Simply unbelievable..you have made this home a heaven no doubt ,I can feel every bit of it.. I am really blessed and thankful to Allah to have such talented and caring wife . Keep working hard May Allah give you all success in your life .. Best of luck.
Super talented girl bravo👏👏👏👏👏 I saw a comment who says paisa ho to baday say bada decor bhi chota lagta hy . to my sis paisa is not enough to do a makeover like this ,it surely need talent and hard work ❤
My dear noori app ka sub se achcha makeover raha ye Allataha app ku aise hi hum sub ko ideas deney ki tofeeq de Ameen inshaAllah mera bi new house hune wala hi mi bi isa hi karoungi bahuth bahut mubarak 😂🤲🤗
@@saliimmohammed9152 Dekhiye, mera maanna hai ke Qur'an ke verses ko decoration ke liye istemal karna theek nahi hai, kyunki iska asli maqsad humein guidance aur seekh dena hai, sirf dekhne ke liye nahi. 1. Respect aur Beadbi ka Pehlu: Ghar mein aksar hum apne daily kaam karte hain, jismein kabhi galtiyan bhi hoti hain, galat baatein bhi ho sakti hain, aur kabhi kabhi music bhi suna jata hai. Agar aise mein Qur'an ke verses walls par lage hon, toh unka disrespect hota hai. 2. Masjid aur Ghar ke Maqsad mein Farq: Masjid mein Qur'anic verses lagane ka asli maqsad logon ko yaad dilana aur motivate karna hota hai. Jaise “Innassalata kaanat 'alal mumineena kitaabam mauqoota,” jo namaz aur waqt ka ehsaas dilati hai. Lekin ghar mein, log aksar sirf dikhawa ya decoration ke liye Qur'an ke verses lagate hain, jo ke uska asal maqsad nahi hai. Isi wajah se scholars bhi ye maante hain ke Qur'an ke verses ko bas decoration ki tarah istemal nahi karna chahiye, kyunki usse wo izzat aur asal maqsad gayab jata hai. Qur'an ka asli maqsad yeh hai ke hum usse sikhein, samjhein, aur apni zindagi mein us par amal karen, na ke sirf usay deewar par laga kar dikhawa karen.❤️
@@saliimmohammed9152 Taj Mahal aur Qutub Minar jese monuments par agar Qur'anic verses likhe bhi hain, toh yeh un hukmaranon ka apna decision tha. In sab ko kisi Allah ke nabi ne bnaya like mAkka. Unke zamane mein shaayad yeh izzat aur shaan ka nishan samjha gaya ho, lekin asal mein, Qur'an ka maqsad yeh nahi hai ke use sirf decoration ke liye lagaya jaye. Qur'an ek hidayat hai, jise humare dil aur zindagi mein hona chahiye, na ke sirf deewaron aur imaaraton par.
@@MdFurqan. maybe you are right, but is tarah see toh hum kuch bhi nahi laga sakte gharon ki deewaron pe Islam se related. Ab hum itne ameer toh nahi ki monumnets bana sakte. I think putting such wall art brings positivity and a sense of belongingness to the home & religion. We can categorize these Islamic wall arts into 4 categories. Chalo maan liya Quranic verses nahi laga sakte, but I think other 3 are fine. 1. Quranic verses, 2. images of Mecca and Medina, 3. Caligraphy of the names of Allah and Mohammed(s.a.w) and 4. Calligraphy of Words like Sabra, Shukra, Mash'Allah, Bismillah etc
Simply unbelievable..you have made this home a heaven no doubt ,I can feel every bit of it..
I am really blessed and thankful to Allah to have such talented and caring wife .
Keep working hard May Allah give you all success in your life ..
Best of luck.
Thank you so much ❤️❤️❤️ Nothing is possible without your support 😘
I'm very very impressed on your hard work....keep it up@@noorishomecorner4286
@@noorishomecorner4286 what's your wall color Code please share
8658
🎉
You decorated nicely but more decoration items can be avoided actually empty walls or space also gives a decent look.
Yes...
