Bhai ma na ke sary video dhake HBL Account related or alhamduillah Account successful open ho ga hain. (HBL mobile application sa online ATM card bana ke video miss hain).plz guide
@ZAiN_TiPS shukriya for Reply sir Bye the way Mein ney ATM card renew Kr waya hai koi issue TU nhi hoga na mtlb ek bar expired ho giya ta ab Dobara renew Kr waya hai ?
G, jab aap HBL app ya kisi bhi banking service ke through naya ATM card activate karte hain, tu aam tor par aapka purana card deactivate ho jata hai. Lekin kuch cases mein, banking system ya App aapko explicitly purana card deactivate karne ka option bhi de sakti hai, toh is waqt aapko deactivate karne ke liye kuch steps manually bhi lene par sakte hain. Is wajah se, jab naya card activate ho jaye, toh aap confirm karne ke liye HBL ki helpline pe numaynde se contact bhi kar sakte hain ya app mein se check kar sakte hain.
mai aaj hbl ka new card activate krny gya atm ubl ki thi us mai card enter kia to us ne pin code manga , us ko to new card k liye 5 digits wala code mangna chahiye tha
agr mobile app ki through activate kre and successful ajayai...tu phr ATM s direct transaction hogi bs?
G, bilkul
bhai mobile app sa kr rhaa or gmail pa opt nhi a rhaa
bhai mobile app sa kr rhaa or gmail pa opt nhi a rhaa
@@maliktalha6931 mobile pe easily hojata hai...within 1 minute
@maliktalha6931
Contact me on insta or Whatsapp,
insta link in video description &
Whatsapp
+923110240246
Shukria Bhai for helping us today we were so confused that how can we activate it 😢❤
Bhai ma na ke sary video dhake HBL Account related or alhamduillah Account successful open ho ga hain.
(HBL mobile application sa online ATM card bana ke video miss hain).plz guide
HBL mobile app se menu mein ja kr management & services pe jao phir card management pe click kro , waha pe option mile ga
First Thank you so much for Reply.
But bhai waha per (No Debit Card found) a,raha hain.
(Invalid or No cnic found.)
Bhai ap na video ma kaha tha bad ma video bana do ga.Abe ATM card apply na karo?
@noumanacwala824
Phir HBL ATM se activate kr lo ya phir helpline pe call kr k
@noumanacwala824
Contact me on insta or Whatsapp,
insta link in video description &
Whatsapp
+923110240246
Thnks love your bro❤
Thank you so much bhai
Give good information ❤
Thnkuuuu so mch
Very nice brother
Very helpful
Good information
بھائی ایچ بی ایل میں ڈالر اکاؤنٹ ہے اس کا اے ٹی ایم کارڈ بن سکتا ہے اور کیا ڈالر اے ٹی ایم سے نکل سکتے ہیں؟
Bahi Kya hum online activate Kr saktey hai mobile key through.... Plz Reply....
Yes, HBL mobile app mein card management se ja kr active kr skte ho
@ZAiN_TiPS shukriya for Reply sir
Bye the way Mein ney ATM card renew Kr waya hai koi issue TU nhi hoga na mtlb ek bar expired ho giya ta ab Dobara renew Kr waya hai ?
@bilalkhanoffical4792
Koi malsa nai, jb new card receive ho tu isko HBL app se active kr lena
Internet App say new card active karnay say phelay porana card deactivate karna zaroori ha ya khud deactivate ho jaye ga old card?
G, jab aap HBL app ya kisi bhi banking service ke through naya ATM card activate karte hain, tu aam tor par aapka purana card deactivate ho jata hai.
Lekin kuch cases mein, banking system ya App aapko explicitly purana card deactivate karne ka option bhi de sakti hai, toh is waqt aapko deactivate karne ke liye kuch steps manually bhi lene par sakte hain. Is wajah se, jab naya card activate ho jaye, toh aap confirm karne ke liye HBL ki helpline pe numaynde se contact bhi kar sakte hain ya app mein se check kar sakte hain.
