Bhai mere Indica ka radiator fan nahi chal raha.. Fan ki jo main wire hai usme bass negetive aa raha hai positive nahi aa raha.. Kya problem ho sakti hai.??
Hi , polo 1.5 tdi hai.. gearbox near sound aa raha hai... Poora clutch set change kiya tha... Normar rpm me aavaj ata hai.... Aur clutch dabane ke baad noise jaata hai.. please help kijiye..
Bhai gearbox ka top shot ka bearing replace karna padega kyunki barring jaane ki vajah se jo awaaz aata hai aur mera video bhi Dala hua hai gear box ka ek to usmein aap dekh sakte ho bolo ke gear box uska bhi noise sem problem tha
Meri gadi me bhi yahi problem h machanic ne bht check lia smjh nhi aaya to usne temperature sensor ka kaflar nikal Diya h or fan Direct kar diya koi problem to nhi hogi gadi me ?
Tumara video dek kar my na bhi ready kar leya mere b same problem tha thanks bhai..
Ek number bhai
Thankyou
Thankyou Mera bhai
Bhai mere Indica ka radiator fan nahi chal raha.. Fan ki jo main wire hai usme bass negetive aa raha hai positive nahi aa raha.. Kya problem ho sakti hai.??
Hi , polo 1.5 tdi hai.. gearbox near sound aa raha hai... Poora clutch set change kiya tha... Normar rpm me aavaj ata hai.... Aur clutch dabane ke baad noise jaata hai.. please help kijiye..
Bhai gearbox ka top shot ka bearing replace karna padega kyunki barring jaane ki vajah se jo awaaz aata hai aur mera video bhi Dala hua hai gear box ka ek to usmein aap dekh sakte ho bolo ke gear box uska bhi noise sem problem tha
@@starbodyworksindia thank you .. ❤️❤️ please aap ka contact number mil sakata hai
Meri gadi ka bhi yahi problam hai yar lekine jo is gadi me kami nahi o hamne apni gadi me dekha tar to dono jude hai kya kami hogi
Temperature switch ek bar check kar lo
टेंपरेचर तो बता रहा है क्रैंक सेंसर का तार भी जुड़ा है लेकिन कोई मैकेनिक नहीं पकड़ नही पा रहा है क्या करें कुछ बताओ सर
Ecu kharab hoga fir Mere sath b hua tha ye ecu Lena pda 4000 ka tb sahi hua
❤
Meri gadi me bhi yahi problem h machanic ne bht check lia smjh nhi aaya to usne temperature sensor ka kaflar nikal Diya h or fan Direct kar diya koi problem to nhi hogi gadi me ?
Fan fail ho jayega jaldi agar humesha ghumta rahega toh
Brother
👍👍👍 video
Thank you bhai
ಸೇಮ್ ಪ್ರಬಲ್ಮ್
lastima no podemos dialogar en español
Ac chalane pe to fan lagatar chalta hai fir bhi meri indigo me same problem aa rahi hai
Ho sakta hai uska radiator chauk hua hoga ya to fir head gasket Gaya hoga
crank sensor k bina gadi start nahi hogi
Yah Tata ka TDI engine hai sar Bina sensor ka bhi gadi start Ho jaati hai aap TRAI karke dekh lo
Bhai number chahie aapka