Yes I agree
Wallpaper aur curtains k elawah baqi sb rich aur modern vibes dy raha h
MasHallAh good 👍
Nice designer maam awesome 💯😎
Very beautiful idea with Decor
Mashallah bhot pyara décor krty hain ap
Mashaallah bht unique h
Koi itna talented kaise ho skta h royal look ♥️ 😍 👌 ❤️
Mashallah bhot jyada achha lgrha h
MashaAllah beautiful makeover ❤
MashaAllah beautiful ❤
Masha Allah bohot khubsurat decoration kiya he apne
Masha Allah zaberdast
Mashaallha 🤲🤲🤲🤲👍👍🌹🌹
Mashallah, Aapne tu Kamaal kar Diya In sab in Ke liye Dimaag hona Bahut zaroori Hai very good job
Ma sha Allah ❤
Aap creative hone k sath bahut intelligent bhi ho ....beautiful ❤❤❤
Right❤🎉
Very nice makeover masha allah ❤❤
Such mn bht hi bariya hai.. ma Sha Allah beautiful 😍❤️
Masha Allah ☝️🤲🤲🤲🤲🤲👍👌🥰🥰🥰
No doubt aap bahut talented d bas ek suggestion h aap k decor jo bhi karey combination Thora khayaal rakhey
Super talented girl bravo👏👏👏👏👏
I saw a comment who says paisa ho to baday say bada decor bhi chota lagta hy . to my sis paisa is not enough to do a makeover like this ,it surely need talent and hard work ❤
MashAllha mojhe bhot pasand aya he ap ka ya mekover me bi kany wali ho ye dekh kar thank you atny achy se samjhany k liye
So beautiful ❤️❤️❤️❤️❤️🎉🎉
Masha Allah you have a great talent yaar keep it up Noori Allah aap ko successful life de ameen and take care 😘
Assalamualikum
Mashallah
My dear noori app ka sub se achcha makeover raha ye Allataha app ku aise hi hum sub ko ideas deney ki tofeeq de Ameen inshaAllah mera bi new house hune wala hi mi bi isa hi karoungi bahuth bahut mubarak 😂🤲🤗
Good fantastic 👍
Maa Shaa Allha ,
So nice & very beautiful, you have done a very tremendous job hats of to u
Mashallha mashallha mashallha g Bohat acha❤❤❤❤❤❤❤
You are really very Talented Aapka video hamesha dekhti huu
Aur bohot satisfaction milta haii transformation se❤❤❤❤
Thank you so much ❤️
Silicon gulu plz full name
MashAllah super talanted lady ...watching all ur videos from Pakistan ...love ur work ..stay blessed sis
Masha Allah Masha Allah bhut khub
Bohat hi Kamal ka makeover hai MashaAllah ❤❤
Wow!!!!! Kitna khoobsurat decoration kiya h🎉
Ma Sha Allah very nice
Massaallah very very nice
Mashallah bhut hi khubsurat 🎉🎉🎉
This video just pop in my feed and I got the idea that I should also try this. love your video
So beautiful
Mashallah 🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉❤mekowar 👍
Massallah bohat beautiful
Beautyful decoration
Mashallah khubsurat saja hai room
mashaallah bahut achha lag raha he kaash hum bhi aise hi kr paate jugaad
Beautiful to bhut lagta hai but bhut sare color add hone k karan elegant nahi lagta hai
Mashallah so beautiful bhut acha kam budget m achha interior ❤
Wall molding aur color choice acha hai. Kuch decor items bhi ache hai. Aur better hosakta tha agar matching curtains aur reflective decor reduce kar de toh. Zyada chamkile aur colorful decor ache nahi lagte. Gives a typical miyabhai vibes.
Wooooooooooow 😮😮😮 brilliant
SIMPLY SUPERB ❤ 😊
Jobhi Karti ho aap mashallah bohot hi acha hota hai ❤
Mashallah v nice ❤❤❤❤
Mene aaj pehlibar aapki video deki ..but bohot achi lagi mujhe bhi ese ghar ko makeover karna bohot pasand he ..
@@AayshaPathan-ls7jp same here 😊😊
I am eagerly waiting for your video 📸 ❤ nice sharing
Nice....but i think birds ayatal kursi sath nhi lagana sahiye....
Sath me kya 2no hi nahi lagana chahiye Qur'an ke words ko decoration ke liye istemal ni karna chahiye, and birds to mana hai hi.
@@MdFurqan. aise toh hai kai islamic buildings and masjids mein deewaron pe Quranic verses likhe hote hai, like Tah Mahal, Qutub Minar woh kya?
@@saliimmohammed9152 Dekhiye, mera maanna hai ke Qur'an ke verses ko decoration ke liye istemal karna theek nahi hai, kyunki iska asli maqsad humein guidance aur seekh dena hai, sirf dekhne ke liye nahi.
1. Respect aur Beadbi ka Pehlu: Ghar mein aksar hum apne daily kaam karte hain, jismein kabhi galtiyan bhi hoti hain, galat baatein bhi ho sakti hain, aur kabhi kabhi music bhi suna jata hai. Agar aise mein Qur'an ke verses walls par lage hon, toh unka disrespect hota hai.
2. Masjid aur Ghar ke Maqsad mein Farq: Masjid mein Qur'anic verses lagane ka asli maqsad logon ko yaad dilana aur motivate karna hota hai. Jaise “Innassalata kaanat 'alal mumineena kitaabam mauqoota,” jo namaz aur waqt ka ehsaas dilati hai. Lekin ghar mein, log aksar sirf dikhawa ya decoration ke liye Qur'an ke verses lagate hain, jo ke uska asal maqsad nahi hai.
