Bhaiya ji, aapne bohot aa66i koshis kiya hai ,isse jyada koi nahi samjhayega ...even aapni pehechan wali bare Vai ya uncle v nahi....hats off to you...
Agar mere gadi speed hai Achanak Koi bich Mein a Gaya To Main Ek hi chij karta hun pahle break daba deta hun uski Baat gadi good good Aati Hai tab clutch pakadta Hoon Uske bad gadi Dhire Ho Jaati Hai Kya Main iska Sahi istemal kar raha hun
Save Drive Long life... Rod pr etna yad rko ki hmko bachna ni dusro ko bachana he utni HI speed rko jitni controlling kr sko.. Nyc video bante ho brother jitna tum btta dete Ho utna to bike chlane Bale v kisi ko ni batate.. Tnxxxx brother love you
Namaskar mai Nepal se . Mai Baike sikrahu Draiving Centre me . Bat ye he 2 giyarme chalate hu . Kabhi kabhi jhadka deke rok jata hai . Pher start karne ke liye kya karna chahiye .?
Bhai , aapka video pura watch kiya ,its very useful , if you do not mind i have one question , i am planingto buy medium range bike (125or150cc) hero or honda , iam bit confuse so please advice me which bike would be better ?
Thanks bro good information Lekin ek problem hai ki Agar bike chalte samayen jam lag jayen to brek lagane par bike jaldi band na ho aise main kiya kare
Very nice ...full with important information....apne behatrin trike se explain kiya inke likye thanks a lot . But , brother mujhe bike m ye problem hoti h ki jab giar badalta hun to jhatke dekr band ho jati h . Aisa kyon hota hai ? Aur ksise inse nijat pa sakta hun .
सबसे ज्यादा आपको पैर वाले ब्रेक का इस्तेमाल करना चाहिए घर बैठे पैसा कमाने के लिए इस हेलो एप्लीकेशन को अभी डाउनलोड करें और अपने दोस्तों के साथ शेयर करके अपने मोबाइल फोन से घर बैठे पैसा कमाएं Hello app ko install kare👇 d.helo-app.com/Leh4jk/
Man lijiye ap 60 ki speed me h aur ap ko itna break lgana h ki gaadi 30 pe aa jaye aur ap 4th gear me hai To clutch dbane ki jrurt nhi Agr ap niche jate h to gear down krne aur clutch dbane ki jrurt h To clutch dbane ki jru
Ap 1 bat smjhiye Har gear ki 1 speed limit h Jaise apke aage traffic h aur apko gaadi 20 se niche chlani pad rhi h to ap usko 2nd gear me krenge Mera kehne ka matlab hai ki ap agar gaadi ko slow krna ya break lga rhe h to apko speed k hisab gear adjust krna hoga aur fir clutch dbayege hi Agar kam slow krna h to na hi clutch dbane ku jrurt nhi Aur na hi gear down krne ki
jab hum breaker ko paar kr rhe hote hain,uske pehle clutch ko dbaake gear km krne ke baad me cluth ko chhodna chahiye yaa nhi? actullay me kya krta hu ki clutch dbaaake gear to km kr leta hu,lekin clutch ko tb tk nhi chhodta jb tk breaker ko paar ni kr leta.. to bahut saaro ne mujhe asa bola ki ye galat h,isse cluch plate khrab ho jayegi..to sahi kya rhega,plz btaye
Sir ji jaise ki mai chaari Kar ra ho 2 ki gear may Aur chaari bahut lambi hai . Toh mujhe 1 gear may change Kar Na hai ya 3 gear may hai Aur karte samay kis baato ki dhayan rakna chaaiye. Chaari Kar te samay kaise gear change Kiya ja ta hai
Sir.....Tarnige Breck dabana chahiye & Sir......Breckar pe Baik Rokni ho to Clach Dabake Or pechewala breck laga ke To Udka Gair Bhi to Kam karna He Na Kaitna Gair Kam kar sakhte he sir.....1 ya 2.
