Sar maine bhi apni chhat per pala gaya hai abhi 5 din hue Maine 20 dala hai aur methi bhi ugai hai methi to meri uth gai hai abhi parlour ka intezar hai thank u sar
Nice jankari sirji Mene bhi 22may2024 ko gamle Me palak bien boye joki ankueriat huve lekien jdo mese khaj gaye hai uchiat smadhan batane ka kust krave
Mai ne pahli baar gamle me palak lagai h aur aur sabji achi tarha ug rahi h pr mera sawal ye h k haarwes k baad dubaara is gamle me palak laga sakte h kya ? Ya koi dusri sabji lagani hogi ?
Sir,ji meiney thermocol box mein cocopeat,cow dung,soil,neem khali,dekor palak ugayey hain par thore hi dino mein palak ki jar sar jatey hain upai batey please.
@@TerraceGardening thank you so much sir..!! Your videos are really very inspiring..!! I have started my home garden..!! Mooli aana shuru hui hai..!! Thanks
Maine October me gajar lagaya tha abhi tak uska size bahut chhota hai aur usme ful aa gaya hai.kya ab mujhe gajar harvest kar lena chahiye ki nahi.kripya reply dijiye.maine jamin me thoda sa lagaya tha
I was 10 year old when I start gardening and now I ma 14 years old I find peace in gardening
बहुत बहुत शुक्रीया जानकारी के लिए
WOW THE BEST VIDEO ON THE UTUBE AND YOU ARE THE BEST AND AMAZING AWSOME ❤😊
Bahut badia vdo mujhe bahut pasand aaya.
Wah bahut badhiya 👌🏻👌🏻👍🏻👍🏻 nice information
बहुत ही शानदार है
बहुत बहुत धन्यवाद 😀
Sir isko April me laga sakte hai kya? Please reply 🙏🙏🙏🙏
I'm 9 years old n I loooooovve gardening 😊😊👨🌾👨🌾✂️
Stop speaking like that..it's stupid kid
बहुत बढ़िया जानकारी धन्यवाद 👌👌
Most welcome 😊
Very nice jaankari.
Thanks 🤗
अच्छी जानकारी दी धन्यवाद 🙏
ਬਹੁਤ ਖੂਬ
First like & comment.
Nice information you shared.
Good
@@paramjeetkaur1351 à
Beautiful gardening idea 😊😊😊😊
November is the best time for growing I will try in thus month
Very nice tips
Thanks a lot
Thanks you bhaiya
I love your videos in in your channel bhaiya aur Maine Thode Din pahle hi Palak LaGai thank you for giving nice information😊😊😊😘
Most welcome 😊
Harvest karne k baad wapas ugjayega palak ya again seeds dalna padega?
Very nice video
Thanks
Namaste Deepak sir nice video
Thanks 🤗
Sar maine bhi apni chhat per pala gaya hai abhi 5 din hue Maine 20 dala hai aur methi bhi ugai hai methi to meri uth gai hai abhi parlour ka intezar hai thank u sar
Your videos are very nice and useful
Glad you like them!
Thank you for your prompt reply🙏
SUPERB WONDERFUL AMAZING UNBELIEVABLE AWSOME
Very good idea👍
Thanks a lot
Nice jankari sirji
Mene bhi 22may2024 ko gamle
Me palak bien boye joki ankueriat huve lekien jdo mese khaj gaye hai uchiat smadhan batane ka kust krave
Very nice...👌👌
Thanks a lot 😊
Good good good
Very good
Thanks
very nice video sir
Thanks and welcome
Hello Deepak ...mera palak 3-4 inch ka hote hi podhe neeche let gae ..pls advice me ...kya kami rahi?
Full sunlight me rakho
Nice sharing
Thanks for liking
Good
Super
Nice sharing 🙏 keep connected
Tq sir for the tips
Always welcome
Thanks
Welcome
🙏हरे कृष्णा प्रभु ञी🙏
Maine v palat lagaya he magar palag grow nahi ho pa raha he
Mene Jo video me batata hai us method se lagaiye
@TerraceGardening ha
Good information. Kiya cow ke gober ki jagaha bhains ka gober achha result nahi dega?.
aap bhais ke gobar se bhi achcha result milega aap dhaniya ugane me usaka istemal bhi kar sakte hain
Palak sead grow karne ke baad sun light me rakhe ya cover kare .sir Please reply early as possible thank
Nice
Thanks
Thanks कृपया पालक जैसे ही और क्या सब्जियां घर में ला सकते हैं सिम्पल तरह से।🙏
Mai ne pahli baar gamle me palak lagai h aur aur sabji achi tarha ug rahi h pr mera sawal ye h k haarwes k baad dubaara is gamle me palak laga sakte h kya ?
Ya koi dusri sabji lagani hogi ?
Sardi mai palak ke liye. Bhi aise hi mitti banani h
Thanks for this great information
Glad it was helpful!
Nice veere
Thanks 😊
June july main palak k beej laga sakty hain?
Yes
Sir,ji meiney thermocol box mein cocopeat,cow dung,soil,neem khali,dekor palak ugayey hain par thore hi dino mein palak ki jar sar jatey hain upai batey please.
moisture jayada ho rahai hai cocopeat kam milaiye
@@TerraceGardening apke reply ke thanks mujhe v yehi lag raha tha abhi thik kaise kare sir,ji.
@@dhonsingnath3145 mitti me aur soil and compost mila dijiye
@@TerraceGardeningThank you so much sir,ji.
