I have experience this Peshawar hospitility once my friend from Peshawar... He also living in Lahore for work he invited me and other firends to Peshawar for one weak ... I think we even not spend even a penny in a whole weak... After one weak we thanks with him with lot of 🧧🎁 gifts.... Memarable one weak of 🧬 life....food... culture... Heritage.... Amazing...
Chargha different spices kay sath pehly full Chicken ko steam karty hain phir fry karty hain and Fry chicken ko spices main Marinate karky kachchi chicken ko poora Frying main hi cook karty hain
Actually peshawar is the city of hospitality. Peshawar also produced the legendary personalities like late dilip kumar shahrukh khan amjad khan raj kapoor and so many other. Although I am from karachi but I love peshawar ❤ lots of love and respect from Pakistan
ہم کراچی سے ہیں جو مشہور ہے جانا جاتا ظے اپنے بڑے بڑے دسترخوان سے لوگوں کو فرء کھلانا اور مدد کرنا ۔۔بہت بڑے بڑے دسترخوان لگے ہوئے ہیں اور صرف رنضان میں ہی نہیں پورا سال مہمان نوازی ہوتی ہے ماشاء اللہ ❤❤
Mujhy bohat shoq hy pwshawar dekhny ka aur wahan k.khany khany ka...sab peshawar walon ko salam karachi walon ki taraf sy Aur ap dono cousins ko bhi bohat salam
I’m from Kabul but I born in Peshawar and after watching this video I fall in love again with Peshawar and IN SHA ALLAH this time once I visit definitely I’ll try all those things from gantaghar ❤ love from Kabul
Love you My dear Brother Big Respect from Islamabad 🇵🇰 Pakistan Bilkul ap ney sehi Kaha Pory Pakistan ki Mehman Nowazi aik Taraf hamary Pashtoon Bhaion ki Mehman Nowazi aik Taraf
Poori murgi.. Yani full chicken.. Ko hum chargha boltay hain.. Or agr pieces hon to.. Yani chest ka piece ya leg ka piece.. To usay chicken fry piece boltay hain
Yes Sister ghazala ny sahi kaha comment mein I have been to Peshawar so many times charsi Tikka/namak mandi dumba karahi Aur kissa khwani bazaar MashAllah
Wow nice to see this vlog. Im a proud Peshawari. N we are very hospitalital and helpful and loving alhumdulilah. N our city is famous for shopping and also for food. Alhumdulilah. Kachalo ki chaat k baghair aik roza b aftar nahi kerte hum.
Hum Jo b karte hai Dil se Phr wo Pyar ho Nafrat ho Dushmani ho Friend ship ho Ya mehman nawazi Apna alag he swag hai😉😉💜💜💜💜🇵🇰🇵🇰💜💜💜 love from pathanarmy pakarmy
Chargah is basically light masalon mai marinated full chicken ko larki py seeka jata hai wo aik crisp si layer banadyta hai aur usky sath hari chatni oh bhaisaab ❤
Assalamualaikum bhai ap Abdul Malik Fareed KY b vlog dekhy UN KY vlog b boht high recommended hoty hain mn UN ka fan ho or mn NY apki b Kuch videos Dekhi hain achy reaction dety Hain ap
Degi charga wo deg me banta hain fry kar k steem karty hain koi steem kar k fry alg alg taste hota hain dono ka steem kar k fry karne se chilli km ho jati hain
Chargha is a very special food here in Pakistan. We have this food at very special gatherings or occasions. This is the full chicken body baked or cooked sometimes on flame or sometimes hanging over the flame which is cooked slowly to get the amazing taste. Its really hard to manage to cook it at home.