Isi wajah se scholars bhi ye maante hain ke Qur'an ke verses ko bas decoration ki tarah istemal nahi karna chahiye, kyunki usse wo izzat aur asal maqsad gayab jata hai. Qur'an ka asli maqsad yeh hai ke hum usse sikhein, samjhein, aur apni zindagi mein us par amal karen, na ke sirf usay deewar par laga kar dikhawa karen.❤️
@@saliimmohammed9152 Taj Mahal aur Qutub Minar jese monuments par agar Qur'anic verses likhe bhi hain, toh yeh un hukmaranon ka apna decision tha. In sab ko kisi Allah ke nabi ne bnaya like mAkka. Unke zamane mein shaayad yeh izzat aur shaan ka nishan samjha gaya ho, lekin asal mein, Qur'an ka maqsad yeh nahi hai ke use sirf decoration ke liye lagaya jaye. Qur'an ek hidayat hai, jise humare dil aur zindagi mein hona chahiye, na ke sirf deewaron aur imaaraton par.
@@MdFurqan. maybe you are right, but is tarah see toh hum kuch bhi nahi laga sakte gharon ki deewaron pe Islam se related. Ab hum itne ameer toh nahi ki monumnets bana sakte. I think putting such wall art brings positivity and a sense of belongingness to the home & religion.
We can categorize these Islamic wall arts into 4 categories. Chalo maan liya Quranic verses nahi laga sakte, but I think other 3 are fine.
1. Quranic verses,
2. images of Mecca and Medina,
3. Caligraphy of the names of Allah and Mohammed(s.a.w) and
4. Calligraphy of Words like Sabra, Shukra, Mash'Allah, Bismillah etc
Masha Allah bahut aala great keep it up humari dua apke sath hai
Wow zabrdast me ap ki video boht shoq se dekhte ho
Incredible video...bahut hi accha idea Diya aapne ..main bhi try karoongi
Mashallah zabardast from karachi pakistan
😳 wow beautiful ma sha Allah ❤
Practically karke samjhane ka ye concept bhut hi shandaar h aapka... Dhanyad
Thank you so much ❤️
First time he dkha aur fan ho gai❤
Mashaa Allah, Beautiful .
Mashallah ❤🎉🎉🎉🎉
Beautiful 😍
Very beautiful 🎉🎉
Boht achha lg rha he hme bhi esi bnana he apne bed room me thanks for sharing ideas 💡 ❤❤❤
Mashallah app bahut kabil aur zaheen hai Allah nazre bad de mahfooz rakhe ameen
Beautiful as always ❤
Masha Allah very nice ❤❤❤
Masha Allah Bahot hi Acha kare ho
Bahut khub mashallah
Aoa dear aapi decore aap apna ghar karty Hy or Khushi mujy hoty Hy.Masha ALLAH aapi aap ny sekha Hy ya god gifted talent hy
Sofaset pasand nhi a rha tha...accha kiya apne uspr cover kr diya..nice decoration
Appi aap ki us videos se hume ye idea aaya tha aor aap ne same wahi is video me ki hai dekh kar bahut khushi ho gai
Awesome super creative
Mashallah bahot khub Allah nazare baad se bachae ameen
Mashallah mashallah baht khubsurat hai
Excellent 👌 ....ap hemesha hi superb makeover deti hn apnay gher ko ..... Keep it up
Masha Allah nori Allah nazr e baad se bachaye❤🎉
MashaAllah bahut pyara
Ye maine bhi soch rakha tha or apka video a gya thank you 😊
Maa shaa allah ...
Watching your videos from Australia, you're very talented & creative. Appreciate your DIY, God bless you 🙌 🙏
Superb....👍👍👍
I am ur new subscriber...I really like it
Amazing 😮 decor...GBU
Bhut hi badhiya ❤
Assalamualaikum..... Masaallah aap aise hi apna kaam kre.... Allah apko or kamyabi dega...
Mashaallah ❤
Ma shaa Allah bht khoobsoorat ❤
You are the world 🌍 ofdecoration 💯💯💯
Thank you so much ❤️
बहुत सुन्दर विडियो देर से आता पर अच्छा आता है
Is baar aapka makeover acha lga hai jo toda morden hai,, hotch potch dihati nhi lg rha hai,, good work
Brilliant talented lady u r. Allah bless you ❤
Zabar dast,,,weldone
Very nice
Excellent, all the best
Mashallah very nice decor
excellent!!
Masha Allah bahut hi piyara piyara
Hat's off sister..
Really u r magical women
Mene bhi aapke jaisa mirror wala banaya tha aapke idea bohot achche lagte hain