Aaj maine keval tre 3 exam cancel wale paper me gk gs ko analysis kiya hai iske baad math reasoning ko bhi btaunga kha se padhna hai...aur prt ke baki bache hue papers ka bhi analysis krenge agli video mai..to please channel ko subscribe kr le... Thank you 🙏
Apka source sahi lga mera tre 3 me 3 mark se nhi hua puri kosisj h 4 me ho jay . Tre 4 ayega ki nhi age ayega to kb tk .. Aur ap prt ka ache se bta digiyega khas kr math reasoning.
Bhaiya meri sister ka B.A me Home science Honours hai or subsidiary me (political science or history ) hai to oh Tre-4 (6to8) me 40-40 number ka do subject kaon sa le sakti hai please reaply
Thank you for your patience prt ke liye aur bhi video bnauga kyoki ek video me summary nhi ho skta prt ka... Aur alag alag video me paper ko complete analysis kiya jayega question ke source ko dekhte hue
Jis din agle subah exam hoga tre 4 ka us din v ye video leke aayega or thumbnail me likhega tre 4.o ki taiyari kaise kre ...😂😂😂😂arre bhai ab krne bhi de ... students ke liye kuchh kaam aana chahta hy to NCERT ka notes bnaa ke free me baant do fir smjhe ki kitna bhala chahte ho student ka 😂😂😂
Aaj maine keval tre 3 exam cancel wale paper me gk gs ko analysis kiya hai iske baad math reasoning ko bhi btaunga kha se padhna hai...aur prt ke baki bache hue papers ka bhi analysis krenge agli video mai..to please channel ko subscribe kr le... Thank you 🙏
Thanks sir
Sir mujhe math se dar lagta h 1to5 ke liye m kaise math solve karoon galat ho jaate h
Siir math and reasoning ke liye video lao❤❤❤❤❤
History ka nhi btaya sir
Sir all subjects ka video bna digiye।prt ke liye।
Sir best class h aisa hi chahiye tha hme class
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉 God bless you Bhai
Thank you so much sir, maths reasoning ka bhi btaeyega sir
Very nice ❤❤
Sir maths और रीजनिंग के लिये भी बताये
Thank u sur
Sir prt k liye math ki strategy btaiye please
Thank u sir thank u so much
Most welcome
Bhaiya is video ka bahut dino se intjar tha😊😊
Thank you 🙏
Thanks ❤
You're welcome 😊
Bhai aap he geography k liye ncert series le aao 🎉🎉🎉 cover ho jayega
Sir history ke liye bta dijiye
Thank you bhaiya
Bhaiya juniyr tgt pgt k liy v vidio laey gs k liy
Sir polity ka bhi
Sir junior ke liye bhi video banaye
Bhaiya science tgt ke bare me bataye
First view sir😊😊
It's my pleasure 🙏
Junior ke liye bhi banayiye
Sir aap 6 to 8 th maths ka preparation krwa dijiye please
❤
Sir PGT exam geography ke liye kya
Sir history or POL SCIENCE 10 kelye
Plzzzz history ke liye bta dijiye sir??
Bhaiya tgt science ke liye bataiye
Sir bpsc tre4 me tgt English subject kitaiyari kel liye btaye
27:38 bhaiji,yad karte hi bhul jate hai, confusion ho jata hai,kisme kya yad kiye the,
Kuchh advice dijiye bhaiji
Sir tgt ke liy bhi batai
Telegram channel??
TGT KA BHI BATAO BHAI ..
Science tgt ka bhi strategy btaye🙏
Okay
प्रवाल भिति ka ans lakhsyadwip hoga n sir plzz clear kiniyega
History kha se badhe sir
Sir history kaha se pdhu prt ke liye plz reply me sir🙏🙏
6-8 aur 9-10 sst ke bare me bataye history and geography ke lie bataye
Bhaiya Hindi ke liye bhi
Sst tgt ke bare mai btaye
Ji bilkul
Sir aap ncert kb se padhana start karenge
Ncert saar sangirah pura pdna h sir kya
Nahi
@AJAYACADEMYTGT sir kya kya pdna h usme se 1-5 ke liye sir...bta do sir pls.....
