Ek D firijr ek haf h p ka motar ek chhota fane 8 ghanta chalane ke ley kitne h k batriy chahiye usako charj ke liye solrpanl kitna chahiye inwetar kitna wat
Mene luminous ka 200ah red wala battery RC. 25000= Rs15500mein liya aur luminous ka 1050 ka inveter RS =5200 mein liya aur torlly 1100 mein liya mera pura set 21800 mein para dam thik hain na bhai
@@kohlijagmeet bro.. ye village area hai yaha voltage fluctuations hote rahte bahot baar to.. konsa invorter lena chahiye? Pure sine wave or square wave? konsa invorter sahi rahega.. luminous invelast battery 220 ah ka le raha hoon.
Bhai battery luminous ki 6 saal ek mahina hogya h abi tak sahi chalri h har mahine pani chek krke topup krte h jitna jrurat hota h utna hi fill krte h saal m ek baar terminal saaf krte h or grease lagake rakhte h hamesha sukhne nhi dete kabi grease ko.... inverter kholke usme air blower se dhool mitti saaf krte h 3-4 mahine m
18+18 wale mere 150Ah M-tek(microtek) wala battery 5 saal chal gaya,wo 3 saal min acche se chakte lekin extra 1.5-2 saal bhi acche se nikal dete h agar jada cut na lage jo ki humare city m nahi lagte(20-22 hr electricity aati h)
Ek D firijr ek haf h p ka motar ek chhota fane 8 ghanta chalane ke ley kitne h k batriy chahiye usako charj ke liye solrpanl kitna chahiye inwetar kitna wat
Sir Red charge battery vs Ultra charge main se kaun sa best hai??
Luminous 200ah ke sath kaun sa inverter lgaye
1450
Luminous ka zolt 1100 luminous ka 200ah ka battery ko Kitna Der me full charge kar dega agar line continue rha toh Kitne gante m full karega
Humre ghr me zolt 1danda complete krne k lie 1.30hrs lagata he(humre 200ah ka battery h)9.59hrs ka backup dikhata he 3fan,4light,1tv,aquaguard
Bat korne ka tarika sahi nahi hai...😂🤣🤣😂
Pad pad ke bol raha hai
Sahi tho bataya h samjh m a raha h tum apne Kan ka ilaaj kara le
2X pe dekho😂
Mind your language
Ghar k liye battery dekh raha hai ya ladka .Gyan de rahaki baat karne ka tarika sahi nhi hai ....
Sir luminous inverter optimus 1250 kesa hai
Acha hai ✌️✌️
Kis battary ka back up achchha hai...
bhai agr aap 150ah ki battery 10,000 ki loge or wo hi battery 16-18 hjar ke karib loge to apko khud pta chal jyega kon si best hai
Phle bus mai papad aur gas ki dawai बेचते the kya
Haa
Sach me
Mene luminous ka 200ah red wala battery RC. 25000= Rs15500mein liya aur luminous ka 1050 ka inveter RS =5200 mein liya aur torlly 1100 mein liya mera pura set 21800 mein para dam thik hain na bhai
Same Maine
Battery RC 200Ah 15000
1050 inverter 4800
Trolley 850 ki
Bhai kaha se liya? 1800 ka battery de rahe yaha local market and amazon par
@@ankit-chaubey Ludhiana se
@@ankit-chaubey 15000 se bhi sasti mil rhi hai ab toh 14700 ki ek wholeseller se ATI chowk gill road Ludhiana se
@@kohlijagmeet bro.. ye village area hai yaha voltage fluctuations hote rahte bahot baar to.. konsa invorter lena chahiye? Pure sine wave or square wave?
konsa invorter sahi rahega.. luminous invelast battery 220 ah ka le raha hoon.
Sir solar battery normal invarter ke liye chlegi kya?
nhi
Chalegi... Usse koi problem nahi hoga .. lekin solar use karne pe warranty full cover karenge waise nahi karenge
Normal inverter pe jayada backup ke liye C10 ya C20 dono main se kounsa battery lena accha rahega?
C20 ka
C20 kaha likha hota hai
GOOD EXPLANATION
Keep watching
Consumption kam hai to kitne din chalegi battery?
3- 4 sal bro.
Helpful
Sir inverter kuon sa le 200ah k liye
Luminous eco volt Neo 1250
Sir ji hamare comment ka जवाब दीजिए
Dosto pagal na bano 5-6 saal koii na chalta 3 saal maximum chalta h
Bhai 10 sal ve chalta hai mai khud use kar raha hu
mera exide 5 saal ho gaye still running
Bhai battery luminous ki 6 saal ek mahina hogya h abi tak sahi chalri h har mahine pani chek krke topup krte h jitna jrurat hota h utna hi fill krte h saal m ek baar terminal saaf krte h or grease lagake rakhte h hamesha sukhne nhi dete kabi grease ko.... inverter kholke usme air blower se dhool mitti saaf krte h 3-4 mahine m
Very nice
Thanks
Bhai thoda technical knowledge de ye sab likha hua h warranty se compare kr rha h kya admi h yr 😐
Or isme kya tecnical hai bhai.
Bata app sahi kiya haa😂😂😂
👍👍👍
Good
Inbhatar nahi inverter hota he😂
Kehna kya chahte ho bhai😅
Lol jhuta mera 6 years ho gaya avi tak krab nhi hua
Koi - koi chal sakta hai bhai.
18+18 wale mere 150Ah M-tek(microtek) wala battery 5 saal chal gaya,wo 3 saal min acche se chakte lekin extra 1.5-2 saal bhi acche se nikal dete h agar jada cut na lage jo ki humare city m nahi lagte(20-22 hr electricity aati h)
इनभर्टर 😂😂
Sasta Lunch karti hai 🤣
Hii
236th like
Om.vishnu
Nssiti.
Mtura
mene liya iltt25060