भाई मेरी बाईक हे पलसर उसमे मुझे गियर समज मे नही आ रहा हे। 1 गेर आगे दे रखा फिर N दे रखा उसके बाद 2 3 4 5 तो मुझे यह समझ नही आ रहा मुझे बाईक आगे नियुटल करनी होगी या पीचे या बीच मे तो कृपया कर एक वीडियो पे जरूर बताए
bhoot ache se bataya dost
Best information bhai
Break ke baare me bahut hi acchi jaankari di sir, thanks
Ab mai sikh gya hu🤝❣️😊🌟
Very good bhai nice information👍👍
bhaii bohat khub thank you great video👍👍 doubt clear ho gya mera ab.
Superb explanation....
Thanks,bhai
Best video 👌👌👌👌👌👌👌👌
बहुत अच्छा।भाई। रोज
Bhai aapane bilkul right knowledge diya hai
Thank you so much sir. Apne bahut hi ache tarike se aur jimmedari k sath itna kuch sikhaya 👍👍👌👌🙏🙏
Thanks bhai video bnane ke liye
Very nice explanation
Dono brack ek sath lesakte h kya?
Sir brek lag k hum key c v band kr skte hai baike
Sir agr me gadai ko mod te hai to gadai band ho katao hai
Detail explanation.well done bro
NICE
very nice video bhai
bahut Sahise bataye Aap Bro..
Excellent information bro
like
Bhaiya ji, aapne bohot aa66i koshis kiya hai ,isse jyada koi nahi samjhayega ...even aapni pehechan wali bare Vai ya uncle v nahi....hats off to you...
sacha mai pura detail mai information batai hai so tx qnd i hope ye mare bhi kaam aaye
Lekin bhai mahnat bahut karte ho Shabash
Excellent explainer
Agar mere gadi speed hai Achanak Koi bich Mein a Gaya To Main Ek hi chij karta hun pahle break daba deta hun uski Baat gadi good good Aati Hai tab clutch pakadta Hoon Uske bad gadi Dhire Ho Jaati Hai Kya Main iska Sahi istemal kar raha hun
Save Drive Long life... Rod pr etna yad rko ki hmko bachna ni dusro ko bachana he utni HI speed rko jitni controlling kr sko.. Nyc video bante ho brother jitna tum btta dete Ho utna to bike chlane Bale v kisi ko ni batate.. Tnxxxx brother love you
Muje. Aapka.vidio. Aacha laga tha nkues
बहुत अच्छी जानकारी।
Good bro 👍👍 main bhi Dhanteras mein new bike liye hi Honda SP shine drum brake is per break Kahan kahan mare bataiye
bhai kya bina cluch dabaye break dabane se cluch plate ma problem hota ha kya
Ha ... Clutch par dabav jyda hoga
Namaskar mai Nepal se . Mai Baike sikrahu Draiving Centre me . Bat ye he 2 giyarme chalate hu . Kabhi kabhi jhadka deke rok jata hai . Pher start karne ke liye kya karna chahiye .?
Bhai choti bike may kaisa break countrol turn sleep Speed may
Turning me kesa break and gieyr liange..
Bhai , aapka video pura watch kiya ,its very useful , if you do not mind i have one question , i am planingto buy medium range bike (125or150cc) hero or honda , iam bit confuse so please advice me which bike would be better ?
Honda is best , because honda engine is more powerful engine
Thank
Kon sa modal Lena chaiye Bhai Honda bike ki Naya Lena hai
Aap ka btane ka trika bahu hi acha h sir 👍👍👍🙏🙏🙏🙏
Nice video sir 👍. Bike 5 gear chalana bat emergency break Kore diya then how to restart bike? Please explain with video. 🙏
Good teaching.
