Yufeng wiring mein sirf teeno hi connection hoga (indicator, side light or brake light) Back gear connection karne ke liye alag Karke isko line karna padega vah related Mein Ek video Banaunga Jab Koi gadi ka wiring ka kam Karunga tab. Aur qsd wiring Mein backlight Sab connection Hoga vah related video Kuchh hi Dinon Mein Banaunga
Aapka e rickshaw ka battery Agar Sahi rahega.. To Fir aapko Yahi chij ko dekhna Padega 🛑Motor sensor ka coupler pin loose ya pin Mein rust hone se Aisa problem aayega 🛑Yellow box pin Agar loose rahega ya garam hokar Jal jaega To bhi Aisa problem hoga 🛑Headlight ke andar accelerator ka jo coupler hai vah coupler pin ko check karna padega . 🛑Aur ek basic problem rahata hai gadi mein break switch Agar active rahega to bhi Aisa problem ho sakta hai Ok 😊 Thank you so much ❤🌹😊
Vah Jo main kam kar raha tha vah ek elemeter se kam kar raha tha battery connection lekar nahin jiske Karan 20 volt ho raha tha . vah elemeter Mein problem tha
Ok.. 🛑Pattii bush Agar kharab ho jaega to Gadi bahut jyada jarkin hoga 🛑Chasis se body Agar Chhod dega to bhi gadi Jhanki hoga 🛑Pichhle wala tyre mein agar koi problem rahega 🛑Aur differential Ke Sath Jo adjustable rod rahata hai vah agar loose Rahega to bhi gadi jarkin hoga
Akash vaya on off bala L/R connection switch ka wearing setting dikaye
Is related video is channel per rescent upload kiya hua hai app jakar dekh sakte ho wiring related bahut sare Video Hai usmein Hai ok 🤗👍
Apka whatsop nbr dijiye
V nice video sir
Thank you soooo much ❤
Bhai background music mein Dala karo
Sorry for disturbing
very very thank you sir sir is back light ka connection nahin aata hai kya
Yah wiring samajhne mein agar koi problem hoga to mujhe comment kare. Ok
No sir baki back light ka connection agar karna ho to kaise karenge is he wiring mein
Yufeng wiring mein sirf teeno hi connection hoga (indicator, side light or brake light) Back gear connection karne ke liye alag Karke isko line karna padega vah related Mein Ek video Banaunga Jab Koi gadi ka wiring ka kam Karunga tab.
Aur qsd wiring Mein backlight Sab connection Hoga vah related video Kuchh hi Dinon Mein Banaunga
Thank you sir
Almost welcome ☺☺☺👍👍👍👍👍
@@akasherickshawtech dada tomar bare kona
Sir Toto me dono side ka indecator ek saath kaise jalayen please batayen sir?
Donon indicator Ek Sath Jalne wala Jo connection hota hai main bahut easy tarike se Karke video dunga theek hai ok.
भाई मेरे रिक्सा मे चलते चलते छोड जाता है
फिर चलता है फिर छोड जाता है
क्या करू
Aapka e rickshaw ka battery Agar Sahi rahega..
To Fir aapko Yahi chij ko dekhna Padega
🛑Motor sensor ka coupler pin loose ya pin Mein rust hone se Aisa problem aayega
🛑Yellow box pin Agar loose rahega ya garam hokar Jal jaega To bhi Aisa problem hoga
🛑Headlight ke andar accelerator ka jo coupler hai vah coupler pin ko check karna padega
.
🛑Aur ek basic problem rahata hai gadi mein break switch Agar active rahega to bhi Aisa problem ho sakta hai
Ok 😊
Thank you so much ❤🌹😊
Brake light Nahin chal raha hai
tomar bare kona dada
Kolkata
Price please
Sir esmein toh 20+ volt AA rahe they wo kese aaye esmain
Vah Jo main kam kar raha tha vah ek elemeter se kam kar raha tha battery connection lekar nahin jiske Karan 20 volt ho raha tha .
vah elemeter Mein problem tha
Sir break switch ke wire touch kare se shot karta hai us ke liya Kiya kare
Short matlab wire heat ho raha hai?
भईया ये कितने रूपए का है।
Sab jagah current aa raha hai lekin gadi nhi chal raha hai kya ek video bana dijiye
Kon sa company ka e rickshaw hai?
Piche brake light kya all tym on hai?
Thakral ka h
Sir, agar motor ke upar watt nehi likha hoga to konsa motor kitne watt ke hai keise pagechane iske upar ek video banaiye
Motor ka shaft dekh kar pata chal jaega yah to rotar dekhkar aapko pata chal jaega
RS.....?.
Erickshaw gadi bahut jarkin horaha maine jitna bhi nut bolt hai sab tide kiya phir wohi problem
E rickshaw jarking ho raha hai Samne se ya piche se?
Back side
Ok..
🛑Pattii bush Agar kharab ho jaega to Gadi bahut jyada jarkin hoga
🛑Chasis se body Agar Chhod dega to bhi gadi Jhanki hoga
🛑Pichhle wala tyre mein agar koi problem rahega
🛑Aur differential Ke Sath Jo adjustable rod rahata hai vah agar loose Rahega to bhi gadi jarkin hoga
Thank u sir
Almost welcome , 🌹💐🙂