You made Good video Bro ,i also tried to make video like this but i couldn't done like this I'm also Airtel Engineer and making videos on Airtel Installation ❤❤
Nahin brother ismein calling to nahin kar sakte but ismein calling wala option Diya Gaya hua hai to dekhte hai aane Wale time mein koi aisa update aa jaayen jisse call ho sake to एक-दो mahine vate karke dekhiae kya pata vah calling wala option a jaaye
bhai meri location pincode 209401 pe airfiber avaliable nhi h but phone me 5G newtwork aate hai aur speed bhi axi aati hai to kya mere area me airfiber kaam karega
Bhai mere pass led tv hai but wo Android nahi hai, to kya airtel fiber lagane ke baad mein TH-cam or baki sab ott tv mein chala sakta hun? Please batato bhai
Agr aap ki tv me TH-cam hai and Play Store hai to aap ke TV me Wi-Fi ka bhi option hoga fir aap sab kuch chala sakte ho brother agr nhi bhi hai to aap ko Air fiber ke sath DTH bhi milega agr aap black plus lete hai to fir aap ki normal TV ko bhi Airtel Xtreme box Android bana dega or aap sab kuch dekh sakte hai apni TV me
Iski jo wiring hoti hai brother wo cat 6 ki wire hoti hai or yeh wire outdoor unit se connect hokar Jo ki Wi-Fi yanaki modem tak jati hai and ye sab wire and connector Airtel ki or se sab di jati hai
@sarahjay3882 phone me bhi ho jayega brother matlab jis bhi chiz me WiFi ka option hai sari device mein connect hoga chahe vah phone Ho camera Ho laptop ko kuchh bhi Ho bro and line Keval ke sath bhi use kar sakte ho
@@GyanseBharaSagar camera quality accha he Brother Konsa mobile he kitna megafixal ka camera he main bhi phone se record karana hun lekin video quality SD me hota he
Installation charge aapka only one month ka lagega agar aap three manth ka ya sixth manth ka lete hain to ismein installation charge aapko nahin dena hai plus mein aapko 18% GST hoga per brother
Maan lo aap ko Air fiber Lena hai to Air fiber ke sath aap ko Airtel ki or se sim bhi di jati hai outdoor unit ke liye Jo ki aap ke naam se hi aayega and usme only wohi sim chalega or koi nhi brother
@@GyanseBharaSagarMuje customer care ne bataya tha ki koi bhi sim chalegi...just mobile se baat ho rahi hai would number bhi de sakte Hain.... To galat Kyu bataya muje unhone
Nahin app se calling nahin hota hai Jo modem air fiber ke sath aaega jo aap lagvaenge use modam ke piche 4 line port hote Hain jismein aap line vagaira internet ki cable use kar sakte hain just uske sath mein hi ek calling ka bhi port hota hai jismein aap market se ek landline phone lakar usmein connect karke aap use kar sakte hain
Agr aap ko Only Wi-Fi connect karna hai to wo tabhi hoga jab aap ke TV me Wi-Fi ka option hoga agr aap air fiber ke saath Airtel Xtreme setup box Android 12 bhi lete hai to aap ki normal TV bhi Android ban jati hai yani. Ki Wi-Fi bhi connect hone lagega Android setup box ke through or 350+Tv channel bhi milenge plus ott bhi
Aap sales person ko call kar ke address update kara sakte ho jo aap ki Air fiber ki booking kar ke gayen the ya aap Airtel ke coustomer cear se bhi call kar ke kara sakte h
Hanji aap ko iske sath Airtel ka Xtreme setup box Android 12 WiFi 6 ke sath mil jayega agr aap black plus lete hai to and aap dish ko bhi jaruri nhi hai ki terrace PE hi lagwana hai aap diwaar pe lawa sakte hai pr jaha dish ke network aayega wo wahi pe install hoga bro
You made Good video Bro ,i also tried to make video like this but i couldn't done like this I'm also Airtel Engineer and making videos on Airtel Installation ❤❤
Thank you brother
Bhai mere village me Airtel 5g available hai, but airfibre me we are expanding our service dikha rha
Koi option hai lagwane ka?
