Anal Fissure Treatment | Success Story by a Patient | فیشر کا علاج مریض کی زبانی| Dr Imtiaz Hussain

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 4 ต.ค. 2024
  • +923216303551 Get appointment (WhatsApp messages only, no calls)
    Home care after fissure operation click the link below:
    • Anal Fissure | Fistula...
    How to treat Anal Fiasure only with medicines at home without operation:
    • Anal Fissure | Treatme...
    :::::About Dr Imtiaz Hussain :::::
    Surgeon Dr Imtiaz Hussain (Gold Medalist)
    MBBS, Punjab, Pakistan.
    AMC, Australia.
    FCPS, Pakistan.
    FACS, USA
    Diploma in Laparoscopy( Germany ).
    LIFE MEMBERSHIP OF MEDICAL SOCIETIES:
    1.Society of Surgeons of Pakistan(LC)-SSP
    2. Surgical Oncology Society of Pakistan( SOS-PK)
    3.Pakistan Academy of Family Physicians-PAFP® (Regd)
    4. Public Relation Coordinator & Secretary of PAFP.
    AWARDS & DISTINCTIONS:
    Gold Medalist in Academics.
    Surgical Jeaopardy SURGICON 2011
    Award of Excellence FAMILYCON®, 2019
    PUBLICATIONS:
    He has published his work in various medical journals.
    ORGANIZER:
    1.International Conference on Medical Education
    2.International Conference on Family Medicine- FAMILYCON®.
    Dr Imtiaz Hussain is a Consultant General and Laparoscopic Surgeon. After graduating from Nishtar Medical University, Pakistan, he visited Australia for Australian Medical Council exam. He completed his FCPS degree which is the highest degree in Pakistan in the field of General Surgery. During his postgraduate residency program, he had also trained himself in the field of Urology, Plastic Surgery, Paediatric Surgery and Orthopaedic Surgery.
    Since 2012, he, as a volunteer, is working as an instructor for the Basic Life Support (BLS) Program in Fatima Jinnah Medical University Lahore, Pakistan. In this course, he is the Master Trainer and teaches CPR and other lifesaving techniques to Doctors , Medical Students, N
    Since 2015, he is working as a Clinical Exam Coordinator for the examination of FCPS part 2 ( Clinical Exam) by College of Physicians and Surgeons Pakistan (CPSP).
    He has also served as an in-charge of Temporary Hospital setup by Government of Pakistan in PC Hotel Lahore for Pakistan Super League (PSL) matches and also for the matches against the Zimbabwe cricket team.
    :::TEAM MEMBER:::
    Engineer ISHFAQ HUSSAIN
    BSc electrical engineering, UET, Lahore, Pakistan.
    M.E. Comm. & Info. Systems Engineering, Nanjing, China.
    Special interest in software and mobile applications and video editing.
    FOLLOW US ON THE SOCIALS:
    facebook: bit.ly/2KAUQbn
    twitter: bit.ly/3590OtM
    linkedin: bit.ly/3aw80kE
    Playlists:
    All Operation Videos:
    • Operation Videos
    Perianal Fistula:
    • Perianal Fistula
    Home care after Operation:
    • Home Care after Operation
    Circumcision Videos:
    • Circumcision Videos
    Pilonidal Sinus Videos:
    • Pilonidal Sinus
    Sebaceous Cyst Videos:
    • Sebaceous Cyst
    Surgical Knots & Sutures:
    • Sutures & Surgical Knots
    Fissure, Fistula and Haemorrhoids Videos:
    • Haemorrhoids/ Piles
    Videos about Anal Fissure:
    • Anal Fissure
    Videos about Breast Problems:
    • Breast Problems
    All about Hernia videos:
    • Hernia Videos
    Gall Stone Videos:
    • Gall Bladder/ Gallstones
    Incisional Hernia Videos:
    • Gall Bladder/ Gallstones
    Appendix Problem Videos:
    • Appendix Videos
    Clinical Examination videos:
    • Clinical Examinations
    See our all videos here:
    • All Videos
    Public awareness videos:
    • Public awareness about...
    General Surgery Operation Videos:
    • General Surgery Proced...
    Urological Operation Videos:
    • Urological Procedures
    Gynaecological operation videos:
    • Gynaecological Procedures
    #fissuretreatment
    #analfissure
    #drimtiazhussain
    #AnalFissureOperation
    #SirGangaRamHospital
    #SurgeonsOfSirGangaRamHospital
    #SurgeonsOfSirGangaRamHospitalLahore
    #GeneralSurgery
    #TrendingSurgeries
    #Surgery
    #DrImtiazHussain
    #SurgeonDrImtiazHussain
    #BestSurgeon
    #BestSurgeonsOfSirGangaRamHospital
    #BestSurgery

ความคิดเห็น • 807

  • @drimtiazhussain
    @drimtiazhussain  8 หลายเดือนก่อน +2

    Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.

  • @razianasreen2326
    @razianasreen2326 หลายเดือนก่อน +1

    Sir mai bhi aap k videos ko hi fallow kar rahi hoon alhamdulillah 70% theek ho rahi hoon
    Allah aap ko behtreen ajar de. Aameen

  • @ZahidRiaz-fd2ur
    @ZahidRiaz-fd2ur หลายเดือนก่อน +2

    Doctor shaib Allah paak apko boht lambi umer de r uska ajir de.m n apki advice follow ki r m proper tekh ho gyaa mera fisher bht severe tha 6hours unbearable pain continue rhta tha jb se apko follow kia r apki advice use ki aaaj 8month hn ge mjhe single day b pain nh hua.

