Great to watch respected sir, Love, respect also best wishes from pak.. I have a very important question please guide, Sir mein ek heart failure + type2 diabetic hoon, mujhay baar baar flu hojata hai aur kaye kaye Dino tak rehti hai kia karoon es ke leye ?
Sir nak aur gala ke liye. Koun sa javh karaye. Mera sas ruk jata hai afanahat hone lgti h. Jaise lgta h nak me kuch h. Kabhi gale me kuch h. Lekin pta nhi chal pa rha h kaha se dikkt hai. 3 sal se dawa kra rhi hu thik nhi ho rha. Rat me achanak se ubhar jata h. Hmko
Sir..mujhe bhi karwana hai allergy test..bhaut paresaan hai puri body me hai.(sir se pair tk)😢video me apke bate sunkar ayesa lagta hai ki apse bhetar aur koi nhi kr sakta h*😢*ham Unnao me rahte hai..apse kaise minle..aur contact kaise kare..koi upaye bto..(sir.)..?
Sir bina simtam ke hatho pero par khujli hoti din rat, citrazen khane par thik ho jati h, pher dubara hone lgti h, bhut dr. Ko dikhaya blood test bi karvae kug ni a rha, please ap btao konsa test karvau kha par
@@DrAvyactAgrawal Dr. Mere bete ne bhut antibiotics medicine li cough syrup liye jab thoda jab tak aaram milta phir shuru ho jata h abhi kam h cough subha me hota h sham me but gyi nhi khasi kya kru Dr. Please help
Sir mujhe sans lene m problem hoti h or aec hmesha 1200 ke upar rehta h or doctor se consult krke dekh lia wo kehte h ki jis cheez se allergy h usse bacho pr ye nhi bta paa rhe ki mujhe kis cheez se h allergy aap please guide kijiye
Sir mujhe acute urticaria hai, koi bhi nayi chiz use nahi ki hai. last two months se me Fexofenadine and Bilastine tablets par hu lekin abhi tak koi araam nahi mil raha hai. mujhe aage kya karna chahiye. mere kayi classmates ko bhi same problem ho rahi hai, kisi kisi ke eyes ke niche swelling mil rahi hai, aur almost sabhi ki skin bahut jyada dry hai. iska kya reason ho sakta hai sir, aur kitne time tak hume medications leni hogi tab theek honge?
If many people are affected around than scabies or some fungal infection in the environment could be the causative factor. Watch my video on Urticaria.
Mein to pareshan ho gai hoon pareshan naak ke ek side se pani tapakta tha ent mein dikhaya usne bola ki dimaag ka pani hai 9000 ki janch likhdi dar se ham bhage Lucknow waha 4 din ki dawa ke baad SGpGI refer kr diya dawa khane ke baad sir mein chubhan hone lagi phir hum hind mein dikhaye waha nose endoscopy hui normal aai report phir kuch blood test huwe normal aai report nose exray hua normal aai report phir nose ka ct scan hua normal aai report lekin nose se pani aana band hi nahi hora phir fluid test krne ko bhaje to report hi galat bana di ab ghar bethi hoon nose se pani bhi aara hai swelling bhi nahi jari sans lete bhi nahi ban rha
Sir Your Great mujhe aap ki video bahut achchi lagi
I understood very well after watching this video sir
Thank you sir 🙏🙏
Dr. Sahab paprika allergy hai. kya precaution rakhu. Kaun si red chilli use karu.
Thank you sir
Sir Your Great Ap Good information Deto hai ❤❤
Kitna kharcaha ata hai en test ka
Sir mujhe 4 saal se Sardi hai or bhot sneez bhi hoti h please btaiye mujhe kon sa allergy test karwana hoga please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir muje bhi allergy he skin par kuch na kuch hota he shyad kuch khane se ky mai karwa sakti hu
Sir mere bache ko 1 sal se dayria hai plz me aapki aabhari rahugi kya iske liye bhi test karna padta hai?
Great to watch respected sir,
Love, respect also best wishes from pak..
I have a very important question please guide,
Sir mein ek heart failure + type2 diabetic hoon, mujhay baar baar flu hojata hai aur kaye kaye Dino tak rehti hai kia karoon es ke leye ?