Thaks
mai aaj hbl ka new card activate krny gya atm ubl ki thi us mai card enter kia to us ne pin code manga , us ko to new card k liye 5 digits wala code mangna chahiye tha
HBL ka ATM card agar ATM se activate krna hai tu card ko HBL ATM mein enter krna hoga,
@@ZAiN_TiPS pehly card ki expiry date 9/24 hai
Agar nai pta chal rha tu HBL helpline pe numaynde se baat kr lo
Good
Zain Bhai ATM card ka agr pin bhul jay to Kesy HBL mobile app Sy PTA kr skty ha
HBL mein management & services se card management se ja kr forgot kr lo
kisi doosri atm se activate ho skta hai ?
Last me jo 4 digit pin lagana he wo new lagana he? Ya jo password lagae the un me se he?
ATM ka 4 Digit ka pin code aap apni marzi ka lgae ge
Informstive
Sar debat card ki salana fee kitni h
3000 k aas paas hoti hai, exact detail k liay helpline pe numaynde se baat kro
Pehla card abhi expired ni hua tu kya new card activate ho jaega?
G, agar new card receive ho gya hai tu activate ho jae ga
@@ZAiN_TiPS wrong information Ka error ata hai jab k sab information thek add krta hun, expiry date and pin
@MABFO1
Helpline pe call kr k activate krwa lo ya phir numaynde se detail pta kro
Expiry date old ki ya new ki?
New ATM card ki
Atm card activate hu gya lakin paisy nai nikl rahy tha us time kia ek do din lagty hai
Nai, ATM card active krne k baad usi time withdraw kr skte ho
Bhai ya card activation NBP pa kar sakta hain kya
Nai, HBL ka card sirf HBL k ATM pee hi active hoga,
Ya phir aap helpline ya HBL Mobile App se card ko activate kr skte hain
I send msg but it's not delivered
I have balanced but it's not delivered
@user-sh1sd8fk8i
Balance lage ga, message send krne k liay,
Mera bebit card per jo sticker lga ha msg kar k active karna ka kia os sticker ko otar do koi issue to nhi ???
Utar do, koi masla nai
Mera konnect hbl app ma debit card no found option a raha h, plz btaen, kia kron?
Helpline pe call kr k activate krwa lo,
❤❤❤
Hbl ivr se card kis tra active hota h
Call kr k,
Bro agr jas ki sarf id py san ho mean 1955 mean tu us ka kasy ho ga
Dobara likho, pta nai chla
❤
At m card ka ba he da Cha ha
Bhai Pin aur expiry date likh kr next kiya but =Dear costumer your information is incorrect iska solution btaden
HBL Helpline pe call kr k detail pta kro
@@ZAiN_TiPS
Call ni ho rhi Mera same issue hai 1 month se call krny ki koshish kr ri hn call ni milti
HBL helpline pe numaynde se baat krne ka tarika
th-cam.com/video/Ng1RTyrqK0I/w-d-xo.html
@@asmasarwer8358Bhai ATM pr Jake pin set krlo Ghar main nahi Hoga main ne bhi aise hi active Kiya
MasterCard activate 3months se activate na Kya ho th Kya kry
No issue, activate kr le
Otp Ni araha koi solution btyn
9460 pe HBL likh k message kro
Login nai horha
Error kya ata hai
Transfer of money ni ho ri
Error kya ata hai
sms alert kaise active kare
HBL app se activate kr le agar waha se error aa rha tu Branch visit kr le,
Or network operator update krwane k liay,
HBL
Likh kr 9460 pe sms krain
xard h ni expiry khan se ai
Agar card nai hai tu activate kis ko krna hai
HAHAHAHA🤣🤣🤣🤣😅😅😅
G
kisi doosri atm se activate ho skta hai ?