@@CivilanishRaj dusre chanell wale bol raha hai 3600 to 4000 bricks lage gaa or avi mera friend house cinstruction karwaya 3 room plus 1 hall only 12000 bricjs requred for 5 inch wall
Waise approx 1.5 lacks , mere channel par details mein 2023 ka available hai single aur double room ka video. Jakar dekhiye mere channel per video section mein
9 inch wall me ek sath 2 bricks lagte hai kay 9 inch matlab 2bricks ka width joint hota hai kay side per jake 9inch ka wall kaise banate hai usko side pe jane ke baad calculated kar ke video banao helpful video banao width 2 bricks ka 9 inch wall me width calculation karke o 9inch kaisa hota hai o video me dhiko
Brick ka volume hota h 190mm*90mm*90mm aur jb isme mortar lgate h to volume lete h 200mm*100mm*100mm. Jb aap ise m3 m convert kroge to ans hoga 0.002m3 Then volume of wall/volume of brick=1/0.002=500 numbers of bricks
Nice video
Very Nice video
Gazab ke engineering hai yrr
Kya huwa mere bhai ❤️
@@CivilanishRaj mathematics dekh ke maza aa Gaya bhai
Sir thodi der ke liye mujhe lga mai math pad rha hu gav me jakar ye plan mat btana kisi ko nhi mar ke bhaga dega
😂😂😂😂😂
your video is very clear to understand . thank u sir.
welcome
Super information Sir
Thanks Aaj bahut din baad dekhe h
6feet लंबा और 6 फीट छोड़ा और 5 फीट ऊंचा room banane me kitni brick 🧱 or रेट kagegi or cement kitna lagega
Apka calculation method hard hai
भाई अगर हमारे वीडियो को आप एक चीज को समझे होते तो आप आज यह नहीं बोलते कि हार्ड कैलकुलेशन है
इससे आसान कर कुलेशन आपको कहीं भी देखने को नहीं मिलेगा
आप लोग प्लीज वीडियो को अच्छे से देखें समझी हम क्या बोल रहे हैं उसके बाद ही कमेंट कीजिए
Khidki glaz or drwaja ghato na
Mota mota ek room ma 3000 sa 3500 et lgta hai
Nice भाई
thanks
10mm masala aata hai isliye 3850 barik vase to 4000 lagti hai
You need to join a Primary School to understand the concept of Area measurement
Very nice 👍
Thanks my dear friend
Jai ho sir ji kuchh bhi
Thank you
सर आपका cost calculation गलत है.
3×9 के bricks का average rate 5-8 रुपये तक है.
hamne bihar ka rate lake chala my dear friend
height ka kahan use kiya aapne
Good
आप फुट मे भी समझा सकते है क्योंकि बहुत सी जनता मीटर और सेंटीमीटर की भाषा कम ही जानती है इसलिए सभी के लिए फुट मे ही बताने की कोशिश करें l अच्छा विडिओ l
thanks
Aap ke calculation pe mujhe doubt hai ak room me itna bricks ....
Kya doubt h browther
@@CivilanishRaj dusre chanell wale bol raha hai 3600 to 4000 bricks lage gaa or avi mera friend house cinstruction karwaya 3 room plus 1 hall only 12000 bricjs requred for 5 inch wall
aapne hamre video achhe se dekh kar fir comment kiye meine ek ek calculation bataya hai bhai
Mujhe bhi doubt hai...hamara ghar 20000 brick me pura ban gya
Aap kya doubt h bataiye ?.
Hamne mota moti calculation bataya h .
Aur ye pura aapke house design per depends karta hai .
Jyada lambi lambi na jaado
Your video is very simply and clearly thank you so much sir🙏💕
Welcome
10x12 ke room me 6000 brick 🧱 kaise lag jayengi
सही कहा है आपने
Rate bhi America ka laga Raha lagta he
Itna lamba Jane ki jarurat nahi hai
Bed room wall 🧱 3 Inch Brick 🧱 se banaya hai...koyi problem hogi future mein ??
Nhi , aapka rrc structure yani column, Beam, footing,slab majbut rahna chahiye.
Hogi.. according to IS code wall thickness km se km 4.5 inch hona chahie.. agar kabi b jyda load aya wall p to apki wall dhass jayegi
4500 / 5000 bricks m bn jata h
Or 1000 bricks 4600 rupees ki h filhaal
Where is the rate of bricks 4600
Bihar ki math class 😀
Ok
Bhaiya 4 Room or kichan 1 Baathroom banane ka kitna kharcha Aaye ga
Hall bhi hai kya
na
Itna hil kyun rahe ho engeneer saheb 😁
Sorry hand se banata hu esliye
Koi setup nhi h
Bhai bhich main bricks ke sath cement &sand bhi dala jata hai
Oo to h but ham only Brick ka baat kiye h
14 square metre Mein Kitna kharcha aaega Makan banvane
4000 me bn jaata hai
parafoot wall ka bhi add kar ke kya
4 rooms Hai, 13×13 feet room size Hai Kitna bricks Jaiga bro total 4 rooms main?