Karachi main Aik jagah hai jisy Haiderabad Colony kehtey hain Whan Sirf 1000 qism ka Achar milta hai App log Achar or Chatni k Shoqeen ho app ko Us pr reaction video bnani chahey
Kya yad dila dya bae ye kachalo ki chat k bagher to hamari aftari nhi hoti ti aur jin shops se inho ne aftarya li hen in sab k pakore dahi bare kitni bar kaye hen kya yad kra dya ab to apne mulk se koso dor bete hen ye sab galya ye jaga bht yad ate hen missing my old peshawar
Alote of love from Peshawar. You're all reaction video are so good. Charkha basically chicken like chicken with massala like tandoori chicken but it's better than tandoori chicken. ❤❤
Chicken fri aur chicken chargha 2 alag alag items hain chhiken fri aap k dili k mohammad hussain wala fri item hai aur chargha bhi deep fri hota hai lekin usse steam bhi kiya jata hai pakistan main usse chargha bolte hain aur aap k dili main usse shavaya bola jata hai
Bhai me Karachi se hu Lekin me Peshawar gaya hu Waha k pathan Bhai bhot achy hen bhot mehman Nawaz log hen ye cheiz mene bhi dekhi he Peshawar jakar ❤❤❤❤❤
Full chicken ko CHARGHA kehte hain. Steam chargha bhi hota hai fried chargha b , bbq chargha bhi. or jab Chargha 3-4 ghante k liye koyelon pe khara kr k ander chawal bhar k lgaya jata hai to usse SAJJEE kehte hain.
Zameen m thora khadda krk usmy charkhol heat up krk masala lagi puri chicken ko seekh m lga k zameen m daba dety h seekh khari krk wo koelu ki heat se chicken pak jati h chargha ban gya
REHAN BHAI CHARGA SEKH K SATH LAGA KAR KOILE PAR BANTA HAI ,,,AUR CHIKAN FRY COKING OIL MAIN FRY HOTA HAI,,,,,AUR DAM PUKHT JO CHEZ DAM PE PAKE ,,,OS KO STEEM B KEHTE HAIN
بیٹا آپ بھی پشاور او سب کچھ فری ملے گا رمضان کے علاؤہ بھی ھم سب مھمان نواز ھیں غزالہ پشاور پاکستان
Ye to sch ha
واقعی پشاور کے لوگ مہمان نواز ہوتے ہیں ۔
I have experience this Peshawar hospitility once my friend from Peshawar... He also living in Lahore for work he invited me and other firends to
Peshawar for one weak ... I think we even not spend even a penny in a whole weak... After one weak we thanks with him with lot of 🧧🎁 gifts.... Memarable one weak of 🧬 life....food... culture... Heritage.... Amazing...
Bilkullll
Hinko awan Peshawar is Afghanistan kab se pokistan hoy hai
Hm peshwar walay hai ‘dil walay hai ‘mehman nawaz bhi hai ❤ Alhamdullilah Allah ne hamay behtareen khoobi se nawaza hai ❤
Chargha different spices kay sath pehly full Chicken ko steam karty hain phir fry karty hain and Fry chicken ko spices main Marinate karky kachchi chicken ko poora Frying main hi cook karty hain
Actually peshawar is the city of hospitality. Peshawar also produced the legendary personalities like late dilip kumar shahrukh khan amjad khan raj kapoor and so many other. Although I am from karachi but I love peshawar ❤ lots of love and respect from Pakistan
ہم کراچی سے ہیں جو مشہور ہے جانا جاتا ظے اپنے بڑے بڑے دسترخوان سے لوگوں کو فرء کھلانا اور مدد کرنا ۔۔بہت بڑے بڑے دسترخوان لگے ہوئے ہیں اور صرف رنضان میں ہی نہیں پورا سال مہمان نوازی ہوتی ہے ماشاء اللہ ❤❤
Jjji right ❤
I am proud to be a Peshawari Pakistani.