Thank you Very much bhai
Sar Ham teesri gair mein bike utha sakte
17:31,,😂😂😂😂,,kya yar,kya tarika h,,kat dena chahiye tha ye🤣😂😂
Thanks bro good information Lekin ek problem hai ki Agar bike chalte samayen jam lag jayen to brek lagane par bike jaldi band na ho aise main kiya kare
Achcha Laga video
Very nice ...full with important information....apne behatrin trike se explain kiya inke likye thanks a lot .
But , brother mujhe bike m ye problem hoti h ki jab giar badalta hun to jhatke dekr band ho jati h .
Aisa kyon hota hai ? Aur ksise inse nijat pa sakta hun .
Agar chalti me gair pure utar Jay to kya hoga aur kya kare
Bhai motor cycle 2 sare gear ma ha clutch kaiser chode
Best teach brother
Bahi gari cahlate waqt gari slow speed me 2 giar me rehne se gari jahtka kyu Marta hai
Vai bike 4nmr ke gear me chal rhi hai to phle break mare ya calch DBA kr gear km kre btana
Bhai meri cb shine disc 3 bar slip ho chuki hai pls suggest me
bhai ek bar cluch leke ek sath sare giur utar sakte h
aakash mukesh haa
bhai gadi ovr teke karne se bad ho jati asank to kaya kare
प आपने अच्छा गाड़ी सिखाया है आपका यह गाड़ी सिखा ना हमारे दिमाग में काम किया बहुत बढ़िया
गाडी ट्रॉफीक मे चौक वाहन कि गर्दी मे जगह पर गाडी कैसे रोके और गाडी को चालू रखे!
Clutch Leke accelerator dene par plate jal jata hai kya
बार बार करने से
Bike chala ke speed me bike ka chabhi band kar dene par aur clutch daba kar rakhne se kuch Hani hoga kya
@@aaditiroy5442 nahi bhai koi hani nahi hogi
Thank you bro.
Thankyou very very thanks
Dhakaar.......... 😆😆
Agar bike ko kahi par rokna ho to kon se gear me roke
80 espeet me aachanak rokna ho to konsa brevk mare pl elp mi
Dono aur gear down
Super bhai
Sabse jyada kis brek ka yuj kiya jay,samne ya piche,,,
सबसे ज्यादा आपको पैर वाले ब्रेक का इस्तेमाल करना चाहिए
घर बैठे पैसा कमाने के लिए इस हेलो एप्लीकेशन को अभी डाउनलोड करें और अपने दोस्तों के साथ शेयर करके अपने मोबाइल फोन से घर बैठे पैसा कमाएं
Hello app ko install kare👇
d.helo-app.com/Leh4jk/
भाई सुनो जैसे मेने किसी उबड़ खाबड़ में क्लच मार्के ब्रेक दबाया तो उस समय गाड़ी बंद नही होगी या फिर में गियर कम करके ब्रेक मरु भाई प्लीज अच्छे से बता दो
Sabse jada kaun sa brake le
अगर आप बाइक अधिक दिन से चला रहे है तो कोई भी ब्रेक ले सकते है लेकिन नए है तो पैर का ब्रेक ठीक रहेगा
Konse app daunlod karna mujay nahi pata
Road cross Kaise karege
Thank you bro
Sir hamse hamse pichhla break ke bajay agla break lag jata hai kiya kare
Bhi kabhi bike ke saath bhi vedio bna le
Bike ko hamesha 2 number giere par chalta ja Sakta hai?
Break lagane ke liye piar ko kis posion Mai rakhe
Kya ham hamesha dono brake 1 sath hi lagayen to sahi hoga ya nhi ???
Excellent bro your videos really help me to ride the bike
Bhai kiya half kilach me gair dal sakte hai. Agar dale ge to kiya hoga. Our kiya ham ak sath kilach dava kar teen gair dal sakte hai.