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  หลายเดือนก่อน +1

      Apky comments parh kar khushi hui keh ap ko faida hua

  • @muhammadakseer8715
    @muhammadakseer8715 6 หลายเดือนก่อน +2

    ماشاءاللہ ڈاکٹر صاحب اللّٰہ پاک آجر ے عظیم عطا فرمائے

  • @muhammadyounis9059
    @muhammadyounis9059 7 หลายเดือนก่อน +5

    Sir Mae mje fisshur tha,,ap Ki videos dehki,,ar Allah Pak ka shuker Mae bilkul tehk hn,,Allah Pak ap ko jaza dey-Ameen

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  7 หลายเดือนก่อน

      Hmein khushi hui apko hmari video achhi lagi. Hum barri mehnat say video bnaty hain aur logon ki preshani ko door karny ki koshish karty hain. Please subscribe to our channel for informative videos like these.

    • @MuhammadtoqeerMuhammadto-le9sp
      @MuhammadtoqeerMuhammadto-le9sp 7 หลายเดือนก่อน +1

      Mujhy b h mahina ho gea delivery ke bad hoa h kia kro me

    • @Warrioress781
      @Warrioress781 4 หลายเดือนก่อน

      Kaunsi video dekhi thi mjhe link den please

    • @zaryabkhan4571
      @zaryabkhan4571 2 หลายเดือนก่อน

      Ap ny kon c video dekhi thi plzz tel me

    • @bugu932
      @bugu932 หลายเดือนก่อน

      @@Warrioress781ary videos kia jo jo wo hidayaad dy rhy on sub ko follow krain sari videos dekhain fissure k about

  • @HaniyaMalik-d5i
    @HaniyaMalik-d5i 6 หลายเดือนก่อน +1

    Am a fissure patient and i will traet my self with your help thank you sir❤

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  6 หลายเดือนก่อน

      Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.

  • @bugu932
    @bugu932 หลายเดือนก่อน +1

    Dr sahab m bhi apki videos ko follow kr k thek ho rhi hun mainy to hr chez follow ki or 36 hours m frk paya Alhmdolillah Allah apko jajaye Khair sy ameen

  • @sharingiscaring.2578
    @sharingiscaring.2578 3 หลายเดือนก่อน +1

    Allah swt aap ko deen wa dhunya ma jamyab kray.... ameeen 🤲

  • @EmaanAamir-it6wl
    @EmaanAamir-it6wl 10 หลายเดือนก่อน +2

    Great information sir
    ALLAH bless u always Aameen ❤

  • @shyamlalarya7668
    @shyamlalarya7668 ปีที่แล้ว +3

    You are a good doctor thanks

  • @MnVideozz
    @MnVideozz ปีที่แล้ว +4

    No doubt u r a mojza Dr for us

  • @Charlie111-k5z
    @Charlie111-k5z ปีที่แล้ว +4

    Ye bhi Allah ki madad aur apki success story hai Dr sahb...
    Do mahena pehla mujhe bhi ye masla Aya tha direct TH-cam per sir apke video dikhi aur phir Dr SE roojoon Kia.....aur 15 days Mai theek hogya alhamdulilah.
    Mere khyal me sir bs is mamlay mai Sharm Nahi Karni chahien phir bad Mai mamla bar jata hai....
    I am a student of FSC pre med...
    jeo sir dono jahano main kamyab rahein ameen...
    ❤❤
    Keep moving to serve humanity sir❤❤
    aur hamein bhi duaon mein yad rakain....

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +2

      Thanks for liking. Don't forget to subscribe. Aur yeh video share karein takeh dosry bhi is say faida uthha sakein

    • @ghulamakbar340
      @ghulamakbar340 9 หลายเดือนก่อน

      Muje b yahi msla he muje b medicine Bata de plz

    • @sanainaam9260
      @sanainaam9260 9 หลายเดือนก่อน

      ​@@drimtiazhussainAssalamu alaikum sir,mujhy bnshayd fissure ha qk mujhy bhi bht takleef ha,pehlay say km hua ha but khatam nai

    • @realprism
      @realprism 8 หลายเดือนก่อน

      Plz muje bata de mai kiya kru

    • @MuhammadtoqeerMuhammadto-le9sp
      @MuhammadtoqeerMuhammadto-le9sp 7 หลายเดือนก่อน

      Kia kia Kiya ap ne

  • @AleenaTayyab-w6i
    @AleenaTayyab-w6i หลายเดือนก่อน +1

    Great information 👏👏

  • @Justeats12
    @Justeats12 ปีที่แล้ว +4

    ALLAH sb ko shifa dy Aameen

  • @HMRwritter
    @HMRwritter 7 หลายเดือนก่อน

    100% right & motivated videos hen Apki sari.❤

  • @hoornoor2471
    @hoornoor2471 9 หลายเดือนก่อน +1

    Thanks a lot doctor shab. Bohat achi videos bnayin

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  8 หลายเดือนก่อน +1

      Shukriya! Hmein khushi hoon ke aapko hmsri videos pasand aayi. Aapke feedback ka shukriya, or hmein aur behtar banane ke liye aapke suggestions ka intezar rahega. Sehatmand rahein!

  • @AkbarKhan-vk7qn
    @AkbarKhan-vk7qn 6 หลายเดือนก่อน +1

    Allah apko lmbi umer dy amin

  • @muhammadakram-ie1jw
    @muhammadakram-ie1jw ปีที่แล้ว +7

    We r also following Dr sb ....getting batter

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +2

      Super.

    • @usmamiqbal6136
      @usmamiqbal6136 ปีที่แล้ว +1

      ​@@drimtiazhussain
      Sir , your hospital ?
      Can I get info about charges of Perianal abscess's operation ???

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +1

      @@usmamiqbal6136 where are you from?