Bahut jaldi video bana dunga
Hallo sir 1 Quebec miter me Indian size me 500 no se com hota hai
Oo
Sirf Single Plat Single Room keliye kitna Cost hoga
Waise approx 1.5 lacks , mere channel par details mein 2023 ka available hai single aur double room ka video. Jakar dekhiye mere channel per video section mein
2022 me 300 sqftme ghar bsnaneka kitna kharcha lagrga ye batayen
call me Number discription box diya gya h
10by 12 ..room banana. Hai. 6 inch size wall kitni red bricks lagege..
1860 bricks lagega , please support me.🙏
@@CivilanishRaj thanks .or 12by 10. Ki ek wall me kitne ACC BLOCKS LAGEGE...
Acc block 90 lagega.
Agar room wall ka height 10 feet h to .
12/12 room 3600 bricks
How possible in practically
68,640
10*10 me ketna bricks legega sath me fodeson upar ko 12 he
Nhi samjh mein aaya please again likhiyega comment mein clear
मैं bihar का हूँ, हमारे यहाँ bricks 10inch का आता हैं।
Oo
20by10
High12
9inc
Room main kitna brick lagega sir
5270 brick lag jayega .
Please support and subscribe
9 inch wall me ek sath 2 bricks lagte hai kay 9 inch matlab 2bricks ka width joint hota hai kay side per jake 9inch ka wall kaise banate hai usko side pe jane ke baad calculated kar ke video banao helpful video banao width 2 bricks ka 9 inch wall me width calculation karke o 9inch kaisa hota hai o video me dhiko
9 inch wall mein 2 brick ko jorte h aur
4.5 inch wall me 1 brick jorte h bhai.
Aap ko abhi nhi samajh me aaya hoga to please contact me .
Please support my channel
187 fit Lamba 60 fit chura hai charu taraf se baundari Karna hai kitna kharcha hoga aur eit Kitna lagega bata sar
special contact me . number discription me diya h.
3D eliminationKaun sa apps mein aap ghar ka design banate hain
Autocad me 3d ghar design ban jata h mere bhai.
Aap kya karte h aur kaha se my dear brother
Me odisha se hu or avi ghar me hu CSC centar chara hu
Thanku brother
Welcome my dear brother
Sir aapse baat karna hai
It does not cost as much as you have told and the cost is not that much
Oo.
You see what to do according to your budget.
Bhi 140 r फुट मेस्त्री माँग रहे हैं to 12 12 कमरा ka मेस्त्री ke ktne psishe hue andaje se
Mystery ka kharcha pad Jaega aapko12 by12 room Banane mein rs 20160 lagega.
11 11 k a karma 4 inch par bana salted hai jaroor bataye
salted matalab kya .
sahi se aur saral bhasa me likye apna question
14*50 size ki ek shop bnane me kitna khrcha aye ga
14 by 50 foot hai kya
@@CivilanishRaj length 50, widegth 14 total 700 squre feet area ek room bnane me kitni bricks lge gi
24*30 Height 10 feet main kitna brick lagega
lagbhag 11 thousands brick door aur window ka chhor kar
Sir ye neem bharwake bataya h bricks ka estimate please reply
Neem matalab
Sir zameen se nihe bharwake mtlb humne new construction karwani neeche se leke upar tak ka bataya h ba abhi humara khali plot h
Bataiye sir please
Not
Foundation ko chhor kar
भैया 68000 में तो पूरा कमरा बनाजाता है हमारे यहां
Bahut sasta h building materials kya ? .
Aap konsa location se hai ?
Up bulandshahar anoopshahar
400 सेमेंट 5 रुपए ईट 5500 स्टील
9 inch wall ka matalab 4×4 width Usme jo masala 10 mm ka hota hai usko pakdke 9 inch wall ko banate hai kay
9 inch wall = 0.75 feet
=228.6 mm
Please support me.🙏
Itna to hmne kbi mathc nhi pda dhang se
koi baat nhi to ab thorasa padh lijiye bhai
Very costly hai apki calculation
Area aur location per vary karta h aap ke area me kam hosakta.
Mein ek rough estimate de raha hu
1000 no./100sft. Ke hisab se koi bhi nikal sakta hai.
Are bhai kahana paka diye
kan pakane ke liye aap mafi mangta hu
Brick include the brick work of foundation
yes
12 by 12 9 inch room mai kitni bricks lagegi sir
6 thousand lagega
please support me and share video
28*15 home plan drawing chahiy
bilkul mil jayega .
please Call me . video ke discription me number diya h
kya huwa
Total 4060 no. Bricks consume hongi
Practicle me thora jyada lagta h my dear
Sir height ka use karne ko bhul gye
Sorry dekhna perega bahut pahle video banaya tha
Vai bihar ka engineer lagta he , pata nehi esevi calculation method he avi patha chala, vai engineering chod ke scienctist ban ja yi
3850 barik legega
9 Inch wall mein Thora jyada lagega
621sqft ka to pura 1BHK hota hai sir
matlab kya ?
