' S ' mein horn switch ka negative jayega ?? And positive ground hoga ? I want to know this only..... negative positive mein confusion hai.. I brought, cables, thimble & 3 pin minda relay from market....
Horn relay ko +- milta hai to third pin se + transfer karta hai horn ko aur horn jisme - pahale se hota hai bas itna hi hai aur harn switch - body se deta hai relay ko+ battery se milta hai relay ko.
Ye fitting ke baad Horn direct ho gaya hai, KEY Switch OFF karne ke baad bhi horn button dabane par chalu hai, Kya kar sakte hai, kyunki motorcycle par koi bhi baith kar horn bajate rahega
@@BabluYadavGkp Sir switch se 2 wire ate hai,negative nd positive,negative apne relay ke S me laga diya ,fir positive wire kaha jayega,video bnaya kre to adhi adhi jankari n diya kre
Sir switch se ground aata hai positive nahi aata hai positive to battery se relay par jata hai aur jab ye do supply relay k dono terminal par jati hai fir relay k tisare pin se positive nikalta hai fir harn bajta hai. Sir esme kuchh galat ho to hame fir se bataye ham puri kosis karenge jo aap ko samajh me aajaye.
@@BabluYadavGkp sir clear kijiye pehle ap,steering se jo wiring aati hai usme ek negative aur positive hote hai,negative ki apne relay ki S pe laga diya ,fir jo ek point bacha use kahan lagaya jaye
Ok
Stock horn na ➕ positive terminal waise hi rakhna hai ? Negative wala ' s ' mein connect hoga.....to phir ➕ positive terminal waise hi rakhna hai ??
👌 meri jaan
stock horn
(horn switch)...ke two connection aate hai...red and black....do pins... negative and positive... negative ' s ' mein connect hogi..to positive ground jayega?? Sir,. negative, positive mein confusion hai.....
' S ' mein negative jayega na ?
Stock horn ke 2 connection aate hai...ek ' s ' mein jayega to dusra kaha connect hoga? Krupya samjaye
Stering ka ➕ connection waise hi rakhna hai ??
' S ' mein horn switch ka negative jayega ??
And positive ground hoga ?
I want to know this only..... negative positive mein confusion hai..
I brought, cables, thimble & 3 pin minda relay from market....
Send me your contact
सुपर यादव जी
Next video on 4 pin relay connection diagram plz
Good job
Yadav ji ... krupya samjaye 🙏
Nice sir
Wo horn connection already rehta h to positive ko khali kyu rakha gya jabki B pin pr bhi use dala ja sakta hai kya
Sir,
Aap ki baat mai samajh n paya kripya ek baar aur samjhaye.
Horn switch ka positive ko kya karna hai ??
Horn relay ko +- milta hai to third pin se + transfer karta hai horn ko aur horn jisme - pahale se hota hai bas itna hi hai aur harn switch - body se deta hai relay ko+ battery se milta hai relay ko.
@@BabluYadavGkp stock horn ke positive ➕ terminal ko waise hi rakhna hai ??
Horn ka + relay +out se connect hoga.
@@BabluYadavGkp Sir negative terminal, ' S ' terminal mein jaayega.... Positive terminal kya kya karna hai ? ( Stock horn wala ) Ek negative aur ek positive.....
Stering ka positive terminal ground karna hai ??
Stering switch se sirf ground relay k S terminal par jata hai steering me positive nahi hota hai.
@@BabluYadavGkp sir, do cable aate hai stock horn ke.....dusre kaha jayega??
Ye fitting ke baad Horn direct ho gaya hai,
KEY Switch OFF karne ke baad bhi horn button dabane par chalu hai,
Kya kar sakte hai, kyunki motorcycle par koi bhi baith kar horn bajate rahega
Battery ki wire Horn ke( +)positive ko dena padta hai
Sir aap ko ignition ke baad supply dena hoga +12v chavi on karne ke baad milna chahiye.
Aur swich ka postive kahan lagega
Switch negative deta hai relay ko
@@BabluYadavGkp Sir switch se 2 wire ate hai,negative nd positive,negative apne relay ke S me laga diya ,fir positive wire kaha jayega,video bnaya kre to adhi adhi jankari n diya kre
Sir switch se ground aata hai positive nahi aata hai positive to battery se relay par jata hai aur jab ye do supply relay k dono terminal par jati hai fir relay k tisare pin se positive nikalta hai fir harn bajta hai. Sir esme kuchh galat ho to hame fir se bataye ham puri kosis karenge jo aap ko samajh me aajaye.
@@BabluYadavGkp sir clear kijiye pehle ap,steering se jo wiring aati hai usme ek negative aur positive hote hai,negative ki apne relay ki S pe laga diya ,fir jo ek point bacha use kahan lagaya jaye
@@alqumasabir5715 sir steering se sirf negative aata hai.
Stering ka positive terminal, earth mein Dena hai ? Negative to ' S ' mein chala gaya to ek baki hai , woh earth mein jayega?
Bhai steering se ground jata hai S par jab ham steering melage harn switch ko push karte hai. + Battery se direct jayega B par.
@@BabluYadavGkp black ' s ' mein jayega, red berry mein jayega.....aur ' B' mein si bhi ek bettrey mein jayega....
Relay k 3 terminal hai S B H. S Par steering se,
B par battery ka +,
H par horn ka +
@@BabluYadavGkp stering se , dusra wire nikalega woh? Stock horn ka dusra wire kaha jaayega ??? Main horn ka dusra wire ??
@@MUKESHMUKESH-fp7nr steering k horn switch ka ek sira ground dusara sira relay k S par,
Horn ka ek sira ground dusara relay k H par.
Switch ki to 2 wires aati hain sab gadi me
Ye samjh nai aya
Ek wire body se aata he or ek wire switch se aata he
Video bhi dikhao
unique
switch Ke Andar Se Jo do wire Aate Hain usko kahan connect Karen Ek wire ka to aapane Batla Diya dusre ko kahan connect Karen
Steering switch ka dusara wire ground se connect hota hai.
@@BabluYadavGkp sir , woh to positive terminal hai ? Negative terminal to ' s ' mein chala gaya.....to positive terminal kya , earth mein jayega ??