پھولاں دا تے نالے محبتاں دا ساڈا شہر پشور
Mujhy bohat shoq hy pwshawar dekhny ka aur wahan k.khany khany ka...sab peshawar walon ko salam karachi walon ki taraf sy
Aur ap dono cousins ko bhi bohat salam
Bhai ajawo kabhi peshawar
I’m from Kabul but I born in Peshawar and after watching this video I fall in love again with Peshawar and IN SHA ALLAH this time once I visit definitely I’ll try all those things from gantaghar ❤ love from Kabul
Love you My dear Brother Big Respect from Islamabad 🇵🇰 Pakistan
Bilkul ap ney sehi Kaha Pory Pakistan ki Mehman Nowazi aik Taraf hamary Pashtoon Bhaion ki Mehman Nowazi aik Taraf
❤
Mashallah ❤
Ajayen ap b Pakistan ❤most welcome brothers 😻🥰
Peshawar me Afghan pashtun rahta hinko zaban wali pokistan ko support karta who kuchvlog wahan rahta hsin nut Peshawar pakhtoonistan was Afghanistan
@KhanKing-ds5rm 99 % Pakistani pashtuns are proudly Pakistani prourd to be a pashtun and Pakistani we don't want to be a part of Afghanistan
@@KhanKing-ds5rmda setaso afghano da warzay khobona ledal de da warazay khobuna charay hom na de rishtia shawi
@@FahmeedaNawaz-cz8fz hazriwal punjbi inkodo nsl ghspa ghpa pashto way
@@FahmeedaNawaz-cz8fz za sahi alhamdualiallah
Bhaii main pakistani hon mujy ap k volg ka boht maza ata hai
😮
Ilove Peshawar
Respect from sindh pak❤
Ye qabab ki karahi, muraba, chatni or kher ye waqi me bht zabrdast Hy 😊😋
Bhai Mai Peshawar ki hu ap aye most welcome or mughy apky vlogs boht pasand hai first time kisi ko comment Kiya hai
Poori murgi.. Yani full chicken.. Ko hum chargha boltay hain..
Or agr pieces hon to..
Yani chest ka piece ya leg ka piece..
To usay chicken fry piece boltay hain
Ajayen AP Pakistan 💐most welcome Yahan k people's bht mehmaan Nawaz hen from Pakistan 🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰
Yes Sister ghazala ny sahi kaha comment mein I have been to Peshawar so many times charsi Tikka/namak mandi dumba karahi Aur kissa khwani bazaar MashAllah
Masha Allah bhai apke videos butat achi hai I love you bhai from Karachi sindh Pakistan
Wow nice to see this vlog. Im a proud Peshawari. N we are very hospitalital and helpful and loving alhumdulilah. N our city is famous for shopping and also for food. Alhumdulilah. Kachalo ki chaat k baghair aik roza b aftar nahi kerte hum.
Aslam o alaikum bro,ye kheer boht boht boht testyyyyyyeeee hoti h,❤love frm pakistan❤
Hum b Peshawar me rehty hen 😊 but abhi tak full dekha nhi Hy bcz abi nay shift huy hen...pata Chala ga Kesy log hen Yahan k 😊
Mujhe to ap ka ikhlas bhi bht acha lga think bro
Fixt it peshawar iftar lagatey hain. Wo akela chuta sa larka bahot peyara kam kar raha hy. Plz us ka review zaroor karain ❤❤
Hum Jo b karte hai Dil se
Phr wo Pyar ho
Nafrat ho
Dushmani ho
Friend ship ho
Ya mehman nawazi
Apna alag he swag hai😉😉💜💜💜💜🇵🇰🇵🇰💜💜💜 love from pathanarmy pakarmy
Ye kheer bht mazy ki Hoti hai best 👍👍👍
Hamaray han meethay samaosay zabardast zabardast😊
Maza a gya dekhny ka khas tor pe ramzan k bd 😊😊😊
Mehmannawaz hn ham Bhai such kaha ur always welcome to come peashwar ❤❤
Chargha ya to steam pe bnta Hy ya phir aag ki heat per thoray faslay per chicken ko Rakh ker Matlab sajjee type
Chicken fry is deep fried in oil. Chicken chargha is baked or roasted a lot less oil
Bhai sahab sawat ke log bhi❤❤😊 mehman Nawaz hai
Ye Sahel Bhai hanste Bada piyara ha aese☺️☺️☺️☺️☺️☺️
Nice reaction..i m from peshawar...🌹
Tamatar ki chatni me tamatar hara dhania podina lehsan hari mirch namak main cheezain hoti hain
Bhai charga grill ma banta hai micro wave grill hota hai charga or chiken fry jo.hai wo fry kia jata ha masala laga ky
Whole chicken marinated with spices is deep fried .It is chargha.while chicken pieces fried is called chicken fry.