    • @aishakamal1306
      @aishakamal1306 ปีที่แล้ว

      Asalam.o.alikum sir m apki videos dekhti hun apka address bta dain I'm from karachi

    • @mrsintizar7398
      @mrsintizar7398 ปีที่แล้ว

      ​@@drimtiazhussain❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @javedshah8618
    @javedshah8618 ปีที่แล้ว +3

    Very good video han sab D r Sahib ap bhot achay se samjhaty ho bhot bhot shukria ap ka khoda ap ko ajar de ga es niak Kam ka

  • @Ubaidplumber
    @Ubaidplumber ปีที่แล้ว +1

    ڈاکٹر زندہ باد

  • @minaminam9344
    @minaminam9344 ปีที่แล้ว +3

    Great to watch,
    Thank you so much respected sir,

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +1

      Thanks for the feedback.

    • @parveenchoudhary5409
      @parveenchoudhary5409 ปีที่แล้ว

      @@drimtiazhussain sir एक जानकारी दो क्या nitroglisren cream और GTN cream dono एक ही है.please jvab jrur de

  • @allahhoakbar3204
    @allahhoakbar3204 ปีที่แล้ว +2

    Dr Imtiaz very nice person

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +1

      Thanks a lot and don't forget to subscribe

    • @awaisg1646
      @awaisg1646 10 หลายเดือนก่อน

      ​@kabirmansoori8636 pakistan. Me. B. Mil. Skta. Ha. ?

    • @EmaanAamir-it6wl
      @EmaanAamir-it6wl 10 หลายเดือนก่อน

      Great information
      ALLAH bless u always sir❤

  • @mahqar
    @mahqar ปีที่แล้ว +1

    Great effort, I really like Dr sb advice and Guidance

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +1

      Thanks for liking

    • @ahmedbilal8827
      @ahmedbilal8827 16 วันที่ผ่านมา

      Sir ap ka number mil sakta hai pls​@@drimtiazhussain

  • @farhatamjadfarhatamjad7556
    @farhatamjadfarhatamjad7556 ปีที่แล้ว +4

    Yes ! No doubt u r a very gd Doctor and surgeon as well

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +1

      Thanks

    • @Darraz-mt9js
      @Darraz-mt9js ปีที่แล้ว

      @@drimtiazhussain Dr ek bat krni the plZzzzzz rply zarur krna Kya ispghol use krna nuqsan h made or jegar k leye ye unko kamzor krta h Kya ye Sach h hmy to kbaz h daimi hm dily life m ek ek spoon use krty h

    • @MahasheikhSheikh
      @MahasheikhSheikh ปีที่แล้ว

      Plz Dr fistula or fissure m kya frk hota

  • @Justeats12
    @Justeats12 ปีที่แล้ว +1

    Dr shb ALLAH apko salamat rakhy Aameen

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว

      Thanks for the appreciation. Plz don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again

  • @manzoor1102
    @manzoor1102 หลายเดือนก่อน

    Excellent ❤

  • @MubasharJameel-c2s
    @MubasharJameel-c2s 3 หลายเดือนก่อน +1

    Aslam aleikam doctor sahib Allah Tala AP ko jaza de

  • @rajubhandari6399
    @rajubhandari6399 ปีที่แล้ว +2

    LOVE from Nepal

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +1

      Dhanybaad.😊
      Hami ramro kaam gori rai choon😊😊?

    • @rajubhandari6399
      @rajubhandari6399 ปีที่แล้ว

      @@drimtiazhussain धेरै धेरै धन्यवाद सर, नेपालीहरुको धेरै माया छ हजुरलाइ🇳🇵🇳🇵🇳🇵🇳🇵

  • @NafeesKazmi-x2n
    @NafeesKazmi-x2n 5 หลายเดือนก่อน

    Bhut help full video hai

  • @waqasmughal928
    @waqasmughal928 ปีที่แล้ว +3

    I also follow very informated

  • @aqeelahmad7688
    @aqeelahmad7688 ปีที่แล้ว +3

    Great Sir

  • @mianaman2842
    @mianaman2842 4 หลายเดือนก่อน +1

    6:56 7:01 7:02 7:02 7:02 7:02 7:05 7:05 chronic fissure bilkul theak ho gaya thanks dr saab

  • @manzoor1102
    @manzoor1102 ปีที่แล้ว +2

    Bahut khoob

  • @fazalwahab5015
    @fazalwahab5015 ปีที่แล้ว +2

    میڈیسن بتائیں اور ساتھ میں پرہیز وغیرہ بھی 🙏🙏😥💞

  • @MukeshKumar-ge4zk
    @MukeshKumar-ge4zk 6 หลายเดือนก่อน +1

    Thanks sir

  • @MahiRana-f1l
    @MahiRana-f1l ปีที่แล้ว +1

    Thank you so much ❤❤❤

  • @khalidmkhalidm-r8m
    @khalidmkhalidm-r8m ปีที่แล้ว +2

    Sir mujhe bta den k ap kn se hospital hottey hn

  • @DilshadAbbasi-qj5oe
    @DilshadAbbasi-qj5oe ปีที่แล้ว +3

    Assalam o Alaikum Respected Sir
    Sir ap ki Video k zariye mera Fissure Belkol Thek ho gya hi.
    I am Very Thankful To You.

  • @magicalmoments8342
    @magicalmoments8342 หลายเดือนก่อน

    Sir meri dr n colonoscopy ki h intestine mein r koi prblm ni Alhamdulliah lekin chronic fissure hai ,mn n 15 din antibiotics khai hain ,abhi bhi pain hota hai thk ni ho ra plz guid kr dy plzz

  • @Familyvlog786-r3y
    @Familyvlog786-r3y 7 หลายเดือนก่อน +1

    Sir mujhe bhi aik hafte se takleef he plz mujhe bhi btaye me Kia karon mujhe bohat takleef he wash room jate

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  7 หลายเดือนก่อน +1

      Is mein btaya gaya hai aur baqi ap general surgeon say mil kar information lay sakty hain.

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  7 หลายเดือนก่อน +1

      Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.

