Bahut badhiya information di hai boss mera bhi same pulsar ke saath hua hai display me rpm needle light sab badhiya hai, but display me digits miss hai side stand hamesha on, total kilometres trip show nahi ho raha fuel point Neeche se 3 dikh rahi hai beech ki miss then upar ki dikh rahi hai.
Thank you sir for your valuable supports , Agar ehi problem hai aapke meter main to pehle meter ko kholke saaf karke dhup main PCB ko sukha ke uske baad fitt karke dekhiye agar firbhi nahi kaam karta hai to display power scr ko chek kijiye aur agar shorting dikhata hai to use replace kar dijiye aapka problem solve hojayega
Thank you for you valuable support, Agar led kharb hai to aap khud se bhi sahi karsakte hai ,srif led kharab hoto lekin agar kisi alag faults ke liye led on nahi horahi hai to bina jankari ke khud se sahi karna muskil hai,
vie a ala mera glamar bick mera bickka liget be tek hi horun be tek hi leking battary kulki full charge karti ho 5 ke 6 din self stat hoga fer batmi self nihi ho ga lekin hon be tek hi liget be tek hi slef kam nihi karti app bateya na keya karti ho
Maine mere glamour fi me ac se dc kiya yellow wire ko ignition line se jor ke.....lakin meter ka light nahi jalraha hai.....pls give solution.....aur isse meter ka problem hoga kya......plz answer....plz ...
Ji RAM RAM, agar aapke meter main only light jalrahi hai to pehle meter ko bike main se kholke kadi dhup main ulta karke yani display ko niche ki tarf karke dinbhar chod dein isse agar moisture ki vajaha se problem horaha hoga ya sayad kahin se pani ki vajaha se short huya hoga to wo sahi hojata hai ,is tarike se agar meter thik na huya to mujhe contact kariyega ,dhanyabad
Hello brother mera glamour fi ka digital screen kharap ho chuka hai kuch show nahi karta hai kya mujhe digital display market me alag se mil sakta hai kya aur kitna cost aayega
Thank you for your valuable support , Ji main samajh sakta hun aapka issue lekin Fi model ka display milna muskil hai , kunki maine bhi bohat kosis ki hai display ko available kataneki lekin Fi model ka display nahin mila , lekin main uspe bhi experiment kar raha hun taki kuchibi karke usko firse sahi kiya jai , aur agar main success hota hun iss experiment main to ,main jarur video banunga iss pe aur aap logoke liye upolod karunga youtube pe , Thank you
Sir jis tarah app ne miter thik kar ke dikhaya ussi tarah mere passion pro ka miter kam kar raha hai to kiya mere miter ka fuel gauge kharab ho gaya hai kiya .
@@technicalmasterji9108 2017 model i want to do changes in kilometers I have to change that memory ic n how much it costv? or any other method Plz reply With love n regards from goa
Thank you for your valuable support. Ji agar aapke meter main neutral light nahin jal rahi hai to pehle left side engine ki chamber kholke neutral switch ko chek karen ,agar switch thik hai to uska wir kahin se tuta huya hosakta hai agar wo bhi sahi hai to meter kholke neutral blub ko replace karein kunki jerk ki wajah se neutral bulb ki filament toot jati hai kunki neutral light ki blub led nahi hoti hai sadharan blub hoti hai isiliye uski filaments jerk ki wajah se toot jati hai ya uski socket loose hojati hai jiske wajha se neutral blub nahi jalti hai. Thak you.
मीटर में रेड कलर की वायर को चेक करो 12 वाल्ट जा रही है कि नहीं अगर नही मिलरहि है 12 वोल्टस तो वायरिंग में मीटर की कपलर को चेक करो कहीं लूज़ होगी ,अगर एय करनेसभी प्रॉब्लम सॉल्व नही होता है तो मुझे बताइये में बतादूँगा मीटर की अंदर आपको किया किया करना है,पहले एक्सटर्नली चेक करो ok, धन्यबाद
@@technicalmasterji9108Reply dene ke liye apka dhanyawad Sir, meeter me lage reminder ya meeter trip reset button ka rubber toot gaya hai aur uske jariye meeter ke andar water chala gaya hai, jiske kaaran light nahi jal rahi hai, kya TV repair mechanic is problem ko thik kar sakta hai?
