सर ज़ी एक बात बताने कि कृपा करें, मेने अप्रेल में urea ko khrbuja की फसल में छिड़काव किया, कुछ urea के दाने पत्तों के उपर ही टिके रह गए, दूसरे दिन उस जगह पत्ता तम्बाकू कलर का हो गया, ऐसा क्यूँ हुआ खाद खराब था या कुछ और, कृपया reply जरूर करें
Ma'am ager pot me nami jyada hai ya root jyada ho gai hai toh ye bhi reasons ho skta hai ager root jyada ho gai hai toh plant ki extra root ko kaat ke km kriye aur pot me gober khad mitti ke sath mila kr use repot kriye ager nami jyada hold kr rha pot toh sand ka bhi use kriye plant shi ho jayega
Ji sir but iska thoda use krke plant ki growth acchi krke flowering acchi le skte hai aur her Saal gamle kr pot ki mitti me gober khad mila kr uske Banjar hone se bcha skte hai
यूरिया के दाने को बताने के लिए मोटे दाने या छोटे दाने ,सही सब्दवाली नहीं है, सही शब्दो का प्रयोग करें, मोटा दाना मतलब ग्रानुलर, छोटा दाना मतलब प्रिल कहते है,
Sir Good Evennig Sir Hame chahiye Urea ssp Khad Muriat Of Potas Paudhe ke ke Liye BAGAR nr kha par Milegi Mai Raebareli uttar pradesh Ka Rahne wala hun Reply please Sir
Thank you sir nice information...
Thanks
Nice Video Bro 👍👌❤️🌱💚🌱
Indor plant m use kr saKrty hai kya
Ha 1 se 1.5month me ek baar use kr skte hai
Very nice
🙏
indoor plant care pe video bana dijye
Ok
❤❤❤❤❤
Sir es ko use ker nai s khud ko koi nuksaan hota h kya
Best information thanks
Ek urea ke bag ki kitne din ki validity hoti h band katte ki
Hello sir,! Sir ye yoriya kis wakt Dena sahi rhta he subha ya sham me
Morning ya evening dono me kisi time dijiye
Sir kya sab khaad ke saath yuriya ko mix kar ke rose ke paudhe me daal sakte hai
Rose me urea na dijiye rose kafi sensitive plant hota hai DAP de skti hai aap
Ha kisi bhi khad ke sath de sakte ha.
Aelovera plant me dalne se kuch nhi hoga na
Nhi hoga bus Dhyan se stem se door aur Matra 8 se 10 Dane dijiyega jyada Dene se plant kharb ho skta hai
सर ज़ी एक बात बताने कि कृपा करें, मेने अप्रेल में urea ko khrbuja की फसल में छिड़काव किया, कुछ urea के दाने पत्तों के उपर ही टिके रह गए, दूसरे दिन उस जगह पत्ता तम्बाकू कलर का हो गया, ऐसा क्यूँ हुआ खाद खराब था या कुछ और,
कृपया reply जरूर करें
Surya online kaun si website se mangwa
Flipkart pe dekh lijiye waise mai yhi lhunga online se accha aap seeds store ya nursery se le lijiye ssta milega
Konsi uriya hame summer me use karni hai
Chote dane ki kriye ye shi rehti hai km quantity me
Bhaiya sare flower plant me use kr skte hai kya,,rose or portula me bhi,,,or ab garmi me use kr skte hai kya
Rose me na kriye potulaca me me use kr skte hai thodi matra, adhiktar plant me use kr skte hai grmi me bhi bus bhut thodi matra
@@AbhijeetPrajapati thanks bhai,,rose me kye use kre
Rose me bone meal, neem khali, vermicompost, Rose mix fertilizer use kr skti hai aap
@@AbhijeetPrajapati ok thanks again 🙂
Dam kitna hota hai usually?
30 se 50 rupee me 1 kg mil jata hai
Angur ki plant 4 month ki hai par ushki qrowth nahi ho rahi kaunsa khadh best hai angur ke plant ke liye please bataye
Ma'am angoor ke liye gober khad vermicompost best hai
@@AbhijeetPrajapati ishke alawa easily mil jaaye aisa koi khadh bataiye plz
Apke ghr me jo chai patti channe ke bad bachti hai use collect kr hlka dho kr direct bhi dal skti hai aap gudai krke mitti me
@@AbhijeetPrajapati thank you very much sir 👍 for best advice
Hi mera tomato ka plant hai to konsa fertilizer accha rahega and kub dal sakte hai or kaha milega organic fertilizer
Aap tomato me gober khad ya vermi compost dijiye
Sir urea ki wjh se mere hibiscus ke plant sukhne lge hai... Use kaise bachau... Please btaeye
Apne kitte din pe aur kitti urea di tell me
Lagbhag 2 month pr mene half teaspoon.. Kl sam ko diye hai.. Or aaj subh hibiscus ka plant murchhaya hua hai
Ma'am apne stem se door diya tha kya ap apne plant ki pic pot soil ki pic mere Instagram pe send kr skti hai my Instagram id abhijeet.prajapati.10
Aap koe solution btaeye... Please
Ma'am ager pot me nami jyada hai ya root jyada ho gai hai toh ye bhi reasons ho skta hai ager root jyada ho gai hai toh plant ki extra root ko kaat ke km kriye aur pot me gober khad mitti ke sath mila kr use repot kriye ager nami jyada hold kr rha pot toh sand ka bhi use kriye plant shi ho jayega
Kya succulent ko uria de skta hai?
सर जी यूरिया प्रयोग के लिए हेही नही।। बहुत ही बंजर होती है जमीन।। यूरिया साल डर साल मात्रा बढ़ती जाती है
Ji sir but iska thoda use krke plant ki growth acchi krke flowering acchi le skte hai aur her Saal gamle kr pot ki mitti me gober khad mila kr uske Banjar hone se bcha skte hai
Urea aur DAP ek sath de sakte hain
Ha de skte hai limit me jyada hone se plant khrab hoga
Make also on DAP.
Ok
Bhai plant me flowering and fruiting aa rahi h tab kya yuriya daal sakte h ya band kar dena chahiye
Fruiting plant me urea ka use na kriye ye inorganic hai sahat ke liye shi nhi hai organic use kiya kriye
@@AbhijeetPrajapati ok bhai indoor plants me daal sakte h
यूरिया के दाने को बताने के लिए मोटे दाने या छोटे दाने ,सही सब्दवाली नहीं है, सही शब्दो का प्रयोग करें, मोटा दाना मतलब ग्रानुलर, छोटा दाना मतलब प्रिल कहते है,
nice information
Sir urea say khaad to kharaab nh hoti
Nhi limit me kisi bhi cheej ka use shi hota hai
Felpfull video
Sir Good Evennig Sir Hame chahiye Urea ssp Khad Muriat Of Potas Paudhe ke ke Liye BAGAR nr kha par Milegi Mai Raebareli uttar pradesh Ka Rahne wala hun Reply please Sir
Money plant ki growth nehi ho rehi Uria dhal de
Yes, urea aur DAP dono de skte hai growth na hone ka karan root bounding bhi ho skti hai watch this👇
th-cam.com/video/rKrmuGXy-GM/w-d-xo.html
Urea ka kadwapan kaise khtm kare
Kya urea ke swad ko chakh kar taste Kiya , asa na kare urea poison hei, kaval podho me hi Dale, किसी भी प्राणी को न चखाए, सावधानी बरते।
Lotus me use kar Le urea
Nhi
Isko sabodana samjh ke koi kha na le 😅😂
😂😂 ha kuch waisa hi lgta hai bda wala
The
Lot of repetitions...