    • @Familyvlog786-r3y
      @Familyvlog786-r3y 7 หลายเดือนก่อน

      Kis jaga pe bta den plz

  • @intizarahmad6251
    @intizarahmad6251 ปีที่แล้ว +3

    Good 👍👍👍 sir

  • @husnainjani54
    @husnainjani54 ปีที่แล้ว +1

    Assalam Alaikum doctor Saab MN bht pareshan hn iss bimari say MN surgery b kerwai hy magar derd bht hy Allah ka wasta doc Saab mujy b thik kr den mery choty choty bchy hn MN bht taklif MN hn fissure pain ki waja say

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว

      General surgeon ko check karein

    • @abdulraziq4370
      @abdulraziq4370 ปีที่แล้ว

      بھائ میں نے بھی پیشر کا 2سرجری کیا ٹھک نہیں ہو رہا بہت درد ہورہا ڈپریشن میں ہو کیا کرو زندگی سے تنگ اگیا ہو کوئ فریشتہ ڈاکٹر اللہ کے واستے ٹھیک کرے

  • @user-yh4jy7jt3c
    @user-yh4jy7jt3c 20 วันที่ผ่านมา +1

    Dr pl guide for inj
    on homoriod inj pl sir

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  20 วันที่ผ่านมา +1

      Watch this video.
      th-cam.com/video/CG12atZfsVk/w-d-xo.htmlsi=J4z3zN5gOb7J8XV4

  • @Simbaa_10
    @Simbaa_10 5 หลายเดือนก่อน +1

    Assalamualaikum doctor sahab ap apni video main ye bhi batain na k fissure main Kaya hota hai kaise pata Lage ga k us ko kaya hai mujhy bhi ye masla hai par smjh nahi ta k Kaya hai plz plz plz Jo stole ki jaga pe ghost Bahar ajata hai jisi kanch bht khte hain or bht pain hota hai is ka kaya ilaj hai

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  4 หลายเดือนก่อน +1

      th-cam.com/video/E0aV6ojpWQc/w-d-xo.htmlsi=nXpxMwp6XwBz2dFy
      Yeh video dekhein

  • @Bhujamix
    @Bhujamix 2 หลายเดือนก่อน

    Aap ki ye video bohat kam aa rahi hain ,Jazakallah

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  2 หลายเดือนก่อน

      Hmein khushi hai ke aapko yeh information kaam aa rahi hai. Agar aapko aur bhi kisi cheez mein madad chahiye, to zaroor batayen!

  • @EmaanAamir-it6wl
    @EmaanAamir-it6wl 10 หลายเดือนก่อน

    ALLAH bless u always sir ❤Aameen

  • @sanajaved1664
    @sanajaved1664 11 หลายเดือนก่อน +2

    Aoa sir plz tell me
    Xylocaine jelly ko mix karna hain sir GTN main phr apply karni hain sir kya

  • @amirnoshkhan7440
    @amirnoshkhan7440 5 หลายเดือนก่อน

    Dr sab mujay kabaz say 3 mah say bawaser hua hay ab be kabaz hay worn tub gtn cream use karta hounn laken Sath andar gass kharig huta hay buhath ziada mehfal may bait nahi Sakta kuach tarika bataien shukreya

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  5 หลายเดือนก่อน

      Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
      aur agar hum say Lahore mein check karwana hai to hmara number har video ki description mein dia gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz aur na hi miss call day kar yaad karwaein. Hum khud free ho kar rabta lazmi karty hain.

  • @Bub675
    @Bub675 9 หลายเดือนก่อน +1

    Mry b fissure hota h heal ho jata hai mgr bar bar ho jata

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  9 หลายเดือนก่อน +2

      Jee, aapka sawaal bilkul sahi hai. Anal fissure hone par shuruwat mein treatment se ye heal ho sakta hai. Lekin kuch logon mein, especially agar proper care na ki jaye ya lifestyle mein changes na kiye jayein, ye problem bar bar ho sakti hai. Iska main reason hota hai constipation ya hard stools jo fissure ko repeat hone ka mauka dete hain. Isse bachne ke liye aapko apne diet mein fiber shamil karna, zyada paani peena aur proper hygiene maintain karna zaroori hai. Agar ye baar-baar ho raha hai, toh aap apne healthcare provider se consult karein, wo aapko sahi guidance denge. Shukriya!"

  • @ZahidRiaz-fd2ur
    @ZahidRiaz-fd2ur 8 หลายเดือนก่อน

    Sir mjhe b fissure ha m ne apki video dekhi r apki advice ko follow kia mjhe kafi pain se relief mil gyaa but zekhim abi tk ha jb m spicy food kah leta bs us din dobera pain hona shru ho jate hain

    • @RanaAnas-wl7yr
      @RanaAnas-wl7yr 8 หลายเดือนก่อน

      Pain Kis jga pr hota hai

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  6 หลายเดือนก่อน +1

      th-cam.com/video/5rWHmFTVbxg/w-d-xo.htmlsi=pRbbMWXwnG_Z6iMp
      Yeh video dekhein

  • @Chilmastitv
    @Chilmastitv 5 หลายเดือนก่อน +1

    Good

  • @AbbasKhan-le9my
    @AbbasKhan-le9my หลายเดือนก่อน +1

    ڈاکٹر صاحب میں نے پروٹو سکوپی بھی کرائی ہے ۔ڈاکٹر کہتا ہے اپکی بواسیر نہیں ہے ویسے اندر ایک cut آ گیا ہے پھر اس نے انگریزی دوائی دی ۔لیکن اس سے 1،2 ماہ فرق آتا بس ۔پہلے میرا خون نہیں آتا تھا ۔اب خون بھی آتا پیشاب کے ساتھ ۔اس کا کوئی حل بتائیں پلیز

