL mains 2024 ka batch liya hai sale pdf deke kahta hai ki khud try kro baki doubts kra dunga😂

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Baap re😅😅

    • @ujjwalprasad3575
      @ujjwalprasad3575 2 วันที่ผ่านมา

      @MohitJangral-u9x I don't know m also confused ki gagan sir ka course pura karo ya phir kya karu mujhe bas arthimetic may problem hai advanced toh hojayega

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      😅😅😫

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา +1

      @ujjwalprasad3575 I did initially from adda but utna helpful nahi laga so I did from yt koushik mohanty career definer ka free course sab clear hua tha

  • @sandeepmahato9738
    @sandeepmahato9738 2 วันที่ผ่านมา +1

    Mohit Goyal Sir se maths padho Best in SSC Maths

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา +2

      Yesss I hope others find this comment helpful ❤

    • @RajanRaj-zt1zp
      @RajanRaj-zt1zp 2 วันที่ผ่านมา

      Mohit goyal sir ji ke bhi batch mein bhi bahot lecture hai kaise complete kare...I am so worried about this.

    • @sandeepmahato9738
      @sandeepmahato9738 2 วันที่ผ่านมา

      @@RajanRaj-zt1zp Bhai tmko time to dena parega,tm chahoge ki SSC CGL nikalenge aur padhne ka time v kam pare aisa possible nhi hai, success pana hai to time dena parega pura sampurn padhai krna parega, nhi to saal saal bhar pardhte rho aur phir next year phir same aise hi padhna, simple baat , ek baar me pura padho

  • @AkashAspirants
    @AkashAspirants 2 วันที่ผ่านมา +1

    Rakesh yadav sir ka vod batch liya hu bhiaya arithmetic+advance mila kar total 235 class hai. Batao sahi hai bhaiya ya nhi. 😢 Please please bhaiya reply dedo bahut ummid hai aapse

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      Dekho classes sab thik hai rakesh... Bas ap yeh dekho ki itne classes mein kar kya rahe hai??
      1 concept pein hi 10-12 practice videos hai toh usko 2x par dalke dekhlo..... Kuch naya sikhaya ja raha then dhang se padhlo yeh approach rakho... Syllabus hoga khatam aram se

    • @AkashAspirants
      @AkashAspirants 2 วันที่ผ่านมา +1

      @@RushabhVlogss 235 class mai Aram se khatam kar dunga 3 month ke daily 2 lecture lekar bas aap ye bata do ki Rakesh yadav sir best hain kyo ki 1 sal se mai Aditya ranjan se padh kar syllabus complete Kiya meri zindagi barbad ho gyi 😭 Aditya ranjan se padhne ke bad pyq + books ke questions nhi ban rhe mai barbad ho gya bhaiya 😭 ab Rakesh yadav sir se start Kiya hua

    • @AkashAspirants
      @AkashAspirants 2 วันที่ผ่านมา

      @@RushabhVlogss 235 class mai Aram se khatam kar dunga 3 month ke daily 2 lecture lekar bas aap ye bata do ki Rakesh yadav sir best hain kyo ki 1 sal se mai Aditya ranjan se padh kar syllabus complete Kiya meri zindagi barbad ho gyi 😭 Aditya ranjan se padhne ke bad pyq + books ke questions nhi ban rhe mai barbad ho gya bhaiya 😭 ab Rakesh yadav sir se start Kiya hua

    • @RushabhVlogss
      @RushabhVlogss  2 วันที่ผ่านมา

      @@AkashAspirants questions kuu nahi ban rahe the??
      Concept thik se nahi padhaya ya practice mein koi dikkat??
      Ya language samajne mein dikkat???

    • @AkashAspirants
      @AkashAspirants 2 วันที่ผ่านมา

      @@RushabhVlogss Aditya se padhne ke bad bahut maja aarha tha unka sheet aur practice sheet dono ban rhe the lekin sirf unhi ka aur jab pyq + book ke questions banane gya to nhi ban rha tha kyo ki Aditya sir question rata diye the ek sal barbad ho gya 😭 bas itna bata do bhaiya ki Rakesh sir best hain ya nhi