@@automation7571 sir,ye jo aapne siemens ka Modular plc pr video banyae h usme input ka common kaha h wo kaise dekhnenge. Isme common (s/s) kaha hota h
Field se total 5 type ka cable aata hai 1-Digital input (ye field se aayega aur plc ke DI me lagega) 2-digital output ( ye plc DO se field me jaiega) 3-analog input (ye field se aayega aur plc ke AI me lagega) 4-analog output ( ye plc ke AO nikalega aur field me jayega) 5- speed feedback( ye field se aayega aur plc ke counter module me lagega)
Do tarika hai 1- ya to aap CD me interface module lagao aur us module ko LAN cable ke through main plc me connect karo 2- ya to aap hard wire ka use karke main plc me connect karo
Sir ji B and R ka madul ka conection wire ing bataiy
B and R means
Isme inputs kya npn ya phir pnp
Schnider electric plc ka wiring details state sir nice video
Ok
Sir mujhe bhi esaka kam sekhna hai please help me
Kis tarah ka help kar sakta hu
mai bhi ye sikhna chahta hun...aap kahan se hai sir?
@anilshemade6048 delhi se
chat.whatsapp.com/INtlPTJzOf1HznMKv0M0mI send me resume
Sir, please btaye ki cpu se DI and DO ko connect kiske through krte h, Kya koi base point h ya other option?
Cpu se di do ko pin slot ke through connect karte karte hai jo usi me hota hai
@@automation7571 aisi koi video aapne shoot ki jisme cpu to module to module to module connect kiye gaye ho?
Jis video me comment kar rahe ye bhi to vahi video madule wala
th-cam.com/video/QvPldZBhy7w/w-d-xo.html
Is video ko dekhie
Sir automation me work karane ke liye plc ka programming sikhana jaruri hai kya
Corse karke aayenge to jyda achha hai rahega
Vedio sahi tarike se lijiye
Adha dikhta h aur adha hide ho rha h
Ok
Sir isme input npn h ya phir pnp
PNP , SOURCE TYPE system
@@automation7571 kaise check krenge ki ye source type plc h
@ROHITKUMAR-uc9ju if 24volt use DIDO operation, than system Is source type another 0 volt use DIDO operation, than system Is sink type
@ROHITKUMAR-uc9ju joine watsapp group link👉 chat.whatsapp.com/F5vgmBtmF5lC8LmKJDgVpz
@@automation7571 sir,ye jo aapne siemens ka Modular plc pr video banyae h usme input ka common kaha h wo kaise dekhnenge. Isme common (s/s) kaha hota h
Sir electrician ki requirement hai kya apke pass
Send me resume this whatsApp group
chat.whatsapp.com/F5vgmBtmF5lC8LmKJDgVpz
Sir field se jo cable aate hai o plc me kaha connection hota hai
Field se total 5 type ka cable aata hai
1-Digital input (ye field se aayega aur plc ke DI me lagega)
2-digital output ( ye plc DO se field me jaiega)
3-analog input (ye field se aayega aur plc ke AI me lagega)
4-analog output ( ye plc ke AO nikalega aur field me jayega)
5- speed feedback( ye field se aayega aur plc ke counter module me lagega)
Aur control room CD ka connection plc se kaisee hota aur drive ka plc se
Do tarika hai
1- ya to aap CD me interface module lagao aur us module ko LAN cable ke through main plc me connect karo
2- ya to aap hard wire ka use karke main plc me connect karo