  • @ishtiaqhaji5559
    @ishtiaqhaji5559 ปีที่แล้ว +1

    Varey nice sir

  • @TheminaKhan-h5q
    @TheminaKhan-h5q หลายเดือนก่อน

    Please doctor saib ,mjy kuch masla ha cut ha lakin dard nahi ,bas bad ma mamoli jalan hoti ha please ma both door rahta ho, please ap gide kr dain ,

  • @sanajaved1664
    @sanajaved1664 11 หลายเดือนก่อน +1

    Warm bath la rahi ho sir

  • @Sunniberalvi
    @Sunniberalvi 20 วันที่ผ่านมา +1

    Salam winter may to sitz bath ly saktay hain lakin summer may fissure ho jaey to sitz bath kaisay ly?? Skin julti Hy... 😢

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  20 วันที่ผ่านมา +1

      Summer mein warm sitz baths ke dauran skin ki jalne ki problem se bachne ke liye, aap kuch alternatives aur modifications try kar sakte hain:
      ### **1. Temperature Control:**
      - **Moderate Temperature:** Pani ko zyada garam na karein. Ideal temperature 37-38°C (98-100°F) hona chahiye. Yeh na zyada garam hota hai aur na hi thanda, isliye skin ko irritation nahi hoti.
      - **Test Temperature:** Pani ka temperature test karne ke liye, apne haath ya elbow se check karein. Yeh ensure karega ke pani zyada garam na ho.
      ### **2. Cool Sitz Bath:**
      - **Cool Water:** Agar aapko garam pani se discomfort hota hai, toh thoda sa thanda pani mila sakte hain. Yeh aapko soothing effect dega aur irritation ko kam karega.
      - **Alternating Baths:** Thande aur garam pani se alternating baths lene ka bhi try kar sakte hain. Yeh aapki skin ko soothe karne aur relief dene mein madadgar ho sakta hai.
      ### **3. Sitz Bath Modifications:**
      - **Additives:** Aap warm sitz bath mein chamomile tea bags ya Epsom salts add kar sakte hain. Yeh soothing properties provide karte hain aur skin irritation ko kam karne mein madadgar hain.
      - **Bath Duration:** Sitz bath ki duration ko kam karein, 10-15 minutes tak hi rakhain, jisse skin pe zyada strain na aaye.
      ### **4. Alternatives to Sitz Baths:**
      - **Wipe with Moist Towelettes:** Aloe vera or witch hazel wipes se gently clean kar sakte hain. Yeh cooling aur soothing effects rakhte hain.
      - **Use of Ice Packs:** Skin ko soothe karne ke liye, fissure area par ice pack ya cold compress use kar sakte hain. Yeh pain aur inflammation ko reduce karne mein madadgar hai.
      ### **5. Consult Your Doctor:**
      - **Professional Advice:** Apne doctor se bhi consult karein. Woh aapko specific recommendations de sakte hain jo aapki condition aur environment ke hisaab se behtar hain.
      ### **Conclusion:**
      Summer mein warm sitz bath ko modify karke aur alternative methods try karke aap apni comfort level ko improve kar sakte hain. Temperature control aur soothing additives se skin irritation ko minimize karne ki koshish karein.

  • @iftikharmehmood2464
    @iftikharmehmood2464 ปีที่แล้ว +1

    Sir,Mujhay kuch mahh baad paakhnay k akhri saray per zakham ho jata hay stool sakhat ho janay ke waja say,main abhi daflon tablet lay raha hoon lekin dard khatam naheen ho raha hadensa cream b laga raha hoon,daflon k alawa agar koi medicine hay to plz bata dain,Thank you very much Rr sahib you ara great

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  11 หลายเดือนก่อน +1

      Ap general surgeon ko check karwaein aur examination kay baad proper treatment lein. Is trah kay problem mein check up boht zruri hai.

  • @muhammadarshadarshad3883
    @muhammadarshadarshad3883 24 วันที่ผ่านมา +1

    Assalam walekum sr mujy fisr hia mera baby hua hai operation ke sath to use din ke bad mujhe pressure ho gaya hai bahut Dard hoti hai aaj tak theek hoti hai to aapki meherbani Hogi Koi ilaaj bataen

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  23 วันที่ผ่านมา +1

      Wa Alaikum Assalam,
      Baby ki delivery ke baad fissure hona aam baat hai, lekin iska dard kafi takleef deh ho sakta hai. Fissure ke dard aur healing ke liye aap kuch steps follow kar sakti hain:
      1. **Zyada Pani Piyen**: Rozana 8-10 glass pani piyen taake stool soft rahe aur aapko zyada strain na karna pare.
      2. **Fiber Wali Ghiza**: Apni diet mein fiber zyada shamil karein jese ke fruits, sabziyan, aur whole grains, taake constipation na ho aur fissure zyada na barhe.
      3. **Warm Sitz Bath**: Din mein 2-3 martaba 15-20 minutes tak garm pani mein bath lein. Is se dard aur sujan kam hoti hai.
      4. **Topical Creams**: Doktor ke mashware se fissure ke liye cream ya ointment lagayein jo ke dard aur sujan mein madadgar ho sakti hai, jese ke GTN cream ya lidocaine.
      5. **Pain Relief**: Agar dard zyada ho, to doctor ke mashware se painkiller le sakti hain.
      Agar ye measures ke bawajood aapki takleef kam na ho, to please apne doctor se mashwara karein taake wo aapko aur behtreen ilaj ke liye guide kar sakein.

    • @muhammadarshadarshad3883
      @muhammadarshadarshad3883 23 วันที่ผ่านมา

      @@drimtiazhussain ji sar aapki meherbani Hogi Koi ilaaj Bata de bahut jyada pen hota hai

  • @KiranShahzadi-zv7ww
    @KiranShahzadi-zv7ww หลายเดือนก่อน

    Sir 1 saal se ziada agrfissure rhy to uska lzmi oprate hi hota h ya mdcn se or ahtiat se b thk ho jata h ? Mjy bht brda fissure h mne mdcn use ki h ab pain internally nhi h lkn external pain h or 1 saal se ziada ka ho gya h mra fissure me agr aisy hi ahtiat or mdcn use krti rhun to heal ho jye ga kia?