Science ke liye old ncert ya new ncert pls reply brother
Ncert Questions
Apka source sahi lga mera tre 3 me 3 mark se nhi hua puri kosisj h 4 me ho jay .
Tre 4 ayega ki nhi age ayega to kb tk ..
Aur ap prt ka ache se bta digiyega khas kr math reasoning.
Ji bilkul btaunga channel ko subscribe krke rkhiye
6to8 ka math science vala banaen sir
Science k batao bhaiiii
Sir history ke liye kaun si book pdhna h ???
Sir ebc ya obc banane ke liye income apna ya papa ka lagega,, please reply
6to8 8 number ka math ke liye bataeye kha se padhe
Tgt k bare me subject history or geo
Sir 6to10 geography ka pdf bhej dijiye sir hme mil nhi rha h plzzz sir 😢
Bhaiya kya bihar me domicile lagu hoga tre 4.0 se pahle aur ctet manya hoga ki nahi bihar me ya btet dena padega
Maine aapka chanel Subscribe kar diya hai aap acchi aur athentic information dete hai😊
sir kb tk a skti hai tre 4
Sir previous year question paper mere pas nhi prt ka uske liye kon si book lu bataiye sir plzzz
Bataiye sir plzz
Jaldi se jaldi ncert book ko padhaiye
History nhi btaye bro
TGT and PGT gs ka bites sir
82 vala 4.0 form bhar sakta hai sir
math weak hai kya kare
Also for Sst junior
Ye sare question paper apne kaha se collect kiya
Telegram pr jaiye wha pr hai
@AJAYACADEMYTGT isko download ans key ke sath
General paper k liye bhi itna padhna padega
Nhi
@@AJAYACADEMYTGT please sir guide us what book we read for general paper(history , geography)
Skin pe nhi dikha rha hai
Mahesh badwal bolte h ya mahesh sabrwal
Patna aaye to
Bhai please reply kisi other state obc girl ka CTET under 90 marks selection huwa hai
Sir please bpsc tre math science (6-8) me ... Ncert se Math ka kaon sa topic or Ankganit se kaon sa topic karna h please guide us sir😢😢😢😢😢
Science tgt 60 days plan please 🙏
Bhaiya meri sister ka B.A me Home science Honours hai or subsidiary me (political science or history ) hai to oh Tre-4 (6to8) me 40-40 number ka do subject kaon sa le sakti hai please reaply
सर मेरे ग्रेजूएशन मे 51%है जनरल केटेगरी से हूँ तो कोई प्रॉब्लम नहीं है न
Confirm krke aapko yhi pr btata hu
सर बता दीजिये डर लग रहा है
Bhai mere 12th mai 49.87%no hai kya mai prt de sakta hu
Tgt pgt ke liye current जनवरी 2024 se padhna hoga?
Kitna jada wait tha prt ka
Thank you for your patience prt ke liye aur bhi video bnauga kyoki ek video me summary nhi ho skta prt ka... Aur alag alag video me paper ko complete analysis kiya jayega question ke source ko dekhte hue
TGT and PGT gs
Jis din agle subah exam hoga tre 4 ka us din v ye video leke aayega or thumbnail me likhega tre 4.o ki taiyari kaise kre ...😂😂😂😂arre bhai ab krne bhi de ... students ke liye kuchh kaam aana chahta hy to NCERT ka notes bnaa ke free me baant do fir smjhe ki kitna bhala chahte ho student ka 😂😂😂
Ha shi bola ncert ka notes bnane ke liye... Notes ki taiyari kar rha hu
Good
Thanks
Mile nhi aap
Ek log aur sath me the bhaiya unhi ke sath jana pd gya aur kumbh ke wjh se train me bhi bhut smsya thi
6 to 8 science and 6 to 8 sst ka bhi video laye sir