I am not getting any official information. I have checked all the ministry's tweets and websites but maine abhi tweet kar jankari lene ki koshis ki embassy se aur saudi airport authorty se kuch info mili to maine infrom karta hoon is video ka link bhi share kia hai ministry me ......
Kya information mili apko ? Ye video based on returned passengers ke experience se banayi gyi hai, baki khud ko verify karna chahiye video me bhi bola gya ki apne travel agent ya gov me sampark karen.
@buildurconfidance kisi client KO agar personally jante hai to bataiye ? Naam aur number dedijiye. Aaj embassy gya tha Riyadh yahi cheez confirm karne to unhone Bola aesi koi news embassy tak Nahi aai hai. Passport Indian government ne issue Kia hai, usko invalid Nahi Kar sakta jabtak validity hai.
Apne jab embassy me confirm kiya hai to befikar rahiye, apko preshan hone ki zarurat nahi hai, aur clients ke number apko kyu share Karu ? Koi apne clients ki details nhi dega. I hope you will understand.
Assalamu alykum bhai may 24 december yani oarso hi aya hu saudi arab chutti gya tah awr mere pasport par bar code nahi hai lekin mera pasport saudi arab may renewal huwa hai mujhe koi pareshani nahi hui alhamdulillah chay to may airport ki stamp awr pasport ki copy bhi dikha sakta hu mujhe yeh sochkar afsos hota aap logo ko gumrah kyo karrahy ho allah ke khof say daro sahi information dijiye taki koi hamara bhai pareshan na ho
Jinka Naya visa laga uski baat ki gyi hai saath me apne agent se salah karne ke liye bhi bola gya hai. Ham to alert kar rhe hain taki kisi ka nushan na ho, nagative na soche
@buildurconfidance ji bilkul but puri sahi jankari dejiye na bhai yeh sirf new visa walo kay liye hai jo saudi may pahly say hai ya chutti aye hai ya jinka pasport saudi may bana hai yeh rule unpar lagu nahi hota is tarah say aap btayngy to logo ko help hogi hamare sabhi bhai jo saudia may kam karty hai cunfius nahi hongy awr chutti aye who bhi cunfius nahi hongy plsss meri request aap is tarah btaiye
@@buildurconfidanceits ok ho jati hai mistak but edit karlijiye firsy eik fresh video upload kariye aap logo ki help ho jaygi koi bhai hamara pareshan nahi.hoga
Afosos hota hai Yh sochkar kay aap log apnay hi bhaiyo ko gumrah karrahy ho sahi information nahi de rahy ho may abhi pasport copy awr airport stam dikha sakta hu oarso hi aya hu may jeddah airport par bina barcode kay koi barcode nahi hai mere pasport par sharam karo awr jankari lekar jab video upload karo khuda say daro sahi information nahi de sakty to kamsykm galat information to mat do logo ko gumrah to mat karo
Mera passport saudi me bna h barcod nhi h kiya new visa me ja sakte h
Good job 👍
Bhai mera passport Saudi mein Renu hua tha uske andar barcode nahin Hai
Saudi Renu hua use password mein bhi problem ho rahi kya sar mere ko yah reply do bapi report to nahin Ho payega
Aapka WhatsApp number send karo please
Agar Aap pahle se Saudi me ho to koi problem nhi hoga.
Sir mera passport me abhi 3 year Baaki h baar code nhi h renewal nhi ho rha h please batye
I am not getting any official information. I have checked all the ministry's tweets and websites but maine abhi tweet kar jankari lene ki koshis ki embassy se aur saudi airport authorty se kuch info mili to maine infrom karta hoon is video ka link bhi share kia hai ministry me ......
Kya information mili apko ?
Ye video based on returned passengers ke experience se banayi gyi hai, baki khud ko verify karna chahiye video me bhi bola gya ki apne travel agent ya gov me sampark karen.
सिग्नेचर चेंज.करो रि इसु कृरालो नया पासपोर्ट मिल जाएगा
Maira dost aaya 19dec ko Khuch nhi huwa aa gya barcodenhi hai chutti gya tha
New visa holders ke liye problem Hui hai
Bhai koi official source se new aai ho to bataiye. Na Indian embassy saudi me, aesi koi baat kahi, na india me saudi embassy ne aesi koi news di.
Experience se kai saare clients ko deport kar diya gya reason barcode ka na hona.
@buildurconfidance kisi client KO agar personally jante hai to bataiye ?
Naam aur number dedijiye.
Aaj embassy gya tha Riyadh yahi cheez confirm karne to unhone Bola aesi koi news embassy tak Nahi aai hai.
Passport Indian government ne issue Kia hai, usko invalid Nahi Kar sakta jabtak validity hai.
Apne jab embassy me confirm kiya hai to befikar rahiye, apko preshan hone ki zarurat nahi hai, aur clients ke number apko kyu share Karu ? Koi apne clients ki details nhi dega.
I hope you will understand.
This is a fake news !
Becareful do not post such things again.
Assalamu alykum bhai may 24 december yani oarso hi aya hu saudi arab chutti gya tah awr mere pasport par bar code nahi hai lekin mera pasport saudi arab may renewal huwa hai mujhe koi pareshani nahi hui alhamdulillah chay to may airport ki stamp awr pasport ki copy bhi dikha sakta hu mujhe yeh sochkar afsos hota aap logo ko gumrah kyo karrahy ho allah ke khof say daro sahi information dijiye taki koi hamara bhai pareshan na ho
Jinka Naya visa laga uski baat ki gyi hai saath me apne agent se salah karne ke liye bhi bola gya hai.
Ham to alert kar rhe hain taki kisi ka nushan na ho, nagative na soche
@buildurconfidance ji bilkul but puri sahi jankari dejiye na bhai yeh sirf new visa walo kay liye hai jo saudi may pahly say hai ya chutti aye hai ya jinka pasport saudi may bana hai yeh rule unpar lagu nahi hota is tarah say aap btayngy to logo ko help hogi hamare sabhi bhai jo saudia may kam karty hai cunfius nahi hongy awr chutti aye who bhi cunfius nahi hongy plsss meri request aap is tarah btaiye
@mohammadnazimsheikh2118 bilkul durust kaha apne, I apologize for this mistake.
@@buildurconfidanceits ok ho jati hai mistak but edit karlijiye firsy eik fresh video upload kariye aap logo ki help ho jaygi koi bhai hamara pareshan nahi.hoga
@@mohammadnazimsheikh2118Ma new Visa par ja raha hu lekin mera pasport riyadh saudi me bana hea bar code nahi hea hame kya kerna chahiye
This is fake news. I just travelled to Saudi. All is okay. Alhamdulilah
Kiya yah sahi news hai
h bhai
Afosos hota hai Yh sochkar kay aap log apnay hi bhaiyo ko gumrah karrahy ho sahi information nahi de rahy ho may abhi pasport copy awr airport stam dikha sakta hu oarso hi aya hu may jeddah airport par bina barcode kay koi barcode nahi hai mere pasport par sharam karo awr jankari lekar jab video upload karo khuda say daro sahi information nahi de sakty to kamsykm galat information to mat do logo ko gumrah to mat karo
Bhai please bataye barcode ke bina visa stamping hoga ki nhi
@SufiyanKhan-lz1pp Apne Travel agent se ek baar baat karen.
@@buildurconfidance sir please aap bata de ho jayega ya nhi sir please
@SufiyanKhan-lz1pp This is fake news. I just travelled to Saudi. All is okay. Alhamdulilah.
Aisa to koi news nhi yr..
sach hai bhai 1 tarikh se howa hai
Fake propaganda, don't worry.