Useful product however seems awakward . In taiwan there is a bike where there is a front glass shield which is permenantly fixed and there is a convertible roof in the back side box which can be opened or collapsed in a minute -
Bhai ek baar barish me trial karke review karenge ,tabhi Jake pata chalega ye sehi me kaam ka chiz hai kya?barish ka Mausam ko chodke baki season to koi Nehi lagayega
Not worth it..slow speed mein to theek hai but is ko laga ke aap bike tez nahi chala sakte yeh disbalance karwayega 100%.. jaise umbrella hawa mein ulta ho jata hai yeh bhi hilega hawa ke ander
Nice ka price bahut jyada hai yah Kareeb 4 se 5000 ke bich mein hona chahie aur iska courier charge jyadatar 500 a jaaye yani kul milakar yakrit 5000 ki padhna chahie isase jyada ka nahin padhna chahie
Per product achcha hai jo bhi baat hai kam ka hai bus mahanga hai aur koi baat nahin hai isko thoda garibon ko dekhte hue banaen kyunki Amir Insan to yah kharide ka nahin Keval garibi khareed sakte hain vah bhi jo delivery boy hai office wale nahin
Itna ghatiya aur wahiyat product hai, full cover to hai nhi ki garmi sardi rok lega, barsat me paani hr traf se girta hai, isse accha raincoat phan lo, isko lgaane k baad bike chamgaadad jaisa dikhega, log dekhenge alag, pta nhi kya soch k ye product bna k shark tank me bhi chala gya. Kisi kaam ka nhi hai ye, iske agar 1 percent bhi fayda hota to company fit kr deti hr bike me aur 1 ka double price leti accesories k naam pe. RTO bhi allow nhi krega, bike park krne k baad isko nikalne ka dikkat, nhi nikale to ye itna bekar dikhta hai ki koi bhi faad fud dega, uper se mhnga bhi bhut hai. Ekdum 2 kaudi ka hai ye.
सर एक चीज आता है जिसका नाम है रेनकोट जो बारिश में काम देता है धूप में टोपी काम देता है दोनो ही 500 के अंदर आते है l ये सब मोह माया है 😊
बहुत ही अच्छा प्रयास और सोच है..
कोई कंपनी इस के बारे मे क्यु नही सोचती ?
Good for sun protection and drizzle. Wont work in heavy rain.
4000 price good and no side rain proof flooting plastic window for legs like auto. There is no nuts and bolt anybody can steal it😀
😂
@@idea2261Bike ke looking glass pe agar fit karta toh no body can steal it
7000 ki hai ye
Kamar k niche se rain cover die hai....
Kamar ke upar jaisi v baarsih ho body pe nahi lagegi, Aisa bolte hai maker
Kaha se mila ga yha 😊
Without rain and sunny ☀️ it looks funny.. use while raining and show the ride
I made windshield at home 😎
super splendor pr bhi lg jayega ye
Bhai ye kaha melega kaise
Very nice
Good video ❤
Better for summer
Legal modification hee yee??
Kash mere pass paise hote.....to m apne papa ko gift kr deti 😔😔😔😔😔😔
Koi baat nahi rain coat le do unhe
Dream 11 pe team banao na mamuuuuuu
Koi baat nahi chata de sakti ho
@@seeln3021 ab jarurat nahi hai chata dene ki....m isse kharid li ....
Mujhse le lo
Sir isko lagane ke baad
🚦traffic 👮♂️ police toh nhi pakade gi na sir 😅😊 please reply
Nahi.. its RTO approved. Product ke saath ek certificate bhi milta hai dikhane ke liye.. in case agar koi dikkat ho.
Useful product however seems awakward . In taiwan there is a bike where there is a front glass shield which is permenantly fixed and there is a convertible roof in the back side box which can be opened or collapsed in a minute -
Mujhe Lena hai ye product plz koi bataye me kese lu
Scooty le liye kya hai
Milage me kayy fark mile ga
Very dengerous during high wind 😮I think it is not approved by RTO so it is illegal
Is it suitable for scooty
Bhai kya ise lagane par police challan kar sakti hai agar haa toh nahi lenge
@@shekharrajput6452 police chalan kyu kregi ye to apne aap ko barish dhoop se bachana hai thoda dimag to lgao bhai
Bhai ji me Surat se hu aap kha se ho our kitane ka hai Ji
Nice
Product teek hain,Potholes ka kya
Say, hi to inder. ❤❤❤❤
AAP kaun ?
KAHA PE MILEGA AUR PRICE KYA HAI
Rto appruval hai kya
RTO not approved this accessories for your information.