  • @ghulamakbar340
    @ghulamakbar340 7 หลายเดือนก่อน

    Sir muje b fissure ka msla he Koi medicine Bata de plz

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  7 หลายเดือนก่อน

      Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mulhtalif hai.

    • @ghulamakbar340
      @ghulamakbar340 7 หลายเดือนก่อน

      @@drimtiazhussain sir doctor se check up Karaya he.. doctor ne kaha fissure he or surgery ka kaha he.. Lekin me kehta hon surgery k bagher teek hojae plz

  • @kiranabid8695
    @kiranabid8695 ปีที่แล้ว +3

    Dr plz tell me 1aur 2degree hommoroid bhi medication SE theekh ho jate he.mughe fissure nahi he lakin hommoroid he.ap ki video bohat helpfully he

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +1

      th-cam.com/video/9COXe7R_BNU/w-d-xo.html
      Yeh video dekhein helpful ho gi

  • @ashtaralihaider2966
    @ashtaralihaider2966 ปีที่แล้ว +3

    Nice

  • @baheejahmed2232
    @baheejahmed2232 หลายเดือนก่อน

    Dr im girl mara sht be yahee hai or mai karchi sey hn plz mara ley bata kuch

  • @noorekashafkashaf7779
    @noorekashafkashaf7779 หลายเดือนก่อน

    Sir mujhy bht jalan hoti hai or kharish bht hoti hai mujhy phly blood aata tha abi blood bnd hogai hai mene daflon tablet khai thi or mujhy Anal fissure hai kia karun khana b light kha rai hu bht pareshan hu cream b use kar rai hu 1 2 din aram hota hai phr jalan or mujhy constipation b nai hota plzzz sir kuch table bol den mujhy ya cream use k lye mai Lahore nai aa sakti i am poor girl 😢😢😢

  • @bleachkuchiki6297
    @bleachkuchiki6297 ปีที่แล้ว +3

    Sir can you please telll me if fissurectomy together with botox is effective in healing chronic fissure?

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +1

      Fissurectomy alone is effective

    • @bleachkuchiki6297
      @bleachkuchiki6297 ปีที่แล้ว +1

      @@drimtiazhussain thank you so much jazakAllah

  • @miniawanawan5443
    @miniawanawan5443 หลายเดือนก่อน +1

    Sir agr fissure k sat skin tag ban jaey to kia tab be medicine sy fissure heelho skta hy

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  หลายเดือนก่อน +1

      th-cam.com/video/a3SqkOzHUMg/w-d-xo.htmlsi=y1eApeB_jfoZNGor
      Yeh video dekhein

  • @salmanshah89
    @salmanshah89 3 หลายเดือนก่อน +1

    Sir mene kabhi comment nhi kia mujhe 2degree ka piles hai doctor ko check krwaya tha. Daflon gtn cream di hai please aap koi achi c madicine ya cream bata den blood nhi hai stool me bhi nhi

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  3 หลายเดือนก่อน +1

      Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.

  • @muhammadakram-ie1jw
    @muhammadakram-ie1jw ปีที่แล้ว +1

    Wound b nder ki side pe Hy annal ko Thora SA khole to safe nzer ata Hy zakhm..

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +1

      Yeh fissure ho sakta hai

    • @parveenchoudhary5409
      @parveenchoudhary5409 ปีที่แล้ว

      भाई कोन सा ilaaz ले रहे हो आप और तबियत kaise है अब आपकी

  • @khadijaanwar3757
    @khadijaanwar3757 4 หลายเดือนก่อน

    Ajj hi dkhi zarurt k tahat search Kia shkr

  • @amnakhan1619
    @amnakhan1619 ปีที่แล้ว +1

    doc apka online process bataye

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว

      Hmara number description mein hai. Us number par sirf whatsapp karein aur call kisi soorat aur kisi waqt bilkul na karein please. Hum Lahore say hain.

  • @Restaurant_718
    @Restaurant_718 11 หลายเดือนก่อน

    Dr sb mujhe 8 months se fissure h mujhe ap diet bata dein or parhez karu phr ta k me bhi jldi thek hu

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  11 หลายเดือนก่อน

      Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai
      aur phr hum say check karwana hai to hmara number description mein dia.gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz.

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  11 หลายเดือนก่อน

      th-cam.com/video/E0aV6ojpWQc/w-d-xo.htmlsi=yNggeLgH4w-EMNN6
      Yeh video dekhein

  • @Husnain-j4x
    @Husnain-j4x หลายเดือนก่อน

    operation ka kharcha kitna hota

  • @emadzman4474
    @emadzman4474 ปีที่แล้ว +2

    Dr Sahab meri ammi hi usne surgery bhi Kiya hai Lekin unhen a ram Nahin hai aur unhen taklif bhi bahut jyada hai

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +1

      Check up karwaein apny surgeon say.

    • @emadzman4474
      @emadzman4474 ปีที่แล้ว +1

      G karwaein

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +1

      @@emadzman4474 Ap nay check karwaya to kia kehty hain?

  • @NomanBashir-x4b
    @NomanBashir-x4b หลายเดือนก่อน +1

    Sir G ap ka opoitment kasey mily ga aur ap ki Hospital kha hy

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  หลายเดือนก่อน +1

      Lahore Pakistan mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.