Bhai ap bahot achy Hain Jo is tarh say Pakistan ki batain karty Hain main aik Pakistani hon or Indian Bhai KO mohabt karta hon
From Peshawar ❤❤❤ love to hear such positive words for my city ... We are famous for our hospitality..❤
Saiii kha bhaii videos m bhair wala tu shock shock hi gaa pakistanii bhi ho gia❤❤❤🎉🎉🎉🎉
Ye muraba zabrdast 😋😋😋
بھائ مزا آ گیا شکریہ
Ye peshawar ka kachalo pera ak bar kha lein pir daily khany ko dil karyga.aur ye kher uff mazedar full of khoya taste
Namak mandi food street ❤
Fer chicken oil ma fry krty hai or charga ko marinate krky steem ma bnaty hai
Chargha Chicken full Chicken ko kety hain yeh fry bhi karskty hain or Rost bhi kar skty hain
Chargah is basically light masalon mai marinated full chicken ko larki py seeka jata hai wo aik crisp si layer banadyta hai aur usky sath hari chatni oh bhaisaab ❤
پشاور کے لوگ انتہائی خوبصورت حسین جذباتی اور انتہائی مہمان نواز ہوتے ہیں میں 5 مرتبہ پشاور گیا ہوں ۔
Yes 💯%
Bhai Chargha chekan kasala lga kr kuch time rakhtay hain phir deep fry krtay hain or kich masala sald raita chapati.
Hi brother naveed from Pakistan peshawar chargha isteem pe banta ha or fry wala fry ho kar
Chhargha direct coal Pye bunta hai without oil JB kye fry chicken oil mein fry HOTA hai
Most Wlcm Apko and no doubt har province Mai apko Mehmaan nawazi khub milygi but KPK waaly bht Mehmaan Nawaz hy
Assalamualaikum bhai ap Abdul Malik Fareed KY b vlog dekhy UN KY vlog b boht high recommended hoty hain mn UN ka fan ho or mn NY apki b Kuch videos Dekhi hain achy reaction dety Hain ap
Aankh mein aansoo aa gy😢 khushi sy😊
Degi charga wo deg me banta hain fry kar k steem karty hain koi steem kar k fry alg alg taste hota hain dono ka steem kar k fry karne se chilli km ho jati hain
Chargha is a very special food here in Pakistan. We have this food at very special gatherings or occasions. This is the full chicken body baked or cooked sometimes on flame or sometimes hanging over the flame which is cooked slowly to get the amazing taste. Its really hard to manage to cook it at home.
Fixit it Peshawar pay aik video brother plzzzzzz
Karachi main Aik jagah hai jisy Haiderabad Colony kehtey hain Whan Sirf 1000 qism ka Achar milta hai App log Achar or Chatni k Shoqeen ho app ko Us pr reaction video bnani chahey
Kya yad dila dya bae ye kachalo ki chat k bagher to hamari aftari nhi hoti ti aur jin shops se inho ne aftarya li hen in sab k pakore dahi bare kitni bar kaye hen kya yad kra dya ab to apne mulk se koso dor bete hen ye sab galya ye jaga bht yad ate hen missing my old peshawar
Im also Peshawari nice reaction ❤❤😊😊
Alote of love from Peshawar. You're all reaction video are so good. Charkha basically chicken like chicken with massala like tandoori chicken but it's better than tandoori chicken. ❤❤
Mn ny Peshawar ka kabab karhai try kiya tha bohut maza aya
Mashallah bhai ap pakistan Ana ma phatan ho apny phatan o ki tarif ki shukriya
ASSALAMUALAIKUM REHAN MANSURI SAHIL MANSURI BHAI SALAMAT RAHEN AAMEEN SUM AAMEEN PASAND GUL E SAMAN FROM KARACHI PAKISTAN
Bahi 2no hi chekin hoty hain 1 oil ma frai hota ha or 1 quela pr
Agar aap ko is say b ziyada mehman nawazi daikni ho tho visit balochistan , jahan pay baloch or pattan rehtay hain
اپ نے ٹیکنالوجی میں ترقی کی ہم نے صرف کھانے پینے میں ترقی کی
Hyy chai piy Bina to hum b nhi reh sakty 😊
بھائی سیالکوٹ کی وڈیو بھی دیکھاو
ap b ahyn sir PAKISTAN apko churgha r chikn fry ka defference khila k btaengy sir ,
Rehan AP bhi Apne city ko dikhao Bahar Nikal ke Ghar se ke kia kia Apke city main milta hai
Chargha hota hai jis pe masala laga k steam de k deep fry karte hai or chicken fry bhagair masale k hota hai
Shukriya bhaai❤street food py reaction deny k liy 😊🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰
Wese hm b iftar k baad chay peety hain❤
Chicken fri aur chicken chargha 2 alag alag items hain chhiken fri aap k dili k mohammad hussain wala fri item hai aur chargha bhi deep fri hota hai lekin usse steam bhi kiya jata hai pakistan main usse chargha bolte hain aur aap k dili main usse shavaya bola jata hai
Bhai me Karachi se hu Lekin me Peshawar gaya hu Waha k pathan Bhai bhot achy hen bhot mehman Nawaz log hen ye cheiz mene bhi dekhi he Peshawar jakar ❤❤❤❤❤
Phir yeh Karachi walay ghaleez Pathan kahan say aatay hain 😮
Ap Ke India Ka Shah rukh b peshawer Ka hai
Charge steam grill machine my masla lag steam keys jata hy or fry chkn ko fry keya jat hy
Peshawar ka namak mandi and chapli kabab to zabardast hai.
