Jad khrab horahi he uski,koi bhi khad na den, plant ko shade me rakhe. Kal Mai ek video gulab par share karungi , please us video ko dekhen puri jankari ke liye...
Nahi, pehla fertilizer apko tab Dena he jab plant flowering karne ke bade sab phool sukh jayen,isi samay ap soft pruning bhi kar sakte hain. Second fertilizer tab Dena he jab naye growth ane start ho Jaye..
Mam mere mogre ke paudhe par flower aaye the bahut par uski pattiya safed si hone lagi, maine neem oil bhi spray kiya, pura paudha safed pattiyo se bhar gya
Ma'am,kisi insecticide ka spray karen,kuch nahi he to lehsun ke chhilke ko figo kar uske pani ka spray bhi kar sakte hain, spray karte samay plant ko chaya me rakhe..
Very nice plant बहुत सुन्दर फुल खिल २हे फुल वॉच के साथ ला लाईक 55 👍❤❤🎉🎉
Very good information. Thank you
एकदम से राम बाण ट्रीटमेंट हे
आप एसे ही नाइस & स्ट्रॉन्ग वीडियो बनाती ही है
बहुत ही सुन्दर प्रस्तुति
मेम गंधराज एक्सजोरा की स्टोंग vidio बनाइए
Beautiful healthy plant well explend 👌
yeh.bahut.acchi.baat.kahi.tea.powder.wala.is.dukh.se.phool.nehi.aarahei .i will.try
Thankyou so much dear
❤❤
Kaya chai patti oor banana peel powder ek saath l ek hi din de sakthe ha
Fresh tea leaf de sakte hae
Mam
Mere gulab ki growth nhi ho rhi h or ek bhi leaves nhi h mkya kru 😢😢😢
Jad khrab horahi he uski,koi bhi khad na den, plant ko shade me rakhe.
Kal Mai ek video gulab par share karungi , please us video ko dekhen puri jankari ke liye...
Mam
Mery chat pr din bhr tej dhoop aati h kya m rose plant ko ghr k under rkh skta hu
Mere mogre ka phool jyada khil nahi rha hai to kya kare
Mere mogra k plant ki cutting k bd se 2-3 months hogye but koi growth nhi horhi hai kya kare
Uski leaves bi grow nhi horhi
Root ki growth nahi ho Rahi hai,koi phosphorus rich fertilizer ho to dalen, gobar ki khad bhi de sakte hain
@@greenhouse1 leaves growth nhi horhi
Dono fertilizer main kitne days ka difference rakhna hai ya same day dono fertilizer use kr sakte hain
Nahi, pehla fertilizer apko tab Dena he jab plant flowering karne ke bade sab phool sukh jayen,isi samay ap soft pruning bhi kar sakte hain.
Second fertilizer tab Dena he jab naye growth ane start ho Jaye..
प्याज के सुखे छिलके मिट्टी में दे सकते हैं क्या
De sakte hain
Mere pass bonemeal hai Maine de Diya thik kya hai
Thik Kiya
Her fertilizer me kithe din ka gap krrna h
Kam se Kam 10 din ka gap
Bele ke phool to Khul jaate Hain mogre ke kaliyan khulati hi nahin hai
Dhoop kam to nahi,ya variety aise hi hogi,
Mam mere mogre ke paudhe par flower aaye the bahut par uski pattiya safed si hone lagi, maine neem oil bhi spray kiya, pura paudha safed pattiyo se bhar gya
Pyaz ke chhilke ka fertilizer or chaye ki patti ka fertilizer 10 din me ek bar regular do ap,thik ho jayega.mitti gudai bhi karen,
Ek hi baat ko shuru me 100 bar kyon bolte ho
Ma'am Chai ki patti ka fertilizer ke liye fresh chai Patti le sakte hain yaa phir use ki hui chai patti hu leni chahiye ?
Fresh tea 1/2 teaspoon 15 days me de ek bar sakte hain,used tea ap jyada quantity me de sakte hain.
Madam Mera mogra ka paudha to Sara sukhne lag Gaya patte kha liye kide mein
Ma'am,kisi insecticide ka spray karen,kuch nahi he to lehsun ke chhilke ko figo kar uske pani ka spray bhi kar sakte hain, spray karte samay plant ko chaya me rakhe..
Patte sookh rahe hain
Dopahar ki tez dhoop me na rakhe
@@greenhouse1 thank you