Tapped Setting क्यों किया जाता है? || Valve Clearance Explained || Mechno Studio

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 27 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 29

  • @somviryadav6388
    @somviryadav6388 5 หลายเดือนก่อน +1

    आज अच्छी तरह समझ आया है आ आपका बहुत बहुत धन्यवाद इतनी अच्छी तरह से बताने के लिए

  • @VishnuSharma-db4wu
    @VishnuSharma-db4wu 11 หลายเดือนก่อน +2

    Bahut achhi tarah se samjhaya apne sir.

  • @chandshaikh6197
    @chandshaikh6197 2 ปีที่แล้ว +1

    Bahut achhese explaine kiya sir aap ne
    Aaj aap ka video dekh bahut kuch valve related sikhane ko mila
    Thanks sir or
    aise hi informative videos banao

  • @banduwarthi3107
    @banduwarthi3107 2 ปีที่แล้ว

    Bahut sahi massage hain .

  • @anshultripathi840
    @anshultripathi840 8 หลายเดือนก่อน

    Aise hi video laate rahe

  • @babar9529
    @babar9529 7 หลายเดือนก่อน

    Very good analysis

  • @vivekvashistha6875
    @vivekvashistha6875 5 หลายเดือนก่อน

    Super job work

  • @mujeebiqbal8618
    @mujeebiqbal8618 ปีที่แล้ว

    👍Very good 🌹

  • @gausansari1367
    @gausansari1367 4 หลายเดือนก่อน

    ❤❤

  • @Brokenheart-re6jg
    @Brokenheart-re6jg 11 หลายเดือนก่อน

    👌👌👌

  • @Pawanraut26
    @Pawanraut26 2 ปีที่แล้ว

    Nice 🙂👍

  • @dipanjanpal3896
    @dipanjanpal3896 6 หลายเดือนก่อน

    Jupiter zx 110 cc ..2 days old scooter.. slight Tik tik sound aaraha hai..Technician bole koi problem nehi..kya karna chahiye?

  • @amansaini5418
    @amansaini5418 ปีที่แล้ว +1

    Bhai Maine New Bike Li thi aaj 500 km par first service par engine ki upper cap kholkar tappet clearance kra, kya ye Krna sahi tha coz tik tik sound thi but wo to ab bhi hai, Lekin first service par hi ye Krna thk hai kya ?

    • @priyeshb_6419
      @priyeshb_6419 3 หลายเดือนก่อน +1

      Same Bhai mere paas fzx hai 500 km ke baad tik tik sound aane laga service centre Gaya aur thik Kiya likin Baad meh fir aavaj aane laga

  • @Shubham14366
    @Shubham14366 10 หลายเดือนก่อน

    Splendor 2018 tappet gap kitna rakna h

  • @kanchankondhare
    @kanchankondhare 2 ปีที่แล้ว

    🙏💓🙏

  • @Sharankumar.k
    @Sharankumar.k ปีที่แล้ว +1

    मेरे पास होर्नेट की बाईक है जो मुझे स्पीड बेकर आने पर 4 gear से 1st gear पे लाना पडता है नही तो गडगड करके बंद हो जाती है स्पीड के अनुसार मुझे लगता है गाडीने सेकंड gear मे भी आगे बढना चाहिए लेकिन नही बनती है मैने क़लच प्लेट भी नये डलवा है

    • @mechnostudio
      @mechnostudio  ปีที่แล้ว +1

      Aap Jo pareshani batane ki koshish kar rahe hain vah pareshani hai hi nahin kyunki speed breaker per hamari gadi ki speed kam hoti hai aur speed kam hone ke sath-sath hame gear bhi kam karna padta hai

    • @Sharankumar.k
      @Sharankumar.k ปีที่แล้ว +2

      @@mechnostudio sir kise or ne Muze tappet set karne ko kaha hai exhaust tappet lose hone ke karan baar baar gear change karne padte hai aaisa kaha hai

    • @mechnostudio
      @mechnostudio  ปีที่แล้ว +2

      Kuchh sawal ke jawab dijiye.
      1. Gari neutral position me accelerator chhor Dene se band ho jati hai ya chalu rahti hai?
      2. Kya gari neutral me start kar ke chhor Dene se "gad-gad" sa aawaj aata hai?
      3. kya gari accelerate karne pe instantly speed pakarta hai ya 1-2 second ka delay aata hai?

    • @Sharankumar.k
      @Sharankumar.k ปีที่แล้ว +1

      @@mechnostudio 1) Gadi chalu rahti hai lakin morning mai 1 min bad band hoti hai afternoon mai aisa problem nahi hota hai chalu rahti hai 2) Gad-gad nahi karti hai 3) Instantly speed pakadti hai
      Mera problem ye hai agar koi object samne ata hai to ekdamse 1st gear mai hi lana padta hai nahi to gadgad karke band ho jati hai jo second gear mai ya third gear mai compressor bana chahiya wo nahi ban pa raha hai

    • @mechnostudio
      @mechnostudio  ปีที่แล้ว +1

      Dekhiye jitni chije aapne batai. usse mujhe 1% bhi nahi lag rha ki aapke gari me koi dikkat hai. Aur jaha tak bat rahi compressor ki to agar ye kam ban rha hota to aapke gari me sabse pahle pickup problem aa jata (Speed pakarne me Jo delay hota hai wo) kyuki gearbox aur "main engine" engine ke alag alag hisse hote hai. Aur compressor ka jo problem hai wo "main engine" me hota. Aur "main engine" me hone wala problem gear se pata nahi chalta wo gadi ke performance se pata chalta hai.
      Lekin ho sakta ki kuchh aisi problem ho jo mai nahi dekh pa rha hu ya phir sak ki bhi bimari hoti hai. Ab aage aapko karna ye hai ki sabse pahle ye phone me ya paper pe note kijiyega ki kitne speed pe aur kitne gear me aane par ye dikkat ho rahi hai. Phir jis mechanic ne bola hai usko boliye tapped adjust karne ko aur phir jaiye check karne aur dekhiye apne Jo note Kiya tha usi speed aur gear position pe dikkat aa rha hai ya nahi.

  • @ChikuChoubey7455
    @ChikuChoubey7455 6 หลายเดือนก่อน

    Tapped loose hone se bike starting problem bhi ata hai

  • @Sharankumar.k
    @Sharankumar.k ปีที่แล้ว

    Tappet tight hone se gadi ka spark plug black hota hai kya..?

  • @unknownman4629
    @unknownman4629 9 หลายเดือนก่อน

    Mene activa ki tappet set krwai ...uske bd scooty heat or missing kr rhi he ....kya problem hogi

    • @ampukumarnirala
      @ampukumarnirala 12 วันที่ผ่านมา

      tappet thoda loose krbaao sahi ho jayega

  • @Pradeep_M_K_750
    @Pradeep_M_K_750 3 ปีที่แล้ว

    Hi Bhai aap kaise ho