Deepak ji namaskar
Sir winter me palak grow kar sakate hai please reply early as possible thanking you
Palak bhuda mitti m ho sakta h kiya bina khad dale
Sir Punjab me is time barish ho rhi hai. Isme palak lgana sahi rahega
laga sakte hain but keede patte khane lagte hai barish me palak ke
Thank you so much 🙏🙏
Welcome!
Palak ,methi ,sarso ,bathua konse mahine Mai ugane chahiy please 🙏🙏 btay
Kya cooler ke tub me hole karna hai ya aise hi beej bone hai..??
Hole karna hai
@@TerraceGardening thank you so much sir..!! Your videos are really very inspiring..!! I have started my home garden..!! Mooli aana shuru hui hai..!! Thanks
Sir please batayiye ki kisi bhi sabji ke beejon ko lagane ke liye unhe 24 hrs ke liye Pani me bhigona chahiye ya nahi
esa kuch nahi hai brother jameen ko achhi tran pni dekar fir b lga skty he
Am from Arizona USA
Kiya main abb palk lga sakti hu
जोलाई में भी लगा सकते ह क्या पालक?
इस कूलर की टँकी में होल भी करने ह क्या
Sir upar se patte ko todne ke baad wapas se naye patte aa jayenge kya please tell me🙏
Aa jayenge
In winter should we keep palak in full sun light or in partial shade
Full sunlight☀️
Kya palak abhi august me lgaskti hu or mooli k beej plz btaye
Sir pani kitne din ke interval me dena he ?
Hello sir kya mai palak ko November ke mahine me uga sakte hai???
Yes you can
@@TerraceGardening tqu sir
Superbb bro..kya mooli garmi me grow ker sakte hai?
Yes but aapko mooli ka size chhota milega
@@TerraceGardening
Thanks for reply dear.
Mooli chota chalega but leaf bade rehte hai na? Mujhe mooli ke leaf pasand hai
@@sahilsyed2850 okay
👌👌👌
Jab paalak harwest krne ke lie taiyar ho jae to kya ek sath harwest krna jruri he ya jab jrurt ho tab thoda thoda harwest kr skte h?
Kya ye balcony mai lagaya ja sakta
Kay abhi June me palak, methi,dhaniya laga sakte he kya? Pleas guide
Yes you can but best time October hota hai
Thank you sir
क्या बड़े गरो बैग की मिट्टी सारी बाहर निकाल कर दूसरा कुछ लगाया जाए या उसी मिट्टी में लग सकता है
Usi me laga sakte hain
Pall.bajika.uganeka.tarika.acha.suryakant.s.k.
Thanks 🤗
June-july mai palak lga skte h?
Pani ki tankki me palak nhi lg pai kya usme drenege hol krna pdega
Yes
Sir mene toomato began or bhindhi lagayi teerace pe lekin sab me rog lag gaya hai mene first time sabjiya ughana shuru kiya hai
Mere ya Ahmedabad me abhi 35 jitna tamprachture hai to kiya terrace pe garding ho sakegi?
सर हम जो बीज लिए है वो हरे नही है आपके तरह हमारे बीज ब्राउन कलर के है जो दुकान वाले ने दिए हैं
Sir can Palak be grown in May also.... ..Thank you...
Yes you can
you did not mention about the tip how to grow in summer ? please share
Miti kasi honi chayaa
Sova ka paudha bhi aisi Laga sakte hain
Sir mai first time baigan lga rahi hu kya bina seedling ke sidha gamle mey biagan ke bij nhi lga skti hu
Sir kya winters Mei nahi laga sakte kya
Can we use seeds that grow on palak after harvesting 2-3 times like it does with coriander?
Yes you can
Thand mausam m laga sakte h kya
Methi kaise grow kare dump area mey
Sir jo cooler tanki me palak ya dhaniya ugate hai to pani ki tanki kharab nahi hoti kya?
Meri palak ke patte curl ho gye h kya kru uske liye?
Sirji mere pudine ke plant sukhane lge h kya karna h
shade me rakhiye
Online begje wo sead alag h?
Vikashkumar ❤❤❤
Can we use vermicompost
Yes
Sir abhi july chal raha hain kya hum abhi palak grow kar sakte hain
Ek bar cut karne ke baad vo palak dubara apne aap ug jayegi??
Jun me lga sakte hain kya
yes you can
@@TerraceGardening Thnx
35/40 degree temperature pe Palak kaise lgaayen
Sir began ka 3g coting kro
nahi jaroori nahi hoti lekin ydi aapko karna hai to kar sakte hain same hi result hota hai
Palak September me uga skte hain ky
Maine October me gajar lagaya tha abhi tak uska size bahut chhota hai aur usme ful aa gaya hai.kya ab mujhe gajar harvest kar lena chahiye ki nahi.kripya reply dijiye.maine jamin me thoda sa lagaya tha
harvest kar lijiye
@@TerraceGardening ok thanks sirji
Sir go bar ki khad ki jagah Dusri kon si khad dal skate h
vermicompost or kitchen waste compost
Bhai abhi palak laga sakte hain kya green Sade ke andar
Yes you can
Bhaii mitti kitni gahri honi cahiye yh to apne btaiyi ni hieght of soil area
खाद कौन सी डाले
Yuriya dal do bai
Kya pyaz gamle main lagane k baad usme aur pyaz grow hote hai, aur uske phhol kis kaam aayenge
Kya hum July me Laga sakte hain palak ko