  • @abidfalak1555
    @abidfalak1555 ปีที่แล้ว +2

    Sir main NY tu oprate bhi krya ha fissure ka mgr sir constipation boht ha daily tablet leti hn tu pakhna ata ha pls qubaz ka qudrti ilaj bta daen

  • @BabarAli-sl4et
    @BabarAli-sl4et ปีที่แล้ว

    Dr sahb medicin tu bta dein jis se fishar theek ho

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  11 หลายเดือนก่อน

      Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai

  • @abdullahmashkoor325
    @abdullahmashkoor325 9 หลายเดือนก่อน +2

    اللہ تعالی اپ کو جزائے خیر دے آپ جیسوں کو ہی مسیحا کہا جاتا ہے ورنہ آج کل تو ڈاکٹر قصائی بنے ہوئے ہیں اپنے گاڑی بنگلے اور اخراجات کے لیے فضول میں آپریشن کر دیتے ہیں

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  9 หลายเดือนก่อน +2

      شکریہ آپ کا بہت بڑا۔ آپ کی تعریف کے لئے شکریہ۔ ہمارا مقصد ہمیشہ سے مریضوں کی صحت کی حفاظت کرنا ہے اور ہم خودی کے لئے کچھ ثابت کرنے کی کوشش نہیں کر رہے ہیں۔ اللہ آپ کو بہترین صحت اور کامیابی عطا فرمائے

    • @kamranshehzad3565
      @kamranshehzad3565 วันที่ผ่านมา

      Aslam o alikum

    • @kamranshehzad3565
      @kamranshehzad3565 วันที่ผ่านมา

      Doctor Sab APNA nbr dyy please

  • @azeemismail7865
    @azeemismail7865 11 หลายเดือนก่อน +1

    asapghol kis tarhan liyaa?? hot Water min,

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  11 หลายเดือนก่อน +1

      th-cam.com/video/xyPdlfTjU4E/w-d-xo.htmlsi=Iy3zx_MwC1Y9FkRG
      Yeh video dekhein helpful ho gi

  • @Asad.abbas5
    @Asad.abbas5 ปีที่แล้ว +1

    Sir mujhy almost 1 month sy pain h start my blood tha lekan ab blood nai h r annas k nechy 1 dana bhi h pain rat ko bhut hota h kindly guide kr deny kia h r kia ilaj h

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +1

      Sub say pehly Kisi general surgeon ko proper check up karwaein. Wo examination karny kay baad decision lein gy aur koi ilaaj tajweez karein gy.

  • @AbidAli-mg8nn
    @AbidAli-mg8nn ปีที่แล้ว +1

    Dr sahab m aik pedal dar ourt hon mujhy b fisher ka msla h or mari bemari buhat bhar gai h clinic khan pe h

  • @fazalkhaliqjan
    @fazalkhaliqjan ปีที่แล้ว +2

    Dr sb from where you are? I am from Pakistan. If you are in Pakistan i need ur appointment.

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว

      We are from Lahore. Where are you from?

    • @fazalkhaliqjan
      @fazalkhaliqjan ปีที่แล้ว

      @@drimtiazhussain Sir i am from Timergara Peshawar. Sir i have Anal Fissure tell how is the surgery of fissure. Defficult or simple i am afraid of surgery. Its pleasure for me that you are from Lahore.

    • @fazalkhaliqjan
      @fazalkhaliqjan 11 หลายเดือนก่อน

      @kabirmansoori8636 Dear I have anal fissure plz send me picture of those medicines. From where I can get those medicines?

  • @hazimfaheem249
    @hazimfaheem249 ปีที่แล้ว +1

    Sir muje sat pait me b drd hai or hr wqt swelling feel hoti hai Kia fissures me asa hota hai

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +1

      Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai

  • @iftikharmehmood2464
    @iftikharmehmood2464 9 หลายเดือนก่อน +1

    Assalamoalaikum,Dr sahib main warm sit baath lay raha hoon aur dono creams b istamaal kar raha hoon lekin dard ha ,koi tablet dard k liay b bata dain,Thankyou sir

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  9 หลายเดือนก่อน +1

      Yahi ehtiaatein hain. Jo is mein btai hain.
      th-cam.com/video/-duiPyIePgI/w-d-xo.htmlsi=SYdnvleRyDM8AIS8
      Yeh video helpful hai

  • @fthfus4576
    @fthfus4576 ปีที่แล้ว +1

    I also want to come plz clenic kidr hy

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +1

      Ap kahan say hain?

    • @fthfus4576
      @fthfus4576 ปีที่แล้ว

      @@drimtiazhussain sir am from abtabad

  • @iqraasif197
    @iqraasif197 ปีที่แล้ว +2

    Mjhy qabaz ka koi solution batye plz

    • @Shahzz4
      @Shahzz4 ปีที่แล้ว +1

      Hamdard ka seyrb ha wo piye kabhi kabz ni ho gi

    • @foziaanjum7674
      @foziaanjum7674 ปีที่แล้ว

      ​@@Shahzz4 kia nam h us dawai ka

    • @Shahzz4
      @Shahzz4 ปีที่แล้ว

      @@foziaanjum7674
      Kisi b hamdard dawakhane SE syrab ata hai baresal wo le lo or 7 main aik tube atti ha hamraid wo use kro inshallah fissuer khtam ho jaye ga

  • @ghulamakbar340
    @ghulamakbar340 9 หลายเดือนก่อน

    Sir muje b medicine Bata de muje b yahi msla he please

  • @adnantayyab9550
    @adnantayyab9550 3 หลายเดือนก่อน

    Dr SB?
    Tablet Ka name to bataye?

  • @tahirabbas785
    @tahirabbas785 ปีที่แล้ว +3

    MashaAllah

  • @PrincessAlisa-k9n
    @PrincessAlisa-k9n 7 หลายเดือนก่อน +1

    Yahan per koi kache chawal khata hai ???

