Sir diagram ke sath samjate toh bahut achha hota, kiyon ke biggner ko jaldi samaj Aa jati, sir component ki value ke sath location jarur bataya karo, sir ji aapka ka Dil ❤️ se dhanyawad,
Nice bhai luminous eco watt 1050 me chargeing wk bar blink hokar band ho jati h ye sabse jyada dault aata h agar aapko knowledge h to es par complete video de
Thanks you
Shukriya bhai
Nice video sir
Sir shop ka add. Kha h
Sir diagram ke sath samjate toh bahut achha hota, kiyon ke biggner ko jaldi samaj Aa jati, sir component ki value ke sath location jarur bataya karo, sir ji aapka ka Dil ❤️ se dhanyawad,
@akpowerinverter6880 inverter trsfarmer se battery charger kese bnayen bena pcb ke only divod lga ker
Nice bhai luminous eco watt 1050 me chargeing wk bar blink hokar band ho jati h ye sabse jyada dault aata h agar aapko knowledge h to es par complete video de
Okay
Nice video h ❤
SMD ok transistor ke reading Kitni Aaegi
Sir 4071ki value 4.07k oms hi or 473 ki 47k oms hi to sir kon sa resistance hi sahi value batai
4.7k
Sir issi wale smd card mai relay pe marne par chal jata hai bilkul shi. Wese main dene par beep ki aawaz aati hai. Relay bhi dono. change kar Li hain.
Microtek sinevave 900 v4 v5 inverter me battery low ka beep De raha hai usi samay switch off karne ke baad mains on light jalane lagta hai
Ek inverter mtk eb 1200 H
Usme mens dene pe kvi charge leta hai aur kvi nhi leta h mens rhne pr v
Mains dene pr weep ki sound nikal rahi h or output nhi de Raha hai
Inverter on but output nahin a rahi hai
Sam pcb Drive par video bnyen step by step
पूरी वीडियो देखी लेकिन कहीं भी ये नहीं बताया कि कितनी वोल्टेज आनी चाहिए
Isi pcv me ye fault kabhi kabhi aa raha hai aur relay pe marne se chala jata hai thodi der k liye
4.7k
Bhai aapka number chahiye