Get yearly flu vaccine .
And get one pneumococcal vaccine .
Take long-term antiallergic medicines like montair LC with the help of a doctor
Good inf
Sir g up me after 12 pcb kaun sa korse kren
Different courses par mere video uploaded hain unhen dekh kar apne interest and capabilities ke anusar choose kar lo .
Sir confom pata lag jaye ga kya is se kya chig se ho rha .......test price
Sir sradi ka test kise hota hai
Where r u located sir
Sr. Mujhe bhi alargy hai wo bhi bahut kharab kaha pe hota hai test sr. Plz reply me
Sir Test ka name kya he
Lab me jakar konasa name bole
Sir..humne bhi karwaya tha yahi wala allergy test...pehle tau itne injection dekhkar bahot dar laga tha...par baad mein karwate hue sab theek laga...
Is test ka naam kya hai or kitne rupe me hota hai,, krapa karke btaye jarur 🙏
Kya problem thi
Kitne me hua
Does immunotherapy work for food allergies?
Usually immunotherapy is not required in food allergies as that good can be avoided and replaced by other food stuff of similar nutrient value .
Sir aapse kahaaa mil skte h.... Koch address btayeyi
Jabalpur mp
Sir ya to btain ka park ma walk ka doran nak bnd ho jata ha or jism ma kichao pada ho jata ha
Sir nak aur gala ke liye. Koun sa javh karaye. Mera sas ruk jata hai afanahat hone lgti h. Jaise lgta h nak me kuch h. Kabhi gale me kuch h. Lekin pta nhi chal pa rha h kaha se dikkt hai. 3 sal se dawa kra rhi hu thik nhi ho rha. Rat me achanak se ubhar jata h. Hmko
Kindly consult a good ENT Specialist..
Mje b same tha.. theek ho jyega
Sir ji mujhe nak me khariah aur akhon me khariah hoti hai aur cheeke bhi bhut ati hai es allergy ka koi elaj bataye
Sir apka ye center kha he?
Mp Jabaplur
Sir neet se bsc nursing KGMU main kese milega
Sir ye test kaha hota h mujhe karwana h
Sir apka chamber kaha hai. Mai kolkata se msz kar raha hu
Sir..mujhe bhi karwana hai allergy test..bhaut paresaan hai puri body me hai.(sir se pair tk)😢video me apke bate sunkar ayesa lagta hai ki apse bhetar aur koi nhi kr sakta h*😢*ham Unnao me rahte hai..apse kaise minle..aur contact kaise kare..koi upaye bto..(sir.)..?
Bhaiya aapka ho gya test allergy kha hua mujhe bhi krvana h please bta do
Paisa kitna lgta hai allergy test ka... Please bataiye🙏🙏🙏
Sir test ka naam aur kitne me ho payega please
Sir Adress kahan par hai
Sir bina simtam ke hatho pero par khujli hoti din rat, citrazen khane par thik ho jati h, pher dubara hone lgti h, bhut dr. Ko dikhaya blood test bi karvae kug ni a rha, please ap btao konsa test karvau kha par
Kitna kharcha hota hai allergy profile test ka..?
Seen
D ,sahab aap kha se ho hame dekha na
Dr mere bete ko allergic cough h x ray kraya sab normal h konsa test krana hoga
Test ki adhik zarurat nahin . Doctor clinical basis Par treat kar sakte hain .
@@DrAvyactAgrawal Dr. Mere bete ne bhut antibiotics medicine li cough syrup liye jab thoda jab tak aaram milta phir shuru ho jata h abhi kam h cough subha me hota h sham me but gyi nhi khasi kya kru Dr. Please help
@@DrAvyactAgrawal mere bete k report me total leucocyte 6900/cu.mm and Esr 32 1 hr h
@@DrAvyactAgrawal please rply doctor
Please watch my video on allergy and asthma .
Consult a pediatrician.
Sar mujhe bhi allergy test karana hai Kahan hoga
Sir where are you from meri mom Ko bhut infection ha face swelling nose gardan pak chuki ha two month ho gya medicine khate hoe but farak nai pe reha
सर आपको बहुत मिस करते हैं एफबी पर
Can a patient who had severe dermatitis in past, go for this test?