@ashutoshpritam6839 ho sakta hai aapke Puri tarike se launch nahin kiya gaya ho
Bhai outdoor router waterproof hai kya?????
Hanji brother
@@GyanseBharaSagar thankyou so much for your reply
Bhai ji aap paglet aise bande ho jisne purie ki puri jaankari dedi hai ek hi video me wo bhi ek dam kadak ❤ love you brother
😁🙏😍
Thank s bro👍
Welcome brother 😀
Good episode 👍
🙏
Bhaiii 1000 gb mahina sufficient ho jata??kitna device chala rhe ho
20
Bhai ap ka router mea calling hota hay??
Nahin brother ismein calling to nahin kar sakte but ismein calling wala option Diya Gaya hua hai to dekhte hai aane Wale time mein koi aisa update aa jaayen jisse call ho sake to एक-दो mahine vate karke dekhiae kya pata vah calling wala option a jaaye
Bhai mere yaha 4G hai 5G nahi hai to lag payega kya
Nhi brother
Bhai stable network milta he kya speed
Ha bro stable network milega
Airtel hai bhaai, Jio nahi😂
Speed aur stability me Airtel kaa koi takaar nahi😊
@@aniketpatel8089 ha lagva liya he mene
bhai meri location pincode 209401 pe airfiber avaliable nhi h but phone me 5G newtwork aate hai aur speed bhi axi aati hai to kya mere area me airfiber kaam karega
Han ji brother bilkul hi bahut acche se air fiber aapke area mein work Karega agar agar aapke area mein5G
network available hai to
To kaise lagwaye bhai ye bhi btaiye
Aap apne nazdiki Airtel store per jakar purchase kar sakte hain and engineer Aakar aapke ghar per air fiber installation karke chala jaega
Wonderful✨😍 information❤
🙏😍
Super information❤
Thank you brother 😊
Mera ghar se tower 4-5 km dur hai...aur network 5 meh se 4 signal ati hai...kiya mera Ghar meh laga sakta hai yeah?
No problem brother bus 5G network connectivity available hai na aap ke area me
@@GyanseBharaSagar hann 5g network milta hai
@OmySon_ lagwa lo brother chalega aap ka
Hanji brother
Brother aap ki ye video ran kar rahi 😊 hai
Bhai mere pass led tv hai but wo Android nahi hai, to kya airtel fiber lagane ke baad mein TH-cam or baki sab ott tv mein chala sakta hun? Please batato bhai
Agr aap ki tv me TH-cam hai and Play Store hai to aap ke TV me Wi-Fi ka bhi option hoga fir aap sab kuch chala sakte ho brother agr nhi bhi hai to aap ko Air fiber ke sath DTH bhi milega agr aap black plus lete hai to fir aap ki normal TV ko bhi Airtel Xtreme box Android bana dega or aap sab kuch dekh sakte hai apni TV me
@@GyanseBharaSagar okay bro thanks for the reply..
Router ke gigabyte ports hai?
Ha hai brother
Sir isme airtel ki postpaid ya prepaid or koi sim dalkr net chala sakte hai
Brother jo Airtel Air fiber ke sath sim milti hai bus wohi chalega or koi nhi
Maine apko apk facebook pe msg kiya h plz rply help me
@@GyanseBharaSagarku koi reason or koi solution hai jis se all chale airtel sim
Nhi bro abhi nhi h aisa koi solution aayega koi update to bta dunga
Apka insta profile btao pura
Excellent bro
Thank you my brother ❤
Informative information😊
🙏🥰
Air fiber me land line chalta hai kya
Nhi brother abhi landline nhi work karega kuch update aayega tab chalega abhi nhi chalega bro
Hamare area main Airtel 5G nehi hai..lekin 4G speed bohot accha hai..kya Airtel airfiber work karega??