Very exlent explained,
Thanks sir
Bhai aap accha kaam kar rahe hai meter ka connection bhi bataye to kaam ajayega jaise ke 12v kauns pin pe lagega ignition aur gnd ka pin vagere
Bahut badhiya information di hai boss mera bhi same pulsar ke saath hua hai display me rpm needle light sab badhiya hai, but display me digits miss hai side stand hamesha on, total kilometres trip show nahi ho raha fuel point Neeche se 3 dikh rahi hai beech ki miss then upar ki dikh rahi hai.
Love u brother ....
Sir mere pas xtreme ka meter problem kar raha he aap ko me video bheju ga aap batana
Bhi jee humara glamour fi he uska mitar me sirf light hi jlta magr mitar nhi chalta uska kya folt he bta sakte he
Good morning sir
M aap ki sari video dekhta hu
Bolero ka diesal meter keese hoga
Please btaye (16) model.
Apna phone number de de
Thank you.
Sar metre mein kis chij Se supply Dete Hain iska video Banaye
Help sir chore chore parts milega Kahan par
Bhai saab tvs star city + main bajaj average speedometer lag saktay hay Please jarurr watana Dono ka Jack same hoga
sir cbz xtream ka disit ud gaya me tha.to kya capacitor kharap hoga,or plz sir ek video banaiyr jisme konsa wire kahan pe lagega test k liye
Sir humre gadi ka bhi khrab hai kaun banayaga
बाई साहब मेरी बाइक में यही कुछ तपोबल है कैसे टीक हो सकता है जरुर बताएं
Thank you sir for your valuable supports ,
Agar ehi problem hai aapke meter main to pehle meter ko kholke saaf karke dhup main PCB ko sukha ke uske baad fitt karke dekhiye agar firbhi nahi kaam karta hai to display power scr ko chek kijiye aur agar shorting dikhata hai to use replace kar dijiye aapka problem solve hojayega
vhai ji mera vi gamoar bike ka same problem hai app ka pas vejnase repear ho sakta hai kay?
Ji sir hojyega sahi,just WhatsApp us on 9583247883
Vary nice
vhai,,,miter thu tik hoahe lekin chalo krneka bath powal br eyca maj turof che mit mit keyo kari rehei he..??
Sir passion pro i3s meater ke bareme bathao
Spread mitar niche join lite jolta he o kharap hogayahe kayse ripiar kare
Mera shine sp bs4 model ke meter panel k ek led kharap ho chuki hai kinta cost ayega????
Thank you for you valuable support,
Agar led kharb hai to aap khud se bhi sahi karsakte hai ,srif led kharab hoto lekin agar kisi alag faults ke liye led on nahi horahi hai to bina jankari ke khud se sahi karna muskil hai,
@@technicalmasterji9108 thank you
Sir mere pass passion xpro bike h uska meter ka km. Ki riding fast chalta h aisa hota h ya mera bahem to nhi sir ap bataiyega jarur
Sir km ghatana hai uape ek hero glamour bike par video bandijiee plzzz
vie a ala mera glamar bick mera bickka liget be tek hi horun be tek hi leking battary kulki full charge karti ho 5 ke 6 din self stat hoga fer batmi self nihi ho ga lekin hon be tek hi liget be tek hi slef kam nihi karti app bateya na keya karti ho
Hero maestro me bi digital display problam hei... Bhai, kaise teek karu.... Sir
Sir display change hota hai kya ?
Bhai yea bich oil wala hai yea q blink ho raha hai plz bata do.
Where the Spaer pats available..
Bahut acha video
Aap ki shop Delhi me hai kya?
Kyo ki mujhey mere passion pro ka meter sahi karwana hai
Glamer i3s digital meter me dizid nohi hone se kiya kore
Bht Acha laga bhai
Sir mera bhi averege bala meter board me show nahin kar raha hai to ap thoda bataie apka Garrage kahan hai
Circuit diagram banakey upload karo
Sir mera meter me achanak displye nahi a raha hai electronic mistri bana sakta hai
Hlo bhai led lights buy kaha se kare
Display test karne k liye Konsa wire kaha lagana hai ye saprat video banay plz
Maine mere glamour fi me ac se dc kiya yellow wire ko ignition line se jor ke.....lakin meter ka light nahi jalraha hai.....pls give solution.....aur isse meter ka problem hoga kya......plz answer....plz ...
