Initial aur final setting time test isliye karte hain taaki cement ki setting characteristics evaluate ki ja sake. Initial setting time batata hai ki cement kitni der tak workable rahega, yani mixing aur placing ke liye available hoga. IS code ke according, ordinary Portland cement (OPC) ka initial setting time kam se kam 30 minutes hona chahiye. Final setting time batata hai ki cement kab fully set ho jayega, yani structure ko load bear karne layak bana dega. OPC ka final setting time zyada se zyada 600 minutes hona chahiye.
Very Good Information.
Thanks
Thanks for liking
Superb partical sir aur sare comment ki answers b dete hai aap amazing thank you so much sir 😊
Thank you
Sir aapka video axa lagta hai aur theory complete krne
Informative video 👍
Thanks 🙂
Kya aawaj h sir aapka 🙏
bhai AI voice ka use kiya hai 😂😂😂😂
Ha sir, AI voice hai.
Soundness test & tensile strength test video please
Nice video
Thanks
Thanks sir 🙏🇮🇳
Most welcome
👍🏻
mast sir
Thank you
❤❤❤
👍👍👍
"Specific gravity of cement" test video Karo Bhai
3.15
Duraguard extra cement kaisa hai slab dhalai ka liye?
Cement third party NABL accredited laboratory si test karlijiye, setting time aur compressive strength.
Slab dhalai ki liye OPC cement use karlijiye .
How will take with a" p" value bai
Please watch our video of "consistency test of cement"
75 × P hota hai
bhai ye soundness ke liye hai
0.85 hota hai
0.85 kyu multiply karte hai
Standard formula hai. IS 4031
Ye test kyon karte hain sir
Initial aur final setting time test isliye karte hain taaki cement ki setting characteristics evaluate ki ja sake. Initial setting time batata hai ki cement kitni der tak workable rahega, yani mixing aur placing ke liye available hoga. IS code ke according, ordinary Portland cement (OPC) ka initial setting time kam se kam 30 minutes hona chahiye. Final setting time batata hai ki cement kab fully set ho jayega, yani structure ko load bear karne layak bana dega. OPC ka final setting time zyada se zyada 600 minutes hona chahiye.
Ye test kyon karte hain
MAZA AATA HOGA ISLIYE KAR RE HONGE
STARTING SE NI DEKHA KYA
Apko kon si problem hai kya
Tumhe kya problem he bhai .....unka marji wo test kiye......tumhe kya taklif@@Ankit_Yadav6399