Hanji brother karega but 5G jada acha chalta hai aap ki marji hai aap ko Lena hai to le sakte hai 4G chal jayega aap ka
yes
Sir mujhe ye Library me lgwana hai Kitna data milega Monthly
1000GB data milega brother har mahine aap ko
Sir, Airtel extreme fiber, modem aur router aur wire wo dete hain.... Aapne iski wire kis device me connect ki hai?
Iski jo wiring hoti hai brother wo cat 6 ki wire hoti hai or yeh wire outdoor unit se connect hokar Jo ki Wi-Fi yanaki modem tak jati hai and ye sab wire and connector Airtel ki or se sab di jati hai
@@GyanseBharaSagar Computer me connect nahi kiya jaata hai kya?
Ho jata hai connect computer 🖥️ me bhi
@@GyanseBharaSagar Arre Bhai kis device me connect Kiya jaata hai? Mere pas laptop ya computer nahi hai.
@sarahjay3882 phone me bhi ho jayega brother matlab jis bhi chiz me WiFi ka option hai sari device mein connect hoga chahe vah phone Ho camera Ho laptop ko kuchh bhi Ho bro and line Keval ke sath bhi use kar sakte ho
Great😊👏👍
Thnx bro 😍
Very good👍😊
Thank you brother
Kaise buy kare
Google pe jaa ke aap buy kar sakte hai Airtel ki official site pe jaa ke
bhai... hamare yahan 5G nahi hai abhi Airtel and jio ka...
kya ye 4G par kaam kre ga?
Kaam karega pr ache se nhi karega brother 😊 aap abhi mat lena meri mano to jab 5G aap ke waha pe aa Jayen tabhi Lena
@@GyanseBharaSagar ok brother Thanks
@@m.kandroid3070 Agar aap ke yahan 4G ki speed thik hai to lagwa sakte ho. Maine use Kiya hai 4G pe. 30 MBPS speed mil rhi thi 4G pe
Amazing😍
Thank you brother 😊
Good job brother
Thank you brother 🙏
Thanks Bhai ek bar or full information dalo
Ok brother
Bhai net kitna milega ?
Har mahine 1000 GB 1 mahine ke liye
Connection ke liye kitna paisa lage ge all total
Plane ke according hai vaise 799 wala Lelo 100 Mbps speed hoga and call free and unlimited data and +ott bhi mil jayegi and 18%GST BHI HOGA AAP KA
Video kon se camera se recording kiya he Bro
Phone se kiya hai brother
@@GyanseBharaSagar camera quality accha he Brother Konsa mobile he kitna megafixal ka camera he main bhi phone se record karana hun lekin video quality SD me hota he
Vivo v5 phone hai brother aap VN app se kar sakte hai edit video or hd me VN app se apni videos ko sev kar sakte h
Brother i have a question iska koi installation charges lgta h kya..??
Plan ke alawa..
Installation charge aapka only one month ka lagega agar aap three manth ka ya sixth manth ka lete hain to ismein installation charge aapko nahin dena hai plus mein aapko 18% GST hoga per brother
conncetion ko paisa kitna lage ga all total
Beutiful ❤
Kitna devices connected dekhaiye ga
32
Bhai dth without wifi chalta he na
Hanji brother
@@GyanseBharaSagarbhai Speed stable he kya me city me raheta hu 40 mb spedd ati he kya
Jo outdoor unit me sim dli rahti h wo kiske name pe hoti h
Maan lo aap ko Air fiber Lena hai to Air fiber ke sath aap ko Airtel ki or se sim bhi di jati hai outdoor unit ke liye Jo ki aap ke naam se hi aayega and usme only wohi sim chalega or koi nhi brother
@@GyanseBharaSagarMuje customer care ne bataya tha ki koi bhi sim chalegi...just mobile se baat ho rahi hai would number bhi de sakte Hain....
To galat Kyu bataya muje unhone
Bhai Kitna rupees air fiber mae
Nice bro 👍🏾
Thank you 😊 brother
Calling feature available hay kya ?
Yes calling feature available hai is me brother
Koi app se call karna padega ?
Telephone connect karke ?