Sir yeh meter ke parts kaha pr milte passion pro bike k
Sir activa 125 me key on karne pe meter display show karta hai aur gayab ho jata hai kis component ma problem hoga?
Plz ...make a video on meter light ..my light not working
28:12 metre m block continue CHL kyu Raha
Mera bhi glamour bike ka yahi problem aa Gaya hai aapka shop kahan hai banwana hai
Ji sir apna watsapp no send kar dijiye mai aapse jald hin contact karunga,dhanyabad
Kaha per rahte hai
Bahi Ram ram Mhari hero Honda CBZ Xtreme bike metar Kam nhi Kar rha h only light jal ri h rpm fuel km kasa chalu kara jya
Ji RAM RAM, agar aapke meter main only light jalrahi hai to pehle meter ko bike main se kholke kadi dhup main ulta karke yani display ko niche ki tarf karke dinbhar chod dein isse agar moisture ki vajaha se problem horaha hoga ya sayad kahin se pani ki vajaha se short huya hoga to wo sahi hojata hai ,is tarike se agar meter thik na huya to mujhe contact kariyega ,dhanyabad
Ok
Bahi metar to 2year sa band h
Mere glamour bike me video ke last me jaise lagataar chal raha h fuel meter waise hi abhi chal raha h
Kaise solve hoga bataiye.
I want need new meter how to get...replay me
So Micaela. Ours canksion ours dikiea
Can I buy these on market. I mean is it available on market
Sir Fzs V3 digital miter Kam hota hay .
Masterji merea glamorbike aka headlight switch deane sea meter kaa lights jaalta mahi please tell me
Nice video sir
Hi mera mitar nutal lait nahi jalta hi aur mitar riding vi nai dilata hi
Sir glamour 2013 model ka meter glass market me milta h kya meri bike ka crack ho gaya
Ji milta hai, lekin show room me hi jadatar milta hai ,dhanyabad
@@technicalmasterji9108 sir aapka address do 10 meter bhejta hu repairing k liye
Bhaijan mere me. To kuchh aahi ni rha h kya karu
Hello brother mera glamour fi ka digital screen kharap ho chuka hai kuch show nahi karta hai kya mujhe digital display market me alag se mil sakta hai kya aur kitna cost aayega
Thank you for your valuable support ,
Ji main samajh sakta hun aapka issue lekin Fi model ka display milna muskil hai , kunki maine bhi bohat kosis ki hai display ko available kataneki lekin Fi model ka display nahin mila , lekin main uspe bhi experiment kar raha hun taki kuchibi karke usko firse sahi kiya jai , aur agar main success hota hun iss experiment main to ,main jarur video banunga iss pe aur aap logoke liye upolod karunga youtube pe ,
Thank you
Bhai hamare meater me kewal speed show nahi karta Kya problem ho sakta hai mechanic change karne ko bolte hai?
Sir RTR 4V digital miter riding Kam hota hay .
My peson pro new model 2020 ka metar Pani Jane se sort ho Gaya hei Kam Nahin Kar rha hei Kahan ripeayar Hoga please address batayen
Mathura up
Tel ka kaise pata chalega
Can u provide me 2nd hand glamour digital meter
Sir reset batm miljayaga price
Discover 135 dtsi ka meter shorting hai. koi video banaye
Activa 125cc ka digital meter repair karna hye
Kitane banega
Aapki shop kaha hye
Hamare pas ek passon pro bike hai uska chaka chalta hai to meter ki sui 60 se surwat hoti hai aur
Sir Mera passion Pro me b Half like Hara sir
Bhai glauomar ka meeter bakc kaise hota hai
Hii sir aap ka ye shop konsa jaga hai? Address please
Please contact on whatsaap no 9583247883
Masterji glmorbike ko kaysen reading down Hogan video banayea
Sir jis tarah app ne miter thik kar ke dikhaya ussi tarah mere passion pro ka miter kam kar raha hai to kiya mere miter ka fuel gauge kharab ho gaya hai kiya .
