mat karo bhai EFI aapko hamesha accha performance aur milage dega sirf kuch cheezo ka dhyaan doh jaise EFI mein gaadi jaise reserve indication deti hain gaadi refuel karo. aapke EFI kabhi kharab nahi hoga. Ye alterations se aapko performance satisfaction nahi milega. Har dusre din gaadi garage mein
Chal ta hai koi koi gadi me efi ke magnet ke sensors jo pick up coil ko contact kar ke mis fire koi koi gadi me karta hai...aap ka gadi chal raha hai to rahane do
Rajnikant bhai royal enfield jabse hai company ne tabhi se sahi banaya ho ta to gadi me itna modification nahi karke Lata .......company ne pahila efi 500cc banaya badme UCE STD 500cc with carburetor banaya.... aab aap sochlo konsa aacha hai......rahi bat bs6 ki vo gadi efi nahi ban ta to 1 April 2020 ke bad company sell nahi kar pata as per government protocol......Hume aap ka 1 pata hai comments ke pahile soch lo...
@@SMAW1988 murugan bhai, Mai yeh sida sida kehara hu ki jab company kisi bhi model ya varient ko launch karne se pehele us product ko testing ya design perfection results ok honeke baad hi market meh launch karti hai.. Ab rahi baat royal Enfield bullet ke latest models par. Customer jab nayi bullet bike kharitha hai showroom se, usse chedchal nahi karna chahiye. Jaisa company se fitting aathi hai jaisa hi uska originality maintenance karna chahiye.. Tab us gadi ki life continuosly run hogi ya fir aise hi engine ka system change kar na padta ha jugad..😎
बहुत ही अच्छा वीडियो बनाया
Very nyc hustaj
Superb
Thank you
Great work bro
Nice video thanks
What's the mileage after converting into corporator for 500cc
Wiring kit part number
Bhai Mera classic EFI 500 2017 model hai, but mera gaadi me single spark plug hai, kya me carburettor laga sakta hu?
Superb Anna ... Abhi next video kab tak aayega
or me puch na chahta hu injector me jad mileg milta h ki carboretar me
Carburetor me jyada milege milti h kyuki vo apne haath me hoti h km jya jyada krna
Injector system me ye sb ECU control krta h
Mujhe bhi karana hai convert efi to carb ..
Aap kidar se bol rahe ho???
Navi Mumbai
@@SMAW1988 sir aap kahase Ho muze apse milna hai
mat karo bhai EFI aapko hamesha accha performance aur milage dega sirf kuch cheezo ka dhyaan doh jaise EFI mein gaadi jaise reserve indication deti hain gaadi refuel karo. aapke EFI kabhi kharab nahi hoga. Ye alterations se aapko performance satisfaction nahi milega. Har dusre din gaadi garage mein
@@dipalimohite3696 Mumbai,Dombivli
meri bhai 500 cc h par mene megnet nhi बदला ushi kya ho ta h
Chal ta hai koi koi gadi me efi ke magnet ke sensors jo pick up coil ko contact kar ke mis fire koi koi gadi me karta hai...aap ka gadi chal raha hai to rahane do
@@SMAW1988 ha chal rha h koi dikat nhi h thanks
ha par chalu nhi ho ta jaldi chok khich na pdh ta h 1bar fir jab chalu ho jate h to fir dikat nhi ho ta fir 1 salf me chalu ho jata h
@@prathamtank3385 kidar se bol rahe ho???
@@SMAW1988 jabalpur
Ye 500cc fuel injection mein carbourater lagana paise ki barbadi hain gaadi ka performance nahi milega. Its absolutely waste of money.
th-cam.com/video/NGPzAUp_2dU/w-d-xo.html
Watch this video till end
Paise ka barbadi..
Company se jo model aata hai use chedchal nahi karneka.
Chup chap khamosh gadi chalaneka..
Rajnikant bhai royal enfield jabse hai company ne tabhi se sahi banaya ho ta to gadi me itna modification nahi karke Lata .......company ne pahila efi 500cc banaya badme UCE STD 500cc with carburetor banaya.... aab aap sochlo konsa aacha hai......rahi bat bs6 ki vo gadi efi nahi ban ta to 1 April 2020 ke bad company sell nahi kar pata as per government protocol......Hume aap ka 1 pata hai comments ke pahile soch lo...
@@SMAW1988 murugan bhai,
Mai yeh sida sida kehara hu ki jab company kisi bhi model ya varient ko launch karne se pehele us product ko testing ya design perfection results ok honeke baad hi market meh launch karti hai..
Ab rahi baat royal Enfield bullet ke latest models par.
Customer jab nayi bullet bike kharitha hai showroom se, usse chedchal nahi karna chahiye. Jaisa company se fitting aathi hai jaisa hi uska originality maintenance karna chahiye..
Tab us gadi ki life continuosly run hogi ya fir aise hi engine ka system change kar na padta ha jugad..😎
@@bulletmachismoavlengine3505 aapko reply karke koi maatlab nahi hai rajnikant bhai
@@SMAW1988 murugan bhai,
Kya aap Royal Enfield bullet Machismo AVL Engine 350Cc ka complete service detail video bhej sakte ho please🙏🙏☺️☺️