Plzz react to main sadqay ya rasool saw new naat atif Aslam
charge mai spies test HOTA hai,, Fry mai salty test HOTA hai,, tandoori mai smoke aroma HOTA hai
Alhamdulillah ❤ to be PUKHTON ❤🎉
Love from Pakistan Khabar pakhtoon kahwa district buner ❤
Pokhtoon bohut mehman nawaz hote hain I am from Marda the 2nd biggest city of KPK
@@nusratparveenanwar5994 you are right 🍁 you mean mardan
@@nusratparveenanwar5994 mardan
I’m From Peshawar City 🏙
Most welcome 🙏 Everyone to my Home city
& Thanks Brothers For Show Peshawar ❤
Hum pakhtoon mehman nwaz hai ap log bhi zaror ana peshawar ❤
Bro ...morghi ko hum pushto chargha kehti ha
Full chicken ko CHARGHA kehte hain. Steam chargha bhi hota hai fried chargha b , bbq chargha bhi. or jab Chargha 3-4 ghante k liye koyelon pe khara kr k ander chawal bhar k lgaya jata hai to usse SAJJEE kehte hain.
Nazar gul Pakistan love KARACHI 🥰🥰🥰🥰🌹🌹🌹♥️♥️♥️✌️✌️✌️👍👍👍👍👍
Hum to Abhi nandan ko bhi chai piye bina nahi janne detay 😅😂😅
Halki se halki mithai b pakistan main 800 kg hai or 1600 kg b hai
Full chiken ko jo k tndoor main he bnta ha chrga kaha jata ha.bako jo shotay pieces hotay hain un ko tikkay.r agr wo fry kiyey hon to fry piece
Shukr Hy aftar k bad video Dekhi wrna or b munh me Pani ata 😂
Many rozy ki halat ma dekhi ap soch b ni skty kia station thi mari pora mun pani sy bhar gaya😂😂😂😂
@@aroosaumar9463 😁🤭
Zameen m thora khadda krk usmy charkhol heat up krk masala lagi puri chicken ko seekh m lga k zameen m daba dety h seekh khari krk wo koelu ki heat se chicken pak jati h chargha ban gya
Yahn ka kabli pulao tawa kaleeji b hn
aap ke waha jo mitha samosa milta he us me khoya dalta he or long lata kehte he up banaras me boht mashoor he
Alhamdullilah proud to be Peshawari
Bhai Rajab's family k vlog py b video banaye uno ny apne sary subscribe ki iftari ki ha
REHAN BHAI CHARGA SEKH K SATH LAGA KAR KOILE PAR BANTA HAI ,,,AUR CHIKAN FRY COKING OIL MAIN FRY HOTA HAI,,,,,AUR DAM PUKHT JO CHEZ DAM PE PAKE ,,,OS KO STEEM B KEHTE HAIN
Great log Hain Pakistani
Srk and Yusuf khan was from Qissa khani bazar.
Faisalabad kibe aftari deakhain