Passion Pro ka fuel metre Kaise thik Karen
Nhi Aa rahi hai warring se Hai kya
Thanks sir
In new access 125 how to set kilometers ?
Plz reply
thank you for comment ,plese mention which model you want to re programing / reset ,thank you
@@technicalmasterji9108
2017 model i want to do changes in kilometers
I have to change that memory ic n how much it costv?
or any other method
Plz reply
With love n regards from goa
BHAI AAPKI DUKAN KAHA PAR H
Regulating ic kaha mileage. Jol gaya hai
Sir aapka shop kaha hai
ismart 110cc ka meter repair kara
Superb
Bhai mere karizma zmr mein bhi half display nahi dikha raha hai
Super sir
Sir meter thik karne me kinta kharcha hoti hay
Sir Naya meter kitne Ka aaega
Ok thanks
Lekin rukenga kaise
Bhaiya ji meri glamour fi 2018modal h uska tel mitar shi nhi btata h uske liye m kya kru aap apna no bejo
Sir WhatsApp Karen iss number pe 9583247883
Ye video jo aap banaye hai us video ke last me jo meter bhuk bhuka raha hai use to aap sahi kiye hote to sahi hota
Hi Sir, Thanks for your valuable information , please input voltage kitna deyna aur kounsa kounsa pin me kya kya polarity deyna bol dijiye sir
Namaskar bhaiy ji
Bhai glamour bike ki tel wale miter me lite
Mera glamour ka speedometer ka light nehi jal raha hai,keya kore??
Glamour programmed fi Ka kmpl nahi dikha raha hai
Yes Sar
40 se upar Nahi ja rahi hai kya problem hai
40 se upar glamber ki metre ja Nahin ja rahi hai
Meri bike me niutal light nhi jalti h
Thank you for your valuable support.
Ji agar aapke meter main neutral light nahin jal rahi hai to pehle left side engine ki chamber kholke neutral switch ko chek karen ,agar switch thik hai to uska wir kahin se tuta huya hosakta hai agar wo bhi sahi hai to meter kholke neutral blub ko replace karein kunki jerk ki wajah se neutral bulb ki filament toot jati hai kunki neutral light ki blub led nahi hoti hai sadharan blub hoti hai isiliye uski filaments jerk ki wajah se toot jati hai ya uski socket loose hojati hai jiske wajha se neutral blub nahi jalti hai.
Thak you.
Ok
Sir, mera Hero ismart 110cc bike ka digital meeter ka light kharab ho gaya hai, use kaha repair karwau, please help me?
मीटर में रेड कलर की वायर को चेक करो 12 वाल्ट जा रही है कि नहीं
अगर नही मिलरहि है 12 वोल्टस तो वायरिंग में मीटर की कपलर को चेक करो कहीं लूज़ होगी ,अगर एय करनेसभी प्रॉब्लम सॉल्व नही होता है तो मुझे बताइये में बतादूँगा मीटर की अंदर आपको किया किया करना है,पहले एक्सटर्नली चेक करो ok, धन्यबाद
@@technicalmasterji9108Reply dene ke liye apka dhanyawad Sir, meeter me lage reminder ya meeter trip reset button ka rubber toot gaya hai aur uske jariye meeter ke andar water chala gaya hai, jiske kaaran light nahi jal rahi hai, kya TV repair mechanic is problem ko thik kar sakta hai?
@@EduKaushalfunnji , nahin ,pehle batayeye ki meter chalu hai ya dead hai
@@EduKaushalfunn meter ka Trip ka rubber cap hi jadatar tutke pani jata hai andar is type ki meter aur avenger ki meter main .
@@technicalmasterji9108 Analog & digital meeter dono chaalu hai, sirf neutol ka light aur i3s ka light jal raha hai baaki sab kharab ho gaya hai .
Thanks
Activa 125 digital metre Kaise repair Karen
Apse kaha mulakaat hoga
Sir please WhatsApp me on 9583247883
Registance nhi mil payega
Sir digital miter 000 key se korta he video banao please
Digital meter km 00 pe video upload hai mere channel pe app dekhsakte hain,thank you for comments on this video