रूम का एरिया गुणा करने में गलत आएगा
matlab kya
1brick price 8-9 rs
2023 mein kya?
7 rupaye
Please can you tell me rate of 2000 bricks please 🙏🙏🙏🥺
Which location in India mam
No of bricks X rate of one brick in ur area
yes
10 to 13 k in 2022
means kya
Itna bricks nhi lagta hai sir ji
Aap 9 inch ka wall brick work 4 side karenge to etna lagega
6 rs brick hai up me
mujhe malum h
Abhi to ek number brick 7.20 Rs ka aa rha h
Very good for comments me
13/9room size me kitna bricks lagega sir
Kon sa location per building banayenge
@@CivilanishRaj apna village walipur lakhisarai bihar me
Bhai house plan ya ghar naksa bhejiye apna hamare wattup batadenge
@@CivilanishRaj naksa nahi h bus usi size ka ek room Banana h
6.6 thousands bricks with foundation depth (5 feet)
😢cemet aur balu aur column qantity kaun nikalega
Mein kewal brick ke uper bataya hu.
Full details janana h to Mera dusara video dekhiye.
Jismein Mein ne 1room ka all quantity bataya hu.
Are bhai kitana complicated बनाया
aapko kya complicated laga please tell me my dear friend
5inch wall may kitna brick lagaga
Kitna SQFT h area wall ka
Hight to batai Nahi ब्रो
15 feet
Dear sir house design 30*40 ki pdf mail kar sakte ho aap?
Contact on my WhatsApp . give details requirement
Agar ye news aap tak pahuc ta hai to bataye chat ke upar 16 x 23 sft ek room toilet bath room kitna kharach hoga.
5 to 6 lacks
Cement sand kiya tel lene jaega
Meine thumbnail aur tital kahi bhi cement and sand ka baat nhi kiya hu . kebal bricks ka baat kiya hu.
Abe thoda sarm kr Bhai hisab bhi aata nhi tumhe
Your.writing.is.not.clear.to.understsnd.your.concept.don'tmind.please.improve.your.writing
Sorry my dear , thora video quality badha lijiye 480 p par dekhiye clear hoga.
10*12 के कमरे और ऊँचाई 12 फुट, 9"की दीवार, मे कितनी ईट लगेगा,
Video bana h pahle se hamara jaa kar dekh lijiye
साहब आप जो भी है मै 4000 इट मे ही 12 बाय 10 का रूम बना सकता हूँ 6000 इट मे 14 बाय 17 का कोई सक
9 inch wall kya ?
जी बिल्कुल
achha h tab
10by 12 roof dhalne me kitna cement lagega.1 room ka.
Video bana diya hu jakar dekhiye
Bewkoof bana rahe ho civil engineering ped ke niche kar rahe the kya
Kya bekuf brow bana rahe aaisa nhi bolte my dear.
Lul engineer adhuri jankari wale labour hi ho sakte hain
Hamri recent video dekhen ye bahut pahle ka video hai
Sir 25×16 room ka area hai kay hight 10 feet hai 9 inch ka wall me kitna brick lagega
8450 brick lagega . window ,door and ventilation deduct kar ke
Please support me.🙏
Math poor h aapka..
aap kya dikat huwa bhai
Pillar + Mortar ka Kya hua..
12*10 उचाई 11 फुट है तो मे 4500 में होगा इसमें 4 कलाम है डोर 7*3 का और विनो 4*3 होगा तो
Bogas
Kya achha nhi laga
Bhai ye bhi samjhao ki 1m3 =500 brick kaise aayega
Brick ka volume hota h 190mm*90mm*90mm aur jb isme mortar lgate h to volume lete h 200mm*100mm*100mm. Jb aap ise m3 m convert kroge to ans hoga 0.002m3
Then volume of wall/volume of brick=1/0.002=500 numbers of bricks
Chup be kuch bhi
Mein to chhup my dear friend. But aaisa aapko nhi bolna chahiye
@@CivilanishRaj sorry bro
Ghatiya information
kya hai ghatiya my dear brother
@@CivilanishRaj 10*12 ke room mein kahin 6000 int lag jaega. 6000 int matlab
@@CivilanishRaj kuchh bhi
Foundation se parapet wall tak 9 inch wall me lagbhag lagega 6000 bricks
1 m ke video 10 m bans diya
bhai pura details bataya h. nhi ham sidha second bata dete kitna brick lagega .
Sir app mobile number milaga kia
Mobile no. Har video ke discription box me dala huwa h