Sir dono break kese use kare saath me or kis situation me
Break marte time clutch chodna chahiye ya pakadna chahiye
Man lijiye ap 60 ki speed me h aur ap ko itna break lgana h ki gaadi 30 pe aa jaye aur ap 4th gear me hai
To clutch dbane ki jrurt nhi
Agr ap niche jate h to gear down krne aur clutch dbane ki jrurt h
To clutch dbane ki jru
Ap 1 bat smjhiye
Har gear ki 1 speed limit h
Jaise apke aage traffic h aur apko gaadi 20 se niche chlani pad rhi h to ap usko 2nd gear me krenge
Mera kehne ka matlab hai ki ap agar gaadi ko slow krna ya break lga rhe h to apko speed k hisab gear adjust krna hoga aur fir clutch dbayege hi
Agar kam slow krna h to na hi clutch dbane ku jrurt nhi
Aur na hi gear down krne ki
Birek lenepar cluch lena zaruri hae kiya
Bro suppose hamare bike 5 gear per move kar rahe ho or turn a jaye tho kya kare
jab hum breaker ko paar kr rhe hote hain,uske pehle clutch ko dbaake gear km krne ke baad me cluth ko chhodna chahiye yaa nhi?
actullay me kya krta hu ki clutch dbaaake gear to km kr leta hu,lekin clutch ko tb tk nhi chhodta jb tk breaker ko paar ni kr leta.. to bahut saaro ne mujhe asa bola ki ye galat h,isse cluch plate khrab ho jayegi..to sahi kya rhega,plz btaye
Thank you Bai mujhe to PTA hi nhi tha Ki break ka estmal gadi Jo rokne ke liye Kiya Jata h🙄
Thanks bro for your information
Sir ji jab chaari (upar ) jate ssmay gear kaise change karte hai
अगर आपकी chaari अधिक है यो 1 या 2 का use करो
Sir ji jaise ki mai chaari Kar ra ho 2 ki gear may Aur chaari bahut lambi hai . Toh mujhe 1 gear may change Kar Na hai ya 3 gear may hai Aur karte samay kis baato ki dhayan rakna chaaiye. Chaari Kar te samay kaise gear change Kiya ja ta hai
Sir ji aap jisi tarah bolte ho Na usi .may samaj may ah jata hai . Practical ki koi jarurut hi Nahi pardhi hai
Jyada tikhi pe 2 aur kam tikhi pe 3
Sir.....Tarnige Breck dabana chahiye & Sir......Breckar pe Baik Rokni ho to Clach Dabake Or pechewala breck laga ke To Udka Gair Bhi to Kam karna He Na Kaitna Gair Kam kar sakhte he sir.....1 ya 2.
thank you bhaiya
Kya chadai me or tikhe mod me cluch ka use kre?
1 no bro
Bahut ache...
Nice sir ji love you
Aap bahot ache ho
Sir, downhill par bike kaisa Chalayan? Please suggest me sir,
अगली वीडियो आपके सवाल पर ही होगी आप वीडियो को जरूर देखिए गा
Thanks bro🤗🤗🤗🤗🤗
Jay hind jay bharat best video
Clutch Leke break Marne Se Kya klush plate chal jata hai
show it practically
Bhai maja Aa Gaya
Glamour bike ka front light kaha se Band Karen.
Mughe us applied action donlod Keene ke liye shokhaye
Brik kob karna hai
bhai agar gadi 4 ya 5 ka gear me haye to achanak brack marne se gadi dymej nahi hogi
Good sujetion
भाई मेरी बाईक हे पलसर उसमे मुझे गियर समज मे नही आ रहा हे। 1 गेर आगे दे रखा फिर N दे रखा उसके बाद 2 3 4 5 तो मुझे यह समझ नही आ रहा मुझे बाईक आगे नियुटल करनी होगी या पीचे या बीच मे तो कृपया कर एक वीडियो पे जरूर बताए
Kya sahi baat bola bhai