Prunning ke kitne din baad fertiliser Dena start karenge. Agar 10 din ke baad ye result Mila hai, toh 10 din tak kya feeding denge ya sirf Pani showering karenge? Please share
Sir pruning k baad mere plant k pata bade ho Gaye Hain , is time hum confidor har 4din k baad de rahe hain, sir PGR kab spray karenge. Aur sir confidor and PGR spray k bich m kitna din gap hona chahiye?
Pruning se pehle hum jo sarson ka Khali ka pani ke ghol soil main daale the, woh ghol thoda mota hone ke baje se, soil ke upar ek layer baith gaya hai. Toh abhi Pani daal ne se pani upar thahra hua rehta hai, neeche soil main sipping nahin hota hai! Toh kya kare please batayiye
thanks ..is videos se bahut kuch sika
Nice info sir Happy gardening
Sir namskar
Sir pruning ke bad hamare yanha kafi barish ho rahi hai .kya karen plz help.soil hamesha pani wala hi ho gaya hai.
Thanku sir
Plz help
Nice shrma ji👍
Very very thanks Dada.👍❤❤
Can we use dap in online-purchased new rose plants?
Yes
👌👌
Pruning se 10 din tak ya phutau aane tak kya sirf pani spray karenge?
Prunning ke next din se paani soil main daalenge aur showering karenge ya kitne din baad karenge?
Ek se do din bad....or showering most....
Sir calcium nitrate ka use kese kerna hai? Kya isko 1:2:2 ke saath kr sakte hai kya?
Nahi, keep wait video aayega
Bahut badia.but jo apne 1:2:2 rose feeding ke bare mei bataya tha wo kb se use kerna hai .
15 din bad se
@@GreenGarden. maine rose ki pruning 3 October ko ki thi ab mere rose me blind shoots jyada aa rhe hai kya karu groth bhi achchi nhi hai
@@GreenGarden.kya blind shoots ko kat kar du mere pass 70 rose h
Pani kam dijiye over feeding na de Confidor spray kare
@@GreenGarden. ok thank u ….kya blind shoots ko cut kar du
Sir organic fertilizer for rose after pruning par vedeo banae plZ
Pure organic rakh....and gobar ko panki main mix karke Dena he
Npk 20 20 20 with Epsom salt use kar sakte he kya...and after npk use result kitne din me ayega
Agar 12 61 ke sath doge to jyada acha.....Nehi to alag alag dein
Prunning ke kitne din baad fertiliser Dena start karenge. Agar 10 din ke baad ye result Mila hai, toh 10 din tak kya feeding denge ya sirf Pani showering karenge? Please share
Sirf Pani after 10 days feeding...when leaf green...then mustard
Sir pruning ke bad blind shoot Ane lgta hai kya krei😢
Over watering se and pani jyada hone se
Sir pruning k baad mere plant k pata bade ho Gaye Hain , is time hum confidor har 4din k baad de rahe hain, sir PGR kab spray karenge. Aur sir confidor and PGR spray k bich m kitna din gap hona chahiye?
Confider every 3rd day....pgr every 7 days ...dose low
Patte lagaye hai to Pgr weekly spray kare Confidor se 2 din antar rakhe
sir cocopeat media ke bare bhi bataya karo
Ji same fertilizer dijiye
@GreenGarden. Ok thanks
Sar chhote plant mein pruning kab Karen aur fertilizer kaise den
Pruning se pehle hum jo sarson ka Khali ka pani ke ghol soil main daale the, woh ghol thoda mota hone ke baje se, soil ke upar ek layer baith gaya hai. Toh abhi Pani daal ne se pani upar thahra hua rehta hai, neeche soil main sipping nahin hota hai! Toh kya kare please batayiye
Pruning ke baad 10 din tak kya kya karna padega, thoda uske baare main batadijiye please
Confidor spray kare 4 din antar se 0.5ml/L water, and pani kam dijiye, pani spray kare 2 se 3 bar daily
Sir ye feeding kab tak chalegi
15 din
Sar yah Jo fertilizer hai aur insecticide hai usko pruning ke 10 din bad hi shuru karna hai kya please bataiyega
Plant me branch aana start hone par
Cinther available la
No
Sir black spot ke liye treatment kya hona chahiye please bataiyega
Ek video aayega, fungicide spray kare
Mere pass npk 13,40,13 nhi hai uske badle kya de ?npk 19,19,19 hai
NPK 12 61 0 dijiye
@GreenGarden. Ye bhi nhi hai
Already plants are above 2years then what is the need of growing roots to give fertiliser.
Need to give fertiliser for growth to come new leafs
You repot or not.....one thing...when root grow under branch grow upper
पुर्निग के बाद नई सूट ग्रीन कलर की आ रही है, क्या यह सही है
Hm... focus on water ,if u interested cider most check ph
Kuch plant me green aate hai but chek ur media it may be over watering
😢 but maine suna hu ki 12/61 se blond shoots aaegi after pruning... isiliye calcium nitrate n DAP he dena hai iss stage par
मैं अब चांदनी फूल पेड़ की रिपोर्टिंग और छंटाई कर सकता हूं
February me kare
सर, अपने ब्लैक प्लास्टिक पॉट का लिंक दीजिएगा।
Amazon se le lo🙏
Local nursery se liya hai
Rithu pots se buy kro strong pot ate h
पतीया काली होकर जल जाती है नये गुलाब मे कया करे
Tano main futaav honay lagtey hai aur jaisay kallay nikaltey hai waisay hi Kalay par ja rahay hai
Confidor spray kare
जो पौधे 3/4 महीने के है उनकी प्रूनिन करनी है या नहीं 🙏🙏
Nahi.kaam se kaam 1 se 2 years ka plant hona chheye.
Nhi kuch nhi karna Jo leaf infected h bs wo hata dijiye
No
First of all spit out the "बोलो जुबान केसरी" then talk 😅❤