Nahin app se calling nahin hota hai Jo modem air fiber ke sath aaega jo aap lagvaenge use modam ke piche 4 line port hote Hain jismein aap line vagaira internet ki cable use kar sakte hain just uske sath mein hi ek calling ka bhi port hota hai jismein aap market se ek landline phone lakar usmein connect karke aap use kar sakte hain
Right now the calling feature is not available. Will be available soon.
landline phone connect kar sakte hai
Ha kar sakte hai
Normal tv k asath ve connect kr dege
Agr aap ko Only Wi-Fi connect karna hai to wo tabhi hoga jab aap ke TV me Wi-Fi ka option hoga agr aap air fiber ke saath Airtel Xtreme setup box Android 12 bhi lete hai to aap ki normal TV bhi Android ban jati hai yani. Ki Wi-Fi bhi connect hone lagega Android setup box ke through or 350+Tv channel bhi milenge plus ott bhi
how to book Airtel air fibre
Aap Google per jakar Airtel ki official site per book kar sakte hain ya aap Airtel thanks app se bhi book kar sakte hain
iske sath dth bhi aata h kya bhai?
Hanji sir hai
Nice❤
Thank you brother 😊
Mene airtel wale se baat kri thi woh 2500 rs installation charge bol rha tha..
Aur bola 499 wala plan loge toh 1 month free rhega...
Right free hoga one month ke liye
bhai maine khud se shift ke li mere yhn nhi aa rha tha to ab address kaise update krwau
Aap sales person ko call kar ke address update kara sakte ho jo aap ki Air fiber ki booking kar ke gayen the ya aap Airtel ke coustomer cear se bhi call kar ke kara sakte h
@@GyanseBharaSagar Bhai mere yhn feasibility show nhi kr rhi h to update kr denge kya wo
Ek bar aap baat kar ke dekho ho jayega brother
Do you mean after shifting the location from the previous available location to a new location, it doesn't work? No internet?
@@thiyamsuresh4918 it works flawlessly and better than previous location but my current location doesn’t showing feasibility till now !
Mein bhi ise lene ka soch raha , bhai ek bat batao , set top box mein sare Chanel 4k support karta hai? And OTT sahi se dikha dete hai?
Hanji brother aap ko ott ke saath saath hd Chanel bhi milte hai and 4k + youtube pe bhi
Agar terrace available nai h toh kya outdoor Device kahi aur place ho sakta h ?????
Outdoor unit kahin bhi fix ho sakta hai aap chaho to deewaron pe lagva sakte ho khidki per lagva sakte ho brother 😊
Aur telivision viewing possible h isme with fixing dish ??? Pls reply
Hanji aap ko iske sath Airtel ka Xtreme setup box Android 12 WiFi 6 ke sath mil jayega agr aap black plus lete hai to and aap dish ko bhi jaruri nhi hai ki terrace PE hi lagwana hai aap diwaar pe lawa sakte hai pr jaha dish ke network aayega wo wahi pe install hoga bro
🤩🤩Wow
🙏😊
Bhai ye router wifi 6 h kya ?
Nhi sir 5 hai abhi iska update aayega tab 6 ho jayega but abhi 5 pe chalega
@@GyanseBharaSagar matlb isme wifi 6 lock h ya h hi nhi ?
Nhi hai sir
Aap Editing kis app se krte ho?? Please reply❤
Cap cut bro
Kon konse City m aagya hai air fiber
Airtel Air fiber to All India me aa chuka hai brother 5G ke saath
Pune me inka Service kharab hai dont buy 8 din se internet band hai 4 baar complaint kiya fir bhi abhi tak koi nahi aaya
Pune ka to pta nhi brother but Chandigarh me to sab thik hai
Thank god bataya
Aaj hi lene wala tha.. mein
He kuthe milel
Sim dalne wala jaldi khuta hi nahi hai
Ha bro baat to sahi kahi aap ne
Bgmi ping test laao
Jarur my brother 😊
No
Bhai mer airfiber chaiye bs dth nhi chaiye
Hanji brother only aap Air fiber bhi le sakte hai
Awesome😊
Thank you brother 😊