Yes
@@DrAvyactAgrawal Thank you.
Sir iss test ki cost kitni hai
Sir please make video on artificial artificial intelligence replace doctor
सर मुझे स्किन एलरजि टेस्ट करना है कहा पर होगा दिल्ली में बताय plz
Sir aap TH-cam pe itna inactive kyu ho gaye 😢 I watch your old videos and I love watching them. I am NEET ug aspirant 😊
Beta will be active again after sometime.
Mujhe bhi test karvana hai sir
Sir mujhe screen test karna hai because mujhe cement related elergy hai sir me jodhpur se hu aap se ho aapka address Dena sir please
Sir urticaria me ye test karwana chahiye ya nhi....?
No
NB BABY 5 MONTHS SHARDI BACHPAN SE LAGATAR BANI HUI HAI KYA KARE SIR
Sir इस डायग्नोस की कॉस्ट क्या है.... थैंक्स for video
Read description.
Sir aap kha se ho
Jabalpur
Mujhe bhi 8 month se allergy hai samnjh nahi arahi kis chiz se hai
इसका खर्चा कितना है
3000
Sir plz make vedio interventional radiology fellowship in us uk salary after fellowship in us UK lifestyle?
Mujhe krna h
Pain hota ha kaya😢😢
No
Sir mujhe sans lene m problem hoti h or aec hmesha 1200 ke upar rehta h or doctor se consult krke dekh lia wo kehte h ki jis cheez se allergy h usse bacho pr ye nhi bta paa rhe ki mujhe kis cheez se h allergy aap please guide kijiye
Same problem Bhai
Good information
Sir mujhe acute urticaria hai, koi bhi nayi chiz use nahi ki hai. last two months se me Fexofenadine and Bilastine tablets par hu lekin abhi tak koi araam nahi mil raha hai. mujhe aage kya karna chahiye. mere kayi classmates ko bhi same problem ho rahi hai, kisi kisi ke eyes ke niche swelling mil rahi hai, aur almost sabhi ki skin bahut jyada dry hai. iska kya reason ho sakta hai sir, aur kitne time tak hume medications leni hogi tab theek honge?
If many people are affected around than scabies or some fungal infection in the environment could be the causative factor. Watch my video on Urticaria.
AAP bohut aycha doctor hai god bless you sir
Mein to pareshan ho gai hoon pareshan naak ke ek side se pani tapakta tha ent mein dikhaya usne bola ki dimaag ka pani hai 9000 ki janch likhdi dar se ham bhage Lucknow waha 4 din ki dawa ke baad SGpGI refer kr diya dawa khane ke baad sir mein chubhan hone lagi phir hum hind mein dikhaye waha nose endoscopy hui normal aai report phir kuch blood test huwe normal aai report nose exray hua normal aai report phir nose ka ct scan hua normal aai report lekin nose se pani aana band hi nahi hora phir fluid test krne ko bhaje to report hi galat bana di ab ghar bethi hoon nose se pani bhi aara hai swelling bhi nahi jari sans lete bhi nahi ban rha
Sar mere ladke ko kank ki allergy hai
Sir aapka kaon si jagah hospital hai please address batayen send number sir
Hello sir
एलर्जी कैसे ठीक करें
सर मेरे बेटे को एक साल से केवल खासी हो रही है।
Bhai AAP uska ige ka test karo or chest specialist MD docte se mil wo kisi achhe govt hospital m
Sir muje 7 Sal se khasi aa rhi aur body me khugly bhi hoti hai
Bhai same problem muje bhi 2 sal se
Apne blood test krvaya kya
Mujhe bhi alarji ha
Aap ka no melega keya
Sir aap ka address send
Hme koi aaram nahi Mel rha
😣 Promo sm
दवा खाने से एलर्जी हो जाता मुझे में लाल लाल हो जाता है
Sir aap apna number ya clinic ka address de dijiye please
Sir aap vikas divyakrti ki copy ho
Doctor sahab apna number by address bhejen
add send