  • @ayeshazain5385
    @ayeshazain5385 ปีที่แล้ว +2

    Salam dr sab mery fissure operation ko 12 days ho gae hein .jahan se tag remove kia hy wahan pr abhi b wound hy.. dr sb koe cream bta dein . Posterion forte ya provate g cream konsi lagain

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +1

      Apka surgeon behtre bta sakta hai

    • @ayeshazain5385
      @ayeshazain5385 ปีที่แล้ว +1

      Plz ap bta dein

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +1

      Jis nay operate kia usy hi behtre pata hota hai

    • @ayeshazain5385
      @ayeshazain5385 ปีที่แล้ว +1

      Surgeon ny angised tablets ka powder kaha hy xylocain mein mix krke.. lekin pathy to operate se wxe hi relax ho gain hein phr is ka kia faida hoga

    • @ayeshazain5385
      @ayeshazain5385 ปีที่แล้ว

      Reply krdein dr

  • @ZeeshanAliMemon-t2j
    @ZeeshanAliMemon-t2j 10 หลายเดือนก่อน

    السلام علیکم ڈاکٹر صاحب مجھے بھی فشر ہے اس مرض کو 3 مہینے ہو گئے ہیں اور میں بہت پریشان ہوں ڈاکٹر نے مجھے کہا کہ اپ کی اپریشن ہوگی لیکن میں میڈیسن سے علاج کرانا چاہتا ہوں مہربانی کرکے میرے لئے بھی رہنمائی فرمائیں

    • @imran2605
      @imran2605 9 หลายเดือนก่อน

      سر کوئی حل ملا کوئی اچھی دوائی سجیسٹ کریں

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  6 หลายเดือนก่อน

      Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  6 หลายเดือนก่อน

      ​@@imran2605check up kay baad decide hota hai

  • @kamranch758
    @kamranch758 ปีที่แล้ว +1

    Lahore me koi dr h jo ya jnta ho mojhy chak krwna haii

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +1

      Kisi bhi general surgeon ko check karwaein

  • @mosahashim2006
    @mosahashim2006 ปีที่แล้ว

    Sir muj v y problm hi. .plz kuch bata dy

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  6 หลายเดือนก่อน

      Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.

  • @khalidmkhalidm-r8m
    @khalidmkhalidm-r8m ปีที่แล้ว

    Doctor plz mujhe bhi bta den k m kia krun mujhe bhi AISA hi masla ho gya h

  • @humausman2823
    @humausman2823 ปีที่แล้ว +1

    Sir kya ispghol ka chlka life time use kr skte han? ya phr 1ya 2 month use kr k chor dena chahye

  • @sanajaved1664
    @sanajaved1664 11 หลายเดือนก่อน +1

    Plzz sir first time sir howa hain 5,6, days sa issue hain buht pain hain sir

    • @RanaAnas-wl7yr
      @RanaAnas-wl7yr 8 หลายเดือนก่อน

      Pain Kis jga pr hota hai

  • @GULNAZ-tb8si
    @GULNAZ-tb8si 9 หลายเดือนก่อน +1

    Sir mn b ye medcen ly rhi hu abi muje 3dn hoy h but muje abi b blood at a h itni prhe, or ehtyt k bawajod na to qbz h or mn grm pani mn b beth dhi hu

    • @GULNAZ-tb8si
      @GULNAZ-tb8si 9 หลายเดือนก่อน +1

      Sir plz muje btaen kitny arsy tk theek ho ga mere choty bacy h or school going h muje not msla hota h

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  9 หลายเดือนก่อน +1

      Sabse pehle toh hum aapko suggest karunga ke apne healthcare provider se jald se jald consult karein. Unki guidance aur expertise se aapko sahi treatment mil sakegi.
      Agar aapne 3 dinon se medical treatment shuru ki hai aur abhi bhi araam nahi aa raha, toh yeh indicate karta hai ki current approach effective nahi ho raha. Aapko apne doctor se is bare mein discuss karna chahiye.
      Blood aane ka issue bhi serious hai, aur iske liye immediate medical attention zaroori hai. Aapko bleeding ke symptoms ke saath apne healthcare provider se milke discuss karna chahiye taki sahi diagnosis aur treatment mil sake.

    • @GULNAZ-tb8si
      @GULNAZ-tb8si 9 หลายเดือนก่อน

      Asalamo alkum sir mein n ape medeshtion ko btaya h to unho n transmin cap 500 b ad ki mn ab
      Deflan
      Flagl or transamin
      Le rhi hun abi thora sa farq h
      But mine bot dar lgta h muje bchon ko b dekhna h or mn afording b in hun furts in han ispghol or duphlic daily ly rhi hun ab bath k bad muje pain hoti h kia mn jald theek. Ho jaon gi

    • @GULNAZ-tb8si
      @GULNAZ-tb8si 9 หลายเดือนก่อน

      Or sir pani zyada peny c bar bar washroom Jana prta h kia bar bar creem lgaon ?

  • @unzlazafar3682
    @unzlazafar3682 ปีที่แล้ว +1

    Assalam o alaikum sir. Kya 4th grade haemorrhoid ki rubber band ligation ho skti hy?

  • @MuhammadImran-to7zb
    @MuhammadImran-to7zb 10 หลายเดือนก่อน

    Sir ap kon se hospital hoty hain

    • @shnzkusar7041
      @shnzkusar7041 10 หลายเดือนก่อน

      Gangaram

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  6 หลายเดือนก่อน

      Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.

  • @snacknadeem8587
    @snacknadeem8587 ปีที่แล้ว +1

    سر جی، مجھے اکثر پاخانہ کرتے ہوئے بہت درد ہوتاہے اور ایسا لگتا ہے کہ پھنس گیا ہے، میری عمر 41 سال ہے، کیا میں سوڈیم پیکو سلفیٹ، سکائی لیکس ڈراپس اور Nifedipine استعمال کروں روزانا ؟؟

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  ปีที่แล้ว +1

      th-cam.com/video/45Gc7uP62Wk/w-d-xo.html
      Yeh video helpful hai