Yes
Rto has approved this product as it is also patent
Bhai ek baar barish me trial karke review karenge ,tabhi Jake pata chalega ye sehi me kaam ka chiz hai kya?barish ka Mausam ko chodke baki season to koi Nehi lagayega
Isiliye Tata sahab me Nano nikala tha ki puri family 1.5 lakh me aaram se ghum sakti thi
Sir,
Is ko hum kaha order kar skte hain
Sir, prise plz
60- 80- 100- speed se jb bike dodegi to air pressure itna bhayankar hoga ki
bike Desbellence ho jayegi or cover kr pane mushkil ho jayega
Price kitna hai sir
Ye milega kaha?
Sir price khaha milega
Price??
Bekar he back site ki barish hui to koi bhi bheeg jayega raincoat is gud ❤
Ye 6500 me Maine liya kaafi achha hai aur delivery charge bhi kuchh nahi hai 500 ka jharkhand aaya hai Hyderabad se
तेज हवाओं में और तेज बारिश में कामयाब होगा या नहीं
Apne kha se liya mujhe bhi chaiye
Nice video sir ji kitne ka h sir ji 👍
Order kaha se kiye apne bhai Flipkart me ublabd hi nahi hai
Kyunki main ek portal delivery boy hun uske according bol raha hun Ki itna mahanga Lena har kisi ke liye suitable nahin hoga
Sir iska kya naam hai
Kya price hai iska
Kaise buy karungi plz nb
Not worth it..slow speed mein to theek hai but is ko laga ke aap bike tez nahi chala sakte yeh disbalance karwayega 100%.. jaise umbrella hawa mein ulta ho jata hai yeh bhi hilega hawa ke ander
Sir iska air pressure ka kya prabhav rahega
Low mileage, it’s not worth I used it n then sold it to kabadi wala
Activa k liye link btaye
1000 tak koi company polythene ka bnaye to thik hai itbna mehnga kon lega
Price je
Bhai barish me glass fog aajega to kon pachega
Link plz
Kya price ha
older kaise kare bhai
Milega kaha ye
Bike me fuel kaise baroge?
Price
Kaha milta hai kitne ka milta hai
Price kitna hai
Please iska link dena
Yha mila jayega
Sir yes prodect kha milta hai
Please sir yamaha aerox 155 ka review kariye
Kaha pe milega bhai links bhejo
Hass rahe hai log 😂 bhai izzat precious hai hamara dhoop seh lenge
Better wear a rain coat
Ye milta kha par hai
Mere ko bhi Lena kaha pe mile ga kitne ka he
🎉sir yes prodect hum kha se laye
Moon soon मे सायद नहीं चलेगा तेज़ हवाओ मे
Kha par milga
Not works while raining
इसे लगाने पे चलान तो नहीं है
Kaha pelega
Bhaiya kite ka hai
❤
Ek hawa ka bhari jhuka aaiga tab kya hoga bike kahe or ham kahe or hoge😂
Nice ka price bahut jyada hai yah Kareeb 4 se 5000 ke bich mein hona chahie aur iska courier charge jyadatar 500 a jaaye yani kul milakar yakrit 5000 ki padhna chahie isase jyada ka nahin padhna chahie
Per product achcha hai jo bhi baat hai kam ka hai bus mahanga hai aur koi baat nahin hai isko thoda garibon ko dekhte hue banaen kyunki Amir Insan to yah kharide ka nahin Keval garibi khareed sakte hain vah bhi jo delivery boy hai office wale nahin
RTO daba daba kar fine laga dega
Why not take a Top condition Nano Twis Gen -Xt in about 1L😂😂
Hame chahiye
Pulse 150 2012 model lag jayega, car 🚗 to jindgi me kabhi len ke chala nahi pange
Aisi soch mat rakho
Emi me uplabdh hai
Mama pakdega toh...
Iska price 8 800 rs he
Truck ki hawa se ud jayga 😂
Thand ka hawa se bachayga
Ek piece muja chiya
Ye bike setup unsuccessful rahega
Very nice
ky pice
Han ek dum barish ke mausam puri trah sukha rahoge 😂😂😂😂
side se bhigne darr haai.
Music bhi laga lay
Useless product only for marketing and earning money
1000
public bol rahi pagal ja raha
Waste of money
Itna ghatiya aur wahiyat product hai, full cover to hai nhi ki garmi sardi rok lega, barsat me paani hr traf se girta hai, isse accha raincoat phan lo, isko lgaane k baad bike chamgaadad jaisa dikhega, log dekhenge alag, pta nhi kya soch k ye product bna k shark tank me bhi chala gya.
Kisi kaam ka nhi hai ye, iske agar 1 percent bhi fayda hota to company fit kr deti hr bike me aur 1 ka double price leti accesories k naam pe.
RTO bhi allow nhi krega, bike park krne k baad isko nikalne ka dikkat, nhi nikale to ye itna bekar dikhta hai ki koi bhi faad fud dega, uper se mhnga bhi bhut hai.
Ekdum 2 kaudi ka hai ye.
Price?
Price
Ye milega kaha?