lyrics- Na jaane kab se Umeedein kuch baaki hain Mujhe phir bhi teri yaad Kyun aati hai Na jaane kab se Tu hi aag thi, tu hi us pe padti baarish, Main woh khaali haveli, jiski tu akeli waaris. Tu hi chhaav, tu hi dhoop, Rangon ke saath roop. Tu jitni khoobsurat, usse kahin zyada door, Main likhna chhod doon jo tere baare mein, Main kalam tod doon aur tu siyaahi mein bas jaaye. Hansa rahe zamaane ko, khud se pareshaan, Woh padhti thi kitaabein, Main padhta hoon insaan. Insaan bhi kya cheez hai, Ek main wafaa nahi aur doosre ko wafaa ki umeed hai. Insaan bhi kya cheez hai, Main kal guzra phir udhar se toh yaad aa gayi cheez ek, Tera number nahi hai. You left the city and you're gone, Baat karne ko hai bas yeh microphone. Wahi kaagaz, wahi kalam, Lahje sakht, dil naram, Badbakht bas karo, Udaasi har taraf, Jhoothe tere bharam, Kis baat pe tu barham, Par hum kyun? Abhi stuck like jam on a one-way, but someday tu samajh jaayegi door hoke hum se, ki hum mein woh qaraar nahi, Pehle wali baat nahi. Tujhe kya aazaad ya di hai khud ko saza, Lekin dil ke mohalle mein ab tera makaan nahi. Door jitna bhi tum mujhse Paas tere main Ab toh aadat si hai mujhko aise jeene mein Zindagi se koi shikva bhi-nahi hai Ab toh zinda hoon main is neele aasmaan mein Chaahat aisi hai yeh teri Badhti jaaye Aahat aisi hai yeh teri mujhko sataaye Yaadein gehri hain itni Dil doob jaaye Ab toh aadat si hai mujhko aise jeene mein Sabhi raatein hain Sabhi baatein hain Bhula do unhe Mita do unhe
lyrics- Na jaane kab se
Umeedein kuch baaki hain
Mujhe phir bhi teri yaad
Kyun aati hai
Na jaane kab se
Tu hi aag thi, tu hi us pe padti baarish,
Main woh khaali haveli, jiski tu akeli waaris.
Tu hi chhaav, tu hi dhoop,
Rangon ke saath roop.
Tu jitni khoobsurat, usse kahin zyada door,
Main likhna chhod doon jo tere baare mein,
Main kalam tod doon aur tu siyaahi mein bas jaaye.
Hansa rahe zamaane ko, khud se pareshaan,
Woh padhti thi kitaabein,
Main padhta hoon insaan.
Insaan bhi kya cheez hai,
Ek main wafaa nahi aur doosre ko wafaa ki umeed hai.
Insaan bhi kya cheez hai,
Main kal guzra phir udhar se toh yaad aa gayi cheez ek,
Tera number nahi hai.
You left the city and you're gone,
Baat karne ko hai bas yeh microphone.
Wahi kaagaz, wahi kalam,
Lahje sakht, dil naram,
Badbakht bas karo,
Udaasi har taraf,
Jhoothe tere bharam,
Kis baat pe tu barham,
Par hum kyun?
Abhi stuck like jam on a one-way, but someday tu samajh jaayegi door hoke hum se, ki hum mein woh qaraar nahi,
Pehle wali baat nahi.
Tujhe kya aazaad ya di hai khud ko saza,
Lekin dil ke mohalle mein ab tera makaan nahi.
Door jitna bhi tum mujhse
Paas tere main
Ab toh aadat si hai mujhko aise jeene mein
Zindagi se koi shikva bhi-nahi hai
Ab toh zinda hoon main is neele aasmaan mein
Chaahat aisi hai yeh teri
Badhti jaaye
Aahat aisi hai yeh teri mujhko sataaye
Yaadein gehri hain itni
Dil doob jaaye
Ab toh aadat si hai mujhko aise jeene mein
Sabhi raatein hain
Sabhi baatein hain
Bhula do unhe
Mita do unhe
Bohut sahi.... ❤
❤
🎉🎉🎉
That's dope
ai hai na bro
jo b ho bnaya to acha hai ❤
❤❤❤
Bro wrote this as a poem
Jan say pyri Jan humari q
Where talha?
Bhai bht acha gaaya, bss youtube pr na daalna!
@@ahmads.u.d5374 TH-cam ME BHI DALNA PADTA HAI